Thread Rating:
  • 10 Vote(s) - 1 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI
Update 38
Part-8(B)


Deepti ko apne upar lita ke pyar se sula ke Aryan jab kaksh se bahar aaya toh Pushplata ne usko maansik sampark kar Swarna ke kaksh me jaane ko kaha.....

Aryan bhi Swarna se milna chahta tha toh kaksh ke parvesh dwaar pe do daasiyon ne khade hokar uska abhivadan kiya aur dwaar khol ke picche hat gayi ...... Aryan ko ek bada pooja ka thaal liye Swarna sajhi dhaji nazar aayi aur uske bagal me Maya bhi apsara lag rahi thi. Dono Aryan ko bahot pasand thi, yoni se Danav hi sahi par gunn dono me ek pyari innocent ladki jaise hi the. Aryan ka lagav inke liye badhta hi jaa raha jismani sukh se upar dil me utar gayi thi dono joh Patalok ke liye accha sanket nahi tha. Dono ki prasav ke baad mirtyu tay thi aur Aryan ush samay kya karega ishka jawaab bhavish me chupa tha???

Aryan to pehle hi Geeta-Deepti ki wajah se abhi tak uttejit tha par ab sahi jagah uska toopchi araam paane waala tha woh bhi ek nahi uski 2-2 bharya ke andar ..... "Andha kya chahe do aankh" .....

Maya ne Swarnlata ko batya tha ki Aryan ki Maa Ratidevi ya Dr Anju, puja ki thaal se unka (Aryan) swagat karti hai jab woh jeetkar aata hai ..... hum dono bhi aisa hi karengi kyun Didi ...... Aryan dono ke bejod sundarta me khoya huya aage badhne laga toh Maya boli," Prannath humko aapki vijay ki khusi me aarta toh karne dijiye ".

Aryan ab puja thaal ko dekhkar ruk gaya aur haath jodkar khada huya. Maya, Swarna ko vidhi batati gayi aur usne tilak se lekar vaar pher ke baad mithai khilane ki sab rasme nibhai wahi phir Maya ne kiya ...... Aryan socha pehle Maya karti toh Swarna ko samajhne me waqt na lagta aur mera lund dukh raha hai dono ke husn dekhar.

Dono ne pair chuhye toh Aryan ne ashirwad ki jagah dono ko nicche jhukar goad me utha ke apne dono side laga ke choom liya ," Puchh puchhh ..... ab mein nahi ruk sakta , ab apna asli patidharam nibhane ka samay hai "..... phir apni Lotus shield se kaksh ko cover kar apni dono Patalok ki biwiyon ke ander 2 ghante se jaada kaamkridya ke baad uska Toopchi 1-1 baar parsad dekar shant huya jabki dono anginat baar premsukh paakar gheri nindra me chali gayi.

Aryan ab fresh hokar tyaar ho dono ka matha choomkar kaksh se bahar aakar seedha Rani Pushplata ke kaksh me phoncha aur sabse se gale milkar Geeta ka poocha toh woh Deepti ke paas chali gayi thi.....

Aryan ne Kaamu ko apni goad me bitha liya aur Vishaka ke liye charon se poocha toh sabne Geeta ke liye bol diya ki uska faisla sabko manjoor hoga.

Kaamu khud ko rok na paayi aur Aryan ke toopchi ki ek baar swaari khud toh ki hi baaki teeno ko bhi karwa di..... aise hi nahi usko Aryan Kaamu bulata tha woh thi hi ek palangtod pyar dene waali Danav aurat ..... magar main course toh last me apne pichwade ki garmi se Aryan ko pighla ke poora sukh Kaamu di. Yeh bilkul uski Daadi Devi jaisi Danav stree thi hamesha ready aur hak se pyar karti thi.
_______________

Naaglok ......

Itna prakash na naagon ko kabhi pasand tha jitna Naaglok me aaj vyapt tha...... Lakhon ratan koshagaar se nikaale gaye sajawat ke liye ....... kayi toh ardh sarp ardh manav roop liye sajh dhaj ke tyaar the vivaah samaroh me samil hone ke liye ...... Poore Naaglok waasi hi nahi samucha Patalokon ke wassiyon ko amataran tha .

Vishakha ki gufa jaise sabse jaada sajayi jaa rahi thi aur dono bhene Prabha-Vishaka ko manav-Nagin roop me tyaar kar rahi thi sevikayan Naag-Vivaah ke liye ......

Prabha ki khusi dekhte hi banti thi wahin Vishaka bas shant hokar sabko karya karne de rahi thi..... unki sagi Maa ke saath Raja Vasuki ki dono dusri Maharani bhi apna sujhav de rahi thi dono ke sringaar karwane me ......

Prabha joh manav roop me thi boli," Didi aap pehle Sarpu ka varan karna phir mein karungi..... Maa didi badi hai unko pehle adhikar hai na ?"

NaagRani ne sneh se Prabha ka gaal sehla ke kaha ," Tum dono hi toh hum sabke aankh taare ho, tumhari khushi me hi hamari khushi hai beti. Aaj tumko vapas apne sanidh me paakar Bhagwan Sheshnaaga ne hamari soyi hi iccha bhi poori kar di. Tum apne Sarpu ko yahin kyun nahi rok leti beti, Dhartilok pe toh lobhi aur makkar kism ke manav rehte hain. Yahan hamesha hamari aankhon ke saamne rahogi ".

Apne kaan ki baali ko check karti Prabha boli," Aap bhi jaanti ho maa mera ek aur parivaar hai joh ish janam me mila hai. Phir woh manav huye toh kya mein bhi manav yoni me hun, unka adhikar maang kar aap apne ko chota mat karo. Mein aati jaati rahungi aap sab se milne magar ab meri asli duniya wahi hai Maa. haan mera ateet mein bhool ke aapki beti ki tarah pichle janam waali Prabha rehna chahti hun. Mujhe wahan sab bahot pyar karte hain yeh aap yahan bhi dekh chuki ho".

Vishakha pe nazar daal ke NaagRani ne poocha ," Kya woh sab Vishaka ko swikaar karenge, Aryan ki Dhartilok ki patniyan aur yahan ki bharya ko aitraaj nahi hoga kya beti ?"

