28-03-2021, 09:17 PM
Page # 57
Avi, idhr main ranjit hoon. Aur usse ankh maar di.
Itne main anjali ki call aagae.
Avi, hi
Anjali, hn tou bataeye kaisa laga hamara city.
Avi, ab tumhra ni raha.
Anjali, haiin kyun.
Avi, ab main yahan aachuka hoon.
Anjali, chal hamari university kaisi lagi.
Avi, us p bhi phle din meri stamp lag chuki.
Anjali, oooffff sab tmhra hai. Kuch dair baad mjhe bhi keh do gay k tmhri hoon.
Avi, hahaha agar aap ki ijazat ho. Tou.
Anjali, no flirting mere sath.
Avi, ok. Waise tmhre bhai kya krte hain.
Anjali, krte ni krwate hain.
Avi, kya kaam.
Anjali, criminals ki thukae.
Avi, kya mtlb.
Anjali, is state ki crime branch main ADG hain.
Avi, ohhh phr tou tum sai door hi rehna hoga.
Anjali, plzz ab tum aese na krna.
Avi, kyun
Anjali, phle bhi bht log mere bhai ki wajah sai door bhagte hain.
Avi, ooh tou yeh baat hai. Chalo main ni bhagta.
(Iska bhai kaam ka bnda hai. Us sai baat cheet rakhni pare gi)
Phr 5-10 minutes un mainbaat hwi aur phone rakh diya.
Phr gallery main baith k kuch dair factory wale matter p sochta raha.
Avi, karan chalo.
Akash, main bhi aajaon.
Avi, hn ajao.
Phle us nain raastey main aek shermagh aur aek google lay k pehn li.
Phr avi akash aur karan ko lay k aek camera shop p aaya aur kuch new camera liye aur maximum zoom k lens bhi liye. Phr kuch secret cameras bhi liye jin main pen camera aur mini secret spy cams bhi they aur aek drone cam bhi.
Yeh lay k bahir nikle tou akash bol para.
Akash, photography main interest hai apko.
Avi, ni bass factory wale kaam main madad day gi.
Akash ko kuch smjh ni aaya lkn chup raha.
Wahan sai avi unhn sath lay k factory wali side p chla gya.
Avi nain rover thora phle hi rukwa di aur karan sai ussi area main chakkar lgane ko kaha. Jb k khud factory waLi side p aagya.
Yeh factory city k aek side p thi.
Factory k 2 trf jungle sa thaw jb k aek trf ghareeb abadi aur dsri trf road thi.
Road ki dsri side p warehouse thaw.
Aur warehouse ki backside port sai attach thi.
Main nain akash ko faasla rakh k chalne ko kaha aur khud bhi camera is trha utha k factory wali side chlne lag para jaise bht bada photographer ho.
Factory k gate sai thora phleaek chae ka dhaaba thaw jis p kuch workers bhi baithe they.
Main bhi wahin baith gya aur akash bhi kuch benches chor k baith gya.
Avi ko dkh k logon ko laga k yeh koi ameer ldka hai. Koi log tou us ka camera dkh k us sai tasveerain bnwane aagae.
Avi bhi un k sath baatain krne laga un ki tasveerain bnane laga.
Unhn yeh btaya k avi aek photogropher hai jo kaam krte labours ki pics bnata hai aur bhi bht kuch.
Ab zyada tarr labours mere aas pass ikathey hogae avi sai baatain chlti rahi. Avi un sai baaton hi baaton main un k kaam.
Factory main hone wali baatain aur kafi baatain pouchi.
Phr kuch ki pics bhi li.
Kuch workers mjhe andr lay jana chahte they lkn phr kbhi aane ka bol diya.
Us k baad unhn bye bol k utha aur is trha show kiya k randomly pics lay rha lkn factory aur warehouse ki close pics lene laga.
Lete lete main zara jungle wali side p aaya tou wahan mjhe kuch nasha krne wale dikhe.