17-12-2020, 12:41 PM
Update - 4
Dev gaadi mei anjali ke saath shoping ke liye baahar nikal jata hai.
Anjali-- dev. ye nokar rakhne ki kya zarurat thi. mei saara kaam to kar leti hun. kyu jabardasti paiso ko barbaad kar rahe ho.
Dev- anjali. anjali. tum na sach mei duffer ho. Pagali nokar ab tumhara kaam aasan kar dega.Aur tum maa ka acche se dhyaan rakho paogi. aur rahi baat paison ki to papa ki pension ,meri salary aur fir tum bhi to kam nhi kamati ho to fir paiso ka sawal hi kaha paida hota.
Aur fir yaar maa ne bhi to bola tha nokar ke liye.
Anjali- accha. maa ne to gussa hokar kaha tha.
Dev- accha baba thik hai. is mahine ise rakh lete hai fir hata denge. khush.
Anjali- muskurate huye. Thik hai.
Baato baato mei dono shoping mall pahunch jaate hai.
Anjali- waise kya shoping karwane laaye ho.
Dev- yaar humari shaadi ko 6 mahine ho chuke hai na to hum log thik se honeymoon mana paaye na hi mei tumhe thik se kahi baahar ghumane le jaa paaya. to socha aaj kuch shoping hi karwa du.
Anjali- accha ye baat hai to hujoor ab aap biwi ki chakari karne ka plan bana rahe hai.
Dev- irada to kuch aise hi hai.
Aur dono hanste huye parking se mall ki aur chale jaate haai.
Anjali- dev mei soch rahi thi kyu na mei kuch apni dono nanad ke liye bhi le lu.
Dev- bhai tumhari marji. but thoda jaldi karna.
Anjali- jaldi kyu.
Dev- kuch nhi bus eve hi.Bol raha tha.
Anjali- accha koi baat nhi.
muskurate huye mall ke dusri aur dekhti hai.
Anjali- hey dev wo dekho wo saadi kitni sundar hai. chalo na. waha dekhte hai. shayad koi new collection ho.
Dev- accha chalo.
Dono mall ke 1st floor par chal dete hai.

बर्बादी को निमंत्रण
https://xossipy.com/thread-1515.html
[b]द मैजिक मिरर (THE MAGIC MIRROR) {A Tale of Tilism}[/b]
https://xossipy.com/thread-2651.html
Hawas ka ghulam
https://xossipy.com/thread-33284-post-27...pid2738750