22-04-2019, 11:38 AM
Idhar Kakatua ke jungle me Vineeta aur lakhan ne brihaspati pujan ke do charan Bail mukti aur Chattan vikhandan unhone pehle hi pure kar liye aur ab din dhalne ke sath unhe shesh bache teen charan pure karne aur vastav me ye teen charan hi sabse mushkil the Nagna snan, Mantra jaap, aur Alinganbaddh nidra. Khaskar alinganbaddh nidra par aghori ne kaha hai to karna to tha hi agar wo dono asliyat ke pati patni hote to ye unke liye bahut exciyement wali cheez thi khule akash ke neeche ek doosre ko baho me bharkar sona par wo sirf 7 din ke pati patni aur 5 din pehle mile hai aise me in adhnange kapdo me ek doosre ko alingan me bharkar sona bahut badi baat thi par na kehne ki koi gunjaish hi nahi thi. Sabse pehle khud ko mantra jaap ke liye puri tarah shuddh karna tha jiske liye unhe puri tarah nivastra hokar paas behti nadi me snan karna tha par khule me yu lakhan singh ke saamne nange hokar snan karna vineeta ke liye asambhav par lakhan bhi charitra ke achhe aur nek insaan the wo vineeta ke man ki halat samajh rahe the unhone iska samadhan bhi kar liya.
Lakhan: Aghori baba ne hume nagna snan ke liye bola hai ek sath snan ke liye nahi aap yaha naha lijiye mai thoda aage chala jata hu jaha se mai apko dekh na saku par apki awaz mujh tak pahuchti rahe. Agar apko koi pareshani ho to aap awaz laga dena mai turant yaha aa jaunga.
Vineeta ko lakhan ka sujhav sahi laga aur ab tak lakhan ke vyavhar se wo itna to samajh gai thi ki lakhan singh ek achhe charitra ke vyakti hai wo kabhi bhi uska galat fayda nahi uthaenge. Lakhan singh vineeta ko wahi chhod kuch door chale gae waha se vineeta ko awaz lagakar unhone vineeta ko ashwast kar diya ki vineeta jab chahe unhe awaz dekar bula sakti hai. Beshak lakhan waha se chale gae the par phir bhi yu khule akash ke neech nange hokar nahana bhi vineeta ke liye ek naya anubhav tha. Vineeta ne ek nazar idhar udhar dekha ki kahi koi use dekh to nahi raha phir sakuchate hue apne patto ke bane kapde utar kar wahi ek patthar par rakh diye aur nangi hi paas behti nadi me ghus gai.
Pani umeed se jada thanda tha aur neha ki yoni keo andar tak thanda kar raha tha. Par ek jungle me khule akash me chandni raat nange hokar nadi me nahane ka apna alag romanch tha jo shabdo me baya karna mushkil tha. Vineeta ne pani me char paach dubki mari aur achhe se naha kar pani se bahar aa gai.
Vineeta ne apne wo patto ke kapde wapas pehen liye. Kapde pehen kar vineeta ne lakhan jee ko awaz laga aur kuch hi der me lakhan jhadiyo ki oot se bahar aate nazar aae par wo hath me kuch pakde the unke hath kele ke bade bade kai patte the.
Lakhan jee ke kareeb aane par vinneeta ne in patto ko lane ki wajah poochi to lakhan ne bada sakuchate hue puja ke agle charan ka jikra kar diya jo tha MANTRAJAAP aur jisme vineeta lakhan ki godd me KAMAL MUDRA yani vineeta ka chehra lakhan ki oor aur pair lakhan ki kamar ke ird gird lapte hue hone chahiye.
Par vineeta ab bhi is mantrajaap ki mudra me in patto ki bhumika samajh nahi aai to lakhan ne kum shabdo bade jhepte hue vineeta ko samjhaya ki ye patto ka bundle wo apni taango ke upar rakh lenge aur vineeta seedhe unki godd me baithne ki bajae in patto par baith jae isse shayad use unki godd me baithne me thoda kum asahaj mehsoos. Ab vineeta ko bhi apne sawal par sharam aa rahi thi lakhan jee ka kehna sahi tha na vineeta aur na hi lakhan in patto ke neeche chaddi pehne the isliye kamal mudra me baithne par unke guptango yani yoni aur ling ka thoda bahut sampark aur gharshan avashya hota aur ye sthiti vineeta ke liye nishchit hi kafi asahaj karne wali hoti isliye lakhan ka ye patto wala upay vineeta ko bhi kafi achha laga ki kis tarah lakhan bina kahe hi usme man ki duvidha ko samajh gae.
