14-11-2021, 12:18 PM
Kavita's Dream - 1
Shahar se lautne ke baad Indrajeet Singh ko bhi Kavita ke apne kamre se bahar aane ke baare me pata chal gaya....iss baat se vo bhi bahut khus hue
Thakur Indrajeet Singh ne Bheema ko bolkar iss baat ka sandesh Kavita ke ghar pahuchane ko kaha....aur phir ye baat Kavita ke ghar bhi pahuch gayi....
Kavita apne kamre se bahar to aa gayi thi lekin ab bhi vah jyadtar dukhi aur mayus hi rahti thi..... Gayatri Devi Kavita ki in bhawnao ko samjhti thi ki Kavita ko ab bhi pahle jaisa hone me samay lagega....
2-3 din aise hi nikal gaye Kavita thodi bahut apne kamre se bahar aa jaaya karti aur apne saas sasur se halki fulki baatcheet bhi kar leti thi.....
Lekin phir bhi uska akelapan door nahi ho raha tha....shayad use kisi dost ya saathi ki jarurat thi jiske saath vo khulkar apni baat aur bhavna prakat kar sake....
1 din haweli me sabhi khana khakar apne apne kamre me aaram kar rahe the....( Gayatri Devi apne kamre me aur Kavita apne kamre me ).....
Tabhi 12-12:30 baje Kanta apne haatho me jhadu liye hue Kavita ke kamre me jaati hai aur vaha safai karne lagti hai.....
Kavita usko dekh kar bolti hai - Kanta aaj tum itni deri se kyu aai ho....aur subah se kahi dikhi bhi nahi , kaha thi tum....
Kanta safai karte hue boli - are kya batau chhoti malkin...saptah ne 1 baar haweli ki chhat ki saaf safai ka number aata hai , to bass subah jaldi se khana banakr mai chhat ko hi saaf karne gayi thi....aur ab jaake chhat saaf hui hai
Kavita - chhat....!!!!
Kanta - ji malkin....itni badi chhat hai na iss haweli ki mai buri tarah thak jaati hu isko saaf karne me.....vaise aap itna chauk kar kyu boli , aapme nahi dekhi kya haweli ki chhat....?
Kavita uski baato ko sunkar kuch sochne lag gayi....
Kanta - maaf karna malkin aap to pichle 4 saal se kamre me ui thi to aapko kya pata hoga ki in 4 saalo me kya kya badal gaya hai haweli me....
Kavita - kyu aisa kya badal gaya haweli me.....?
Kanta - aap bhi na chhoti malkin.....dekha nahi kya haweli ki ab pahle jaisi sundarta nahi rahi..... sabhi kamre band pade hue hai , charo taraf dhool chhayi hui hai , saare naukar haweli ko chorkar ja chuke hai haweli bilkul viraan padi hui hai pichle 4 saalo se.....vo to chhote malik ki maut ke samay Bheema ne haweli ko sambhal liya nahi to ab tak kuch bhi nahi bachta haweli me.....
Kanta aage bolti rahi - vaise aapne abhi tak poori haweli dekhi nahi hai kya chhoti malkin.....?
Kavita ne kuch kaha nahi....Kanta ne aage bolna suru kiya - malkin aap haweli me pahli baar aai thi to us samay aapka swagat badi dhoomdham se kiya hoga.....jara mujhe bataiyena uske baare me mai bhi janna chahti hu haweli ke us samay ke baare me ki yaha ki raunak kaisi thi , naukar-chakar kaise the.....
Kavita ne Kanta ki baat ka koi jawab nahi diya...balki vo kuch sochte hue chup-chap baithi rahi....Kavita ki chupi ko dekh Kanta bhi safai karke vaha se nikal gayi.....
Shaam ka khana khane ke baad sabhi phir se sone ki taiyari karne lag gaye....Kavita apne kamre me aakar let gayi....
Let-te hue Kavita ko Kanta ki vo baat yaad aa rahi thi jisme usne kaha tha ki aapka haweli me swagat kaisa tha....
Bass Kavita apni aankh band kiye hue uske baare me hi sochne lag gayi.....
Kavita aur Vikram ki shaadi ke baad....Ek Gadi Haweli ke Gate ke samne aakar khadi hoti hai...
![[Image: images-11.jpg]](https://i.ibb.co/XZLdNtD/images-11.jpg)
Kuch mehmaan to apne apne ghar laut gaye the , Indrajeet aur Gayatri Devi subah baaki naukaro ke saath jaldi Vasant vihar laut aaye the.....kyoki baaki ki taiyaari bhi to karni thi.....
Gaav waale haweli ke bahar bheed jama kar khade hue the....vo apni chhoti malkin ko dekhne ke liye vaha khade the....
Jaise hi gaadi rookti hai , kuch naukar andar se bhaagte hue aate hai aur jaldi se gaadi ka gate kholte hai....Gate khulte hi dulhan ke besh me saji Kavita gaadi se bahar niklti hai.....
jaise hi vaha khade gaav waalo ko nazar apni chhoti malkin par padti hai to sabki aankhe chaundhi ho gayi aur sab Kavita ki Khoobsurati ko ektas dekhte hi reh gaye.....
