Thread Rating:
  • 25 Vote(s) - 3.28 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery BHOOKH!
#14
Star 
3

(After previous update)


Lagbhag 5 bajey sab taiyaar hokar ghumney nikalte hai. Nadee bahut paas mein hi hai. Bus 4 minute ke duri par. Sab wahan jakaar idhar udhar ghumney lagte hai. Rohit na jaane kitne saal baad yeh jagah pe aya tha. Bachpan mein roz college se lautte waat yahan khelta tha woh. Anamika bhi betey ko godi mein lekar Sunita ke sath ghumney lagi.

 Sunita- Annu kaisa lag raha hai yeh jagah.

Anamika- bahut sundar didi.... Sacchi isi liye saher ke log gaon mein ghumney anaa pasand karte hai. Dekho yahan ka paani kitna saaf hai. Aur kitney fish bhi hai yahan. Paani kitna hil raha hai.

Animesh - haa Anamika..... Tumhara pati ko yaad hai ke malum nahi.... Hum yahan kabhi kabhi machli pakar ne aate thei. Tujhey yaad hai Rohit?

Rohit - haa thora thora yaad hai bhaiya.... Main bahut chota tha..... Aap apne doston ke sath aate the. Main bhi ata tha. Aap sab jaal se machli pakarte the. Competition hota tha kisne kitna machli pakra.

Animesh- haa..... Sach mein yaar... Woh bachpan kya sundar tha. Aaj bhi yaad ata hai woh sab. Yaad hai ekbar Ramu kaka chandu ko yahan ghumane laye the?

Rohit hastey huye bola- woh kaise bhool sakta hoon bhaiya.... Woh pagal ne jo kiya tha uffffff ha.. Ha...

Animesh - tu has raha hai? Sala main dubney wala tha!!

Anamika- kya kya hua tha?


Animesh boley - arey main aur tumhara pati yahan usdin machli pakar ne aye the. Ramu kaka bhi hunarey sath aya tha. Lekin usdin Ranu kaka apne us pagal betey ko bhi ghunane laya tha hunare sath. Chandu yahan akar uchal kud kar raha tha. Idhar udhar ghum raha tha. Mai Rohit machli pakar ne mein byast thei. 3 machli pakar bhi chukey the. Ramu kaka shayad bathroom karne thori dur gaye the. Itne hi samay mein chandu pata nahi kab hunarey peechey akar khara ho gaya aur humbe jo machli pakri thi unko balti se uthake firse nadee mein fek diya.


Anamika - oho


Animesh - mujhe aya gussa! Itni mehenat se un machilon ko pakra aur woh pura mehebaat bekar kar diya. Gusse se maine uthke maraa usey ek tamacha. Lekin mujhey kya pata tha ke iska anjaam itna bura hoga.


Rohit - bura nahi..... Khatarnaak bolo bhaiya.... Main toh darr hi gaya tha... Chota tha na.


Anamika - kya... Kya hua tha bhaisahab?


Animesh - arey woh chandu thappar khake itna khunkaar ho gaya ke mera hi gala pakar liya aur mujhe dono haat se upar uthaa ke zor se nadee mein fek diya.


Anamika - oh my......!! 


Rohit - woh toh accha hua bhaiya ko swimming ata tha.... Lekin fir bhi..... Bhaiya ko paani mein fek ke aur chandu Taali dene laga. Yeh sab dekhke mera toh halaat hi kharap ho gaya tha.


Animesh - lekin tabhi Ramu kaka aye aur mujhe uthyaya. Aur fir jo maraa chandu ko. Main bhi gusse se do teen thappar mara. Uske baad kabhi usko ghumane nahi laya gaua..... Sala pagal.


Anamika- fir bhi aise khatarnak pagal ko aap log apne ghar mein rakhte ho?


Animesh - kya hai ke Ramu kaka humare itne bafadar hai aur itne samay sw humare parivar ke sewa karte aa rahe hai ke mere pitaji ne chandu ko isi ghar mein rakhne ka adesh diya tha. Ramu kaka bhi aone betey ko apne se dur nahi karna chahte the. Waise bhi woh hamesha bandha reheta hai... Sirf bathroom ke time woh bahar ata hai. Par kabhi bhi koi pareshani nahi ki usne.