Lakhan wahi maujood ek shila par asan ki mudra me palthi maar kar baith gae aur kele ke patto ka wo bundle apne pairo par rakh liya jisse unki janghe evam unke beech ka yani ling sthan bhi puri tarah dhak gaya. Par phir bhi vineeta ke man me yu unki godd me baithne me ab bhi kuch sankoch tha par lakhan ne vineeta ko bharosa dilaya ki bus 1001 mantra jaap hai hum bahut sheeghrat se ye 1001 mantra jaap pura kar lenge. Vineeta ko ab taj lakhan par pura bharosa ho chuka tha ki wo is sthiti ka kabhi bhi anuchit labh nahi uthaenge. Apne man ki duvidha ko control karte hue vineeta un patto ke upar lakhan ki godd me akar baith gai aur apne taange lakhan ki kamar ke ird gird lapet kar KAMAL MUDRA me baith gai jisme unka chehra ek doosre ke saamne tha aur vineeta ke nitamb seedha lakhan ke ling ke upar the par beech me patto ki parat hone ke bawjood lakhan ko apne ling par vineeta ke nitamb ka dabaw saaf mehsoos ho raha tha.
Kamal mudra mi sabse badi khasiyat yahi thi ki isme stree purush ke jananang ek doosre ke behad kareeb aa jate hai jis wajah uttejna ka badna swabhawik hai aur chehra ek doosre ki taraf aur behad kareeb hone ki wajah se wo doosre ke andar umadte ghumadte uttejna ke bhawo ko bhi spasht dekh sakte hai. Vineeta lakhan ne us uttejak awastha me hi mantrajaap prarambh kar diya. Vineet peeche gir na jae isliye lakhan ko vineeta ko kamar se pakadna pada aur apne hath vineeta ki nangi kamar par rakhne. Lakhan ke hath apni kamar par sparsh hona hi vineeta ke liye atyant uttejak tha aur vineeta ke shareer me kampan hina swabhawik tha aur is kampan ke karan vineeta ke kulhe bhi kampit hone lage jis wajah se wo lakhan ke ling par gharshan kar rahe the aur action ke opposite reaction ke roop me lakhan ke ling me bhi harkat prarambh ho gai aur wo aur neechr se jhatke khane laga jeewan me pehli baar vineeta ke apni yoni ke itna kareeb kisi purush ke ling ka ehsaas ho raha tha. Vineeta ke hath khud ba khud lakhan ke peeth par kas gae aur lakhan vineeta dono ki saase teevra chalne lagi mantra jaap karte unke honth bhi ladkhadane lage par jald hi lakhan ko vineeta ki uttejna ka ehsaas ho gaya usne vineeta ko jhakjhor kar punah sanyat karne ka prayas kara vineeta ko bhi apni uttejna par ab badi sharm aa rahi thi. Vineeta lakhan ne punha mantra jaap par dhyan kendrit karte hue kuch hi ghanto me 1001 mantra jaap karke BRIHASPATI puja ka ye chautha charan bhi pura kar liya.
