Thread Rating:
  • 4 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Intehah................(A Tale Of Lust)
Update-09 (Megha Update)

" ram.........humare yahan do naukar reh rahein hain.......chalkar tum bhi unse mil lo..........agar kal ko koi kaam unse karwana pade to tumhein bhi koi dikkat nahin hogi......." aur rahul itna kehkar chal padta hain.......uske peechay peechay ram.......aur sabse peechay kavya..........dekhna tha ki aane wala waqt kya mod lekar aane wala tha.................................................................................

Ab Aage.....................................................................................

Jaise hi rahul bahar nikalta hain jeetu aur raghu fauran apne kamrey se bahar aate hain aur unhein dekhkar ek shareef naukar ki tarah apne dono haath bandhkar .........apna sir jhukakar.......wahin chup chaap se khade ho jate hain........rahul bade gaur se raghu ke taraf dekh raha tha.........wahin raghu ki nazrein aabhi bhi neechay ki taraf jhuki hui thi........

" tumhara naam kya hain !!!!!!" rahul agle hi pal raghu ko dekhkar sawal kar baithatha hain........wahin raghu apni nazrein neechay ki taraf jhukaye dheere se bol padta hain.....

" jeeeeeee........raghu......." raghu ne is waqt apne bal katwa liye they........jo kuch der pehle uski julfein uski garden tak latak rahein they aab wo kahin nazar nahin aa rahein they.......chehrey par dadhi ka bhi namo nishan nahin tha.....haan moochein aabhi bhi taav de rahi thi...........ek kale rang ka usney naya t-shirt pehna hua tha jiska baju half tha......aur neechay usney ek safed laal dhari mein lungi pehan rakha tha...........nahane ki wajah se aab uska shareer thoda sa saaf suthara nazar aa raha tha magar jism uska koyley ke saman bilkul kala tha..........

" kavya bata rahi thi ki tum sare kaam kar sakte ho.....yahan tak ki tumhein medical ki bhi aachi jankari hain........good........tumhein maloom hain na tumhein yahan kaun sa kaam karna hain..........ghar ke bahar jitne bhi kaam hain jaise paudhon mein pani dalna.......ghaas saaf karna.......bahar ki saaf safayi se lekar gate ki chaukadari tak sab tumhein hi dekhna hain.......aur jeetu.......tum aaj ke baad ghar ke ander ka sara kaam sambhalogey........jhadoo poocha se lekar ghar ke chote mote kaam ye tumhare under mein rahega........kisi ko koi dikkat....." aur rahul jaise un dono ko hukum sunata hain wahin wo dono apni garden neechay jhukaye jee saheb kehkar fir se khamosh ho jate hain......

kavya ek nazar jeetu ke taraf dekhti hain........usney bhi ek naya kapda pehan rakha tha.........upar ek full shirt aur neechay lower type pent.........aab wo dono bhikari kum aur naukar zyada lag rahein they........magar low class type.......kavya aaj pehli baar jeetu se mili thi......

jaise hi rahul apni car mein jakar baithatha hain wahin peechay peechay kavya bhi chal padti hain...........jeetu to apni nazrein upar ki taraf nahin uthatha.......magar raghu kahan mananey wala tha.......wo dheere se apni aankh upar ki taraf uthatha hain aur bade gaur se kavya ke mataktey hue gand ko kha jane wali nazreion se ghoorney lagta hain........aur kabhi uski nangi peeth ko lalchaayi nazreion se dekhta hain.........ek baar fir se uske lund mein sursurahat ho gayi thi.........

" ram.........tum apna khyaal rakhna.........hum log ek do ghantey mein wapas aa jayengey..........tumhein kuch chahiye to bol do......main leta aaweunga........." rahul car ka darwaza band karte hue ram ki taraf dekhkar bol padta hain........wahin ram jawab mein kuch nahin kehta aur dheere se naa mein apni gurden hil deta hain.........

rahul ke jate hi ram wapas apne kamrey ki taraf chal padta hain.........jaise hi wo do kadam aagey badhata hain raghu achanak se bol padta hain.......kuch door par wahin jeetu bhi khada chup chap se tamasha dekh raha tha......

" chote malik.........zara thehariye to........." raghu fauran apne dono haath ram ke samney jodh leta hain aur saath mein apni gurden bhi dheere se ram ke samney jhuka leta hain........kisi shareef naukar ki tarah........wahin ram hairani se raghu ke chehrey ki taraf dekhey jaa raha tha.......hairani ki baat to thi hi.......kyon ki aaj se pehle usey kabhi kisi ne chote malik kehkar nahin pukara tha.........aur na hi kabhi kisi ne aisa darza diya tha...........usey ek tarah se ajeeb si khushi mil rahi thi..........

" malik....... agar mere layak koi sewa ho to mujhse be-jhijhak yaad kijiyega.........lagta hain aap yahan rehkar padhayi karte hain......." aur raghu apni baat par zor dete hue ram ke dil mein jagah banane ki koshish karta hain........wahin ram kuch der tak chup rehta hain fir wo dheere se bol padta hain.....