Anamika - fir bhi...... Babarey!! Aap jo bol rahe ho...... Aapko pura uthaake feka tha..... Kitna zor hoga uske under.


Rohit- haa yrh tumne sahi kahan Annu...  Saley ke under taqat bahut hai. Jitna badsoorat, utna hi taqat hai. May be pagal hai isliye. Maine suna hai mental logon mein physical strength bahut hota hai. Isi liye toh bandhe rakhte hai usko.


Animesh - tab kuch log bolte the chandu ke Under koi shaitaani saya hai. Isliye.......


Rohit- nonsense!! Woh sab faltu baat hai. Gaon mein yeh sab baat jaldi fail jata hai.


Animesh - haa main bhi nahi manta......


Sunita - main bhi nahi..... Jabse shadi karke yahan aayi hoon maine bhi aisa kuch mehsoos nhi kiya. Yeh sab faltu baat hai.


Thori der aur ghumkey sab log wapas laut aye. Shaam ko sab baithkey ek sath chai piya. Gappey marey. Fir sunita neechey jaane lagi khana banane ke liye. Anamika ne boli - chalo didi main bhi aapke sath jaati hoon. Betey ko papa ke haat mein dekar dono neechey aa gayi. Dono bhai upar baat karne lagey.


Kitchen mein cooking karte huye ghar ki dono bahu gappey marne lagi. Baat karte karte kab khana taiyaar ho gaya pata hi nahi chala. Kahan banakar dono wapas upar jaa hi rahi thi ke tabhi firse ek cheekh gunz uthi - kahan.... Bhoookh!!! Khana!!!!


Achanak is cheekh se Anamika firse ghabra gayi. Usne Sunita ke taraf dekha. Lekin sunita ke aankhon mein koi ghbrahat nahi thi. Woh bilkul shaant thi. Uske liye yeh sab normal tha.


Anamika - didi..... Yeh toh firse chilla raha hai!!


Sunita muskurake boli - ghabra maat...... Main hoon na.... Woh toh bandha hua hai. Ruk ek minute.


Yeh bolkey woh agey jaane lagi. Anamika turant jethani ka haat pakar ke boli - didi kahan jaa rahi ho?


Sunita boli - ahaa tu ruk main dekhti hoon. Yeh bolkey woh neechey ke balcony ko cross karke ekdum peechey ke taraf chali gayi. Anamika bhi uske peechey peechey gayi. Usne dekha Sunita peechey se ghar ke ek khirki ke paas ayi. Aur wahin akaar khari ho gayi. Aur under dekhne lagi.


Anamika ne dekha jaise hi Uski sunita didi us khirki ke paas akar khari hui under se cheekhna chillana turant ruk gaya. Ab koi awaz nahi. Sab shaant. Anamika hairaan ho gayi.


Sunita under kuch dekhkar muskurayi fir wapas aane lagi. Anamika ke paas akar boli - kya hua? Aise kya dekh rahi hai?


Anamika - didi... Abhi toh woh pagal chilla raha tha.... Aap wahan gayi aur chup ho gaya?


Sunita- woh asal mein akela reheta hai.... Bandha hua....ghar ke kisiko dekh nahi pata toh gussa ho jata hai. Mujhe dekhkar isliye chup ho gaya. Ramu kaka ko bolta hu uske liye khan lane ko.


Fir sujata boli - Tu dekhega usko?


Anamika turant boli - nahi baba...... Koi zarurat nahi.


Sunita - anaa.... Dekh na...... Aa...


Yeh bolkey woh apni devrani ka haat pakar ke usi khirki ke paas aa gayi. Anamika ana nahi chahti thi par Sunita ke sath aakhir aa hi gayi. Usne dekha under pura room khaali hai. Ek bulb jaal raha hai. Bus room ke ek corner mein ek bed pe koi kala sa kuch baitha hai. Jiski height bahut hi lambi hai.