Apni baali se santhust hokar Prabha boli," Aitraaz kaise woh meri didi hai aur hum piar chukar maafi maang lenge sab apne hain maa phir Sarpu bahot accha hai...... woh meri baat kabhi nahi talega aap befikar raho ".

Vishakha ne pehli baar haarne ke baad gusse me kaha ," Chup ho jao sab ..... "

Vishakha ka darr hi itna tha sab darr gaye ..... " Prabha humko ekaant me baat karni chahiye ".

Prabha ," Hum dono ko akela chod dijye aap sab kuch samay ke liye "...... sabke jaane ke baad.... " Aap behichak boliye Didi, mein bhi aapki manodasha jaanti hun".

Vishakha idhar udhar thelte huye ," Tum ko bhi pata hai Prabha mein ush Divya Talvaar waale ko chahti hun tumhare Sarpu ya Aryan ko nahi" ..... phir dukhi tone me ..... "Magar ab mein kuch nahi kar sakti kyunki Aryan ne mujhe Swayamvar me jeet liya hai ..... "

Prabha bhi serious hokar ," Toh aap vivaah nahi karengi ".

Vishakha ," Mein vachan se bandhi hun. toh vivaah karna hi hoga ".

Prabha haskar ," Phir toh tyaar raho Didi Sarpu ke alwa aap sabko bhool jaogi. Aap ki Divya Talvaar bhi to Sarpu ke hi ek roop ke paas hai, joh kabhi toh bahar aayega magar Sarpu se vivaah na karke aap kabhi na Divya Talvaar dekh sakogi na uske dharak ko ".

Vishakha thoda chintit sawar me," Meine joh kiya hai uske liye chahye Aryan tyaar ho vivaah ke liye magar koyi chama toh nahi karega phir ish vivaah ka kya auchit hai? Aur Aryan ki doosri bharyian kabhi meri jaisi nagin ko swikaar nahi karengi ? .....kabhi nahi, sayad meri yehi saza hai ki mein zindgi bhar Aryan ki daasi bankar rahun".

Prabha ab gambhir swaar me boli," Chama ki hakdaar aap nahi ho apne kirtye ki wajah se lekin chama yachna maange se aapke mann ko shanti milegi toh jaroor sab se maang lo..... chama karne ka adhikar toh unka hai bas aap apna kartavya poora karke apne dil se bhoj nikaal den. Dekhna jiwan me nayi rah aapko dikhegi".

Vishakha ki aankho me apni choti bhen ki baatien sunkar ansoon aa gaye ki Prabha abhi bhi sab kuch bhool ke usko sahi raah pe chalne ki salah de rahi hai varna meine kya kya nahi kiya apni choti pyari bhen ke saath. Bhagwaan Sheshnaaga mujhe ab jeevit rehne me bhi sharam aa rahi mujhe ish jeevan se mukti do.

Prabha ne Vishaka ko gale laga liya aur usko santavana deni lagi. Bhagwan Sheshnaaga ki awaaj uske mastiksh sunai di ," Putri Vishaka tum ko apna jeevan ab paschtaap karne me gujarna hai kyunki sareer jaroor alag hai tum dono bheno ka par ab mirtyu ek saath hi hogi. Tabhi tum Prabha me phir se jeevit reh paayi yani tumhari deh nast huya aatma ya shaktiyan nahi. Ek kathan suna ho ki pati ke charon me hi swarg hai. Toh pati tumko niyati ne diya hai putri swarg ab tumko swayam dhoondhna hoga. Kalyan ho ".

Aankhien band kiye Vishaka ne Bhagwan ka dhanyawad kiya aur ansoon phonchi mann bana li ki usko kya karna hai.
_________________

Aryan apni do Preysion, do bharyian aur 4 danav premikaon ke saath Atala lok ke veshbhusha me Naaglok padhara Sahi rath me jahan Naagdansh Naaglok ke dwaar pe unh sabke swagat ke liye khada tha ......

8-8 Apsaron si sunder streeiyan Aryan ke saath rath me swaar ab Naagdansh ke aage dikhaye maarg pe poori sajawat aur Naaglok wassiyon ka sammaan swikarte aage badh rahe the vivaah samaroh sthal ki ore joh apna phan ya sheesh jhukakar swagat kar rahe the....

Rani Hema bhi unko vivaah samaroh sthal ke dwaar pe mili aur Aryan rath se nicche utar apni Rani Maa ka sabse pehle ashirwad liya jisko poore sneh ke saath apne gale laga ke baliyen li.

Rani Hema ki khushi dekhte hi banti thi, Maa hone ka gaurav bina janam diye huye bhi Aryan se unko mila. Vivaah sthal ki bhavyata aur vishaalta me majood Patalok ke samast athithigan Aryan ki sundarta aur akarasan se gadgad the wahin uski Premikayon aur bharyian ne toh sab mardo ko jaise irsha hi karwa di..... 8 toh saath laya hai aur do varmala daalne waali hain ...... itni maadon ko kaise sambhaal leta hai. Wahin maadaon ka haal toh bas Aryan ka manav roop hi behaal kiye tha.

Ek vedi sthal prangan ke bicho bich tha jahan Prabha manav roop me aur Vishaka Nagin roop me Varmala liye khadi thi ...... Unke ek taraf Raja Vasuki doosri taraf NaagRani apni dono putriyon ka vivaah Aryan se bade khusi khusi karne ka intzaar kar rahe the ......

Aryan toh Prabha ki sundarta dekh ke chakit tha bilkul Nirmala Mummy(chachi) ka young avtaar lag rahi thi aur unko jawani se Aryan bachpan se hi dekhta aaya tha. Haan ab unke sareer me thoda bharav aa gaya tha unke jabki Prabha toh bilkul charhari aur jaada hot lag rahi thi.

Vishakha par dhyaan gaya toh woh phan jhukaye khadi thi...... yeh Aryan kya sabne pehli baar dekha hoga. Yodha thi woh sar kaate hi honge par uska sar na jhuka. Aaj sabko ek haari huyi aam nagin Vishaka Aryan ki daasi hi nazar aa rahi thi.

Aryan ne Geeta ki taraf dekha to woh bhi muskara ke kandhe uchka di ab tu jaane tera kaam.

