27-03-2019, 03:07 AM
Update-214 :
.
Ladkiya se mera connection hamesha se hee weak raha tha.college life me apne ghamand ke karan to College life me apni harkat ke karan...college life me mujhe jo aakhiri ladki yaad aati hai ,wo ek aisi ladki thi ,jisne mujhe apna number tak de diya tha...hua ye tha ki 12th ke exam ke dauran jis class me mera roll number tha uske right side wale column me mere thik bagal me kisi dusare college ki ladki baithi thi. uske college ka name to mujhe yaad nahi lekin wo ladki aur uske blue color ki dress yaad hai...Exam ke pahle din jab Paper diya gaya to maine bina idhar-udhar dekhe jab tak pure question ke answer copy me utar nahi diye,tab tak meri aankhe sirf do chizo par padi, pahli chiz thi mera question paper aur dusari chiz thi meri answer sheet aur waise bhi jise pure question ke answer pata ho ,use agal-bagal jhakne ki kya jaroorat....dhayi ghante ke baad ,jab maine apna paper solve kar liya to apni akad chuki gardan ko gol-gol ghumaya aur tab Question Paper aur Answer Sheet ke aalawa jis teesari chiz par meri nazar padi
,wo, wo ladki thi...uska naam pata nahi apna naam kya bataya tha usne ,khair koyi baat nahi.....
wo ladki teacher se nazare churakar apne saamne baithe ladke se baar-baar objectives ke answer puchh rahi thi,lekin uske college ka wo ladka tha ki peechhe palatne ka naam hee nahi le raha tha....
"first objective ka answer C hai kya..."us ladki ne ek aur baar us ladke se puchha....lekin natiza pahle ke maafiq hee negative raha...tab maine ghadi me time dekha aur socha ki ispar raham kar dete hai...aur maine dabi hui aawaz me usko ishara karke pahle objective ka answer bataya....
"pahle ka answer A hai, 15 KN "
"15 KN to ho hee nahi sakta..."usne meri taraf dekhte hue turant kaha...
"teri *** ki chut...gand mara BC...lawda yaha mujhe page no. tak yaad hai ki kis page ka ye question hai aur ye mujhe hee chodna seekha rahi hai..."use dekhkar maine man me kaha....
uske baad main apne answers recheck karne laga ki kahi koyi chutiyapa to nahi kar diya hai ki tabhich us ladki ne khis-Pish karte hue mujhse dusare objective ka answer ishara karke puchha aur maine fatak se bench ke neeche ungaliyo se usko answer bata diya...iske baad usko answer batane ka jo silsila maine chalu kiya ,wo pure aadhe ghante tak chalta raha...maine kayi question ke answers apni copy kholkar us laundiya ko tapaye...isliye nahi ki main bahut dayawan tha ,ya phhir mujhe us ladki ki choot chahiye thi...balki isliye ki mera paper solve ho chuka tha aur teacher adhik se adhik meri copy cheenkar mujhe bahar hee bhaga sakta tha...
uske baad jab dusara paper aaya ,tab us ladki ne mujhe shuruat me hee smile di aur tabhich maine bedhadak,bejhijhak bola ki jabtak apun sare question ke answer nahi likh leta ,tab tak apun ko disturb nahi karne ka....uske baad yadi time bacha to apun khud hee tere ko answer bata dega....
.
iske baad us ladki se jitna ban saka usne likha aur phhir jab tak maine pura nahi likh liya ,tab tak wo meri taraf hee dekhti rahi...wo aisa har exam me karti thi aur kabhi-kabhi to wo do ghante meri taraf dekhte rahti thi...lekin khuda gavaah hai ki maine jab tak 30 question ke answer apni copy me chhap nahi diye tab tak uski taraf dekha tak nahi aur last ke aadhe-ek ghante me usko pelam pel answer batata tha....
.
Humari kismat achchhi thi ki aaj tak hume nakal marte hue koyi teacher nahi dhar paya ya phhir kahe ki mere trick ko teacher samajh hee nahi pate the..
