23-06-2021, 08:33 PM
Mein:- Kkkiiiiaaaaaaa??? Maa jee ye Ap kia keh rahi hain?
Meri Saas:- Bilkul sahi keh rahi hoon beta.
Mein:- Haan. Zahir hai Ap apne betay ki support karain gi! Mujhe hi qasoor war thehraein gi.
Ye keh ker mein wahan se janay lagi.
Meri Saas:- Betho beta! Meri baat khatam nhi hui. Mene tumhain pehle hi kaha tha k tasalli se meri baat sunna.
Me wapas un k pas baith gai. Or unki taraf dekhne lagi.
Meri Saas:- Sab se pehle to tum apne zehen se ye baat nikal do k mein tumhain apni bahu manti hoon. Mene tumhain pehle din ye samjhaya tha k tum meri beti ho. Ab jo mein poochoon, uska sahi sahi jawab dena.
Mein:- G poochain.
Meri Saas:- Tumhare or Haris k darmiyan jhagre kab se shuru huay.!
Mein:- mujhe yaad nhi.
Meri Saas:- Yad nhi to yaad kerne ki koshish kero. Meri nazar mein tumhare or Haris k darmiyan jhagra Nomi ki paidaish k bad shuru hua.
Mein:- To kia iski waja hamara beta hai.???
Meri Saas:- Aray! Tum baat ko ghalat Q samajhti ho? Ye baat tum b janti ho k Haris kitna piyar kerta hai Apne betay se.
Mein:- G janti hoon.
Meri Saas:- Chalo ek ek ker k bato ko yaad kerte hain. Tumhare or Haris k darmiyan jhagray Nomi ki paida honay k bad shuru huay. Lekin Q?
Mein:- Mein nahi janti.
Meri Saas:- Lekin mein janti hoon. Is ki waja ye hai k tum pehle Hasan k anay per fresh baithi hoti thien. Wo ghar ata to tumhain apna intazar kerta dekh ker uski aadhi thakan door ho jati thi. Lekin Nomi k bad tum ne apne oper dhyan dena hi chor diya hai.
Mein:- Mein kia keroon Maa jee! Time hi nahi milta. Ye chota hai to her wakt tang kerta hai or mujhe masroof rakhta hai.
Meri Saas:- To beta! Tumhain khud time manage kerna ho ga. Ye to nahi k tum ajeeb se huliye me ghomo. (Muskura ker ) Hamare ghar ki maasi tum se ziada saaf suthri rehne lagi hai.
Unki ye baat sunn ker mein b hans pari.
Mein:- Ap theek keh rahi hain maa jee. Lekin mein kaise her roz tayari keroon in k lie.
Meri Saas:- dekho beta! Tayar honay ka matlab ye nahi k tum poora makeup etc kero. Apne shohar k anay se pehle moo hath dho ker saaf kapre hi pehen lo gi to wo dekh k khil uthay ga. Lekin tum ho k ajeeb se huliye mein rehti ho. Is waja se jab wo thaka hua ghar ata hai or tum us k samne aise ati ho to wo or frustrate ho jata hai. Is baat ko thora dhyan me rakho.
Mein:- G maa jee. Mein apni poori koshish keroon gi.
Meri Saas:- Shabash! Mujhe tum se yei umeed thi. Or tumhari doosri ghalti pata hai kia hai!
Mein:- Nahi maa jee.
Meri Saas:- Tumhari doosri or sab se bari ghalti ye hai k tum us ki bat ka jawab deti ho.
Mein:- To kia agar wo ghalat baat kerain to mein sunti rahoon?
Meri Saas:- Haan.
Mein:- Lekin Q?
Meri Saas:- Dekho beta! Ek mard ko din me kai tarah k challenges ka samna hota hai. Agar wo tum per gussa karay ya cheekhay chillaey to us ka bura naa mano. Sirf or sirf uski baat suno. Tum agar usko tanha chor do gi ya uski baat sunay bina chali jao gi to ye cheez bohot khatarnaak hai.
Mein:- Wo kaise maa je?
Meri Saas:- Wo aise beta! K husband wife zindagi bhar ek sath rehte hain. Mein aj kal ki larkiyo ka nahi janti. Lekin mere nazdeek apne shohar ko samajhna (understanding) ka matlab hai k mein uski baat sunoon. Jis wakt wo gussay me ho to usko apne dil ki baat kehne doon. Usko bilkul naa rokoon. Wo ghar k bahar kisi ko apne dil ka haal nahi suna sakta. Agar mein b naa sunoon to wo kia karay ga? Kis se apne dil ki bat karay ga.
