20-04-2019, 01:13 PM
PART - [ 12 ]
.......................................................................
Iske baad lagbhag ek hafta beet gaya kuch khaas nahi hua fir ek din jab atul office se ghar aaya to pata chala ki urmi ke maayke se sab log aaye huye the, n logon ne bataya ki unka shimla ghumne jaane ka plaan hai aur wo urmi aur use bhi saath le jaane ke liye wahan aaye the
Sabki ticket bhi book ho gayi thi, lekin atul ne yeh kahte huye jaane se mana kar diya ki " uska abhi - abhi to promotion hua hai aur agar itne jaldi main chutti lene laga to meri post ko khatra ho jayega, haan par urmi ko aap saath le jaiye wo bhi ghoom aayegi "
Iske baad un logon ko agle din shimla ke liye nikalna tha to raat ka khana kha kar sab jaldi hi so gaye, raat ko sote samay urmi boli " Tum bhi chalo na saath me hum wahan bahut maje karenge "
Atul - jaana to main bhi chahta tha, lekin samjho agar main chutti marunga to wo post kisi aur ko de di jaayegi ajr agle do din tak itna kaam hai ki ek pal ka chain nahi milega
Urmi - lekin sab ka mann tha ki tum bhi hamare saath chalte
Atul - meri majboori ko samjho varna main kabhi mana nahi karta
Urmi - theek hai
Fir wo dono bhi so gaye subah taxi se wo log station ke liye ravana ho gaye atul unhe station tak chorrne aaya fir wahin se wo apne office chala gaya, agle do din use jara sa bhi samay nahi mila sara din office ka kaam kiya aur thak kar ghar aa kar khana kha kar ghar par hi aaram karta thakaan ki wajah se kahin bahar nikalne ka mann bhi nahi hota tha
Agle din atul office jaane ke liye taiyar ho raha tha tabhi darwaje pe dastak huyi usne darwaja khola to saamne sareena khadi thi atul use dekhte huye bola " are tum gaanv se wapas kab aayi "
Sareena - saahab ! kal shaam ko hi wapas aayi main shaam ko hi aane ki soch rahi thi par thodi thak gayi thi isliye fir nahi aa paayi
Atul - achcha hua tum aa gayi nahi to meri to band baji huyi thi do din se
Sareena - kyo saahab ! kya hua aur memsaab dikhayi nahi de rahi ?
Atul - wo shimla ghumne gayi hai apne maayke waalo ke saath
Sareena - fir to main ek dam sahi mauke par aayi hu chalo kuch ho jaaye
Atul - are abhi nahi ! mujhe office jana hai waise hi late ho gaya hu aur jyada late ho jaunga
Sareena - kya saahab ! tum bhi ab mere saath aisa karne lage jab tak matlab tha to bahut khush kiya ab saaf mana kar rahe ho
Atul - are aisi baat nahi hai tumne mere liye kitna kuch wo main kabhi nahi bhul sakta, tum shaam ko aa jana tumhe bhi khush kar dunga aur tum mere liye khana bhi bana dena
Sareena - kya saahab ! yahan bhi aap apna matlab hi dekh rahe hain, sach aap bahut badal gaye hain aur matlabi ho gaye hain
Atul - aisi baat nahi hai, acha tumhe aisa lagta hai to mat aana
Sareena - are saahab ! main to majaak kar rahi thi, main shaam ko aa jaungi
Iske baad atul office chala gaya aur sareena bhi dusre ghar kaam karne chali gayi, us din office me kuch kaam nahi tha, atul pura samay free baitha raha, bade saahab bhi jaldi chale gaye the aur kaam kuch tha nahi to atul bhi 4 baje ghar aa gaya aur sareena ke aane ka intjaar karne laga kareeb 5: 30 par sareena bhi aa gayi
Atul - badi der se aayi ho
Sareena - main to sahi samay par hi aayi hu aap isi time to ghar aate ho
Atul - haa lekin aaj office me kuch kaam nahi tha to jaldi aa gaya to ab bolo kya karna hai ya pahle khana banaogi
Sareena - ab kuch aur program hai
Atul - matlab main kuch samjha nahi
Sareena - main aaj kallu dada ke yaha gayi thi, wo aap ko aur ruchi ko yaad kar rahe the kah rahe the agar ho sake to abhi shaam ko hi le aana
Atul - lekin abhi ruchi se to baat huyi hi nahi wo ek dam se chalne ko taiyar ho jaayegi kya
Sareena - ruchi se to maine baat kar li hai wo to taiyar hai aap batao aaj chalna hai ya nahi
Atul - theek hai agar wo raazi hai to abhi hi chalte hain
Iske baad wo log 6 :30 par ghar se nikal gaye ruchi ko bhi unhone raste me apne saath hi le liya, wo log theek 8 baje kallu dada ke adde pe pahunch gaye the, kallu dada unhe dekhte hi khush ho gay aur bola " Are atul ji aap to hume bilkul bhool hi gaye "
Atul - are kya batau gireesh kaam me busy tha na isliye
Kallu dada - tabhi to humne hi tumhe bulwa liya
Fir kallu dada ne ek mustande se bol kar sharaab ki botal mangwa li aur wo dono baith kar sharaab peene lage kallu dada ke kahne par do ladkiyo ko andar bulaya gaya jo waha naach kar unka manoranjn karne lagi
Wo dono ladkiya bahut kaamuk aadaye dikhate huye dance kar rahi thi kabhi wo dono atul aur kallu dada ke paas jakar unki godi me baith jaati aur wo jaise hi unhe choone ke liye haath badhaate wo uth kar door bhaag jaati thee