Jis din humara aakhiri Paper tha ,us din bhi maine us ladki ko pel ke answer bataye aur jab copy submit karke jaane laga to maine ek baar bhi uski taraf nahi dekha...jabki wo ek jhakkas maal thi.un dino mere kuchh siddhant hua karte the ki apne knowledge ka kabhi fayda nahi uthana chahiye,lekin aaj mujhe wo sab kuchh mahaj ek chutiyapa lagta hai aur main khud ko aaj bhi kosta hoon ki ,jab bahar wo ladki mere paas daudte hue aayi aur ek kagaj par mujhe apna number likhkar diya to maine us kagaj ko usi ke aankho ke saamne faad kyun diya...mujhe wo kagaj chup-chap apni jeb me rakh lena chahiye tha...lekin maine aisa bilkul bhi nahi kiya aur uske number likhe kagaj ke tukde-tukde karke wahi sadak ke kinare fek diya ye bolte hue ki"Jao,tum bhi kya yaad rakhogi "
usko kitna bura laga hoga us time, fali mujhpar marti thi
.
college ke dino me to main apne ghamand ke karan ladkiyo se door raha lekin college me apni harkato ke karan....mujhe maloom tha ki roj subah 5-6 baje ke karib hostel ki ladkiya shorts vagerah pahan kar basketball ki practice me jati hai aur yadi main bhi roj subah uthkar basketball court me jaun to ek-do to jaroor mujhpar flat hogi...maine aise karne ka socha bhi tha yaha tak ki 6 baje ka alarm tak apne mobile me set kar diya tha...lekin jab dusare din subah 6 baje alarm baja to maine mobile pakda aur switch off karke wapas so gaya....
.
Mujhe jab bhi help chahiye tha ,phhir chahe wo zameen se lekar aasman tak koyi bhi topic ho, Google Maharaj ne meri hamesha sahayata ki thi, lekin mere us ek line 'How to be A Good Lover' ne Google maharaj aur mere beech ke rishto me khatash paida kar di...kyunki Google Maharaj bhi mujhe wahi sab kuchh karne ko kah rahe the ,jo mujhe pata tha aur mujhe zara sa bhi raas nahi aata tha...yani ki good morning, good night wishes se pahle shuruat karo, phhir gift wagerah do aur phhir date par le jao....ab BC apni good morning to College ke pahle period me hoti hai aur good night ,tab hoti hai...jab sabke good morning ka time hota hai...isliye Google Maharaj ke wishes wale advice ko maine darkinar kiya aur
gift ke baare me sochane laga......
"nahi...aise me to main daru nahi pee paunga...ab main ya to gift me paise barbaad karu ya phhir daru me....gand mara gift-vift,main to daru "is tarah Google maharaj ki dusari advice bhi maine upar se nikal di aur teesari advice par aaya ,jo ki date thi aur phhir college friends ke sath kahi ghumane jane ki baat thi....
"Google baba sathiya gaye hai, jo ye sab bakwas ideas de rahe hai...lawda koyi engineer wala idea mangta apun ko..."
Phhir maine socha ki mera sawal hee galat tha ,isliye maine apne pahle sawal ko edit kiya aur dobara type kiya"How to do Love" lekin abki baar result pahle baar se bhi badtar raha....kyunki mere'How to do Love" question ke jawab me Google meharaj ne mere saamne chudai ke kayi steps rakh diye the..... "finally Google Maharah also have limit..."mobile door fek kar main bola aur ghadi me time dekha to chautha pahar shuru ho chuka tha aur ant me thak harkar maine decide kiya ki koyi andu-gandu harkat nahi karni hai Esha ke saamne bas....
jis din Esha ne mujhe i love you kaha tha, uske baad kayi din tak wo college nahi aayi...wo na to mere kisi messege ka jawab deti thi aur na hee mere kisi call ka...main Esha ke baare me jaha se jitna maloom kar sakta tha , sab maloom kiya...lekin Esha college kyun nahi aa rahi,iski jaankari mujhe kahi se bhi naseeb nahi hui...main har din college jate waqt Parking me Esha ki car ko talashta lekin uski car un dino parking me nahi rahti thi,uske baad main Avadhesh ko call karta aur usase puchhta ki' Esha aaj aayi hai kya' aur wo har baar yahi kahta ki'nahi yar, wo to nahi aayi...lekin Divya aayi hai'
Esha pure ek hafte college se gayab thi aur uska koyi ata-pata nahi tha...uske baare me sirf ek hee aisi ladki thi ,jo mujhe kuchh bata sakti thi aur wo thi'Divya'....lekin usase Esha ke baare me puchhna matlab apne gardan par khud hee chhuri rakhne ke barabar tha, isliye maine Divya se kuchh nahi puchha aur phhir ek din jab main College ki taraf aa raha tha to mujhe Parking me Esha apni car se nikalte hue dikhayi di....