Ab unhe anant akash ke dewta ZEUS urf BRIHASPATI ke us khule akash ke neeche ek doosre ko alinganbadh karke ye puri raat katni thi. Kuch ghanto ke mantra jaap me ek doosre ko alingan me lene me hi uttejna ke mare unki halat kharab ho gai thi ab to unhe puri raat katni thi. Par itni der vineeta ke nitambo ke gharshan ne lakhan ke ling ko puri tarah uttejit kar diya tha aur neeche lakhan ko bhi ab use shant karna mushkil tha aur vineeta ko bhi lakhan ki kamar par lipte patto ke uthan se is baat ka abhas ho raha tha. Ab is sthiti ko control karne ka ek hi upay tha ki us ling ki garmi ko bahar nikal diya jae aur iske liye lakhan ko ek ekant jagah ki zarurat thi isliye vineeta ko wahi chhod lakhan jhdiyo ke peeche chala gaya. Kahi na kahi vineeta ko bhi abhas tha ki lakhan singh jhadiyo ke peeche kyu gaya apne ling ki garmi ko shant karne uski saheli ka sasur uske jism ki garmi se uttejit hokar jhadiyo ke peeche hastmaithun kar raha hoga wo bhi shayad uske bare me soch soch kar aur vineeta ye jante hue bhi lakhan ke bare galat nahi soch sakti thi kyuki kahi na kahi wo bhi unki majboori ko samajhti thi. Vineeta ka sochna sahi tha lakhan sach me jhadiyo ke peeche apne lund ko bahar nikal kar use apne hatho ne lekar tez tez jhatke dekar use shant karne ka prayas karne laga. Apni patni ke marne ke baad aaj pehli baar wo uttejit hua tha wo bhi apni bahu ki saheli ko sparsh karke ye vichar lakhan ke liye bahut hi ghranit tha par man par to kisi wash nahi hota to lakhan ka kya hota. Usne muth marte hue apni patni ke sath bitae apne antrang palo ko yaad karne ki koshish kari par achanak use apni patni ke chehre ki bajae vineeta ka chehra nazar aane laga aur na chahte hue bhi wo vineeta ke shareer ke akarshan me apne ling ko tez tez hialata chala gaya is waqt lakhan singh ka apni bhavbao par koi kabu na tha kai salo baad aaj wo skhalan ke kareeb tha aur apne khayalo me hi vineeta ke sath premkriya me dube lakhan ne uttejna ke charamsukh ko pa liya uske ling se nikalta gada gada veerya wahi jhadiyo ki pattiyo par girne laga.
Jhadne ke pashchat lakhan kuch der yuhi tez tez saase bharta waha khada raha par jab wo thoda relax hua to use kuch der poorva ke apne vicharo par ghin aane lagi ki ek bhali mahila uske pariwar ke liye itna sab kar rahi hai wo uske baare me ye sab soch raha hai ye sab soch soch kar use pachatava hone laga pat uttejna par kisi ka koi bas nahi rehta par lakhan ko ab ye bhi chinta thi ki yadi aisi kriyaye aage bhi hui to wo kaise khud par kabu karega aur kaise aaj puri raat us mahila ko alingan me bhar kar soega. Usne khud ko shant kara apne kapdo ko theek kara aur jhadiyo se bahar aa gaya. Jhadiyo se bahar aate lakhan ko dekh vineeta ki nazre apne aap unke jagho ke beech chali gai waha kuch der pehle maujood ubhar ab gayab ho gaya tha iska matlab saaf tha unhone jhadiyo ke peeche kya kara hai beshak vineeta ne sambhog na kara ho par uska gyan to hai hi ab wo karte waqt unke man me kya khayal aae honge ye to sirf lakhan jee hi jante hai. Wo dono hi ek doosre se nazre milane me sakucha rahe the. Raat kafi gehra aai thi paas behti nadi ki wajah se hawa bhi kafi thandi thi aur vineeta lakhan ke kapde bhi aise nahi the jo unhe thand se bacha sake. Ye raat katne ke liye unhe garmi ka bandobast karna hi tha aur ye garmi unhe ek doosre ke jism ki garmi se mil sakti thi par abhi kuch der pehle ki uttejna ko sambhala unke liye mushkil ho gaya sari raat kaise katte. Vineeta aud lakhan dono kiye sari raat ek doosre ko aliganbadh karke sona bahut ashaj tha. Unhone ek vichar kara ki ratri ka ek praher yani 12 se 3 wo ladki jalakar ek doosre se baat karte hue jaag kar bita denge aur ek do ghante ke liye ek doosre ko alingan me lekar so lenge isse unhe jada waqt us awastha me bhi nahi rehna hoga aur puja ki vidhi bhi puri ho jaegi.
