22-12-2020, 08:38 PM
Update 11
Jonny us din ke baad vah apne sathiyon ko sath lekar Niyati ke pichhe pada hua tha, taki vah Niyati ke baare mein sari Jaan kari nikal sake aur moka milne par usko utha sake. Par aaj tak usko aisa koi moka nahi mila tha. Jonny aaj bhi Niyati ke pichhe pada hua tha taki koi moka hath la jaye.
Wahi Niyati in sab se bekhabar apne mein mast lagi hui thi aur na hi us din ke baad se usne Jonny ke baare mein socha bhi tha. Wo to us ghatiya insan ko bhul hi gayi thi. Par Niyati us din ke baad kabhi bhi akeli kahi nahi gayi thi. Aaj bhi office se chhutane ke baad Niyati Gulnaaz ke sath scooty se ghar jaa rahi thi kyoki dono ka ghar ka rasta ek hi tha fark bas itna tha ki Gulnaaz pahli gali mein rahti thi to wahi niyati chauthi gali mein. Jonny ko aaj bhi koi moka hath nahi laga, phir wo apne sathiyon ke sath wahan se nikal jata hai.
Niyati jab ghar pahunchi to ghar ka door sajan ne khola. Sajan ko is tarah nanga dekh kar niyati ka dimag hi kharab ho gaya. 'Chattttttttttakkkkkkk' ki Awaaz pure ghar mein gunj gaya. Thappad itna tez tha ki sajan niche pada hua tha. Niyati jaldi se andar aayi aur door lock kar ek laat uske gand par mar di.
"Aaaahaaa maaaaa Mar gaya." Laat padate hi sajan ke muh se nikala. Sajan ki awaz aur thappad ki gunj sun kar megha kitchen se bahar aa gayi. Sajan ko niche gira hua dekha aur niyati ko itna gussa dekha kar use sara majara samjh aa gaya.
"Ruk Jaa Pagal ladki Niyati ye kya pagalpan hai. Bina soche samjhe tumne sajan ko mar diya." Megha ne apni beti ko gusse mein boli kyoki use pata tha ki agar usne niyati ko nahi roka to sajan ke sath kya ho sakta hai. Badi muskil se sajan ki halat sahi hui thi. Niyati megha ki baato ko darkinar kar jaise sajan ko marne ko hui megha niyati ke bilkul samane ja kar khadi ho gayi.
"Maa aap hato mere samane se main aaj ise Jaan se hi mar dungi. Is suwar ke bache ko itni bhi akal nahi hai ki ghar ka door kaisa khola Jaa jata hai. Sala harami nange hi door kholane chala aaya. Ye to sukra manao main akeli thi, agar mere sath koi friend hoti to mere bare mein kya sochati." Niyati megha ko apne samane se hatane ki khoshish karti hui boli. Megha ko ab ja kar sara majara samjh aaya sath hi use apni galati ka ehsaas hua. Usne kitni badi galati kar di thi.
"Beta niyati isme sajan ki koi galati nahi hai. Main ne hi ise nanga rakha hua hai, kyoki main ne isko punishment di hui thi." Niyati megha ki Baat ko sun kar shant ho gayi aur dono ko usi jagah chhod kar hall mein chali aayi. Wahi niyati ke jaane ke baad megha phir boli, "Sajan tum thik to hona. Sorry beta tumko meri wajah se mar padi. Tum apne room ja kar apne kapde pahn lo." Megha sajan ko uthaya. Sajan ne sirf haan mein gardan hila aur apni room ki taraf chal diya. Ek baar Phir se Sajan ke masoom dil ko dono Maa beti be chhali kar diya. Sajan ke jaane ke baad megha niyati ke bagal mein ja kar baith gayi.
"Maa ko thodi si bhi akal hai ki nahi. Bina soche samjhe tumne sajan ko gate kholne bhej diya ye jaante hue bhi ki usne kapde nahi pahane hue hai. Bhagwan ka sukr manao ki main thi gate par agar koi aur hota to kya hota aap janti bhi hai." Niyati ne kaha.
"Sorry beta mujhe aisa bilkul nahi karna chahiye tha. Main to use kutte ko ham dono ka gulam banana chahati thi, taki sajan hmari sari baat ko bina soche samjhe manta rahe. Tumhe to pata hai na uske Baap ne us kutte ke Naam karodo ki sampati kar rakhi hai. Wo sampati ek saal baad uske naam ho jayegi. Isi liye ye sab kar rahi thi." Megha boli.
"Wo to thik hai. Par kuch to soch samjh kar kiya karo. Maa main aapko mana nahi kar rahi hu. Par ye sab sirf ghar ke andar hona chahiye. Parso advocate aane wala hai. Sajan ke liye paise le kar. Kya wo tab tak thik ho jayega." Niyati ne apni Maa se pucha.
"Tum uski tension mat lo. Tab tak sajan puri tarah sahi ho jayega. Achha tum apne room mein ja kar fresh ho Jaao. Jab tak main raat ka dinner ready kar leti hu." Niyati megha ki Baat ko sun kar khush ho gayi aur apni Maa ke gaal par kiss kar apne room ki taraf chal di. Niyati je jaane ke baad megha bhi kitchen Mein kaam karne chali gayi. Jo wo chhod kar aa gayi thi shor sun kar.

Kasoor modifying
The Master (The beginning of life) _ Running
Pyar - 100 baar Closed
Mera Ghar aur Main Closed