Rani Pushplata ," Geeta yeh toh pehle hi mar chuki hai ishe kya tum jaleel karogi. Aryan tum ishko apna lo sayad yeh phir se kabhi sar utha ke ji sake ".

Deepti ," Haan Mahi parivaar kya.... aaj uske saath koyi nahi hai..... yeh toh jeevan se bhi haari lag rahi hai. Nirbal stree ko apni panah dena kabhi anuchit nahi hota".

Aryan ne Geeta se poocha ," Chanda Rani ab nirnye tumhare haath me, soch samajh ke faisla karo joh hum sabka faisla hoga ".

Rani Hema bhi atur hokar poochi ," Kaisa faisla ?"

Geeta ne jawab diya ," Kuch nahi Rani maa hum sab Vishaka ka ghamand chakna choor karna chahte the aur Aryan usse vivaah nahi karega yeh faisla liya tha par usko dekhkar hi lag raha ki yeh nagin mujhe apni bheno ke saath meri jutti saaf karne ke liye chahiye"...... Geeta ka andaaz hi nirala tha Vishaka ko Aryan ki patni swikarte huye.

Rani Hema bhi aschariye se Geeta ko dekhne lagi toh Pushplata ne kaha ," Yeh hum 8on ka nirnaye tha par Geeta sahi keh rahi hai, uska sthaan hum chunega ki woh kahan hamare saath rahegi ".

Rani Hema ," Aryan tum bhi inhse sehmat ho ".

Aryan haath jodkar ," Rani maa yeh galat hai ya sahi yeh toh inka hi drishtikon hai aur mein inhse bahar toh nahi jaa sakta jab baat inke swabhimaan ki ho. Haan thodi sab natkhat jaroor hain par kisi stree ka apmaan na hi karengi na hone dengi. Chaliye hum dono Raja Bali Maharaj se milte hain ".

7on ne Geeta ko gher liya ki Aryan kabhi tumhari baat nahi kaat sakta par Geeta boli woh humse bhi do kadam aage rehta hai, Vishaka ka ghamand hi nahi usne uski rooh tak kachot di hai aur agar chahye toh Vishaka phir theek vaisi hi ho jayegi aur yeh apna kameena khasam jaroor karega dekh lena.

Inke vaad vivaad chalte rahe udher bechani se Varmala liye Prabha ki nazar bas Aryan pe hi thi....' akhir itni diar kyun kar raha hai bhai sabse baad me mil lena pehle Varmala toh pehn lo'...... Aryan bhi sab badon ke piar chukar ashirwad liya aur jab Bhagwan Sheshnaaga prakat huye toh sab ne haath jodkar aur sar ya phan jhuka ke abhivadan kiya.

Aryan ko Ashirwad dekar aage prasthan karne ko kaha toh woh Prabha ke paas Geeta aur Deepti dwara le jaya gaya ...... Prabha ab sharma rahi thi Geeta ko Aryan ke saath dekhkar.

Danav Guruji ne mantar padhe aur ghosna ki Aryan Naaglok ki choti Rajkumari Prabha se Swayamvar partiyogita jeetkar vivaah karne ka hakdaar hai. Aap sab apna ashirwad den ish mangal karya me ......

Geeta ab Prabha ke saath khadi thi aur Deepti Aryan ke ..... Guruji ke kehte hi Prabha ne Geeta se aagya lekar Aryan ko varmala pehani toh dhool bajne lage aur sarp hiss hissa ke apni khusi prakat kar rahe the ...... Danav Guruji ne Aryan ke haath me Prabha ka haath rakhwa ke kaha aaj tumhara naag-vivaah hota hai ab Jeevanbhar ke liye tum dono saath raho aisa hamari shubhkaamnaye hain.

Aryan aur Prabha dono ne aankhein bandh ki aur dono purn Naag roop me badal gaye...... Dono ne ek doosre ki phoonch aur phan sparsh kiya aur lipat gaye toh ek tej hari roshni dono ke ander sama gayi.

Yeh shakti dono ko Raja Vasuki aur NaagRani se ashirwad me mili thi..... joh unki swikarti thi..... thodi hi diar me dono manav roop me aa vapas aa gaye...... Prabha ko uska Sarpu vapas mil gaya tha pichle janam ka aur ish janam me uska bada bhai Aryan.

Prabha ne pehle hi Vidhivat Dhartilok ke vivaah reeti ki tyari karwayi thi joh woh Aryan se Vishka ke vivaah ke baad danav Guruji se karwaane waali thi apne maa baap ki sehmati se.

Danav Guruji ne sabka dhyaan apni taraf kheencha ," Putr Aryan ab Vishaka se bhi tumko vivaah karna hai, Rani Hema aap Aryan ke saath aage aayen ".

Aryan haath jodkar bola ," Chama chahunga Guruji par me ish Vishaka se vivaah nahi karna chahta ......"

Aryan ke itna kehne se jahan Vishaka ke haathon se Varmala gir gayi wahi sab stabdh reh gaye ...... charon aur harsh ki jagah mataam ka sannata chaa gaya.....?

Prabha hairani se ," Kyun Sarpu? Didi pe bhi aapka utna hi hak hai jitna mujhpar".

Aryan ne usko roka ," Pehli baat ishne tumse ya meri sab priyesion se maafi nahi maangi....... na hi apne maa baap se jinko maarne tak utaru thi ...... na hi samast Patalok wassiyon se jinka jeevan tak taak pe rakhkar yeh unko bhi maarne waali thi ...... aisi apni badi bhen se mere vivaah ki apeksha kar rahi ho".

Vishakha roote huye nicche jhukar Aryan ke piaron me phan jhuka ke boli," Mein sabse chama maang lungi pehle aap mujhe ek daasi hi sahi apna toh lijye ".

Aryan picche hatkar," Agar sabne maaf kiya toh meine bhi maaf kiya..... Yaad hai na tumne meri itni dayalu Rani maa ko maarne ka prayash kiya tha ".

Vishaka ne roote huye Rani Hema se chama maangi apne krtiya ki phir Prabha ke piar pad gayi usne usko gale laga ke maaf kiya ...... Phir apne maa baap se lekar sab badon se aur last me Geeta aur sabse maafi maang Aryan se vivaah karne ki ijjat maangi apni jholi phela kar ke Geeta se .