Lakhan kuch lakdiya been laya aur pathar ko ragad ragad kar lakdiyo me aag bhi laga li. Vineeta wahi baithi unhe lakdiyo me aag lagate dekh rahi thi aur unke baare me soch rahi thi
"Unke badan ki kasawat unka mardana vyaktiva unka har kaam me nipun hona aurato ko itna samman dena kisi ko unki taraf mohit kar deta phir bhi apni patni ke jane ke baad unhone shaadi nahi ki aur ek mera pati hai jisne shaadi ki pehli hi raat mujhe thukra diya mujhe jeewan bhar ka dhoka diya meri zindagi barbad kar di. Kash mere pati me bhi lakhan jee ke vyaktiva ka chauthai ansh bhi hota to mera jeewan kitna achha hota kash lakhan jee jaisa hi koi mera pati hota kash lakhan jee hi mere pati hote chhi chhi ye mai kya soch rahi hi wo meri saheli ke sasur hai mai unki taraf kaise akarshit ho sakti hu log kya kahenge. Mai yaha bus ek puja ke liye aai hu mujhe khud par kabu rakhna hoga. Par jab unhone mujhe sparsh kara tha to mera rom rom hil gaya tha mera jism uttejna se bhar utha tha pata nahi ye puja mujhse aur kya kya karaegi. Wo to lakhan jee achhe insaan hai unki jagah koi aur hota to meri uttejna ka labh uthakar pata nahi mere sath kya kya kar deta."
Vineeta soch me hi dubi thi ki lakhan ne use awaz dekar aag ke nazdeek aane ko kaha. Lakhan jee ne lakdiyo me aag laga li thi aur wo dono wahi aag ke kareeb baith kar thandi hawao me khud ko garm rakhne ka prayas karne lage. Waqt katne ke liye wo yaha waha ki baate karne lage taki unhe neend na aae aur do teen ghante wo yuhi baat karte karte hi kaat le. Lakhan vineeta ko apne pariwaar ke bare me batane lage ki pehle unka pariwaar kitna rudiwadi tha pariwaar me paida hui kanyao ko maar deta tha shayad yahi wajah thi jo unke pariwaar ko ye shrap bhugatna pad raha hai. Wo vineeta ka shukriya bhi kar rahe the ki aaj agar wo is puja ke liye tayar na hoti to pata nahi kab tak unke pariwaar ko ye shrap bhugatna padta. Apne bar me kafi der baate karne ke baad baato baato me lakhan ne vineeta se uske pariwaar ke bare me pucha uski shadishuda zindagi kaisi uske pati kaise hai kya karte hai aur wo kya unhe is puja ke bare me bataegi. Apni shaadishuda life ko soch vineeta bhavuk ho gai ek taraf wo lakhan jee se unki biwi ke sath bitae khushnuma pal sun rahi thi aur doosri taraf shaadi ki raat apne pati ke dhoke ko yaad karke udas ho jati. Vineeta ko udas dekh lakhan ne uski udasi ka karan janna chaha.
Lakhan: Aap kuch udas lag rahi kya baat hai.
Vineeta: Nahi koi baat nahi hai.
Lakhan: Kuch to hai gum batne se kum to nahi ho jata par dil halka ho jata hai aur sehne ki takat aa jati hai.
Vineeta: Kuch gum aise hote hai jo humari zindagi ka atoot hissa ban jate hai aur hum chah kar unhe kisi ke sath nahi baat sakte.
Lakhan: Theek hai agar aap nahi batana chahti to mai apko force nahi kar sakta mai itna haq nahi rakhta.
Lakhan ki baat vineeta ke dil ko chhup aur wo bina ruke shaadi ki raat se ab tak ki apni sachhai lakhan ko batati chali gai: Shaadi ki pehli raat humari suhagraat ko hi mere pati ne mujhe ek sautan ka tohfa de diya tha ki wo kisi aur ko chahte hai aur unhone ye shaadi bus apne pita ke dabav me kari hai.
Lakhan: Apne unse kaha nahi ki apne pita ko khush karne ke liye unhone apki zindagi barbad kyu kari.
Vineeta: Kaha bahut bhala bura kaha par usse hasil kya hone wala tha socha shayad waqt ke sath mere pyar ke karan ye use bhool jaenge aur mujhe apna lenge par...... do mahine pehle mere sasur ka dehant ho gaya aur yaha aane se kuch din pehle hi inhone mujhe bataya ki inhone humare divorce ke liye court me apply kar diya hai ab pitaji nahi rahe to hume sath rehne ki bhi zarurat nahi hai 6 mahine baad humare divorce par court ki muhar lag jaegi.
Lakhan: Kya shaadi ki raat se aaj tak unhone kabhi apko chhua bhi nahi kabhi apse pyar nahi jataya.
Vineeta: Unhe kai baar mujhse apne kiye ki maafi mangi par shaadi ki raat se aaj tak mai kunwari hu bus naam ke liye ye mangalsutra aur maang me sindoor hai.