Anamika ne roshni mein ab acche se dekha ek bahut hi lamba dubla sa koi admi hai. Purey badan jaise ghaney baal se dhaka hua hai. Sirf ek half pant pehen ke baitha hua hai. Uska ek haat chain se bandha hua hai aur woh baithkey khudba khud baat kar raha hai aur pair hila raha hai. Lekin sabse ghinoni baat hai iska shakal. Bari bari aankh, lambi si nose, mota mota honth. Lekin nose aur honth ke beech gap bahut zyada. Jaise koi adi manav hai yeh. Bilkul Adimanav ke tarah hi dikhta hai. Dekhte hai ek darr sa lagta hai. 


Sunita- dekha Annu... Yeh hai chandu.


Anamika - babare didi!!  Yeh toh dikhne se hi khatarnaak lag raha hai. 


Sunita-  haa isiye toh bandh ke rakha jata hai isko. 


Anamika -aise insaan ko aaplog ghar kaise rakh sakte ho didi?


Khaana.......!!!


Achanak under se awaz ayi. Anamika dekhi ke woh ghinona badsoorat insaan ab usiko dekh raha hai. Ek haat agey baraa ke firse bola - khanaaa!! Khanaa ayaa!!


Itne paas se yeh hunkar sunkey darr gayi Anamika. Woh dur hat gayi khirki se. Sunita muskurake boli - arey chinta maat kar.... Bandha hua hai yeh.


Anamika - fir bhi didi chalo yahan se. Chalo upar.


Dono wapas upar ke taraf chale gaye.


Anamika upar akar dekhi ke Rohit neechey hi Aa raha tha. Uske haat mein babu. Jo ro raha hai.


Rohit- arey main tumhare paas hi jaa raha tha. Yeh dekho tumhara beta ro raha hai. Lo samhalo babu ko.


Anamika betey ko godi mei le liya aur mummy ko godi mein jaate hi baccha thori hi der mein shant ho gaya.


Sunita- aja Annu.... Mere room mein jakar baat karte hai.


 Rohit wapas Animesh ke paas jakar baithkey baat karne laga.  Anamika aur Sunita roomein akar tv serial dekhte huye time paas karne lagey.


Anamika - didi....... Aap ko sach mein darr nahi lagta kya uss pagal se?


Sunita Anamika ko dekhkar boli - pehele lagta tha... Jab shaadi karke pehelibaar ayi thi tab darr lagta tha. Janta hai Ekbar Ramu kaka usko bathroom karwane le jaa rahe the. Sybah 8 bajey ki baat hai. Main uswaqt khana bana rahi thi. Janta hai tab kya hua tha?


Anamika - kya didi? Bolona...... Kya hua?


Anamika khud yeh bolkey hairan ho gayi. Achanak us pagal ke barein mein itna interest aa gaya usko?


Sunita boli- tab sasurji me liye dudh banakar main unke kamrey ke taraf jaa rahi thi. Lekin mere haat mein dudh ka glass dekhkar woh Ramu kaka ka haat chorkey mere paas aa gaya.


Sunita Anamika ke bahut paas akar boli -  tuney toh khirki ke under se usko dekha hai..... Woh bhi bandha hua..... Maine toh usko mere taraf daurkey atey huye dekha tha..... Ek 6 foot ka khatarnak pagal mere taraf daurkey aa raha hai.... Soch meri kya halat hui hogi!!


Anamika bari bari aankhon se boli - babare!! fir!!


Sunita- main chilla utha..lekin woh zalim pagal mere haat se dudh ka glass lekar dhok dhok karke pura ekbaar mein pee gaya aur mujhe dekhkar bola - aur de... Aur de!


Anamika- uffff babarey... Mere sath aisa hota toh main behush hi ho jaati.


Sunita- Ramu kaka usko lekar chale gaye...... Mujhe tab laga tha ke woh mujhe maar hi dega.... Par baad mein samjha usko dudh peena hai.


Anamika - kya pata didi..... Ramu kaka nahi hota toh woh pagal kya kar deta aapke sath.....


Sunita muskurake boli - woh baat bhi sahi hai...... Waise bahut shaant hai lekin gussa Aa jaye toh khatrnak ho sakta hai.... Tabhi suna na kaise mere pati ko uthaa ke nadee mein fek diya tha.


Anamika - hummm didi...... Aise pagal ke under kab kya chalta hai pata nahi chalta. Main toh kabhi ma jaun aise pagal ke paas.