"Esha...."khushi se main apna ek hath hawa me lahrakar chillaya lekin Esha ne mujhe full to ignore markar mere saamne se gate ke andar chali gayi...wo to bhala ho ki main akele tha...warna Arun
,Saurabh hote to khamkha bezzati ho jati
Update-215 :
.
Esha ke aise bartaav se mujhe gussa to bahut aaya lekin phhir socha ki shayad uska mood kharab ho...isliye maine khudpar kabu kiya aur college ke andar ghusa...college ke andar ghuste hee mujhe ladkiyo ka ek group apni taraf aata hua dikha, jo khi-khi karte hue mere saamne se paar ho gayi... "koyi izzat hee nahi hai yar ,yaha to "jab us group ki ek ladki ne bhi mujhe nahi dekha to maine khud
se kaha aur jis gusse ko maine kuchh der pahle kabu me kiya tha, wo ufaan maarkar bahar aa gaya...jiska asar ye hua ki main peechhe muda aur khi-khi karti hui un ladkiyo ke saamne jakar khada ho gaya.....
"ye kya khi-khi karte hue chali ja rahi ho tum sab. College me ho ya kisi garden me ghoom rahi ho aur ye kya , main samne se nikla to mujhe 'good morning sir' bolna chahiye na..manners nahi hai kya...chalo sab line me lago...abhi batata hoon tum sabko aur ek baat, man me koyi mujhe gali nahi dega,jaisa ki ye hare salwar-kameej wali de rahi hai....tum sabko shayad pata nahi ,lekin mere paas kuchh adhbhut shaktiya hai,jisase main samne wala man me kya soch raha hai,wo maloom kar leta hoon....The Great Magician Arman ka name suna hai na...wo main hee hoon...ab chup-chap,bina aawaz kiya seedhe nikal lo ,chalne ki aawaz tak nahi aani chahiye..warna main apne jadu se tum sabko murgi me badal dunga aur haan agli baar se yadi main kahi bhi dikhu, yadi meri parchhayi bhi dikhe even mera photo bhi dikhe to hath jodkar pranam karna....ab chalo,foot lo idhar se,iske pahle ki mahan jadugar Arman,apna jadu dikhaye...hurrrr..."
Iske baad wo ladkiya waha se aise apna chehra girakar gayi,jaise unke semester exam ka result aa gaya hai aur sabka all back ho.....
un ladkiyo ko jhadne ke baad mera mood kuchh thik hua aur main apni class ki taraf wapas badha....lekin saamne se mujhe Yashwant aata hua dikh gaya jisase mera gussa wapas ufaan marne laga.....
Yashwant apne hath me koyi form pakde hue akele meri taraf aa raha tha aur uski nazar puri tarah se uske form me hee thi....
"sun be Chuswant..."use rok kar main bola"chal jaldi se wish kar..." Jawab me Yashwant mujhe sirf ghoorta raha .
"ghurta kya hai be,kha jayega kya aur ye tere hath me kya hai..."uske hath se form cheenkar main form dekhne laga....
Yashwant se maine jo form cheena tha wo back exam ka form tha aur isi ke sath Yashwant ne mujhe uski bezzati karne ka mauka de diya jise bhala main kaise hath se jaane deta aur to aur jab mujhe ye bhi
maloom ho ki wo mujhe sirf ghurne ke aalawa kuchh nahi kar sakta.....
.
"Back ke form bharne ja raha hai..."apna pet pakadkar jabarjasti haste hue maine kaha"kya fayda be fail to tu phhir se hee hoga, phhir kyun maa-baap ke paise barbaad kar raha hai aur beta, College ke bahar apna chutiyapa band kiya ya nahi...mujhse to beta tu bach ke rahiyo,warna apne college ke mashahoor khooni ground ke darshan karaunga...ab chal nikal yaha se..."bolte hue maine Yashwant ka form uske muh me fek ke mara aur Class ki taraf prasthan kiya.....
.