Ye kehte hue vineeta ki aankhe aansuo se bhar gai ab tak vineeta ki sare baate dhyan se sun rahe lakhan singh se vineeta ka rona bardasht na hua aur vineeta ke bagal me akar baith gae aur vineeta ke aansu pochhte hue use dilasa dene ki koshish karne lage.
Lakhan: Aap kyu ro rahi hai isme apki koi galti nahi hai ye unka durbhagya hai jo wo aap jaisi itni achhi mahila ka mahatva na samajh sake. Aapki life me itna kuch hone ke bawjood aap mere pariwar ke sankat ko door karne ke liye itna kuch kar rahi hai. Jis din apne is puja ke liye ha kari thi us din mere dil me apke liye bahut samman tha par aaj ye sab jankar wo samman kai guna bad gaya. Aap sach me ek mahan mahila hai jo apne se jada doosro ke bare me sochti hai. Aur zindagi kabhi kisi ke liye rukti nahi bus pahadi rasto ki tarah ghumav leti hai ye samajh lijiye apki ye shaadishuda zindagi bhi zindagi ka ek ghumav hai aur 6 mahine baad divorce ke baad apki nai zindagi shuru hogi apko usse bhi jada achha jada behtar jeevansathi milega jo apko chahega.
Vineeta: Dubara shaadi is shaadi se hi dil itna toot gaya ki ab dubara shaadi karne ki himmat nahi.
Lakhan: Aisa mat sochiye us insaan ke liye aansoo baha kar khud ko takleef dekar kya fayda jjse apke aansuo apki takleef ki fikra hi na ho. Har insaan ek jaisa nahi hota aur waqt bhi ek jaisa nahi rehta mera dil kehta hai apko usse kahi behtar jeevansaathi milega.
Lakhan ki dil ko chhu lene wali ye baate vineeta ke man me utar gai jeevan me pehli baar koi use apna sa lag raha tha jo use mehetva de raha tha. Pati ke tiraskar ne uska khud par se vishwas dagmaga diya tha par lakhan ki baato se wo ek baar phir khud par bharosa jaag utha jeewan me phir khushiya lautne ki ummed jaag uthi. Yahi sab sochte sochte vineeta ne apna sir lakhan ke kandhe par tika diya lakhan ne bhi vineeta ki halat ko samajhte hue use nahi toka. Kafi der wo yuhi chupchap baithe rahe.
Raat kafi gehri ho chuki thi lakdiya bhi khatam hone ko aai thi aur din bhar ke thake hue unhe neend bhi bahut aa rahi thi par prashna abhi bhi wahi kya bache hue kuch ghante wo ek doosre ko alingan me bhar kar bina uttejit hue kaat paenge. Par lakhan ke sath guzare aaj ke lamho ne vineeta aur lakhan ko ek doosre ke aur kareeb la diya tha aur ab vineeta ne puri tarah se drad nishchay kar liya tha ki wo is puja ke har charan ko har keemat par pura karegi lakhan jee ki is puja ko kisi keemat par bhang nahi hone degi chahe use khud iski koi bhi keemat kyu na chukani pade. Par wo ab bhi apne man ke in bhavo ko samajh nahi pa rahi thi ki ye bhav uske apni saheli shobha ke prati hai ya lakhan jee ke liye. Lakhan jee ke liye ye sirf uska adar bhav hai ya kisi tarah ka koi aur bhav. Par lakhan jee bhi ab neend ke jhonke kha rahe the.
Vineeta: Apko bhi neend aa rahi hai ab hume sona chahiye.
Lakhan: Nahi nahi mai theek hu hum abhi kuch der aur jaag sakte hai.
Vineeta: Nahi puja ka ye charan ALINGANBADH NIDRA bhi pura karna hai uske liye hume sona to hoga hi.
Lakhan: Nahi jab aap tayar ho hum tab so lenge aisi koi baat nahi hai.
Vineeta: Nahi darasal mujhe bhi ab neend aa rahi hai hum dono koshish karenge ki lette hi so jae taki hume asahaj mehsoos hi na ho waise bhi raat ke teen baj chuke honge do ghanto me hi subah ho jaegi itni der to so lena chahiye.
