Thread Rating:
  • 4 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Papa ka dushman mummy ka yaar
#2
keh kar Aslam uncle chale gye, aur fir mummy papa se baat karne ki koshish karne lag gyi. Dheere dheere halaat pehle ki tarah hone lag gye.

Papa ko jo nuksan hua tha, uski bharpayi Aslam uncle ne kar di thi. Isliye ab papa ko apna bussines sambhalne me koi takleef nhi hui.

Ab humare ghar me Aslam uncle ke bare koi baat nhi hoti thi, aur jab kabhi hoti tab uncle ke liye sirf galiya hi nikalti thi. Khasskar mummy ke muh se aur mummy papa dono uncle ke bare aanap – shanaap bolte rhete the.

Kyoki mummy ko uncle se bahot chid ho gyi thi. Sab kuch pehle ki tarah thik ho chuka tha, aur fir ek din mummy mujhe sch** lene aayi aur jab ghar ghar ki aane lage.

Tab hume sch** se thodi si aage Aslam uncle mile, uncle ne apni car ke sath khade the. Uncle mummy ko dekh kar smile karne lage, mummy uncle ko dekh kar gussa ho rhi thi.

Par apna gussa chah kar bhi wo dikha nhi saki, mummy ne saree pehen rkhi thi aur unka pallu unke sir par tha.

Uncle ne franch dadhii aur halki muchhe rkahi hui thi.

Uncle – Namstey bhabhi ji.

Mummy – Ji namstey aap yahan?

Aslam uncle – Main yahan kuch kaam se aaya tha, aur ghar par sab thik hai?

Mummy – Ji sab thik hai, shukariya aapka.

Aslam uncle – Sirf shukariya se kaam nhi chalega bhabhi ji.

Mummy – Ji kya matlab?

Uncle – Mera matlab hai, ki humne jo bhi kiya hai wo sirf aapke liye kiya hai. Aur aap ho ki apne mujhe ek cup chaye ke liye bhi nhi pucha.

Mummy – Thik hai aaj aa aayie.

Uncle – Ohh shukariya, aaj main 3 baje aaunga.

Mummy – Ji.

Fir mummy mera hath pakad kar chalne lagi. Maine ab is bare me pucha toh mummy gussa ho gyi.

Mummy – Tu sirf apni padhai se matlab rkha kar, jyada yahan whan dhayan dene ki tujhe jarurt nhi hai.

Fir main chup ho gya aur ghar me bhi mummt gusse se bad bad kar rhi thi. Wo uncle ke bare bahot bhala bura bol rhi thi, ab 3 bajne wale the aur mummy kitchen me chaye bana rhi thi. Shayad mummy ko pata tha ki uncle jarur aayegen.

Pure 3 baje ghar ki ghanti baji, mummy ne ja kar door open kiya. Toh samne uncle khade smile kar rhe the, mummy unko dekh kar ander aane ka ishara kar rhi thi.

Fi uncle ander aa kar sofe par baith gye, uncle ne white kurta pajama aur sir par topi pehni hui thi.

Mummy kitchen se chaye le kar aayi, aur cup me dalne lag gyi.

Aslam uncle – Bhabhi ji aapka bahot bahot shukariya.

Mummy – Aslam ji shukariya toh mujhe aapka karna chahyie, jo aapne meri baat rkh li.

Fir mummy uncle ko chaye dene lagi, aur uncle apne hath aage karke mummy ko dekhte hue unke hath ko touch karne lag gye. Ye karte hue unhone ne cup le liya, aur ab mummy thodi smile karne lag gyi.

Fir mummy bhi baith kar chaye pine lag gyi, aur uncle bole – Rohan khan hai?

Mummy – Wo ander room me hai.

Uncle – Mujhe toh yakeen ho gya hai, ki jo baat pyar aur mohabbat hai wo jhagde me nhi hai.

Mummy – Yahi main soch rhi thi, ki akhir aisi kon si baat ho gyi hai aap dono ke bich jo itni dushmani aap dono me ho gyi hai.

Aslam uncle – Khair bhabhi ji, mujhe aisa nhi karna chahyie tha. Ab sab kuch acha ho gya hai, sirf aur sirf aapki wajah se.

Ab mummy ke chahre par khushi ke bhav dikhne lag gye the.

Uncle – Main aapse kuch kehna chahta hun.

Mummy – Ji kehiye.

Aslam uncle – Mujhe ek contract mila hai, jo pure 50 lakh ka hai. Aur usi silsile me mujhe kal 10 din ke liye Mumbai jana hoga, toh aap mujhe btayie ki wo contract mujhe lena chahyie ya nhi?

Mummy – Ji ye aap mujhse kyo puch rhe ho?