Machine-Design ke subject me ek shabd aata hai 'Tearing' ,jiske karan koyi bhi design element waha se bahut jaldi fail hota hai,jaha par tearing mauzood hoti hai....example ke taur par ek paper ek hath me thamo aur dusare hath me pen ko dhar lo ,phhir us Paper ko choot samajhkar Pen ko uske andar aise ghusao,jaise choot me lund ghusta hai aur tearing ke karan Paper ka wo portion kamjor ho jata hai...aisa hee kuchh main apne sath un dino kar raha tha...main har taraf se har angle se khud ke liye tearing ka nirman kar raha tha....Un dino main khud ko college ka superior samajhne laga tha aur sochne laga tha ki main jab chahu,jise chahu chod sakta hoon,phhir chahe wo chudai mere shabdo se ho ya phhir mere hath se ya phhir mere lund se....
un dino main hawa me udd raha tha ,lekin shayad main bhool gaya tha ki jo chiz upar jati hai ,wo gravity ke karan neeche bhi aati hai.ye maine Physics me padha tha aur Koyi bhi Physics ke khilaf nahi ja sakta.....phhir chahe wo main hee kyun na ho, yani ki mujhe ek din zameen par aana hee tha.
Jis din maine Mahant ko thoka tha, uske agle din hostel me bahut hungama hua...Mahant mere jitna to famous nahi tha, lekin itna famous zaroor tha ki hostel ke ladke uske liye mere khilaf chale jaye...kuchh ladke mere khilaf khade bhi ho gaye lekin Sidar bhai ke karibi hone ke karan mere support me itne jyada ladke khade ho gaye ki ,Mahant,Kaliya aur unke dost jhat barabar lagne lage aur maine unhe aise hee ignore kar diya ki...ye 20-30 launde mera kya ukhad lenge.....
.
"dil nahi lag raha yar class me ,kuch time pass karna..."chalti hui class ke beech me jab FM ke formulas hum par attack kar rahe the to Arun ne meri copy me likha"koyi latest joke suna na..."
"main farewell me anchoring karunga...."maine Arun ki copy me likha... "not bad...not bad...aur suna..."
"Esha mujhse pat gayi hai..." "aur suna..."
"usne khud mujhe ek hafte pahle propose kiya tha..."
"ye to bahut hee badhiya joke hai...ja hostel jaakar mere pant se chillar paise nikal kar beedi peene ke liye rakh lena...aish kar,tu bhi kya yaad rakhega ki kis daulatmand aadmi se pala pada tha...."
.
Lunch ke time, canteen me hum log baithkar table tod rahe the ki launde achanak kisi card game ki baat karne lage aur aapas me ek dusare se ladne lage....mera mood kuchh down tha isliye maine unki ladayi me interfere nahi kiya aur man me socha ki"ladne-marne do ,salo ko...ek-do tapak jayenge tab beech me bolunga..."
Lekin ek-do ke marne se pahle hee mujhe unki beech ki ladayi me kudna pada, jiska reason ye tha ki wo sale jaanwaro ki tarah ek-dusare par chillane lage the.....
"sabko maloom hai ki tum log insaan nahi jaanwar ho,lekin phhir bhi thodi shanti banaye rakho...." "lawda tu hee bata Arman ki, Texas hold'em game kaise khelte hai..."Sulabh ne jor se sabke saamne kaha...
ab to BC izzat par ban gayi ,kyunki ab Canteen me mauzood lagbhag har ladka-ladki mere taraf dekhne lage the....
"abey ye...ye to wahi game hai, jo Casino Royale me james bond ne khela tha...bahut hee easy hai, room me patte lekar aana, do minute me sikha dunga...."
"tujhe aata hai wo "Arun ne puchha...
"beta,samajh ke kya rakha hai....Las Vegas me paida hua hoon main aur jab tu doodh ki botal muh se lagata tha na tab main ek hath me patte aur muh me beedi dabaye Las Vegas ke casinos par raaz kiya karta tha....jiske baad waha ke log mujhse itne jyada prabhavit hue ki mujhe noble prize dene lage the...wo to mera mood nahi tha noble prize lene ka ,isliye apun ne mana kar diya...."
"chalo be, chalo yaha se...warna kuchh der aur yaha ruke to ye phhir bolega ki Gravity ki khoj isi ne kiya tha...."Arun ne sabko uthaya aur waha se chalta bana....
.
Arun aur baki sabke jaane ke baad main kuchh der tak waise hee table par chup-chap baitha raha ki Kahi ye log wapas na aa jaye aur jab mujhe confirm ho gaya ki wo log ab is janam me wapas nahi aane wale to maine canteen wale ki taraf hath dikhakar kaha...
"char samose bhejwa de idhar..."
.
"Hi, how are you..."samose aur mere beech ke strong bond ko todte hue ek awaaz mere kaan me gunji aur maine ekdum se upar dekha....
"Esha....kya lene aayi hai, bahar to bahut bhav kha rahi thi...mujhe dekha tak nahi..." "kab...kaha aur kaise...."