Mein:- Aisi soorat me hamain kia kerna chahiye?
Meri Saas:- Beta tumhain chahiye k apne shohar ki bat khatam honay ka intazar kero. Jab wo khamosh ho jaey tab ko usko kuch der k liye alehda chor do. Ya us k liye pani le aaoo. Ta k uska gussa thanda ho. Us k bad piyar se us se baat kero. Naa k tum us k sath bolna chor do. Or agar kisi waja se tumhari us se larai b ho jaey to sham hone se pehle apne mind se sab batain nikal do. Bed room k andar tumhari narazgi tumhain or tumhare shohar ko door ker de gi. Samajh gaien!
Mein:- G maa jee. Samajh gai. Ap se ek baat poochon?
Meri Saas:- (muskura ker) poocho!
Mein:- Apka kabhi jhagra hua mere Susar se?
Meri Saas:- Haan! Bohot bar. Lekin meri Ammi ne mujhe ye batain sikhaein jo mein aj tumhain bata rahi hoon. Or aj dekho! Meri olad jawan hai or hum sab bohot khush hain. Mere husband ko mujhse koi shikayat nahi hai.
Mein:- G wo to dekh rahi hoon mein b. Susar jee aksar ap se chipkay rehte hain.
Meri Saas:- (sharma ker) hhuuuuusssshhh... aise nahi boltay. Ye un ka piyar hai mere liye. Lekin Aj k dor mein larkiyan is cheez ko nahi samajhtien or shohar se zaban darazi kerti hain. Jis se ghar kharab hotay hain. Jaise aj tum ker rahi thien.
Mein:- (sharminda ho ker) Mujhse wakei ghalti ho gai maa jee.
Meri Saas:- Chalo koi bat nahi! Aisa ho jata hai kabhi kabhi. Lekin baat ko barhana nahi chahiye. Aj raat ko uski pasand ki cheezain bana lo or khud ko thora ready ker lo. Wo mann jaey ga. Theek hai!
Mein:- Jee maa jee. Jaise ap ne kaha mein waise hi keroon gi.
Meri Saas:- Or sab se aakhri baat.
Mein:- G bolain.
Meri Saas:- Apne shohar ko kabhi mat roko. Usko apne dil ka raja banao or khud uski malika bun jao. Usko lubhao. Ta k wo or ziada tum se piyar karay. Usko apne jalway dikhao.
Mein:- Lekin maa jee. Aisa kaise ker sakti hoon?
Meri Saas:- Q nahi ker saktien? Dekho beta! Wo tumhain apni zindagi ka sathi bana k laya hai. Her mard chahta hai k uski zindagi mein romance ho. Agar tum usko wo piyar nahi do gi to wo bahar dhoonday ga. Tum us k ghar ki malika ho. Lekin bedroom k andar usko raja banao. Us ki her baat mano. Phir dekho wo kia kuch kerta hai tumhare liye. Tumhari her khushi k liye wo dunia se larr jaey ga.
Mein:- Lekin maa jee mujhe ajeeb lagta hai. Un ki farmaishain b thori alag hoti hain.
Meri Saas:- Mene isi liye tum se kaha beta. K apne shohar ki khushi k liye tumhain sab kerna ho ga. Chahe tumhain pasand ho ya naa ho. Agar tum usko wo sukh nahi do gi to ho sakta hai koi bahar wali usko wo sukh de. Phir tum kia kero gi?
Mein such me ghabra gai k agar haris kisi or larki ya orat k sath involve ho gaey to mera or mere betay ka kia ho ga!!!
Meri Saas:- (mujhe soch mein dekh ker) kia hua beta? Kahan kho gaein?
Mein:- Kahin nahi maa jee. Ap such keh rahi hain. Sab ghaltiya meri hain. Mein ap se wada kerti hoon k aj se in sab cheezo ka khayal rakhoon gi.
Mene apne betay k liye doodh banaya or Bag un k pas rakha.
Mein:- Maa jee. Agar Nomi raey to ye doodh bana diya hai. Ap isko pila dijiye ga. Mein zara hamsai k ghar ja rahoon parlor me. Mujhr thora time lag jaey ga.
Meri Saas:- (muskura ker) befikar ho k jao beta. Isko mein sambhal loon gi.
Meri saas ne mera maatha chooma or mein ghar se nikalne lagi to mere labo per ye gana raqs kerne laga.
“Sajna hai mujhe Sajna k liye”
Or mene apne qadam barha diye parlor ki taraf Q k mujhe apni ghalti sudhar ker apne shohar ko manana thaa or Aj ye sabit kerna thaa k
“mein randi apne hubby ki”