Poll: Do u like my story
You do not have permission to vote in this poll.
Good
20.83%
5 20.83%
Better
16.67%
4 16.67%
Best
62.50%
15 62.50%
Bad
0%
0 0%
Total 24 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER)
#59
(17-03-2019, 08:26 AM)Rohan1234 Wrote: Update 16



Sunaina dance rok deti hai.
Or sunaina ke mom and dad tezz tezz hafne lagte...

Tabi sunaina ke mom and dad kuch bolte hai.
Jise sunkar sunaina puri tarha shocked ho jati hai........

Suresh ( rinky se) : ........................

Ab aagee

Suresh ( rinky se ) : priye..

Tabi rinky Suresh ko aakh dikane lagti hai or sunaina ki taraf ishara karti hai.

Suresh mera matlab hai ki.
Suresh ( rinky se) : muze lagta hai ki ab isne hamara damad dund liya hai.
Or uska naam bhi bata diya hai.
Jald hii iski shaadi karwani hogi dekha nahi kitni khuss lag rahi hai. Or sath hii hame bhi nacha diya.

Rinky ( suresh se) : aap thik bol rahe hai. Kese uchal uchal kar rohan rohan rohan bol rahi thi.
Lagta hai bohot pyaar karti hai hamari beti rohan se.

Is baar phir sunaina galti se bol deti hai.

Sunaina : bohot pyaar karti hu apni jaan se bhi jyaada or apni rooh se bhi jyada

Suresh ( sunaina se) : bas bas or tarif nahi sunni hame.

Or sunaina to itni sharmati hai ki bed me jakar takiye se apna muh chupa leti hai.

Rinky : sunaina ab sarmana chor or kal milva dena rohan se or me kuch nahi sunnugi...

Sunaina ( mann me) : kha se milvau rohan se me khud bhi nahi janti
Sab is locket ne kiya hai.
Sunaina locket ki taraf dekhte hue.
Bohot maza aa raha hai na hame fasa kar ab dekho me kya karti hue.

( Locket agar bol pata to yeh jarur bolta ki in ladkiyo ke kitne nakhre hote hai ek to madad bhi karo fir inki dubara baat bhi suno )

Or sunaina ke mom dad jane lagte hai
Tabi sunaina dono ko awaaz lagati hai.

Rinky : sunaina beta ab humse nacha nahi jaega me thak gai hu.

Suresh : hai beta bas ab so ja or rohan ko humse phone karke milva dena.

Sunaina ( eyes gol gol ghumate hue) : mom and dad me rohan ke bareme kuch nahi janti.

Rinky or suresh shocked hokar.

Rinky or suresh ek sath bolte hai : kyaaaaaaa

Rinky : sunaina beta hame koi problem nahi hai rohan se..

Suresh : beta sunaina

Jhoot mat bolo  abhi tum bol rahi thi ki me rohan se pyaar karti hue.
Ab bol rahi ho ki me rohan ko nahi janti.
Beta hame  is rishte se koi problem nahi hai.

Sunaina ( udas hokar neck niche karte hue bolti hai. ) : Jab pata hoga rohan ke bareme tabi to bataugi.

Rinky : fir tum rohan ka naam kiu la rahi thi.

Sunaina : mom apko pata hai. Mujhe ek sapna ata hai us ladke ka jisse mere sarir me pata nahi itni garmi kese aa jati hai.

Mujhe abhi is locket ne bataya ki us ladke ka naam rohan hai.

Fir dono puri tarha shocked ho jate hai.

Suresh & rinky : kyaaaa .

Sunaina : haa mom dad yeh sab is locket ke bajase hua hai.
Dekho kese chamak raha hai.
Or sharma bhi raha hai.

Or rinky & suresh bhi yeh dekhte hai.

Or fir
Vo locket chamak na   band ho jata hai.

Rinku : hamne pehli baar sun rahe hai ki locket bhi baat ( talk) karta hai or sharmata bhi hai. ( Yeh baat rinky ne haste hue bolti hai)

Sunaina : mom is locket ko normal mat shamaj na bohot hii chalu or tezz hai ye
Apke samne bas chamkta hai or apke jane ke baad smile karne lagta hai.

Suresh : sunaina us ladke se jab tum milogi to sabse pehle hume milana.

Rinky : or nahi to kya bahot pareshan kiya hai meri ladli beti ko uski ache se khabar lugi...

Sunaina : thik hai mom or dad sabse pehle me apko hii bataugi.
Or ache se khabar lena mere pyaare rohan ki.

( Or usko yaad a jata hai ki fir usne kya kaha)
To sunaina sharmane lagti hai.

Suresh : bas bas ab jyada sharmane ki jarurat nahi hai.

Or dono suresh & rinky apne kamre me chale jate hai.

Suresh & rinky ke room me.

Rinky ( Suresh se) : us locket ka raaz kya hai apne abhi tak bataya nahi
Jab apne mujhe sunaina ko god me diya tha. Tab bhi uske gale me vo locket tha.

