10-07-2022, 10:47 PM
Part 3 : The day it started
Meri life ka woh din hamesha yaad rakhati jis k baad meri life poori badal gayi. Woh conversation kuch aisi thi
Dev : Hi ! Sneha kahan rahti ho aaj kal , hamesha padhai main hi busy kabhi koi masti ya ghumane bhi chalo. Final year aa gayi ab nahi karogi toh poori life complain karogi ki college ki 3 saal bardbad kar di.
Sneha: Hello Dev mujhe pareshan na karo last 2 saal se tumhari yeh baat sune rahi. Mujhe aaj kuch important topic cover karni. Aur tum aaj itni subah yahan kya kar raha hamesha dophar tak sota hai.
(mai Dev ko ignore kar rahi hoti ushka hamesha ki dialogue hota jab bhi milti. magar mujhe malum nahi thi ki aaj ushki dialogue baato se jayada thi. aur ushki yeh offer k peeche ki sach mujhe kuch hafto k baad malum hogi. )
Dev : Oh Sneha Behena tu kabhi meri baat maan le , ab last year hai bas kuch toh maze kar le . Mai itna interesting hun poori college mujhe janata hai. Tum ek aisi ki tumhare khud k classmate thik se nahi janate. Plz Sneha didi maine ek achhi plan banayi hai aur tum bor naho hogi. Mai promise karta hun.
(Dev mujhe didi tabhi bulata tha jab ushe kuch chahiye magar mai yeh baat baad main dhyan aayi jab already sab kuch ho chuka tha. )
Sneha : Dev ab bolo kya chahiye tum subah subah maska laga rahe yani ki kuch chahiye tumhe. Aaj madad nahi kar sakti mere ghar se pocket money nahi aayi hai. 1 week baad aana mai tumhe udhar de dungi . waise aaj tak tumne kabhi wapas ki meri paise gussa k bolti.
(bas natak ki gussa ki woh yahan se jaaye warna bahut convince karne k peeche lag jata. Dev nature ka achha tha bas paise barbad karta tha. Yahi mai sochti thi dil ka achha hai.)
Dev : mujhe paise nahi chahiye . yeh dekho mere pass yeh itne paise (note ki bundle hoti). Tum mujhe hamesha daant deti, aaj magar mai tumhe aapi taraf se treat dena chahta. plz meri baat maan lo.
Sneha : Dev itne paise kahan se le kar aaye gussa k bolti , kuch galat kaam toh nahi kiye. (mujhe samajh jana chahiye tha ki kuch galat kaam ki hai dev ne magar maine utni dhyan nahi di)
Dev : yeh paise mere Dad ne bheji unki business main ish saal profit huyi. bole ki enjoy kare ko . magar mai kaise bhul sakta ki 2 saal se tumne kitni madad ki. isliye yeh akele nahi tumhare saath share karna chahta tha.
(Dev ki sad face dekh k mujhe daya aa gayi. sochi mai hi jayada hi daant deti hun. bechara mujhse bas 2 saal ki favour return karna chahta. )
Sneha : ab natak na karo . aur yeh sad face na banao , thik hai mai chalungi magar aaj nahi . aaj meri class bhi hai . weekend par chalungi aur saath main Nilo bhi aayegi . tujhse jayada spend karwaungi. 2 saal se tum meri aur Nilo ki spend karwa rahe.
(mai bhi khush thi , dekhati hun dev kaisi parties main jata . bahut club jata tha bas mujhe kahani sunata tha. har baar itni jhuth bolta hai. )
Dev : Magar Sneha jahan party hai wahan tum jaise kapde pehnati waisi pehn nahi ja sakti. thodi modern kapde pehn k aana . (Smile k saath) yeh lo tumhare liye yeh dress laaya hun bas thodi modern hai . Ab tum plz mat bolna ki nahi pehn sakte . bahut soch k tumhare liye laaya hun.
(mai Dev ki baat sune k surprise magar sochi ki bechara itna kar raha bura maan na jaye . waise bhi ish idiot ko kya pata ladki ki dress kya hoti . pakka size galat hogi aur mai bahane bana k jo hamesha pehnati wahi pehn k jaungi.)
Sneha : thik hai Dev . mai shopping bag le leti . thank you Dev . Finally meri rakhi ki gift mili . aur hostel chali gayi.
(meri life ki galti ya badlao .)