![[Image: images.jpg]](https://i.ibb.co/8mmPkJR/images.jpg)
Shaadi ke jode me saji hui Kavita bahut hi jyada khubsurat lag rahi thi....uska chehra khila hua tha aur badan suraj ki rosni ki tarah chamak raha tha....
Naukaro ne bhi Kavita ki khoobsurati ko dekha aur Muskurate hue bole - Namaste Choti Malkin...Saadi Mubarak ho.....
Kavita ne bhi unko ek pyari si smile di aur niche dekhne lagi....
Naukaro ne bhi ek baar aur Kavita ke shareer ko upar se niche tak achhe se nihara aur kaha - chaliye chhoti malkin sab aapka hi intezaar kar rahe hai.....
Kavita aage chalne ke liye apni nazar upar uthati hai to uski nazar haweli par padti hai aur man me sochne lagti hai - hamari haweli se kitni badi aur khubsurat hai ye haweli......aur is baat se vah bahut khus hui ki iss Haweli ki Choti Malkin ke roop me yaha ayi hai.....
Ek behad hi Khoobsurat Haweli. Jo Suraj ki Roshni me chamak rahi thi. Jisks aas pass Baag Bagiche aur Hariyali hi Hariyali thi.....
Vikram Singh uske paas aaya aur uski baju me khade rehke Pucha - kya hua tum rook kyu gayi.....?
Kavita - Vikram ji Mene aajtak itni Khoobsurat Haweli nahi dekhi....hamari waali se bahut badi hai ye haweli......
Vikram hasne laga aur kaha - Dekha kaha tha na mene ki hamari Haweli ek baar dekhogi to dekhti hi reh jaogi.....
Kavita - Kya ye sach me aapki Haweli hai....?
Vikram singh haste hue bola - nahi aaj se yah hum dono ki hai.....Uski ye Baat sunke Kavita muskurane lagi.....
Vikram singh - To ab chale Ghar ke andar....
Vikram aur Kavita dono saath me Darwaje ki aur badhne lage Jaha uske Maa Baap unki raah dekh rahe the.....Kavita ne aage jaakar dono ke paav chue aur Ashirwad liya......
Gayatri Devi ne Aarti ki Thali se apni Nayi Dulhan ka swagat kiya. Phir Haath me sindoor wali thali leke Kavita ko kaha - Ye lo Beti Haweli ki diwar par apne haath chhap do aur isme rang bhar do.....
Kavita ne ek pyari si smile deke uss thali me apni Hatheliya duboe aur Haweli ki Diwar pe lagayi....
![[Image: 130307288-Handprint1510724506-picsay.jpg]](https://i.ibb.co/JcfdQyx/130307288-Handprint1510724506-picsay.jpg)
Phir Gayatri Devi ne Darwaje pe Kalash Rakha aur kaha - Aao beti ab Kalash Girane ke Rasm ko pura karo......
Kavita ne dhire se apni saree ko thoda sa upar uthaya aur Darwaje pe rakhe kalash ko bade pyar se giraya aur andar aa gayi.....sabhi log bahut khus ho gaye.....aur andar aakar baith gaye.....
![[Image: 1-10-picsay.jpg]](https://i.ibb.co/ysY2jw1/1-10-picsay.jpg)
Andar aane ke baar Gayatri Devi ne sabhi logo ka parichay Kavita se karvaya.....
Parichay ke baad Kavita ne Gayatri Devi ke kaan me kuch kaha....iske baad Gayatri Devi ne ek naukar ko bulaya aur kaha - suno jara bahu ka saman gaadi se nikal kar andar kamre me rakh do.....
Naukar saman lene ke liye bahar gaya aur saman uthakar andar uske kamre me rakhne chala gaya....Kavita bhi saman rakhwane uske piche jaane lagi...
Kamre ke bahar aakar naukar ne kaha - chhoti malkin jab tak sabhi rasme poori nahi jo jaati aap kamre me nahi aa sakti....ab aap ye bag yahi rakh dijiye aur niche jaakar rasmo ko poora kijiye.....ye mai rakh dungi....
Ye kahte hi Kavita niche aa gayi....dhire dhire rasm-rivaaz aage badne lage......in rasmo ko khatam hone me shaam ho gayi thi.....
Rasmo ke khatam hote hi sabhi khana khane baith gaye......khana khate samay Gayatri Devi ne ek naukar ko apne paas bulaya aur uske kaam me kuch kahne lagi.....
Gayatri Devi ki baat sunkar naukar muskurate hue Kavita ki aur dekhne lagi....
Muskurate hue vo naukar upar Vikram Singh ke kamre me gayi aur lagbhag 15-20 minute baad niche aai....
Khana khatam hua aur Gayatri Devi ne ek naukar se kaha - Bahu ko jara kamre me le ja bahut thak gayi hogi....thodi der aaram kar legi.....
Naukar muskurate hue - ji maalkin abhi le jaati hu....
Phir Naukar , Kavita ko upar Kamre me le jane lagi....Jab Kamre ka darwaja khula to saamne ka nazara dekh ke kavita ke munh se bade hi kaamuk andaz me aaahh nikal gayi........
...