" haan.......mera admission yahin paas ke college mein hua hain...........main aab yahin par rahunga.......apni bhabhi ke saath........." aur ram thoda sa jhijhaktey hue apni baat kehta hain............is tarah kisi ajnabee se yu baat karna usey thoda ajeeb sa lag raha tha.........

" aur bade malik.......wo kya kaam karte hain........" raghu apni baat aagey badhata hain........wahin ram kuch der ki chuppi ke baad fir se bol padta hain.......

" wo bahar rehtey hain........australia mein.........agley haftey wo bahar jaa rahein hain........" ram ke mooh se aisi baatein sunkar raghu ke munn mein jase khushi ke ladoo foot padte hain.......magar agle hi pal uske chehrey par udasi ke badal bhi chalakney lagte hain.......

" kya wo memsaheb ko bhi apne saath bahar lekar jayengey !!!!!!!" raghu ka dil zoron se dhadak uthatha hain..........wo dil hi dil mein bus yehi dua kar raha tha ki kaash uska jawab naa ho.........wahin ram kuch der tak khamosh tha.......uski ye khamoshi pal pal raghu ko bechain karti jaa rahi thi..........agle hi pal ram apni khamoshi todta hain.......

" agar bhabhi yahan se chali jayengi to mujhe kaun dekhega.........kya main yahan akela rahunga..........bus bhaiya hi jaa rahe hain......" aur ram bholepan mein jawab deta hain wahin raghu munn hi munn khushi se jhoom uthatha hain..........aab ek sunehra mauka uske haath lagney wala tha........kavya ke roop mein.......

" wo to maine socha hi nahin.......main bhi kitna buddhu hoon.........ek baat kahun malik........kya tum mujhse dosti karogey.........mujhe apna dost banawogey............" aur raghu is baar apna jaal fenkta hain......wo aachey se janta tha ki is baar machli zaroor uske kaantey mein fansegi........kyon ki usey ek ram hi aisa zariya dikh raha tha jissey wo apne maksad mein kamyab ho sakta tha......

" magar wo kyon........aap mujhse umar mein jo itne bade hain.........dosti to barabur walon lke saath ki jati hain......" aur ram dheere se bol padta hain......raghu itna to samjh chuka tha ki ram bahut bhola aur seedha saada hain.........aur nihayati shareef bhi.........wo aachey se jaan gaya tha ki ram ko aasani se behlaya aur fuslaya  jaa sakta hain.........

" wo is liye kyon ki tum sara din ghar par akele bore ho jaya karogey.........to main tumhara time paas kar diya karunga...........aur mujhe bhi ek aacha dost mil jayega.........main tumhein bahut sari maze ki cheezien sikhunga.........bahut si baatein batunga.........jissey tumhara gyan badhega aur maza bhi aayega.........bolo kya kehtey ho....." aur raghu ke chehrey par ek gandi si muskaan tair jati hain.......ek baar fir se uski nazreion ke samney kavya ka haseen badan ghoomney lagta hain.......wo fauran ram ke samney apna ek haath dheere se badha deta hain wahin agle pal ram bhi apna ek haath badhatey hue raghu ke haathon mein rakh deta hain.......

" ye lijiye chocolate.........aaj ke baad hum dono dost ban gaye...........magar ye mutt samjhna ki main tumse barabri karunga.......main humesha naukar hi rahunga......aur aap mere mailk hi rahogey........." aur raghu apne peelay kale daant dikhatey hue hans padta hain.......wahin jawab mein ram bhi dheere se muskura padta hain..........dekhna tha ki aane wala waqt raghu ram ko kaise istemal karney wala tha......ye to bus waqt hi janta tha.......

***********************************************************

waqt guzarta gaya aur dekhtey hi dekhtey ek hafta bhi nikal gaya...............sab kuch theek chal raha tha........samay ke saath........raghu aur jeetu apne kaam ko aachey se anjaam de rahein they.......apne malkin aur malik ko kisi bhi cheez mein shikayat ka mauka nahin de rahein they.........ya yu kahiye ki wo dono aab apne malik ka dil jeetey ki poori koshish kar rahein they..........saath rehtey rehtey jeetu aur raghu mein bhi aachi khasi dosti ho gayi thi...........aab raghu jeetu se aachey se pesh aata tha.........wahin beech beech mein ram se bhi do chaar baatien kar liya karta..........

jahan kavya upar wale se mana rahi thi ki kaash ye samay kuch pal ke liye aur ruk jaye.......rahul kuch din aur yahan uske saath rahe........wahin raghu har pal yehi dua kar raha tha ki wo waqt kab aaye jab uske malik yahan se bahar chale jaye........sach hain ki kisi ke manane ya rokney se waqt na kabhi ruka hain......aur na kabhi rukega..........wo to bus apne raftaar se bus chalta rehta hain..........

aab wo ghadi bhi aa chuki thi jab rahul apne bag mein saman pack kar chuka tha.......aur ab usey kuch hi der mein airport ke liye nikalna tha.........samney kavya baithi hui aansoon baha rahi thi.........uska munn bilkul bhi nahin lag raha tha........wo faran rahul ke kareeb aati hain aur aakar uske seenay se lipat jati hain........wahin rahul ki bhi aankhein num ho jati hain.......dono kuch der tak yu hi khamosh rehtey hain magar na hi kavya rahul se door jaa rahi thi.......aur na rahul usey apne se door kar raha tha........uska ek haath bade pyaar se kavya ke sir par uske balon ko sehla raha tha.....

