22-12-2018, 06:38 PM
subah mai roz ki tarah uthi aur wahi purani roputine me din beet gaya
Next 2 days yunhi routine life me beet gaye
12 December 2004 Sunday
Razia aunty ki beti meri dost naushin ki shadi thi sara din usi me sab log busy rahe puri colony
ke log wahin jama the sham ko sab log venue pe pahunche thandak kafi ho rahi thi isliye baarat bhio jaldi aa gayi thi aur shadi ki sari rasme shuru ho gayi thi
8:30 baje nikkah ho gaya aur uske baad dinner hone laga
Chacha bhi shadi me aaye the lekin wo sidhe venue pe hi pahunche the shahnaz chacha ko dekh kar khush ho gayi lekin meri unse baat nahi hui
Dinner ke baad aur jo rasme hoti hai shadi ki wo hui 12:30 baje rukhsati hone lagi
Us waqt naushin mera hath pakarkar kaha ki meri ammi ka khyal rakhna mera baad wo bilkul akeli ho jayengi
Maine kaha tum fikar mat karo mai hun
Phir sab log wapas aa gaye raat ke karib 1:30 baje hum log wapas aaye uncle ghar nahi aye the o razia aunty ke wahan chale gaye the
Subah uncle aaye aur sirf 1 cup chai pi aur aunty ko leka chale gaye jaate waqt aunty ne mujh se baat ki aur kaha ki jaisa maine kaha tha waisa zarur karna aur jaldi koshish kar ke uncle se bat karo
Maine thik hai aunty aur wo log chale gaye
Aunty ke jane ke baad sannata ho gaya tha ghar me bahut din ke baad aunty itne din ruki thi
Aur Amroz ki wajah se ghar bahut acha lag raha tha
Ab razia aunty ka bhi mai khyal rakhti thi aur aunty bhi kabhi kabhi mere ghar aa jati thi aur mai bhi unke yahan chali jaya karti thi
Isi tarah meri aur shahnaz ki life chalti rahi hum dono college jate rahe aur seema mere ghar
Aati rahi aur parhayi karti rahi aur December ka month khatam ho gaya aur year 2004 bhi chala gaya apne piche apni yaden chor kar
Nayi ummidon ke sath New Year 2005 aaya aur New Year celebration hua
Zindagi isi tarah chalti rahi New Year ke bhi 2 month beet Gaye aur March ka mahina aa gaya
March me seema ka exam tha is liye us ke sath mai bahut mehnat kar rahi thi ki Kisi tarah ye paas ho jaye aur kuch parh jaye
8 march se seema ke exam shuru ho gaye the ab wo bahut study kar rahi thi mai uske sare paper taiyar kara rahi thi
Seema ke sabhi paper bahut ache ho rahe the
15 march se shahnaz ke bhi exam shuru ho Gaye the leki shahnaz exam ke time me study nahi karti thi aur raat me to bilkul bhi nahi karti thi
Raat KO WO sukun se soti thi aur befikar hokar paper dene jati thi ye uski shuru se aadat thi