Bahoton ki aankhon me ansoon bhi aa gaye uski dukhi lachaari ki dasa dekhkar sabse jaada Prabha uske paas jaana chahti thi par Aryan ne uska haath pakad ke naa me gardan hilayi...... jaise abhi Vishaka ke paschtaap ka samay hai vivaah ka nahi.

Raja Vasuki aur NaagRani ke saath Naaglok waale bhi Vishaka ki halat aur bebasi dekhkar dukhi the...... Vishaka unki Mahan Yodha Rajkumari thi, Naaglok ka abhimaan,..... Naag yoni me bure karmo ko bhi jaada hey ki drishti se nahi dekha jaata. Aaj unki Rajkumari rooti huyi sabse chama maangte huye Aryan se vivaah ki bhikh maang rahi thi.

Akhiri me apna phan jhukaye rooti huyi Aryan aur Prabha ke pairon me lipat ke phir se maafi maangne lagi...... Aryan ne haath jodkar Bhagwan Sheshnaaga ki taraf dekha toh unhone ek sakhti punj apni divya drasti se Aryan ke sareer me bheja toh uska akaar bada hokar hazaron phan waale vishaal sarp me badal gaya.

Vishaka ke saath Prabha bhi usse alag ho gaye aur sab hairat se Aryan ke Divya sarp roop ko dekhkar darne lage, Ashambhav purane mahabali sarpon ke phan uske phano me samil the......

Aryan sarpon ki bhasa me hiss hissa ke bola ," Mein ish Vishaka se vivaah nahi karunga "...... ab toh kisi me himmat na thi koyi Aryan ke faisle ko kaate , par agla vakya bolkar sabko hairat me daal diya..... " Yeh na pehle jaisi ghamandi hai, na takatwar aur na hi shaktishali. Aisi nagin se kaun sarp vivaah karna chahega ".

Rani Hema ne kaha ," Putr Aryan bhool rahe ho, Vishaka ko Swayamvar me tumne hara ke vivaah ka adhikar pehle hi le liya hai varna Swayamvar me samil nahi hona tha ".

Aryan ," Maaf karna Rani maa aapki aagya nahi taal sakta parantu ek sharat pe Vishaka se vivaah karunga ".

Raja Vasuki bhi ab Aryan ke saamne haath jodkar," Kaisi sharat putr Aryan , humye bataye hum poora karenge. Hum aapko Naaglok ka Raja bana denge bas Vishaka ko apna lo ".

Aryan ," Nahi Maharaj mujhe singhasaan nahi pehle waali wohi abhimaani Vishaka chahiye jiski ek nazar hi dusman ko cheer deti thi aur jiski ek phunkaar saamne waale ke prann pal me har le. Nidar aur ek Mahan yodha tabhi mein vivaah karunga ".

Bhagwan Sheshnaaga ki awaaj sunai di ," Yeh toh tum hi kar sakte ho vatsh, Vishaka ki sab shaktiyan tumhare paas hi toh hain. Phir apni jeevan sangini ko shakti ya ashwariye dena pati ka moolbhoot adhikaar hota hai ".

Aryan sheesh ( hazaron phan) jhukta bola," Mein bas aapse swikarti maang raha tha Bhagwan, ish murjhai huyi Vishaka se vivaah karke mein apni Rani Maa aur Rati Maa ko kya muh dikhunga ".

Ab sabki samajh me aa raha tha ki Aryan vivaah ke liye 'Ish' sabdh pe baar baar jor kyun de raha tha joh abhi lachaar , dayniye sthithi me thi .......

Aryan ne apne hazaron phano ki ankhon se Vishaka ko awaaj dekar apni taraf sammohit kiya aur ek ke baad ek shakti Aryan se nikal ke Vishaka me samane lagi. Akhiri me NaagKhadag aur Purn Naagshakti jaise hi Vishaka ke sareer me parvesh ki toh uska roop bhi pehle waala aur akaar bhi Aryan ke jitna ho gaya tha.

Aryan ne purn Naagshakti bhi Vishaka ko hi vapas kar di yeh sabke liye acharaj ki baat thi ki akhir aisa kyun? Naagshakti toh Prabha ko dene chahiye thi agar deni thi..... ya aadhi deta ?

Vishaka ka poora sareer kuch pal kaampa phir jaise sthir huyi seedha Aryan ke aage fan jhuka ke beth gayi ," Ab toh mujhe apna lijye swami, mein jeevan bhar aapki gulaam bankar rahungi.

Aryan ne Vishaka ko apne kundli me lete huye uske phan se phan milakar kaha ," Danav Guruji hamara vivaah karwaiye. Mein Vishaka ko apni bharyaNagin banne ko tyaar hun...... Vishaka ki saari aankhon me jamane bhar ki khusi thi.

Bhagwan Sheshnaaga ko yaad karti boli," Bhagwan mein hamesha rinni rahungi joh aapne mujhe sahi maarg dikhya, mera swarg hamesha inke charon me hoga".

Swayam Bhagwan Sheshnaaga ne Aryan aur Vishaka ka Naag-vivaah karwaya kar dono ko ashirwad diya sadav jankalyan karo......

Apni putri ko vapas pehle jaisa dekhkar Raja Vasuki aur NaagRani ke saath Prabha bhi khush thi ki Bhai ne didi ko pehli se bhi accha bana diya ...... Prabha bhi naagroop lekar dono ke bich ghuskar unse lipat gayi ......

Raja Vasuki ne Aryan ko Naaglok ke singhasaan ko ghran karne ko kaha toh usne vinti ki mein kabhi ush ka adhikar nahi rakhta magar Vishaka ko aap Naaglok ki Maharani bana sakte hain jiska samarth bhi ab yeh rakhti hai".

Raja Bali Maharaj ne kaha," Aryan ko kisi padh me mat bandho Raja Vasuki varna lobhi keh laoge. Vishakha sahi hakdaar hai Naaglok ki Maharaniani banne ke liye aur uski santaan jabtak saksham nahi hogi tab tak woh Naaglok ki Maharani rahegi".

Raja Vasuki ko aisa hi sujhaav auron ne bhi diya ki Vishaka se badhkar koyi ush singhasaan ka upkat hakdar nahi hai.