Aslam uncle – Kyoki aap bahot samjhdar aur bahot khoobsurat aurat ho.

Mummy ab thoda shock ho kar boli – Ji kya matlab?

Aslam uncle – Ji mera matlab hai ki kese ek aurat itni mushkil time me bhi apne ghar aur family ko whan se khinch kar le aayi. Aur ye hi aapki khoobi mujhe apki bahot pasand aayi, aur isliye main aapse ye puchne aaya hun.

Mummy – Aslam ji aurat me sirf ghar chalne ki khubi hoti hai, aur bussiness karne ki nhi hoti hai. Bussines karna toh aap hi ache se jante ho.

Uncle – Haan, wo toh sahi hai par kuch bada karne pehle se apno ki raye lena bhi thik rehta hai. Please aap meri baat ka bura mat maniye.

Mummy – Kaam agar dil se karoge toh fyda toh jarur hoga, le aap le lena ye aapke liye acha hi hoga.

Uncle mummy ki ye baat sun kar khush ho gye, aur uncle bole – Ohh bhabhi ji thank you so much. Acha ab main chalta hun.

Ye keh kar uncle khade ho gye, aur mummy bhi ab khadi ho gyi. Fir uncle ne apni jeb se ek catbery aur ek dark chocolate nikali aur mummy wo dene lage.

Mummy – Ye sab kya hai?

Uncle – Wo ye catbery Rohan ke liye aur ye dark chocolate aapke liye hai.

Mummy – Ye kyo?

Aslam uncle – Bas aise hi.

Mummy – Nhi.

Aslam uncle – Are le lijiye naa.

Fir mummy ne wo le li, aur ja kar unhone darwaja khol diya aur uncle ab chale gye. Ab mummy ne darwaja band kar diya, aur fir mummy kuch sochne lagi aur pata nhi ab wo man hi man muskura rhi thi.

Mujhe ye dekh kar thoda sa ajeeb laga, aur fir mummy mere room me aayi.

Mummy – Mera beta kya kar rha hai?

Main – Mummy.

Mummy – Dekh tere liye kya hai?

Mummy mujhe uncle ki di hui chocolate dene lagi.

Main – Ye chocolate kisne di?

Mummy – Ye main le kar aayi thi.

Mummy ko laga ki mujhe kuch pata nhi hai, isliye mummy ne mujhe jhoot bola tha. Maine tab mummy ke hatho me wo dark chocolate bhi nhi dekhi thi.

Fir mummy uth kar chali gyi, aur main unhe chupke se dekhne lag gya. Ab mummy uncle ki di hui dark chocolate khane lag gyi, aur mummy kuch soch bhi rhi thi.

Fir wo thoda muskura bhi rhi thi, main sochne laga ki kal tak mummy uncle ko galiya de rhi thi. Aur aaj wo unki di hui chocolate bhi kha rhi hai.

Fir karib 15 din ke baad Aslam uncle mujhe mere sch** me mile, aur mujhse unhone pucha – Beta aaj tumhari mummy nhi aayi?

Ye kehte hue unhone mujhe ek chocolate di. Fir jab main ghar aaya toh maine unhe mummy ko sari baat bta di.

Mummy thoda shock ho kar boli – Kya Aslam uncle aaye the?

Main – Haan mummy.

Mummy – Chal thik hai tu ja kar fresh ho ja.

Fir mummy kuch sochti hui kitchen me chali gyi, aur raat me jab wo khana khane baithe. Toh fir se uncle ki baat hui, toh mummy gussse se uncle ko fir se aanp – shanap bolne lag gyi.

Main sochne laga ki mummy ko itna gussa aata hai, agar aisa hai toh inhone us dopher unhe chaye kyo pilayi thi. Aur inhone uncle ki di hui chocolate kyo khayi thi.

Dusre din mummy mujhe sch** me lene aayi, toh mummy ne pink color ki saree peheni hui thi. Aaj wo thoda sajh dhaj kar aayi thi, unke sir par pallu tha aur mathe par bindi thi.

Unki mang me sindur tha aur hatho me chudi thi. Jab hum ghar jane lage toh sch** se thodi dur uncle hume khade mile. Uncle mummy ko dekh kar smile karne lag gye, aur mummy bhi ab uncle ko dekh rhi thi.

Uncle – Namstey bhabhi.

Mummy – Ji namstey, aap kab aaye?

Uncle – Wo mujhe 4 din ho gye hai, aur mujhe aapse baat karni thi. Agar aap mujhe permission de toh main kal chaye ke liye aa skata hun.

Mummy uncle ko dekhte hue boli – Thik hai par jara sambhal kar.

Mummy ki baat par uncle thoda muskura diye, aur mummy bhi uncle ko dekh kar muskura kar mera hath pakad kar chal padi.