"ab jyada mat ban..."
"ek minute,mujhe yaad karne do..."bolte hue Esha apne dimag me jor dalne lagi....
aur uski is harkat se main khud hairan rah gaya ki 'kya sach me isne mujhe nahi dekha tha ,ya phhir mere saamne natak kar rahi hai....'
"mujhe to kuchh bhi yaad nahi,Arman..."
"ruk...samosa kha loon,phhir tujhe flashback me le chalta hoon...tujhe pata nahi hoga,par main ek Engineer hone ke sath-sath ek psychiatrist bhi hoon....."
"haan,yaad aa gaya...aaj subah tum mujhe college ke bahar dikhe the...us waqt mera mood kharab tha aur main kisi se baat nahi karna chahti thi..."
"to phhir ,is waqt mera mood kharab hai aur main kisi se baat nahi karna chahta."(L.H.S.=R.H.S. -Hence Proved)
"common Arman, I love you...."
"hey bhagwan,kyun hoon main itna dayalu....kyun..."upar Canteen ki chhat par bhagwan ko dhoondhate hue main Esha se bola"ja maaf kiya, lekin agli baar se mujhe kabhi aise ignore mat karna...kyunki ye harkat seedhe mere dil me lagti hai, waise ye bata itne dino se tu kidhar meow-meow kar rahi thi..." "wo sab chhodo, i have a good news for you....Gautam died..."khushi se Esha boli.
Ye sunte hee jaise mere sharir se meri nikal gayi aur main ek bejaan sa prani hoon....mujhe aisa laga,kyunki main jis position me pahle tha usi me kisi statue ki tarah baitha bina palak jhapkaye Esha ki taraf dekhe ja raha tha....
"dil pe mat lo, i was just kidding..."
"ye joke tha kya ,kuchh to lihaj kiya kar.aise joke to main bhi nahi marta...."
Update-216 :
"okay..."achanak se serious hote hue Esha peechhe mudi aur do cold drink ka order diya....
"do cold drink kaun piyega..."Esha ke order dene ke turant baad hee main bola....
"ek mere liye aur ek mere bhoot ke liye....are kuchh to dimag lagaya karo,jab do cold drink order kiye hai to ek tumhare liye hoga aur ek mere liye hee hoga na...tum na,mujhse aise silly question mat puchha karo...."
"main cold drink nahi peeta, cold drink peene se sehat kharab hoti hai.tu bhi mat piya kar..."
"achchha to phhir itane sare log jo yaha baithkar cold drink pee rahe hai ,wo bewkoof hai kya..."mujhpar aankh gadate hue Esha ne puchha...
"ye sab hai hee bewkoof...inme se tu kisi ek ko bhi ,jo meri tarah hoshiyar ho...bata de...."main kaha peechhe hatne walo me se tha ,maine bhi aankh gadate hue kaha...
"so toh hai...tumhare jaisa inme koyi hai...."
"are gajab,pahli baar mere siwa kisi dusare ne meri tareef ki hai isliye tujhe ek advice de raha hoon...tu na ye cold-drink..vold-drink mat piya kar....daru piya kar...health ekdum solid bani rahti hai...ab mujhe hee dekh le"apne biceps ki taraf ishara karte hue maine kaha"tu kahe to jugad karu...ho jaye do- do peg..."
"kar do jugad..."
"sach bol,jaise phhir chakhne ka jugad karu " "main kabhi jhooth nahi bolti..."
"mere sath rahne ka asar tujhpar hone laga hai....aur bata kaha thi itne din..."
mere ye puchhane tak canteen wale ne straw dalkar do cold drink ki bottle table par rakh diya tha aur dono bottle me ek-ek straw dekhkar shuru me mera dil kiya ki hum dono thoda romantic bante hue ek hee cold drink ki bottle me straw daalkar peete hai...lekin phhir mujhe ye maha-boring laga aur maine ye khayal apne dil se nikal diya.....
"wo ek relative ke yaha shadi thi to wahi gayi thi aur unfortunately mera mobile ghar me hee chhut gaya tha...isliye tumhare kisi bhi call ya messege ka reply nahi kar payi...."
"to aane ke baad reply kar deti,main kaun sa tere sar par bandook taane khada tha...."(jab mobile ghar par chhut gaya tha to 9-10 din tak kaise on rah sakta hai...jhoothi )
"you know, ye sab mujhe bahut boring lagta hai ki kahi bhi jao to batakar jao aur phhir jab wapas aa jao
,tab bhi batao....i...i hate this..."