Naaglok ki Maharani ,Vishakha, ke naam ki ghosna Danav Guruji ne prastav me rakhi toh Aryan aur Prabha ne smarthan kiya. Raja Vasuki ne usko padh sambhale ki anumati di toh Vishaka ne Aryan ke kaan me kuch kaha toh usne muskara ke sar hila diya .......

Vishakha ," Mein apne pati parmeshwar Aryan ki aagya se Naaglok ki Maharani banne ko tyaar hun parantu mein kuch samay Prabha aur inke saath bitane ke baad hi singhasaan ghraan karungi".......Vishaka ka karan sunkar sab muskara bhar diye aur sab uske naam ke naare lagane lage........


Aryan ne Prabha se Dhartilok ke riti riwaj se bhi vivaah kiya Geeta-Deepti ki upasthiti me joh Danav Guruji ne karwaya tha. Raja Vasuki aur NaagRani ne Prabha ki iccha anusaar uska kanyadaan bhi kiya......

Geeta-Deepti vivaah ke baad Parthvilok laut gayi aur Aryan apni dono nayi bhayta Naaginon ke saath ab Vishaka ki alishaan vishaal gufa me tha..... Teeno ish samay Manav roop me the.

Dono bhene Naaglok ki sabse sunder nagin ke saath apne manav roop me Apsara si dikhti thin. Aryan toh tha hi itna handsome aur charming ki koyi stree uske roop ke jaadu se kahan bach sakti hai.

Dono ne aage badhkar Aryan ke piar chuhe toh dono ko utha ke apne alingan me lekar apne takatwar seene se lagakar dono ke maathe baari baari choom ke bola," Mere hridaya me tumhari jagah hai paon me nahi aur acchi patniyan apne pati ke dil pe raaj karti hai na ki pairon ki dhool banti hai".

Prabha ne Aryan ke gaal pe choom ke kaha," Sarpu hum dono bheno ke liye joh aapne kiya wo kabhi nahi vishra sakte. Yeh sar hamesha aapke sammaan me jhukega kyun Didi ?"

Vishakha sharma ke kaampte swaar me boli," Mein do baar jiwan haarne ke baad bhi murkh hi thi joh yeh na samajh saki ki mere pati parmeshwar mere dwaar pe do baar khud aakar dastak diye aur mein unka hi apmaan, unse hi dusthta karti rahi. Apne charon me jagah de dije swami mera jivan safal ho jayega ".

Aryan ne Vishaka ka sar utha ke uska damakta gaal chooma toh bichari sisaak padi ..... Wahin Prabha ne jhat se Aryan sar apni taraf kar uske honton ko pyasi premika jaisi choomne choosne lagi ..... Aryan bhi uska saath deta kaskar dono ko apni agosh me tightly jakad liya.

puchhhhh puchhhhh chumm chumm ki awaajien Vishaka ke kaan se lekar poore sareer me utejna ki lehar pehla rahi thi. Uski choti bhen bina haya Aryan ko chumban pe chumban kiye jaa rahi thi.....

Jab Prabha ki saans ukhdi toh upar nicche hilte uske vakshon me Vishaka ki nazar padi phir uske chehre pe, kamuk chehre se honthon ki laali choos daali thi Aryan ne aur aankhein jaisi naseeli nagin jaisi......

Aryan ki taraf nazar gayi toh usne gheri saans lekar Vishaka ke sar ke picche haath rakhakar kaha ," Ijjajat hai "...... aur jhukar uske madbhare hontho ko pehle do teen baar halke se chooma aur phir nichle lab ke baad uper ke labon ko choomta choosta apni jeebh Vishaka ke thode khule mukh me daala toh anjaane me hi Aryan ki pith aur gardan pe haathon ka kasaav badhati choosne lagi...... slurppppp slurrpppp hummmmmm mummmmmmmhhhjhh..... Vishaka ki utejna ko Aryan ne uske baiyen pusth jaise nitamb ko apne seedhe haath pe bharkar dabaya toh aur mukh khul gaya aur uski jeebh swatah hi Aryan ki jeebh se kirda karti apne pati ke antarmukh ko naapne lagi jaise graheparvesh nav-vadhu kar rahi ho...... chumban itna ghera tha ki Vishaka ke ander dabi chingari ko badhakar yoni tak halchal macha di.

15 min tak chalne waale pehle dono ke mukhmirdan ne Prabha ko bhi utna hi utejit kar diya joh apni jaanghien Aryan ki left jangh se aur chahtiyan pasliyon se aur labon se uska seena aur kandha choome jaa rahi thi.

Vishakha ki saansien ukhdi thi nathune phoolne lage aur seena aur dil dhaunki ki tarah dhadhak rahe the..... Aryan ne dono ke chootadon ke niche haath daal ke goad me utha liya aur ek naram bister jaise bichawan pe dono ko vajarashan ki mudra me apni ek ek jaangh pe bitha liya. Dono uski gardan me haath daale kisi bel si lipti thi.

Aryan dono ki kamar sehlata huye bola," Mein bahot khushnaseeb hun joh itni sunder Rajkumariyan mere pehlu me hain. Mein hamare daampatye jiwan ki shurwat sacch se karna chahta hun, uske liye apne baare me mein vistaar se bata raha hun dhyaan se sunna uske baad tumko inaam bhi dunga. Dono ne sar Aryan ke seene se laga liya aur woh dono ko sabkuch batata chala gaya......

Prabha ke liye bhi bahot saari nayi jaankari thi par Vishaka ke mann me Aryan ke liye durvichaar na aaya poori kahani sunkar bas itna boli," Aap hamare swami ho aur hum aapki bharya. Hamari nazaron me aap kabhi galat kar hi sakte to hum pe asar hi nahi hoga kisi duvesh ka".

Prabha ," Haan Sarpu didi theek keh rahi hain, ab hum dono ki duniya sirf aap ho aur yahan ke bahar kya aap karte ho ya karoge hum usme badha nahi aapki sangini hongi chahye aap saath rakho ya na rakho. Hum ish Naaglok me apne sapno ka mahel baneyenge jahan sirf pyar aur khushiyan hongi. Yeh gufa hamare pyar ki gawha hogi".

Aryan ne dono ke gaal choom ke kaha," Chalo phir tumko kisi se milwata hun bas aankh bandh kar lo hum bahot durr jaa rahein hai". ..... dono ne aankhein bandh kar li jaise kahin bhi le chalo swami.