Sunita- woh Aa gaya toh?


Anamika - mat bolo didi darr lagta hai.... Ish kitna darawna shakaal hai!!


Sunita has pari. Fir boli - yeh accha hua ke tum log kuch dino ke liye yahan aye. Kamsekam tere sath baat karke kuch samay kat jayega. Varna woh jab kaam pe chale jate hai tab sara din akele tv dekh kar hi bitana parta hai.


Anamika- Didi...... Ab ek baccha le lo. Kabtak akeli rahogi?


Sunita- janti hu... Unse bola bhi hai... Lekin kuch problems ke karan ho nahi paa raha. Doctor ko bhi dikhaya. Woh ab medicine bhi le rahe hai...... Dekhte hai kya result nikalta hai. Main bhi Toh teri tarah Maa ka pukar sunna chahti hu.


Anamika apni jethani ka haat pakar ke bolti hai - didi... Dekhna.... Ekdin aapka god bhi bhar jayega. Aap bhi ek pyare se bacchey ki Maa banogi. Sab theek jo jayega.


Sunita muskurake Apni Devrani ke taraf dekhti hai. Fir bolti hai - Kash........ Sabkuch theek hota.... Toh abtak toh ek 5 saal ka baccha hota mera. Lekin......... Khair.... Dekhte hai agey kya hota hai.


Anamika apni Jethani ka dard samajhti hai. Ek aurat hi toh dusri aurat ka dard samajhti hai. Isliye woh Sunita ke kandhey pe haat rakhke dilasa deti hai.


Raat ko sab eksath dinner karte hai. Sara khana Sunita ne hi pakaya.... Anamika just help kar rahi thi. Sabne bahut acchey se khana khaya.


Rohit - sach mein bhabi..... Kya mutton banaya hai aapne.... Ungli tak chat gaya.


Animesh - Arey aisa kya bol raha hai.... Anamika bhi bahut accha khana pakati hai. Jab hum tum loginke ghar gaye the tab Anamika ne humko woh special fish curry banake khilayi thi. Waah kya swad tha... Kyu Sunita?


Sunita- bilkul...... Devarji.... Is mamle mein aap aur aapke bhai dono hi lucky ho. Aap dono ko hum jaisi biwi mili hai.


Sab hasney lagey. Fir khana khatam karkey haat dhokar sab chad pe gaye. Thandee ka samay tha. Chad pe thandee hawa behe rahi thi. Anamika chad se pura bahaar ka nazara dekh rahi thi. Pura ghar ke aaju baju bahut sare nariyal ke per hai. Ek aam ka per bhi hai. Aur yahan se main road bhi deekh raha hai. Lekin ekdum aaju baju koi ghar nahi. Sarey ghar thora dur dur hai. Animesh ne bola abhi toh sab pakka ghar ban gaya hai. Pehele unke ghar ke ilawa baaki zyadartak ghar mitti ke the. Jhopdi bahut thi. Ab kam ho gaya hai.


Anamika aur Rohit saher mein jahan rehete hai wahi baju mein hi main road hai. Har samay auto bus truck insab ki awaz aati reheti hai. Lekin yahan.... Kitni shanti hai. Dur jungle se jugnu ghum rahe hai. Jaisepura jungle roshni se bhara hua hai. Aisi drisshya dekhkar Anamika ka dil bahut tript ho raha tha. Apney betey ko bhi woh yeh sab dikha rahatha 


Anamika- dekho beta..... Jugnoo..... Kaise jal rahe hai....woh dekho chaanda mama......


Woh baccha pata sirf mummy ke godi mein sar rakkhke ungli chuste huye samney dekhe jaa raha tha aur muh se mammamm..... Mammmam... Aise awaz kar raha tha.


Kuch der tak chad pe ghumkey woh neechey Aa gaye. Is beech Anamika ne ekbar ghar phone karke apni saasuma aur sasur ji se baat bhi kar li aur Animesh aur Sunita bhi unse baat ki haalchal pucha.


