Poll: Do u like my story
You do not have permission to vote in this poll.
Good
20.83%
5 20.83%
Better
16.67%
4 16.67%
Best
62.50%
15 62.50%
Bad
0%
0 0%
Total 24 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER)
#63
Update 17



Sahil ( nishant se) : papa ek minute 

Sahil ( sunaina se) : ek try to kar sakti ho.

Apne liye nahi to desh ke liye....

Sunaina : thik hai................

Ab ageee.....

Or sunaina computer par baith jati hai. 
Or apna hath ( hand) itni tezz chalati hai ki vaha par baithe har saksh shocked ho jate hai.

Or sochne lagte hai ki itni tezz hath ( hand) to professional bhi nahi chalate or ye computer par hath ( hand) to aise chala rahi hai ki jese yeh yaha ke bareme sab janti ho.

Isse nishant bhi shocked ho jata hai.

Tabi
Thodi der ke baad sunaina bolti hai nishant se 

Sunaina ( nishant se) : uncle is hacker ko hum pakad nahi sakte yeh bohot hii satir hai kiuki iske IP address 220000 hai.

Vaha khade sab log socked ho jate hai. 
Ki jo chiz vo nahi kar paye vo is ladki ne 5 minute me IP address bata diya ki 220000 hai.

Nishant : beta hum isko rok kese sakte hai.
Vo btao

Sunaina : uncle is hacking ko roka nahi ja sakta or agar mane puri kosis karke rok bhi diya to bhi koi fyda nahi hoga.

Nishant : kiu

Sunaina : vo fir se or dugni tezi se isko hack karke vo saari detail le lega. Or vese bhi hamara data. 60 percent to ja chuka hai.
Nishant : ab hum kya kare.

Sunaina : me kuch sochti hue.
Nishant : beta jaldi socho nahi to hamara sara data kissi or ke pass chala jaega.

Thodi der ke baad.

Sunaina : uncle me agar kisi ko jaan se khatam kar du kiuki vo atankwadi ho to.
Koi problem to nahi hai naa

Nishant shocked hokar

Nishant : kyaaaa

Sunaina : jaldi boliye time nahi hai.
Nishant : agar vo atankwadi hai to mujhe bolo me usko saza duga.

Sunaina : jaldii bolo time nahi hai or aap usko maar nahi sakte.

Nishant ( harbarate hue) : thik hai magar is detail ko bacha lo
Sunaina : mujhe yeh saari books chahiye.

Nishant : itni saari books itni jadi kaha se aae gi or time bhi nahi hai.

Sunaina : apko kahi jane ki jarurat nahi hai.
Yeh saari books apke bane is office ke khufiya room me mil jaegi.

Fir 
Sab ek dam se socked ho jate hai.
Nishant : tume kese pata us khufiya room ke bareme.

Sunaina : uncle aap time waste kar rahe hai. Jaldi jao dekho hamara 70 percent data chala gaya hai.

Nishant ki vase hii phati hue thi. 
Tabi nishant ek officer ko ishara kar deta hai. Books lane ke liye.

Kuch samay me vo officer us books ko lekar aa jata hai.
Or vo books sunaina ko de deta hai.

Or sunaina apne gale me pade us locket ko pakad lati hai. Or bolti hai.
Plzzz meri madad karo .
Hame apne dharti mata ko in hacker se bachana hai.
Or vo locket chamakne lagta hai.

Or sunaina un saari books 10 minute me pad leti hai.

Fir
Un sabko ek bohot tezz jhatka lagta hai.
Ki koi itni jaldi 50 books kese pad sakta hai.
Or yeh locket kese chamakne laga.

Fir sunaina ka hath ( hand) computer par bijati ( light ) ki tarha chalne lagta hai.
Or itni tezz hath ( hand) chalne se karib 10 keyboard kharab ho jate hai.

Fir 
Sunaina ek pendrive us computer me lagati hai.
Or thodi der me saara data tranferr ho jata hai. 

Nishant ( sunaina se) : yeh kya saara data to transferr ho gaya.

Tabi
Aadmi 1 : sir mane kha tha ki is hacker ko pakad pana or rok pana possible nahi hai.

Nishat : ab hum kya kare hamare desh ki detail kisi or ke pass chali gai.

Ab hamara desh khatre me pad gaya.

Nishant ( sahil se) : mane bola tha ki yeh ladki yeh nahi kar payegi.

Tabi
Sunaina tezz tezz hasne lagti hai.
Or office ke pure building ki light ek minute ke liye chali jati hai.
Or fir light aa jati hai.
Or vo locket chamkna band ho jata hai.

Or computer dubara start ho jate hai.
Or sara data dubara se restore hone lagta hai.

Nishant : yeh kese hua yaha koi chamatkar chal raha hai kya.

Fir 
Sunaina nishant se vo bolti hai. Jisse sunkar pura office shocked or sadme me aa jata hai.