" main koi humesha ke liye thodi na jaa raha hoon.......jo tum aise roo rahi ho..........bus ek do sal ki to baat hain.......uske baad main tumhein bhi apne saath lekar chala jawunga.........ram ka tum khyaal rakhna..........usey kisi bhi cheez ki kami mutt hone dena.........aab main chalta hoon......." aur rahul apne kandhey par bag uthatha hain aur seedha bahar ki taraf jane lagta hain.......ram wahin kuch door par khada chup chaap apne bhai ko jata hua dekh raha tha........wahin kavya bus khadi hokar roye jaa rahi thi.........

kuch door par dono naukar khamoshi se apni apni gurden jhukaye khade they..........raghu aagey badhta hain aur rahul ke kandhey se bag lekar car mein rakh deta hain.......fir ek ek kar sare saman ko rakhney ke baad rahul fir se kavya ke taraf palatata hain......kavya aabhi bhi wahin khadi roo rahi thi......

" mere jane ke baad aab tum dono is ghar ka poora khyaal rakhogey.............sabzi se lekar sare saman lane tak ki sari jimmedari aab tum dono ki hogi........yaad rahe tumhari malkin ko kisi bhi cheez ki kami nahin honi chahiye..........agar tumhari taraf se mujhe koi bhi shikayat mili to yaad rakhna.....jis tarah se tum dono ander aaye ho usi tarah se is ghar se humesha ke liye bahar bhi jawogey........chalta hoon.........." aur rahul ek kiraye ki taxi mein baith jata hain aur seedha apne manzil ki taraf nikal jata hain.........peechay reh jati hain to bus kavya..........jo aab do anjaan naukaron ke beech bilkul akeli thi..........ya yu kahiye ki aab usey teen teen mardon ke beech akele rehna tha.........

kavya fauran apne room mein chali jati hain aur bister par jakar foot foot kar rone lagti hain.......kafi der tak wo wahin apne kamrey mein yu hi udaas baithi rehti hain aur ram apne kamrey mein chup chaap pada rehta hain.........jahan kavya rahul ke jane se dukhi thi wahin raghu behad khus tha......usey aisa lag raha tha jaise uske raaste ka kanta humesha ke liye nikal gaya.........aab usey kisi bhi keemat par kavya chahiye thi........uski bharpoor jawani ka wo rus peena chahta tha........uske jism ko wo chakhna chahta tha............janta tha ki uske liye ye sab karna itna aasan nahin hoga.........kavya jaisi padhi likhi modern high class ki ladki uske behkawe mein itni aasani se  bhala kyon aayegi.......

aur wo aayegi bhi kyon!!!!!! aisi kaun si khoobi thi raghu ya jeetu ke ander jissey kavya impress bhi hoti.......na to raghu dikhney mein sunder tha........aur na hi uska rang gora tha.........na hero jaisi koi personality thi.......aur na aisi koi khoobi thi jissey kavya uske bare mein zara bhi sochti..........wo to zyada padha likha bhi nahi tha............ ek to uske jism se har waqt gandi si smell nikalti rehti.......aur to wo haftey mein ek din bus nahaya karta........

agar mausam garmi ki ho to ek hafta......warna thandi ke season mein to mahinon guzar jate..........kareeb 2 ghantey se raghu ke dimag mein jaise toofan sa chal raha tha.........wo chaah kar bhi kuch nahi soch paa raha tha..........itna to wo aab jaan chuka tha ki issey aacha mauka aab usey zindagi mein kabhi nahin milne wala.......agar ye mauka haath se ek baar nikal gaya to kabhi nahin aayega........magar aab sawal ye tha ki wo apne gande iradey ko shuru kahan se kare......aur aisa kya kare jissey kavya humesha humesha ke liye uski ho jaye.......dekhna tha ki aagey waqt kaun si karwat leta hain........................................................

Continue.......................................................................
[+] 1 user Likes Ajaykumar82's post
Like Reply
Do not mention / post any under age /rape content. If found Please use REPORT button.


Messages In This Thread
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Ajaykumar82 - 17-05-2019, 07:12 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 06:46 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 09:00 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 09:26 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 03-06-2019, 06:59 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 04-06-2019, 01:55 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 09-06-2019, 02:18 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 10-06-2019, 02:42 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 14-06-2019, 09:34 AM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 14-06-2019, 10:45 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 09:47 AM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 04:14 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 08:49 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 17-06-2019, 08:20 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 18-06-2019, 10:21 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 22-06-2019, 03:14 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 04-07-2019, 02:27 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 05-07-2019, 06:03 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 06-07-2019, 09:50 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 07-07-2019, 04:15 PM



Users browsing this thread: 31 Guest(s)