Dekhte hi dekhte raat 11 baj gaye. Bhai bhabi ko Goodnight bolkey Rohit aur Anamika soney Aa gaye. Rohit bed soye thori der magazine parne laga aur Anamika betey ko godi mein lekey raat ka dudh pilaane lagi. Mummy ka nipple suck karte karte Baby dheere dheere so gaya. Baby ko dheere se sulaakar apna nighty ke button bandh karke peechey murkey dekhi udhar pati bhi magazine haat mein lekar hi so gaya. Anamika muskuraake dheere se uthke light off karke  wapas aakar so gayi.


Anamika ko jaldi neend nahi aati. Yeh problem hai uski. Raat ko kabhi kabhi 2 bajey tak neend nahi aati. Aur ab toh bilkul nayee jagah hai. Waise bhi nayi jagah pe nahut logon ko neend nahi aati. Anamika kuch der soney ki koshish ki par kuch faida nahi hua. Ab lagta hai neend ki dawai lena shuru karna parega. Anamika mobile lekar yeh woh dekhte huye time paas karne lagi. Aise aur bhi kuch samay beet gaya. Ufffff neend Aa hi nahi rahi hai. Usne mobile pe dekha 12: 41 baj rahe hai.  Saher mein yeh time koi bari baat nahi lekin aise gaon mein yeh samay ghani raat hoti hai. Sab geheri neend mein hote hai.


Aaauuuuuuuuuuuuuuuuuuuuuu......... Aauuuuuuuuuuuuuuuu


Oho.... Aaj bhi yahan Lomri hai.. Ya fir yeh kuttey ki awaz hai? Anamika ab bed se uthkey ghar ke bahaar ke khirki ke taraf jakaar khari ho gayi. Yahan se ghar ke neechey ka ek hisse ka corner acchey se dikhta hai. Anamika khirki ka grill pakarke bahaar ka nazara dekhne lagi. Thandee hawa ghar ke under aa rahi thi. Anamika hawa ko mehsoos karte huye bahaar ka nazara dekh rahi thi.  Bahaar chandni bahut thi. Pura ilaka roshni se bhara tha. Kitna khoobsurat lag raha tha raat ka shaant nature.


Anamika yahi sab dekh rahi thi ke tabhi neechey ke taraf uski nazar gayi.  Arey! Yeh.... Yeh kya? Itni raat ko kaun hai jo lamp lekar jaa raha hai?


Anamika acchey se dekhne ke liye is khirki se hatkey ghar ke left side ke khirki ke paas aa jati hai. Yahan se woh bahaar ka part acchey se dikh raha hai. Anamika bahaar dekhti hai ke koi chaltey huye agey jaa raha hai...... Nahi.... Jaaa rahi hai. Kyun ki chand ki roshni aur lamp ke roshni mein acchey se deekh raha hai ke woh koi aurat hai. Aur is ghar mein aurat sirf ek hi hai. Sunita didi... Anamika ki jethani. Lekin itni raat ko woh kya kar rahi hai bahaar?


Waise yeh koi bari baat nahi hoti. Kyunki bathroom ke liye bhi toh koi bahaar jaa sakta hai. Par jis karan se Anamika soch mein par gayi woh yeh ke bathroom jis taraf hai Sunita bilkul uski opposite side pe jaa rahi hai. Sunita jis taraf jaa rahi hai woh ghar ke puraane samaan rakhne ki jagaah hai. Itni Raat ko didi wahan kyun jaa rahi hai? Lekin sirf yahi baat nahi. Anamika ne dekha Uske jethani ke haat mein ek plate jaisa kuch tha. Usmein kuch rakkha hua hai... Kya hai us plate mein? 



To be continued....