Sunaina ( nishant se) : uncle agar dil me kuch kar guzarna ki asha ya chaha ho to koi bhi kaam apke junoon ke aage nahi aa sakta.
Hamare sarir ki ek ek boond hamare desh ki suraksha me apna yodan deti hai.
Or vishwas hii ek asha hoti hai jo har person ko batati hai ki u can do it nothing is impossible.
Or rahi baat is system ko hack kisne kiya hai to vo is duniya ka koi insaan nahi hai.
Or vo ek alien hai.
Aisa mujhe lagta hai.
Me uska naam to nahi janti.
Itna jarur bta sakti hue ki vo dharti lok ka nahi hai.
Magar dharti ki koi na koi jagha par jarur hai.
Or jo bhi data transferr hua hai mane uske sath ek virus bhi bhej diya hai. Jisse jis bhi person ne yeh sab kiya hoga usko kuch bhi nahi milega.
Or vaha par ek tezz dhamaka hoga.
Or yeh news se pata chal jaega ki vo system kha se hack kua hai.
Or vaha ke saare log on the spot dead ho jaege.
Or hamare computer ka data ab save hai.
Or
Isko ab koi bhi hack nahi kar paega.
Mane aisa protocal daal diya hai isme.
Or is hacking me apke office me se kisi ka hath ( hand) hai.
Jisse yeh sab ho paya.

Or sunaina sahil ke pass jakar bolti hai

Sunaina ( sahil se) : tumara dailog bohot acha tha.

Agar koi humse doodh magega to hum khir dege,
Or agar kisi ne hamare desh par nazar deli to chir phad dege.


Me sirf yeh dekhna chahati thi ki tumme desh prem ki kitni bhavna hai.

Fir sunaina haste hue.

vase mane tumara dailog pura kar diya.
Kiuki jisne bhi hamare desh par nazar dali thi unki chir phad ho gae hogi.

Sab log puri tarha shocked ho kar yeh sun rahe the.
Or sahil bhi puri tarha socked tha ki yeh kese hua.

Tabi 
Nishant ( sunaina se) : I am proud of you beta 
Jo tumne aisa karnama kar dikaya jo koi nahi kar paya.
Sahil ne sach hii kaha tha. Ki
Kabhi kabhi ek person bhi aisa karnama kar dikata hai.
Jo kabhi kawar hamare top hacker bhi nahi kar pate.
Magar yeh sab kiya kese or tumara hath( hand) itni tezz tezz kese chala or itne saare keyboards kharab ho gae.
Or itni saari books bas kuch minute me pad lee. Or

Tabi
Sunaina ( nishant se) : mujhe bhi nahi pata yeh sab mane kese kiya bas mujhe yeh pata hai ki agar dil me kuch kar guzarne ki chaha ho to puri kainaat bhi apke is kosis me apna yogdaan deti hai.

Fir nishant haste hue.
Nishant ( sunaina se) : vese beti tumara naam kya hai or tum is langoor ( Sahil) ko kese janti ho.
Tabi
Sahil ( nishant se) : papa kamse kam meri bejati to mat karo.
Fir 
Sunaina ( nishant se) : uncle mera naam sunaina hai. Or baki sab aap is langoor ( sahil) se puch lena.

Sahil gusse me sunaina ko dekhne lagta hai.
Tabi sunaina dubara bolti hai.

Sunaina : Mera matlab hai sahil se payal puch lena ki me isse kese mili.

Fir nishant apne kuch logo se baat karne lag jata hai.
Fir nishant sunaina se bolta hai.

Nishant : beta sunaina tume kese pata chala us khufiya kamre ke bare me.

Sunaina : uncle apke officers strict nahi hai.
Jab me aa rahi thi to mane niche baithe kuch aadmi se baat karte hue sunna to pata chal gaya.

Nishant ( saare officers se) : sharam aani chahiye tume ki itni khufiya kamre ki jankari ke me tum aise khule aam baat kar rahe the.

Fir 
Dubara Nishant sunaina se bolta hai.

Nishant ( sunaina se) : beta tum us kamre ke bareme..

Tabi
Sunaina bolti hai.
Sunaina : aap be fikar rahiye uncle me kisie ko us kamre ke baare me nahi bataugi.

Fir 
Kuch der baad nishant sunaina se bolta hai.
Nishant ( sunaina se) : beta hum chahate hai ki tum bhi is khufiya agency me kaam karo. Or desh ki shuraksha me apna yogdaan do.

sunaina ( nishant se) : uncle mere mann me bhi desh prem ki bhavna hai magar me is khufiya agency me kaam nahi kar sakti.
Iske liye mujhe maaf kar do.

Nishant : thik hai beta hum tumko force nahi karege.
Magar ha jab hame tumari jarurat padegi to hamari madad to jarur karogi na.

Sunaina : jarur uncle.
Ab mujhe chalna chahiye meri mom mera intzaar kar rahi hogi.

Nishant : ok beta.


Or sunaina vaha se nikal jati hai.
Tabi piche se Sahil bolta hai sunaina se 
Sahil ( sunaina se): me bhi tumare sath chalta hue.

Tabi 
Piche se nishant sahil se bolta hai.
Nishant : sahil ruk or sunaina ko jane de mujhe tuzse kuch kaam hai.

Or sahil. Rukh jata hai or udas bhi ho jata hai.

Or sunaina nikal jati hai.

Idhar nishant ek aadmi se bolta hai.

Nishant ( aadmi se) : tum ek kaam karo is ladki sunaina ki saari detail pata karo.

Tabi sahil piche se bolta hai.

Sahil ( Nishant se): papa isne kuch nahi kiya hai sunaina innocent hai.
Fir yeh detail kiu.

Fir sahil ke papa jo bolte hai use sunkar sahil ke tote,( parrot), panchi, kauye ( crow) sab ood jate hai.
Or shocked or sharam se lal sab kuch ho jata hai....,...................


Aaj sunday ko ek sath do update diye hai full dhamake ke sath .Keep support bhaiyo
[+] 1 user Likes Rohan1234's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER) - by Rohan1234 - 17-03-2019, 01:59 PM



Users browsing this thread: 12 Guest(s)