Aryan ne Ani ko yaad kiya toh usne portal bana diya joh seedha teeno ko Purane jungle ke saamne laa khada kiya.
Vishakha ne hairat se Aryan ki taraf dekha toh usne kutil muskaan liye sar hila diya aur aankhon se shaant rehne ko kaha.

Purane jungle me parvesh karte hi Rajkumari Meenalochni ( Meena) aur Rani Padma (Saroo) unke swagat ke liye khade the ush bhediye ke saath joh jungle ka dwaarpaal tha.

Aryan aaj pehli baar Meena ko uske pichle janam ke itne bade size me doosri baar dekha tha aur Padma Devi ko toh usne pehle bhi dekha tha...... Dono bheno ne pehle Saroo ke piar chukar ashirwad liya aur phir Meena ke gale mili......

Saroo aage badhkar apne bete ko khoob choomi, akhir Jung hi toh jeetkar aaya tha..... Meena bhi apne vastvik roop me badal ke Aryan se mili toh dono bhai-bhen phir bhavuk ho gaye aur Aryan usko apni pith pe bitha ke nikal liya ush vishaal ped ke upar ghonsle ki taraf.

Prabha hasne lagi aur boli," Haan ab bhai ko mein thodi yaad rahungi, ab toh bas Meena didi hi hain unki sabkuch ".

Saroo ne bhi muskarte huye kaha," Patni hokar apni nanand se jal rahi ho, Vishaka beti yeh dono judwa hi hain ek tarah se aur jaade diar dur nahi reh sakte toh bura mat maana. Chalo tumko kisi se milwana hai aur tu jaa apne bhai bhen ke paas akhir hai toh unki chamchi hi ..... ha ha ha ha ...... "

Prabha bhi jhuta gussa dikhakar pair patakti teji se daud gayi toh kuch duri pe ek ped ke piche chipe Aryan ( Uski pith pe ladhi Meena) ne usko picche se goad me daudte daudte hi utha liya aur apne pith pe usko bhi bitha liya..... aur speed tez kar di ......

Saroo haste huye Vishaka ka haath pakad ke aage badhi ," Koyi kehega ki inh dono ka vivaah ho gaya hai, dono chote bacchon se dhama chaukdi me lag jaate hain ".

Vishakha bas muskara rahi thi aur Aryan usko yahan kyun laya hai uska bhi andaza lagane ki koshish kar rahi thi ....... Tabhi ek bahot prachin Dhartilok ki Maharani ko apne saamne dekhkar woh hairan toh huyi par vishwas nahi huya.

Saamne uske Maharani Vijaylakshmi khadi thi jisse amana samana uska 2500 saal pehle huya tha ek grah ( planet ) pe...... Dono ke aage woh drishye yaadon me chalchitr ki tarah pal bhar me aa ghoom gaya.......

Saroo ki awaaj se dono vastav me aa gayi ," Yeh hain Maharani Vijaylakshmi ish purane jungle ki Maharani aur ish janam me Aryan ki choti bhen Anita Singh..... aur tum ho Naaglok ki Rajkumari Vishaka jisse Aryan ne Prabha ke saath vivaah kiya hai. Ashirwad lo Vishaka yeh hum sabki palanhaar hai aur aaj se tumhari bhi ".

Dono ke andar ek doosre ke liye krodh ko Saroo ne unki badlte chehre ke haav bhaav aur aankhon me gusse ke badlte rang ko pehchan liya tha..... Tabhi vastivikta me dono ko laayi thi aur Bade Guruji ke saath Nishaank Guruji bhi wahan parkat huye partibimb roop me.

Saroo ," Inse milo Vishaka yeh hain hum sabke Bade Guruji, Aryan inka hi sishye hai aur yeh hain hamare Nishaank Guruji joh humare guru hain ".

Bade Guruji ko dekhkar Vishaka ne jameen pe bethkar unke aage haath jodkar naman kiya ," Sadev Vijayibhav putri Vishaka ...... aur Aryan Prabha ki hamesha raksha karna ".

Vishaka ," Ashirwad dijye Guruji mein unki hamesha sevika bankar rahun. Nishaank ko mein pehle mil chuki hun Parthvilok me. Kaala Yodha ko tum bachane me asmarth rahe na Nishaank.
Hum tumhari madad nahi kar sake iska hame khed hai. Hum Parthvilok ki niyati nahi badal sakte parantu Aryan ki madad jaroor karenge ".

Phir khadi hokar Vishaka ne aage badhkar Maharani Vijaylakshmi ke aage haath jodkar kaha," Ashirwad dijye Maharani, shatruta toh hamari tab bhi nahi thi aapse bas ghamand hi itna jaada tha ki hum ko woh dushaash karna hi pada kyunki haar bardasht nahi thi".

Maharani Vijaylakshmi abhi bhi gusse me thi par sabki majoodgi uske liye badha...... " Chama ki parthi tum nahi ho Vishaka, ashirwad tumko nahi Prabha ko hum pehle hi de chuke hain. Ho sake toh dubara saamne mat padna varna hum bhool jayenge ki tum Aryan ki bharya ho. Yaad rahe yeh Dhartilok hai, Humse takraav tumhari mout ka karan banega".

Maharani Vijaylakshmi ab vilupt ho gayi thi aur Vishaka ke chehre pe nirasha thi.

*(( Doston Vishaka kyun ek mahan Yodha hai uske kisse jab samay aur avsar hoga tabhi saamne aayenge. Haan yeh bata dun ki hazaron saal pehle ek grah par dono ka yodh huya tha aur chal se Vishaka ne Maharani Vijaylakshmi ko hara diya tha aur ek bahumool chij ( Tatav) wahan se Patalok le gayi thi jisko Maharani bahot prayas ke baad wahan tak lene gayi thi ....... details tab aayengi jab dono ka saamna ek baar phir huya to?))

Bade Guruji ," Vishaka putri tumko niraash hone ki jarurat nahi hai phir hazaron saalon se tum apni gufa se bahar kahan gayi ho. Ateet ko bhulane ka tumhara sankalp tumhari sahyeta karega aur sudhar bhi sakti ho. Aaj tumhare jivan ka sabse khushi ka din hai toh hum tumko Uphaar me kuch dena chahenge ".

