Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Misc. Erotica Yeh Jindagi Bhi Meri Kahan Chali Aayi
#24
Update 2

Raaste bhar vo apne dad aur ghar ke bare mein sochne laga. Kitna royi thi uski behan aur maa jab vo Delhi se Mumbai ke liye rawana hua tha. Ishq insan ko kis qadar pagal kar deta hai, ki apno ko bhool bas apni maashuka ke kareeb rehne ka hi moka dhundta rehta hai.

Ankhen band kar vo apne parivaar ke bare mein sochne lag gaya aur uski maa Poonam ka vo haseen chehra uski ankhon ke samne ghumne laga, gore chand se mukhde pe behte ansu ki ladi uske dil ko kachotne lagi, aaj jab uski maashuka use chhod chali gayi, ab use apne maa ke dard ka ehsas hua.

Vinay uske pita ek doctor hain aur uski maa bhi ek doctor hai, ek hi college mein padte the to pyaar ho gaya aur shadi se pehle hi jab Raj Poonam ki kokh mein aa gaya to badi mushkil se dono ne apne maa baap ko raaji kar shadi kar li, ye akhri saal tha MBBS ka. Saal poora hua, MBBS bhi ho gayi aur Poonam jawani ki pehli seedi chadte hi maa bhi ban gayi.
Raj ki dekhbhaal ki khatir Poonam ne aage padayi nahi ki par Vinay MD kar ke bahut bada doctor ban gaya. Poonam to bas apne bête mein khoyi rehti thi.

22 saal ki umra mein hi Poonam maa ban chuki thi. Aur aaj bhi koi use dekhta to Raj ki badi behan hi bolta, yoga ki vajah se usne apne jism ko bahut hi sawar ke rakha hua tha. Jism ka har katav itna lachkila aur aakarshak tha ki dekhne valon ki najron mein vaasna hilore marne lagti thi.

Jaise jaise Raj bada hota gaya Poonam aur Vinay uspe aur bhi jaan lutane lage, uski har ichcha ko poori karte the. 4 saal baad hi Payal ka jam hua, Raj ko jeeti jagti gudiya mil gayi khelne ke liye jiski ankhon mein usne kabhi ansu nahi aane diye, shararat vo karti par use bachane ke liye sara ilzam Raj apne upar leleta aur Poonam ka sara gussa Raj pe nikal jaata. RAJ maar khate hue bhi muskata rehta jisse Poonam aur chid k eek haath aur laga deti, choti umra mein hi maar khan eke baad Raj apni maa se poochta, dard to nahi ho raha haathon mein. Poonam ka gussa hawa mein ud jaata aur Raj ko seene se laga uske chehre ko boson se bhar deti.
Yun hi jindagi hasti khelti gujarne lagi .

“ Please fasten your seat belts we are about to land”

Air hostess ki aavaz gunjne lagi aur Raj apni soch se bahar nikal aaya. Use ab bahut jaldi thi hospital pahunchne ki.

Ek ghante baad vo hospital mein tha ICU ke bahar Poonam aur Payal ansu baha rahi thi dono ki najrein bas ICU ke door pe hi tiki hui thi aur ankhon se tap tap moti gir rahe the. Dono ki ye haalat dekh Raj ki ankhen bhi nam ho gayi aur dhodh ke dono ke saron ko apne se beench liya. “ Rona nahi, Dad jald thik ho jaayenge” Dono hi fafak fafak ke rone lagi. Raj unko chup karane mein laga raha. Jab apni kasam di tab ja kar dono ka rudan ruka par fir bhi hichkiyan leti rahi.

Tabhi doctor bahar aaya. Raj ne doctor ki taraf dekha to maa behan ko chhod uske pass chala gaya. Poonam bhi uth khadi hui, ankhen ponchte hue vo Bhi Raj ke saath khadi ho gayi “ Docor kaise hain vo?”
Payal to bas uth ke bhai se chipak si gayi, ek dar sa baith gaya tha uske andar.

Raj : Doctor koi khatre ki baat to nahi.

Doctor : Ye itne bade doctor khud hain nfir bhi???

Raj : Kya hua hai please …

Doctor : Beta tumhare dad ko koi bahut badi chinta hai jo unhe khaye ja rahi hai, aisa lagta hai jaise jeena hi nahi chahte.

Raj apni maa ki taraf dekhne lag gaya, use to maalum hi hoga ki aisi kya baat ho sakti hai jo dad ko itni tension ho rahi hai.

