13-07-2022, 02:01 AM
(This post was last modified: 14-07-2022, 01:36 AM by Greenwood. Edited 1 time in total. Edited 1 time in total.)
Update 5
Jab saumya utar ke niche aayi tab usne sabse greet kiya or sahil ko ek gifts or bahut sare chocolates diye
Ayesha:- are itni mat de ise
Saumya:- aadhi tu kha lena
Or dono hansne lagi
Fir idhar udhar ki baate family,business or baki sab chize bhi...
Tab nokar aata hai or bolta hai ki madam khana laga diya hai
Saumya:- chalo guys,bahut bhookh lagi hai
Last wali line saumya ayesha ko dekh ke bolti hai
Ayesha ko ye baat samajh aa jati hai or wo saumya ko daant dikha ke hansne lagti hai
Fir dinner table par sab khana kha rahe hote hai
Tab saumya hanif se bolti hai
Saumya:- to hanif ji,aage ka kuch socha hai kuch kaam business
Hanif:- ha madam,bas kal subah hote hi apne purane truck wale kaam par laut jaunga
Saumya:- nahi ab uski koi jarurat nahi hai,
Ap kal mall aa jaiye maine apki job ka arrangement kar diya hai
Ayesha:-lekin tu... Ye tera ehsaan hum kaise chuka payege
Saumya:- ye kya baat kar rahi tu,kabhi maine kuch chukane ko bola kya tujhe
Or ayesha fir se flashback me chali jati hai lekin hanif or saumya ki baat sunke uska dhyaan tutta hai or wo bolti hai
Ayesha:-saumya lekin ye waha karenge kya
Saumya:-are us mall me humari bhi shops hai I mean meri or ajay ki...Bas waha shopkeeper ka kaam dekhenge
Hanif ki aankho me aansu they or wo hath jod ke bola :- ji madam,ap jo bologe main wo karunga
Ayesha saumya ki baat katna chah rahi thi lekin hanif ke agree hone ke baad wo chup reh gayi
Or hanif ki taraf ek smile dekh ke boli mubarak ji hanif ne bhi return me mubarak kaha
Idhar saumya ka khana finish ho chuka tha or wo ab wo karne ja rahi thi jo hanif ki sabse badi kamjori thi
Usne ek jhatke me bottle khol di or 3 glass serve karne lagi
Use maloom tha ki ye hanif ki sabse badi kamzori hai or wo aj itna khush hai ki wo mana nahi kar payega
Ayesha:- ye tu kya kar rahi hai saumya, aj hi to inhone ye sab se tauba ki hai or aj hi tu...
Saumya:- are pagal,aj to celebrate karne ka din hai hai na hanif ji
Hanif ne bhi bina ayesha ki taraf dekhe glass uthaya or pine laga
Jab ayesha ki taraf saumya ne glass offer ki to usne mana kar diy
Saumya janti thi ki wo hanif ke samne nahi piyegi lekin aj raat ka uska jo plan tha uske liye ayesha ka khush rehna bahut jaruri tha
Isliye saumya use soft drink offer ki or ayesha or sahil soft drink pine lage
Idhar hanif ek baad do,tin,char,panch glass pi gaya or iske baad use nasha chadhne laga
Ayesha ke lakh mana karne ke baad bhi hanif pite raha or jab wo puri tarah se nashe me tha tab ayesha ne saumya se kaha jo khud 3 glass chadha chuki thi, boli yaar inhe ghar drop karde na
Saumya janti thi ki ab hanif kabhi bhi nashe me so sakta hai or uska plan kamyab hone me hai
Isliye saumya ne kaha ha jarur yaar,
Or apne nokro ko jor jor se aawaz di lekin koi nahi kyoki saumya ne pahle hi sabko chhutti de di thi ki raat hone se pahle sab apne apne ghar nikal jana
Idhar saumya chillaye ja rahi thi lekin koi bhi nokar nahi aaya
Fir saumya ayesha ki taraf dekh ke boli
Saumya:- yaar ayesha lagta hai sab ke sab apne ghar chale gaye
Ayesha:-to tu humein drop kar dena yaar,itni raat ko auto bhi nahi milega
Or itne me hi hanif bhi nashe ki nind so gaya
Or sahil bhi wahi sofe par jhapki lene laga...
Ye sab dekh ayesha bhi wahi beth gayi or saumya boli
Saumya:-yaar ab tu itne saal baad mili hai,aj raat yahi ruk ja na
Ayesha ko bhi laga ki aj raat yahi rukna sahi rahega
Or wo agree ho jati hai
Or saumya apni clever hansi hansti hai ki uska aj ka plan kamyab ho gaya.....
Ab kya hoga uska plan
We'll see in next update
Comments likes and suggestions guys...