Bade Guruji ne Vishaka ki taraf haath kiya toh ek Garuda pakshi ka tej prakashmaan punj ek choti si mohar me badal ke gale ke haar ka roop le liya..... Vishaka ne usko haath me lekar apne maathe se laga ke phen liya.

" Ush dusht Naagin ko Garuda Shakti kaise de sakte hain Guruji. Mere hi dushman aaj itni himmat ki ..... mere hi aage aane ka dushaash tak kar daale. Vishaka ko maarti nahi par dand bhi nahi de paayi apno ki wajah se "...... apne kaksh me bethi Maharani Vijaylakshmi ko Vishaka ek phooti aankh purane jungle me nahi suha rahi thi.

Upar se Bade Guruji ne Garuda shakti dekar Vishaka ko surakisht kar diya joh har naag ki kamjoori hoti hai. Naag Garuda shakti se bach nahi sakta chahe uske paas Naagshakti hi kyun na ho. Bade Guruji jaante the Maharani Vijaylakshmi ne Vishaka ko yahan aane hi ish liye diya taaki apni haar ka badla le sake par Saroo aur bade Guruji ke karan woh kar na saki. Aryan ko Ani samjha leti baad me, phir Meena aur Prabha usko vayst rakhe hongi.

2 ghante Bade Guruji ke sanidh me Vishaka ko gyan aur kayi yudh kausal ki kala seekhne ko mili.

Wahin Aryan apne dono pyari bheno ko apne se lagye ghonsle me mithi mithi baatien kar raha tha. Teeno apne me hi mast the joh unka hamesha se hi khushi deta tha. Purane jungle me ghumkar jab vapas Vishaal ped ke paas aaye toh Aryan ne Bade Guruji se ashirwad liya aur Nishaank se tafri li......

Bade Guruji aur Nishaank se vida lekar Aryan ab Vishaka ko apne saath akele nadi kinare le gaya.

Vishakha ab yahan bahot khus thi, sabne usko dil khol ke apnaya bas Maharani ko chodkar. Bade Guruji ke Uphaar aur gyan ne Vishaka ne unse aage bhi margdarshan ka ashirwad maanga. Aryan ek haath pakad ke Vishaka ko jungle ki jaankari aur vishesta batata nadi kinare tak le aaya.

Apne dono haatho me uske haath thaam ke bola ," Kya tum ab apne Uphaar ke liye tyaar ho ?"

Vishakha sar jhuka ke ," Aap ne sabkuch toh mujhe de diya hai, mujhe bas apna pyar aur sneh dete rahiye woh hi mera Uphaar hai swami ".

Aryan ne uski thudi upar karke uske labon ko choom ke usse 10 kadam piche hata aur aankh bandh karke bola ," Shayakkkkk ....... ........ ".

Tabhi teji se uska Garuda helmet aakar Aryan ke sar pe dharan ho gaya aur tej prakash ke saath Shayak uske haath me parakat huyi aur Aryan ka roop badal gaya...... Itna prakash tha wahan ki Vishaka ki aankhien hi chaundha gayi thi aur jab tej kam huya toh piar ladkha ke ghutne ke bal beth gayi aur jameen pe sar rakhkar naino se ansoon beh gaye.

Pal bhar me hi Aryan manav roop me khada tha par usko gayat nahi huya ki uska roop ek Divya Purush me badal gaya tha. Shayak abhi bhi uske haath me thi aur Helmet bhi.

Aryan ne usko pukara ," Arey aise kyun roo rahi ho mein toh tumko Divya Talvaar yaani Shayak se milwane yahan laya tha kyunki Guruji ne Patalok me dharan karne ko mana kiya tha. Tum hamesha se ishe paana chahti thi na, ishke liye tum ne sabkuch kho diya tha na. Agar ab tum sacche mann se ishko dharan karna chahogi toh kar sakti ho magar jara sa bhi mann me duvesh tumhari jaan le lega ishko choote hi".

Vishaka jaise goongi hi ho gayi thi jab Aryan ne aage badhkar usko hilaya toh subakte huye uske gale lagkar boli," Muje aap ne apna liya bas yehi mera sabse bada Uphaar hai swami aur Divya Talvaar aapki hai aap hi sambhalo ".

Aryan ne majey lete huye ," Kyun dar gayi marne se ...... tum toh badi darpok ho yaar ...... hi hi hi hi hi ...... "

Vishaka sacch me badal gayi thi aur usne woh kiya joh koyi soch bhi nahi sakta tha apne seedhe haath se jaise hi Shayak ki dhaar ko muthi me pakda toh usko ek kampan jaroor laga par huya kuch nahi aur haath hata liya..... "Mujhe aapki bahon me ab mout bhi khusi se kabool hai ".

Aryan hairan reh gaya Vishaka doosri biwi thi joh Deepti ke baad Shayak ko choo bhi saki. Vishakha ka mann saaf aur dil nischal tha koyi bhi laalach nahi.
Bas bade Guruji jaante the dono ne Aryan se vivaah kiya hai aur dono smarth hai Shayak ko dharan karne ke liye. Vishaka ko toh acche se jaanti hai Divya Talvaar 'Shayak' akhir hazaron saal uski raksha ki thi Vishaka ne. Ab Aryan ki patni banne ke baad Shayak ki swamini bhi ban gayi thi ek tarah se.

Aryan ab bhi hairan sa Vishaka ko dekh raha tha apni bahon me liye toh Vishaka ne samjha ki Woh chahta hai mein dharan karke sidh karun mein hirdye se bhi pavitr hun.

Aryan ke Talvar liye haath pe apna ulta haath rakhkar Vishaka ne Shayak uske se le li toh ek tej bijli se kadki par Vishaka ko kuch nahi huya. Ab woh bhi chakit thi jisko woh hazaron saalon me bhi na dharan kar paayi aaj itni asaani se kaise?

"Hairan na ho putri yeh Divya Talvaar hai ishko ishke Divya Purush ki Divya Stree hi dharan kar sakti hai aur tum kaun ho yeh parmaan mil gaya hoga. Apne jiwan ko pehchano aur uska uddeshye bhi ishliye meine tum ko yahan bulwaya tha. Divya Talvaar khud tumko Aryan ne di hai yeh meine nahi kaha tha ..... Sadhav khush raho ".