Doctor : Abhi to unhe neend ka injection de diya hai, taake kuch aaram mile dimag ko aur haan unki ECG mein kaafi changes aa gaye hain. To kam se kam 15 din yahan observation mein to rehna hi padega. Abhi aap log ghar jaao subah aa jana dekhte hain tab tak kya improvement hoti hai.
Doctor chala jaata hai.

Poonam jab dekhti hai Raj use hi dekh raha hai aur ankhon se sawal pooch raha hai, to vo sar juka leti hai.

Raj samajh jaata hai maa kuch chupa rahi hai.

Yahan jayada baat karna thik nahi tha to Raj dono ko ghar chalne ko kehta hai.
Poonam nahi jana chahti thi, par Raj samjha kar mana leta hai ki subah jaldi aa jayenge aur abhi to 15 din yahan aana jana laga rahega to thoda rest kar lein raat ko.
Raj khud drive karta hai aur koi dedh ghante baad sab ghar pahunch jaate hain. Raj apne saath koi saman to laya nahi tha uske kuch kapde uske kamre mein hamesha rehte hi they.

Payal : Bhai fresh ho jaao main tab tak khana lagati hun.

Raj : Nahi bhookh nahi hai, tum aur maa kha lo.

Poonam to sochon mein gum sofe pe baithi hui thi.

Payal : Bhai maa ne bhi kuch nahi khaya hua, aap khaoge to maa bhi kha legi.

Raj : Chal thik hai tu khana laga main abhi aata hun.

Itna keh Raj apne kamre mein ghuss gaya aur bathroom mein ja kar nahane laga fir kapde badal bahar aaya. Tab tak Payal Table pe khana laga rahi thi. Jo kuch jaldi mein ban sakta tha usne vahi bana liya.
Raj Poonam ke saath baith gaya.

Raj : Chalo maa khana kha lo.

Poonam : Mujhe..

Raj ne kuch nahi bolne diya aur Poonam ko godh mein utha Table ke pass kursi pe bitha diya. “ Kuch nahi sunga main, main aa gaya hun na aur Dad bhi jald thik ho jaayenge.”
Tab Raj dono maa behan ko khana khilata hai aur vo bhi use khana khilati hain. Raj jab bhi Poonam ke chehre ko padne ki koshish karta to vo chehra ghuma leti.
Khair khana khatam hua. Neend to sabki ankhon se door thi, fir bhi Payal maa ko kamre mein le jaati hai.

Raj apne kamre mein chala jata hai aur apni almari mein jo bottle chupa ke usne rakhi thi vo nikal leta hai aur darwaja band kar apne liye peg bana peene lagta hai.
Ek baar fir se Shalini ki bevafayi use kachotne lagti hai. Aakhir kyun kiya usne aisa. Iska jawab use nahi mil pa raha tha aur vo andar hi andar tilmila raha tha.

Yahan doosre kamre mein Poonam Payal ko sulane ki khatir ankhen band kiye padi thi, par uske dimag mein bas ek baat ghum rahi thi jo Doctor ne kahi thi. – Tention.
Aisi kya tention ho gayi thi Vinay ko, kya jo vo soch rahi hai vahi baat hai ya fir kuch aur hai. Poonam aur Vinay ka rishta pati patni ke saath saath dostana bhi tha, koi baat kaisi bhi ho ek dusre se nahi chupate the.

Agar vahi baat hai jo vo soch rahi thi, to use bahut dukh bhi ho raha tha, kyunki usmein koi kuch nahi kar sakta tha. Kitni baar usne Vinay ko samjhaya tha, kismet ka likha koi badal nahi sakta, aur jo hua usmein uska bhi to koi kasoor nahi tha. Pata nahi kyun fir bhi. Ek thandi saans chhod vo sone ki koshish karne lagi lekin dimag mein khalbali machi hui thi, kahin koi aur aisi baat to nahi jo Vinay ko andar hi andar khaye ja rahi ho, jo vo use chupa raha ho.
Khair thik hone do tab poochungi.

Raat bhar vo na so paayi aur Raj bhi nahi so paya kabhi dimag mein shalini ghumne lagti to kabhi uske dad.
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Yeh Jindagi Bhi Meri Kahan Chali Aayi - by rajeshsarhadi - 02-04-2019, 02:44 PM



Users browsing this thread: 8 Guest(s)