Lakhan: Theek hai jaisa aap theek samjhe agar apko bhi neend aa rahi hai to hum so jate. Aap meri taraf peeth kar ke let jaiye mai peeche se apko alingan me bhar lunga is awastha me mantrajaap wali awastha se kum asahaj mehsoos hoga.
Vineeta: Hmm yahi sahi rahega.
Vineeta lakhan ki taraf peeth karke zameen par let gai beshak kuch der pehle ek doosre ke sparsh se unke man jo uttejna jagi thi par ab wo in baato se ab ek doosre ke prati samman me badal chuki thi. Lakhan bhi jhijhakte hue vineeta ke peeche akar let gaya aur antim baar vineeta se anumati lekar peeche se use apne alingan me bhar liya pata nahi kyu par vineeta ne bhi is baar bina jhijhak khud ko unki baho me samarpit kar diya.
Lakhan vineeta ko is tarah alingan me jakde the ki unka ling vineeta ke nitamb se door rahe aur dubara uttejit na ho jae. Lakhan vineeta ki kahi har baat soch rahe the "Inti achhi mahila hone ke bawjood bhagya ne inke sath kitna bura kara kash mai inke liye kuch kar pata kash mai inka dukh door kar pata. Gajab ka akarshan hai is mahila me pata nahi inka pati kaise inki taraf akarshit nahi hua apni patni ke jane ke baad pehli baar mere man me kisi mahila ne itna uchha sthan paya par mujhe khud ki bhavnao par kabu rakhna hoga. Meri aur inki umar me bahut antar hai mai kisi surat me inki taraf apne akarshan ko zahir nahi kar sakta ye kya sochegi mere bare me ma inki har sambhav madad karne ki koshish karunga par maryada ke dayre me rehkar."
Doosri taraf lakhan ke agosh me lete hue vineeta ko bhi bada achha lag raha tha wo deen duniya samaj apni shaadishuda zindagi ko jaise kuch pal ke liye puri tarah bhool si gai thi. Vineeta ne lakhan jee ki baho me sir rakh liya aur apni aankhe band karke lakhan je vyaktiva aur abhi kahi unki baato ke bare me sochne lagi " Sach hi to kaha lakhan jee ne mai kisi aise shaksha ke liye aansoo kyu bahau jise mere aansuo ki parwah hi nahi jab wo apni zindagi nae sire se shuru karne ja raha hai to mai kyu apni zindagi ko rok du kitna farq hai sameer aur lakhan jee me hunari umar me itna farq na hota aur ye meri saheli ke sasur na hote to kya ye sambhav tha ki mai lakhan jee ko apna jeevansathi bana pati kya ab bhi ye sambhav hai nahi nahi vineeta ye kya soch rahi hai wo tere baap ki umar ke hai teri saheli ke sasur hai tu kaise unke sath nahi log kya kahenge samaj kya kahega teri saheli shobha kya sochegi tum apni hi saheli ki saas banne ka soch bhi kaise sakti hai. Lakhan jee ek achhe charitra ke vyakti hai wo tere baare me kuch galat nahi sochte tera samman karte hai yadi unhe tere man me janme is bhav ka pata chal jaega to unki nazro me mai gir jaungi kya sochenge wo mere bare me mujhe apni bhavnao par kabu rakhna hoga.
Vineeta lakhan ki baho me sir rakhe aankhe ban kare sochte hue kab neend ke aagosh me sama gai use pata hi nahi chala. Neend me bhi apne haseen bhavishya ke sapne dekh rahi thi jisme ek rajkumar ghode me baith kar use lene aa raha hai aur wo dulhan ke libas me uska intezaar kar rahi hai jab wo rajkumar kareeb ata hai to uske sir par sehra pada tha jis wajah wo uska chehra nahi dekh sakti thi sapno me hi unki shaadi ki rasme shuru ho gai. Vineeta apne khwabo me hi apne sapno ke rajkumar se shaadi kar rahi thi uske peeche lete lakhan singh bhi uske baare me sochte sochte use apni baho me bhare neend ke pehlu me sama gae the. Kehne ko aaj ki raat me unke beech kuch nahi hua tha par aaj jungle me bitai ye raat unhe jitna ek doosre ke kareeb le aai thi utna kareeb aane me logo ko saalo beet jate. Ab dekhna ye tha ki ye nazdeeki unhe kis mukam par le jane wali thi unhe aane wale bhavishya me kya uthal puthal lane wali thi.