20-10-2022, 05:04 PM
Present time:
Rohit uss chote se kamre me sar niche kiye rote hue badbadae jaa raha tha…
Rohit: maine nahi mara… maine kisi ko nahi mara… Maine apni PRIYA ko nahi mara…
Tabhi achanak wo husne laga… usne apna sar upar kiya uski aankhe surkh lal thi…
Aur chehre par eak vehsipan wali hasin…
Rohit: Dekh Rohit aaj maine apna badla le liye… Aaj tere paas maine kuch bhi nahi
choda mera badla pura hua… maine tujhse tere saare apne chchin liye...
ab ji iss bojh k saath…
Aur usi waqt Rohit ki aankhe normal ho gayi aur wo wahin behosh hokar let gaya…
Darasal iss kahani ki shuruaat me jis case k liye puraskar mila tha usme rohit ne eak
Sereial killer jisne dus logo ka katal kiya tha uska encounter rohit ne kiya tha wo bhi
Uska trap ban kar… uska naam Ramanna
Actually wo sereial killer ka beta bahot bimaar tha aur usko kisi Baba ne gyaarah
logo ki bali dene k liye kaha tha… usne dus logo ko to maar diya aur rohit ko usne
apna gyarawah shikar banaya tha jo khud uske changul me use marne gaya tha…
Pehle rohit ne usse jaan bujh kar dosti ki aur jab eak baar dono hotal gaye to Rohit
ne Ramanna ko apni drink me kuch milate dekha aur samajh gaya ki wo behoshi ki dawa
mila raha hai… rohit ne chalaki se uss drink ko phek diya aur phir behosh hone
ka natak kiya…
Jiske baad ramanna use uthakar eak jangal me le gaya jahan eak baba hawan k sath uska
intzaar kar raha tha… Rohit jaise wahan pahuncha wo khada hua aur usne pehle baba ko
apni pistol se mara aur uske baad Ramanna par goli chala di…
Ramanna ki jaan turant na nikli marne se pehle usne rohit ko kaha ki wo wapas aakar
iska badla jarur lega jaise aaj rohit ne use apne bachche ki jaan bachane se roka…
waise hi eak din wo apno ko nahi bacha paega…
Ramanna: “ mai har chiz ka hisab lene aaunga... teri jindagi se har wo chiz chchin lunga
jo tujhe pyaari hai... “
Aaj shayad log rohit ko "Dissociative identity disorder" ka mariz samajh rahe ho …
par eak hasta kheta insaan itna darinda ban jaega ye kabhi bhi gale se utarne wali
baat nahi thi…
Rohit k andar se wo haivaan to chala gaya par usne rohit ko eak aisa dard diya
tha jisse rohit jindagi bhar na ubar paya… Aaj Rohit eak mental asylum me hai
jahan wo har pal eak hi Baat kehta rehta hai…
"Maine meri Priya ko nahi mara"
The End