3 baje se pehle mummy ne aaj bhi chaye bana kar rkh di, aur fir mummy ne aaj thoda makeup bhi kar diya. Aur pure 3 baje ghar ki bell baji, aur mummy ne ja kar door open kiya.

Muskurate hue uncle ander aaye, mummy ne darwaja band kar diya. Uncle ke hath me aaj ek polybeg tha, aur aaj uncle ne pant aur shirt pehni hui thi.

Uncle – Rohan khan hai?

Mummy – Wo ander apne room me hai.

Ye keh kar wo kitchen me chali gyi, aur mummy ke piche piche uncle bhi kitchen me chale gye.

Mummy uncle ko kitchen me dekh kar bole – Aap baithyie naa main chaye le kar aati hun.

Uncle – Wo mujhe aapse kuch kehna tha.

Mummy cup me chaye dal rhi thi, toh wo boli – Jo boliye naa.

Uncle – Please aap bura mat manna.

Mummy – Aisi bhi kya baat hai.

Uncle thode dare hue lag rhe the, aur wo bole – Wo naa main aapse mohabat karne laga hun.

Mummy – Kya? aap hosh me toh ho naa?

Uncle – Haan, main aapko bahot pasand karne laga hun.

Mummy – Ye aap kya bol rhe ho Aslam ji?

Uncle – Dekhiye mujhe maaf kar dena, par ye sach hai.

Mummy ab gusse me boli – Aapka dimag toh thikhane par hai, aap ye kya bol rhe ho aap apni umar ka toh khayal kijiye.

Uncle mayus ho kar bole – Nirmala sach me mera yakeen karo, main tumhe bahot chahane laga hun.

Ye kehte hue uncle mummy ke kandho par apne hath rkhne lag gye.

Mummy gusse me boli – Mujhe hath mat lagayie, main kabhi nhi soch skati thi ki aap mujhe aisi najaro se dekhoge. Pehle aap Rohan ke papa ke sath aisa kiya, aur ab mere sath chii.

Uncle – Dekho Nirmala.

Mummy – Mera naam bhi mat lijiye, apni chaye pijiye aur chale jayie yahan se.

Uncle ab bahot jyada udass lag rhe the, aur wo bole – Thik hai main chlata hun. Khuda aapko duniya ki sari khushiya de, wese mere dil ke darwaje aapke liye humesha khule rehngen Good bye.

Ye keh kar uncle chale gye, mummy ko toh ab bahot bada jhatka laga tha. Wo ek gehri soch me dooob gyi thi, aur pura din mummy pareshan rahi thi.

Dinner ke time bhi mummy kafi udass thi, aur papa bole – Kya hua kya pareshani hai.

Papa ki awaj se mummy ek dam se dar gyi.

Par ab aage kya aur kese kese hua, ye main aapko apni isi kahani ke next part me batunga.
[+] 1 user Likes Lorutt's post
Like Reply


Messages In This Thread
Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 27-04-2021, 01:42 PM
RE: Papa ki dushmani or mummy ka pyar - by Lorutt - 27-04-2021, 01:43 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 27-04-2021, 02:49 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Rumana - 27-04-2021, 03:43 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 27-04-2021, 11:06 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Shabaz123 - 27-04-2021, 10:10 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 28-04-2021, 12:22 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 28-04-2021, 01:39 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Shabaz123 - 28-04-2021, 08:45 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Nadeem - 28-04-2021, 09:20 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Eswar P - 28-04-2021, 02:48 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 28-04-2021, 02:51 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Raj321 - 28-04-2021, 04:28 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Eswar P - 28-04-2021, 09:08 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Eswar P - 29-04-2021, 12:40 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 29-04-2021, 01:31 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Shabaz123 - 29-04-2021, 05:38 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Ravi0909 - 29-04-2021, 11:32 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 30-04-2021, 12:44 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Shabaz123 - 30-04-2021, 12:57 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Raj321 - 01-05-2021, 12:11 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Lorutt - 02-05-2021, 10:28 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Eswar P - 02-05-2021, 10:50 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Raj321 - 02-05-2021, 11:34 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Yxxxsx - 03-05-2021, 05:56 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by BIMBO - 04-05-2021, 07:07 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Raj28 - 07-05-2021, 04:46 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Amit sha - 09-05-2021, 08:27 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by vbhurke - 10-05-2021, 05:25 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Amit sha - 03-06-2021, 02:25 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Eswar P - 11-05-2021, 09:59 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Pmsex - 03-06-2021, 02:11 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by ShaifBD - 04-06-2021, 09:26 AM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Abr Roy - 05-07-2021, 03:54 PM
RE: Papa ka dushman mummy ka yaar - by Chandan - 04-09-2023, 12:17 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)