Doston... Apna feedback zarur dena
Aurbaccha lagey toh like & reps bhi de saktey hai.
[Image: 20240716-212831.jpg]
[+] 7 users Like Baban's post
Like Reply


Messages In This Thread
BHOOKH! - by Baban - 12-03-2022, 11:46 PM
RE: BHOOKH! - by Desi chut - 13-03-2022, 05:26 AM
RE: BHOOKH! - by Baban - 13-03-2022, 11:40 AM
RE: BHOOKH! - by Kishore12 - 13-03-2022, 10:29 AM
RE: BHOOKH! - by Baban - 13-03-2022, 03:25 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 13-03-2022, 10:40 PM
RE: BHOOKH! - by pawanqwert - 14-03-2022, 09:39 AM
RE: BHOOKH! - by anushka - 14-03-2022, 08:05 AM
RE: BHOOKH! - by Baban - 14-03-2022, 12:09 PM
RE: BHOOKH! - by Mafiadon - 14-03-2022, 08:43 AM
RE: BHOOKH! - by anktiw - 14-03-2022, 03:30 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 15-03-2022, 01:24 AM
RE: BHOOKH! - by Baban - 15-03-2022, 06:55 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 15-03-2022, 10:21 PM
RE: BHOOKH! - by saya - 15-03-2022, 10:56 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 16-03-2022, 03:47 PM
RE: BHOOKH! - by Mafiadon - 16-03-2022, 04:44 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 16-03-2022, 10:42 PM
RE: BHOOKH! - by Kishore12 - 16-03-2022, 06:50 PM
RE: BHOOKH! - by Shabaz123 - 16-03-2022, 06:57 PM
RE: BHOOKH! - by anktiw - 17-03-2022, 05:59 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 17-03-2022, 10:26 PM
RE: BHOOKH! - by Kishore12 - 17-03-2022, 11:10 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 18-03-2022, 12:10 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 18-03-2022, 10:15 PM
RE: BHOOKH! - by saya - 18-03-2022, 11:50 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 19-03-2022, 11:37 PM
RE: BHOOKH! - by RJ668 - 19-03-2022, 11:17 AM
RE: BHOOKH! - by Mafiadon - 19-03-2022, 11:28 AM
RE: BHOOKH! - by Avishek - 19-03-2022, 12:28 PM
RE: BHOOKH! - by Baban - 20-03-2022, 01:32 PM
RE: B H O O K H - by Baban - 20-03-2022, 10:13 PM
RE: B H O O K H - by The_Writer - 20-03-2022, 10:18 PM
RE: B H O O K H - by Baban - 20-03-2022, 10:29 PM
RE: B H O O K H - by The_Writer - 20-03-2022, 10:40 PM
RE: B H O O K H - by Baban - 20-03-2022, 11:26 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 21-03-2022, 12:01 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 21-03-2022, 01:44 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by ghost19 - 21-03-2022, 02:52 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 21-03-2022, 03:15 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Teebone1985 - 22-03-2022, 11:54 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 22-03-2022, 01:15 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 23-03-2022, 02:36 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 23-03-2022, 10:32 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 24-03-2022, 10:27 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 25-03-2022, 11:27 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Shabaz123 - 25-03-2022, 02:07 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 25-03-2022, 11:22 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Blackdick11 - 26-03-2022, 10:00 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 26-03-2022, 12:01 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Kamuk Insaan - 26-03-2022, 12:58 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 26-03-2022, 03:24 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by wolfy - 26-03-2022, 05:48 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 27-03-2022, 12:08 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 26-03-2022, 09:38 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Teebone1985 - 27-03-2022, 12:56 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 27-03-2022, 02:29 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Bobby9034 - 31-03-2022, 08:21 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 27-03-2022, 09:39 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 27-03-2022, 10:46 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by saya - 27-03-2022, 11:00 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 28-03-2022, 11:55 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by pawanqwert - 28-03-2022, 07:17 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Jyotimoy123 - 28-03-2022, 05:04 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 28-03-2022, 09:32 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 29-03-2022, 01:17 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by exbiixossip2 - 29-03-2022, 02:26 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by pawanqwert - 29-03-2022, 06:15 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 29-03-2022, 12:15 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 29-03-2022, 10:25 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by pawanqwert - 30-03-2022, 08:22 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 30-03-2022, 01:12 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by pawanqwert - 30-03-2022, 02:22 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 30-03-2022, 09:44 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Jyotimoy123 - 30-03-2022, 09:53 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 31-03-2022, 12:04 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by blackdesk - 31-03-2022, 12:38 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by pawanqwert - 31-03-2022, 07:44 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by RJ668 - 31-03-2022, 02:20 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 31-03-2022, 10:35 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by The_Writer - 31-03-2022, 08:18 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 31-03-2022, 10:38 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Sambit07 - 01-04-2022, 02:37 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Sambit07 - 01-04-2022, 03:44 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 01-04-2022, 04:11 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 01-04-2022, 09:17 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 01-04-2022, 11:38 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Ghosthunter - 02-04-2022, 09:38 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 02-04-2022, 12:24 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 02-04-2022, 01:47 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Sambit07 - 02-04-2022, 02:05 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 02-04-2022, 10:04 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Bobby9034 - 02-04-2022, 05:17 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by mitzerotica - 02-04-2022, 10:28 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 03-04-2022, 12:48 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Jyotimoy123 - 03-04-2022, 12:44 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by RJ668 - 03-04-2022, 06:40 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 04-04-2022, 04:16 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 04-04-2022, 06:35 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 04-04-2022, 11:54 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Lovecraft - 05-04-2022, 11:20 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 05-04-2022, 02:49 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 05-04-2022, 10:17 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by masud93 - 06-04-2022, 05:03 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Blackdick11 - 06-04-2022, 12:06 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 06-04-2022, 01:48 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Sambit07 - 06-04-2022, 02:05 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 06-04-2022, 03:06 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Sambit07 - 06-04-2022, 03:34 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 06-04-2022, 10:20 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Bobby9034 - 06-04-2022, 04:59 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by RJ668 - 06-04-2022, 08:26 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by puranakhiladi - 06-04-2022, 09:32 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Jyotimoy123 - 07-04-2022, 12:14 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 07-04-2022, 12:45 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Bimal - 07-04-2022, 07:12 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by ghost19 - 07-04-2022, 08:08 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 07-04-2022, 03:04 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 07-04-2022, 10:03 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Blackdick11 - 07-04-2022, 05:57 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by BHOG LO - 08-04-2022, 06:31 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 08-04-2022, 11:04 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by masud93 - 09-04-2022, 04:55 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Kamuk Insaan - 09-04-2022, 11:39 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 09-04-2022, 12:44 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 09-04-2022, 07:31 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Kamuk Insaan - 10-04-2022, 07:37 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 10-04-2022, 12:17 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 10-04-2022, 03:51 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 10-04-2022, 10:16 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Avishek - 11-04-2022, 01:13 AM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Baban - 11-04-2022, 12:08 PM
RE: ᗷᕼOOKᕼ - by Bobby9034 - 11-04-2022, 02:57 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 14-04-2022, 02:18 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Avishek - 16-04-2022, 08:44 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 17-04-2022, 09:55 PM
RE: BHOOKH - Baban - by RJ668 - 14-04-2022, 02:21 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 14-04-2022, 10:48 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Killerkd - 18-04-2022, 02:36 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 18-04-2022, 11:21 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 04-05-2022, 11:48 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Lovecraft - 20-05-2022, 12:08 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 23-05-2022, 10:22 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 04-06-2022, 12:04 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Ayaan0794 - 04-06-2022, 07:22 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 06-06-2022, 11:43 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Blackdick11 - 11-07-2022, 03:09 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 12-07-2022, 02:51 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 01-11-2022, 10:46 PM
RE: BHOOKH - Baban - by blackdesk - 04-11-2022, 02:08 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 04-11-2022, 11:42 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Papai - 07-01-2023, 09:44 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 08-01-2023, 03:20 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Vermamanu - 09-01-2023, 06:13 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Vermamanu - 09-01-2023, 09:10 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 04-03-2023, 10:34 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Papai - 05-03-2023, 04:29 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 05-03-2023, 09:33 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Bobby9034 - 06-03-2023, 02:48 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 06-03-2023, 11:57 AM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 28-08-2023, 01:30 AM
RE: BHOOKH - Baban - by sri7869 - 06-03-2024, 10:16 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 12-03-2024, 11:56 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Saikosaiyaa07 - 26-04-2024, 10:54 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 28-04-2024, 01:24 AM
RE: BHOOKH - Baban - by బర్రె - 28-06-2024, 02:33 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Baban - 28-06-2024, 07:44 PM
RE: BHOOKH - Baban - by Saikosaiyaa07 - 30-06-2024, 07:14 PM



Users browsing this thread: 4 Guest(s)