"tu to sach much mere type ki hote ja rahi hai...."
"main janti hoon ki tum is waqt kya soch rahe hoge....kaho to batao.aaj kal mera sixth sense bhi kaam karne laga hai..."
"achchha....tu to jhatke pe jhatke diye ja rahi hai..chal bata..."
"tum ye soch rahe ho ki main tumse sach me pyar karti hoon ya nahi...."cold drink peena band karke mujhe phhir se ghoorte hue Esha boli....
"haan...mera matlab naa...matlab haan.....ek minute,mujhe pahle sochane do ki kuchh der pahle main kya soch raha tha....."thode der chuppi dharan karne ke baad maine kaha"ekdum correct hai, main yahich soch rela tha...tera sixth sense to ekdum fadu kaam karta hai beedu..."
"matlab tumhe shaq hai mujhpar..."
"halka-halka....matlab ekdum thoda sa shaq hai, negligible ke barabar..."
"i love you so much, Arman...."meri aankho me aankhe dalte hue Esha boli.... " "mere gaal laal ho gaye aur jubaan band ho gayi...
waise to main koyi sharmila launda nahi tha ,lekin Esha ke mamle me maloom nahi duniya ke kis kone se
sharamila pan mere andar ghus jata tha...matlab aise situation me meri sari akad,mera sara josh dhara ka dhara rah jata tha.ab isi situation ko le lo...mera bahut dil kar raha tha ki Esha ko smooch kar lu ya phhir complementry me ek chummi ke liye use kahu...lekin meri himmat hee nahi hui ye sab kahne ki....lawda ,us waqt main itna ghabra raha tha jitna ki main tab na ghabrau jab main by chance Earth ki Orbit se neeche giru....
.
Esha aur mere beech me sab kuchh badhiya hee chal raha tha,lekin phhir bhi hum dono ek aam couple ki tarah nahi the....hum dono ek-dusare se sirf college me milte aur phhir achanak hee kisi topic par bahas karne lagte....jeetata to har baar main hee tha,lekin kabhi-kabhar main jaan-buchkar haar bhi jata tha aur mujhe harane ke baad Esha khushi se aise uchhalti jaise Olympic me 10-12 gold medal jeet liye ho....Esha se na to maine kabhi bahar chalne ke liye puchha aur na hee kabhi usne mujhe kaha...ye kaam hum dono ko hee boring lagta tha.Humare college se kuch kilometer ki doori par ek dhansu park tha,waise park to normal hee tha,lekin waha ka mahol dhansu rahta tha...dhansu mahol matlab waha jab bhi jao do darjan premi jode lip-lock...choot,doodh,gand dabate hue dikh hee jate the aur tazzub ki baat ye hai ki inhe aaj tak kisi ne roka bhi nahi tha aur upar se Park walo ne do-teen guard waha unki harkat me koyi rukawat na dale ,isliye laga rakhe the....matlab ki koyi aapko aakar kahe ki"tu befikar
hokar sarvajanik roop se isko chod,doodh daba...gand masal daal iski...main dekhta hoon tujhe kaun disturb karta hai...."
Yahi sab vajah thi ki mera Esha ke sath kahi jaane ka mood nahi hota tha aur Esha ko kuchh kilometer door kisi park me le jaana to door ki baat main kabhi uske sath college ke garden tak me nahi baitha aur waise bhi kisi pahuche hue vyangakar ne kaha hai ki "Pyar darshan ka vishay hai pradarshan ka
nahi" upar se jaha Divya jaisi chugalkhor laundiya ho,waha thoda dab kar hee rahna padta hai...
Esha mere college life ka eklauta aisa subject tha ,jiske baare me maine jyada future plan nahi banaye...Esha ke mujhe propose karne ke baad hee mujhe ye hawa to lag chuki thi, iska ant itna saral to nahi hoga.lekin phhir maine Esha ke mamle ko kismat par chhod diya ki jo hoga baad me dekha jayega aur abhi jaisa chal raha hai use waisa hee chalne diya jaye.....
mere us 8th Semester me sabse bhayanak pahlu jo tha wo na to Esha thi aur na hee Yashwant-Mahant ka gupt roop se sath-gath ..8th Semester ka sabse bhayanak pahlu wo tha ,jise main shuruat se hee baye hath ka khel samajh raha tha yani ki Aradhna.........