Mann hi mann unko haath jodkar kotti kotti pranam kiya Vishaka ne. Bhagwan Sheshnaaga ne sahi kaha tha pati ke charon me hi jannat hai aur mujhse subhagsaali kaun hoga .

Aryan ne uske ansoon poochkar kaha ," Tum chahe toh Shayak ko apne paas rakh lo bas ab rona bandh karo yaar ".

Vishaka bhi rooti huyi muskara ke ," Mein apne pati ki sangini hun Shayak hamesha aapke paas hi rahegi, mein bas uske dharak ki jeevansangini bankar khush hun ".

Shayak ko Aryan ne wapas bhej diya toh Garuda helmet bhi wapas laut gaya. Vishaka ko saare jawaab mil chuke the par baakiyon ke aapke mere tarah aur jaada ulajh gaye hain ??????

Too be continued......

*******
[+] 1 user Likes Dmahi19's post
Like Reply


Messages In This Thread
Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 04-07-2019, 02:36 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-07-2019, 02:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-07-2019, 12:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-07-2019, 01:39 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-07-2019, 02:27 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-07-2019, 07:11 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-07-2019, 07:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 12:57 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-07-2019, 11:12 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-07-2019, 01:59 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2019, 11:08 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-07-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-07-2019, 12:41 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by shiva530 - 22-07-2019, 03:38 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-07-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-07-2019, 10:48 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-07-2019, 11:34 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-08-2019, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-08-2019, 01:02 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-08-2019, 09:29 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2019, 05:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-08-2019, 05:01 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2019, 06:52 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2019, 10:50 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-08-2019, 11:16 AM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2019, 07:21 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2019, 09:37 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-08-2019, 06:14 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2019, 01:49 PM
RE: Angrakshak Parvivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2019, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-08-2019, 05:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2019, 05:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-09-2019, 04:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 06:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-09-2019, 10:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-09-2019, 05:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2019, 08:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-09-2019, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-09-2019, 09:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2019, 10:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2019, 02:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 03:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-09-2019, 10:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-09-2019, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2019, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-10-2019, 11:48 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-10-2019, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by dark - 11-10-2019, 08:50 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-10-2019, 09:19 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2019, 10:43 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-10-2019, 10:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-10-2019, 10:23 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-10-2019, 06:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-10-2019, 11:41 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-11-2019, 01:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2019, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2019, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-11-2019, 01:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-11-2019, 12:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2019, 12:26 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-11-2019, 09:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2019, 09:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2019, 12:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-11-2019, 10:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-11-2019, 10:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-11-2019, 05:48 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-12-2019, 01:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-12-2019, 11:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-12-2019, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-12-2019, 04:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2019, 09:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-12-2019, 12:07 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-12-2019, 10:28 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-12-2019, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-12-2019, 06:12 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-12-2019, 11:44 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2019, 03:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-12-2019, 11:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-12-2019, 11:30 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 09:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-12-2019, 08:30 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2020, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-01-2020, 12:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-01-2020, 03:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-01-2020, 12:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-01-2020, 10:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-01-2020, 10:47 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-01-2020, 02:38 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-01-2020, 10:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-01-2020, 09:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-01-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-02-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-02-2020, 09:15 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-02-2020, 10:49 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-02-2020, 11:14 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-02-2020, 09:25 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-02-2020, 09:57 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-02-2020, 11:07 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-02-2020, 10:51 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-02-2020, 10:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-02-2020, 10:32 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-02-2020, 12:22 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-03-2020, 10:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-03-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-03-2020, 02:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-03-2020, 01:54 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-03-2020, 09:21 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2020, 02:39 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-03-2020, 09:55 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-03-2020, 09:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-03-2020, 11:33 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-03-2020, 11:18 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-04-2020, 11:08 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-04-2020, 09:51 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-04-2020, 10:11 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-04-2020, 12:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-04-2020, 04:05 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-04-2020, 01:15 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-04-2020, 11:13 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2020, 11:31 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-05-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2020, 11:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-05-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-06-2020, 02:37 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 05-06-2020, 12:44 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 09-06-2020, 11:01 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-06-2020, 02:53 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-06-2020, 11:14 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-06-2020, 10:00 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-06-2020, 09:38 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 28-06-2020, 12:34 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-07-2020, 12:27 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-07-2020, 12:09 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-07-2020, 09:57 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:32 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-07-2020, 09:35 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 07-08-2020, 10:20 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-08-2020, 01:21 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 11-08-2020, 09:13 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-08-2020, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-08-2020, 01:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-08-2020, 11:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 18-08-2020, 11:53 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 21-08-2020, 02:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-08-2020, 11:59 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-08-2020, 11:55 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-08-2020, 12:33 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-08-2020, 11:58 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-08-2020, 08:52 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 04-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-09-2020, 02:36 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 10-09-2020, 02:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-09-2020, 12:02 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-09-2020, 01:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 15-09-2020, 12:08 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 09:24 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-09-2020, 11:17 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-09-2020, 11:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 23-09-2020, 10:47 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-09-2020, 11:27 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 29-09-2020, 11:28 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-10-2020, 10:40 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-10-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-10-2020, 09:52 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-10-2020, 10:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 16-10-2020, 10:11 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-10-2020, 10:46 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-10-2020, 11:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 30-10-2020, 09:37 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 08-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 13-11-2020, 11:20 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 19-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 22-11-2020, 10:05 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 24-11-2020, 11:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 24-11-2020, 11:10 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-11-2020, 10:25 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 01-12-2020, 10:26 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Bhavana_sonii - 12-12-2020, 12:09 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 12-12-2020, 10:10 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 14-12-2020, 09:50 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 26-12-2020, 09:43 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-01-2021, 03:18 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 03-02-2021, 02:31 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 17-03-2021, 03:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 20-03-2021, 01:03 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-05-2021, 10:01 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 06-05-2021, 09:54 AM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by Dmahi19 - 23-05-2021, 12:40 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 25-05-2021, 02:16 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 27-05-2021, 09:45 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 31-05-2021, 10:06 PM
RE: Angrakshak Parivar Ka .........MAHI - by vkf - 02-06-2021, 04:21 PM



Users browsing this thread: 47 Guest(s)