23-04-2021, 11:05 AM
Kai deen beet gaye Bhola badal sa gaya tha. Usko ab apne ijjat ki padi thi. Jis tarah Riya uski beijjati karti use dhyan mein rakhke Bhola ne usse doori banane ko socha. Rahi baat Sanjana ki to Bhola ko yaad hai ki kaise usne thukrayq hai usko. Ab Bhola dono bua bhatiji se door rehna chahata tha.
Dopsri taraf Bhola ne dekha ki Pinky Sasural gayi to thi lekin wapis kuch hi deen mein aa gayi. Bhola socha ki aaj Pinky ko baho mein bharke kaske chodega aur yahi sochkar Bhola raat ke andhere mein daduta hua Pinky ke ghar uake kamre mein sidi se pahuncha. Pinky ke kamre jaiae hi Bhola ghusa to dekha ki Pinky kamre mein nahi thi. Bjola maan mein bola "aaja chamiya tere liye mara jaa raha hoon."
Bhola kamre mein chup gaya aur soxha ki Pinky ke aate hi use chapatkar haath pair bandhkar chodega. Bhola chup gaya. Kuch hi der mein Pinky kamre mein aayi lekin yeh kya ? Pinky ko dekhte hi Bhola shock jo gaya. Pinky safed saree mein thi aur apne aankho se aansu pochkar khid ko rone se rok rahi thi. Pinky ko akele mein phoot phhotkar rota dekh Bhola jaise hairanho gaya. Pinky rote rote lhid ko sambhal nahi paa rahi thi. Bholaka dil achanak se dehel gaya. Jis Pinky ko woh dekhya tha aaj najaane kaise woh itni dukhi hai. Bhola peeche se Pinky ke kandhe pe haath rakha aur poocha "Pinky yeh kya hua tujhe ? Ro kyon rahi hai ? Sab thik to hai na ?"
Pinky jor jor se rone laagi. Bhola jaise naram dil ka ho gaya. Pinky ko seene se laagate hue poocha "Pinky maat ro batana kya hua ?"
"Main vidhwa ho gayi hoon."
Bhola aansu pochte hue poocha "batayegi bhi yeh aab kaise hua ?"
Pinky ne bataya ki jab woh aakhiri baar Bhola se mili tab agle deen Sasural se khabar aayi ki uska pati car accident mein maara gaya. Pinky jab sasural gayi to saas aur sasur ne use apshakun bataya aur sasural se dhakka maarkar bahar phek diya aur kanoon ke dum paruska bachcha bhi apne paas rakh liya.
Bhola ki aankho mein aasu aa gaye aur woh apne aankho se aansu pochkar Pinky ko gale laagate hue kaha "Ro maatPinky sab thik jo jaayega. Bhagwan ke ghar der hai par andher nahi."
Bhola uthkar chala gaya aur ghar ki taraf chal diya. Bhola apne kamre wapis pahuncha aur jor jor se rone laaga aur bol pada "kitna nirday hai tu bhagwan. Tu bada nirday hai. Us Pinky ko kyon jeete jee maar diya ?"
Bhola phoot phootkar rone laaga. Aaj Bhola jaise badal aa gaya. Aaj pata chalq ki Bhola ka dil bhi hai. Bhola jaise so nahi paa raha tha. Baar baar Pinky ka khayal use aane laaga.
"Bhola tune kitni aurat ko apne hawas ka shikar banaya lekin labhi yeh nahi socha ki aurat kya hoti hai ? Kya dil se uae chahiye ? Kya woh bhi kisi se dil ka rishta nahi chahati. Mana Pinky ne gair mard se rishta banaya lekin uska pati bhi to galat tha aur aaj jab maut hui to Pinky se bhagwan ne uska pyaar chin liya jo uska bachcha tha. Bhola aaj se khud se wada kar ki kabhi bhi kisi aurat ko gandi nazar se nahi dekhega. Kaal se tu nayi zindagi ki shuruaat karega. Kaam karega aur do waqt ki roti khayega aur apni bachi hui zindagi ache se gujarega."
Bhola khatiya se utha aur aur apna saman pack karke ek letter likh diya jisme usne Sanjana se kaha
"Memsaab main Bhola yeh ghar chodkar jaa raha hoon aur haan mujhe dhoondhane ki koshish na karna. Main isi gaon main hoon lekin apse dil se door. Apna khayal rakhna aur haan jeevan main khush rehna aur kabhi nirash na hona."
Bhola raat ke andhere mein chala gaya aur apne ghar rehne gaya.
Sanjana ne jab yeh letter padha to phoot phootkar rone lagi. Riya ko bhi bahut boora laaga. Riyane jab Sanjana se Bhola ke na hone baar dukh ka karan poocha to Sanjana ne josh mein aakar uske aur Bhola ke rishte ki sachai bata di jisse Riya chauk gayi lekin Sanjana ka dukh dekhkar kuch kaha nahi. Riya ko door bell ki awaz aaui aur darwaja khola to samne ek buddha khada tha jo bahut hi kaala aur dubla tha.
Us buddhe ka naam Mani tha aur uski umar qareeb 80 saal ki thi.
"Aap kaun ?".Riya ne poocha.
"Main Mani hoon. Is gaon mein rehta hoon aur Bhola ka bada bhai. Bhola ne mujhe Sanjanaji se milne ko kaha."
Mani jo ek jamane post man tha. Dil ka saaf aur shareef bhi. Sanjana se baat karke bataya ki Bhola ne use is naukri mein rehne ki appeal ki. Sanajana baat maan gayi aur Mani ko ghar ki naukri ki ijajat di. Riya bhi ki halat dekhkar yahi rook jaane ko socha aur yaha hi naukri karne ka faisla kiya.
Dosto is kahani ka end hota hai aur ab agla part isi hafte se start hoga.
Dekhte hai waqt kaisa mod laayega Bhola, Sanjana, Pinky, Riya aur Mani ki zindagi mein.
Kahani abhi jaari hai. Saath dijiyega.