22-10-2022, 12:08 PM
Aaj Sunday tha ......aur aaj suman ne bade laad se apne liye halwa aur poori banwaya tha.......... aaj Abhi bhi ghar par hi tha .......Nandita ke kahne par wo upar Abhi ko bulane chali gayi .............
Suman aaj behad khus thi........aaj sham ko sabka bahar ghumne jane ka program tha ........aur usne socha tha ki aaj wo abhi se apne muhabbat ka ijahaar kar degi.......use jyada nhi pta tha Abhi ke bare me lekin abhi uske dil ko achchha lagne laga tha aur is bar wo sirf apne dil ki baat sunne wali thi.
khusi khusi kuchh gungunate huye wo Abhi ke room ke bahar pahuchi aur darwaze par knock karne hi wali thi ki ek behad sard aur khaufnak aawaz uske kano me padi...........
“ Nhi, Gafoor ..........itni aasan maut nhi dunga use mai, use tadpa-tadpaa kar marunga............use bhi to pta chale ki bewafayi ki saja kitni bhayanak hoti hai..........” andar se aa rhi ye aawaz masoom suman ko buri tarah daraa rahi thi...ye kaun tha ????.....abhi to na tha !!!!!!.
suman ne dabe paav khidki se parda hataya aur andar jhankne ki kosis ki............room ki lights off thi ......roshndan se chhan kar bahut halki roshni aa rhi thi...... aur dher sara cigrrete ka dhua bhara hua tha ...room ke bicho bich kaan se phone lagaye chair par Abhimanyu baith hua tha !!! ....jee ABHI hi tha wo !!!! ...kam se kam shakl to abhi ki hi thi .
“gafoor, til-til karke tadapegi wo........til-til karke........maut to bahut aasan hai ....abhi dekha hi kya usne .........” suman behad dar gayi ....uska dil baitha ja rha tha.
“kya socha tha tumhe kya nikle tum ” suman ka dil buri tarah toot gaya tha,,,,uska dimag sunn ho gya tha bilkul......wo apni pahli muhabbat ke adhure hone ka matam bhi nhi mna payi thi ki ek majboot hath ne uske muh ko kisi dhakkan ki tarah se band kar liya....usne suman ko dusre hath se pakda aur ghasheetate huye room ke andar le aaya.
Suman ko abhi ki shakl me ye koi vahshi janwar lag rha tha...laal laal aankho se aise ghoor rha tha mano kha jayega....
“bol kya suna tune............meri jasoosi kar rhi thi.........Rajeshwari ki jasoos hai ????????? .......bol dena use koi nhi bacha sakta........koi bhi nhi.........” suman buri tarah ro rhi thi....balo se pakad kar ghaseete jane se use bahut dard hua tha aur us se jayada dard abhi ka yah vahshi roop dekhkar ho rha tha.
“Abhi mai !!! ,tumhari suman........plzzzzz..........abhi......!!!!!! ” suman itna hi bol payi ki Abhi ka jordar thappad uske galo par pada.........aur fir se usne suman ka muh daboch liya apne hatho se.......
“nhiiiiiiiiiii!!!!!!!!! Mera koi nhi hai...mujhse rishta mat jod kamini..........tum aurate bewafaa hoti ho....irf dhokha deti ho......tu bhi kisi ko dhokha hi degi.......”aur isi ke sath abhi ne ek aur thappad suman ko jad diya...
Abhi jane kya kya bake ja rha tha......galiya de rha tha.....aur uska hath abhi bhi suman ke muh par jamaa hua tha.....
Kuchh hi minutes beete honge ki abhi ko mano hosh aaya....vajah ye thi ki suman ka partirodh aur chhootane ka prayas lagbhag ruk gya tha.........uska badan dheela pad rha tha.....abhi ke hath ko apne muh se chhudane ki kosis karni usne chhod di thi.....sare ang sithil ho rhe the uske.......... aur aankhe band ho gayi thi..