Suresh ( mann me) :  ab isko kya batau ki us locket ka kya raaz hai. Mujhe khud nahi pata ki us locket ke ander kya hai.
Mujhe khud yeh locket sunaina ke gale me dika tha.
Mane kosis bhi bohot ki us locket ko nikal ne  ki magar nikal nahi paya.

Rinky : kha kho gae.

Suresh : are mane to bas ek shop se kharida tha us locket ko.
Or shop wale ne bola tha ki vo kabi kabi chamakta hai.
Or mane usko sunaina ke gale me daal diya.
( Jhoot)

Baki ab aap mujhse kuch nahi puchegi.

Or mujhe ab neend aa rahi hai.
Aap bhi so jaeye.

Rinky kuch or bhi puchna chahati hai magar usse pehle suresh so jata hai.

Magar rinky ko neend hii nahi aa rahi thi.
Bas vo us locket ke bareme hii soch rahi thi.

Tabi rinky ko pyaas lagti hai or pani lene kichan me jati hai.

Jab rinky kitchen me jaa rahi hoti hai.
To sunaina ke kamre ki light abhi bhi jal rahi hoti hai.

Rinky ( mann me) :  lagta hai yeh pagal ho gai hai rohan ke pyaar me.
Meri bachi ki madad karna bhagwaan

Or rinky sunaina ke kamre me jane lagti hai.
Or jese hii vo uske kamare me pohochti hai
To hairaan ho jati hai.

Rinky : sunaina beti yeh kya kar rahi hai.
Abhi tak soi ( sleep) kiu nahi

Sunaina : mom bas so rahi hu thoda sa kaam hai vo karlu

Rinky : vase tu yeh kar kya rahi hai.

Sunaina : kuch nahi mom bas kuch gagets bana rahi hu.
Magar yeh sab gagets to ban gaye.
Bas yeh teen gagets nahi ban rahe hai.
Shamaj nahi aa raha ki kami kha reh gai hai.

Rinky : vo sab baad me soch liyo bohot raat ho gai hai.
Jaldi so jaa.

Sunaina : thik hai mom
Pata nahi kiu mujhe neend nahi aa rahi.
Aaj apke pass so jau.

Rinky : meri pyari beti.
            Yeh bhi koi puchne ki baat hai.

Aisa karti hue
Aaj tere pass hii so jati hue.

Or rinky kichan se pani la kar sunaina ke pass hii let jati hai.
Or sunaina bhi let jati hai.

Sunaina : mom mujhe na apke god me sar ( head) rakhkar sone me bohot maza ata hai.
Aisa lagta hai. Ki mere dil ko sakon mil raha ho or jannat mil gaye ho.

Rinky : meri pyari beti aaja apna sar ( head) meri god me rakh de or so jaa .

Or rinky utt jati hai or sunaina ka sar ( head) apni god me rakh leti hai.
Or sunaina bacho ki terha apni maa ki god me sar rakh kar so jati hai.
Sote hue sunaina bohot hii pyari or choti se bachi ki terha lag rahi thi.

Or rinky bhi apni beti ke sar ( head) me hath ( hand) rakh kar kab so jati hai pata hii nahi chalta.

Vahi..

Sahil jab ghar pohochta hai to dekhta hai. Ki uske papa ghar par hii hai.
Or kuch pareshan lagte hai.
Sahil apne papa ko dekhte hii shocked ho jata hai.

Or Sahil apne papa ( Nishant) se bolta hai.

Sahil ( nishant se) : papa aap to bhar gaye the itni jaldi kese aa gaye 

Nishant ( Sahil se) : kuch nahi beta vo vaha kaam khatam ho gaya tha to jaldi aa gaya.

Sahil : papa aap kuch pareshan lag rahe hai.
Nishant : vo kya hai na beta thodi office ki tension hai or kuch nahi.

Sahil : thik hai papa.

Aise hii 2 hafta guzar jata hai or har din  sahil  dekhta  hai ki uske papa nishant kuch pareshan dikai dete hai.
Magar sahil kuch puchta hai to uske papa bas idhar udhar ki baat karke tal dete hai.

Or issi do hafte me sahil bhi roma or sunaina se thodi baat kar leta tha.

Or
Teeno me achi dosti ho gai thi.
Magar sahil is 2 hafte me sunaina ki baato, uske style or uski kabiliyaat se bohot jyada attractive hone laga tha.

Tabi 
Ek din sahil ke papa ( Nishant) apna office ka lunch le jana bhool jate hai.

To sahil ki maa 
Sahil se bolti hai ki beta aaj tere papa lunch le jana bhool jae hai tu ja kar office lunch diya.
To sahil apni maa se bolta hai.

Sahil ( apni maa se) : thik hai maa me abhi chala jata hue..

Or sahil chal deta hai apne papa ke office
Or jese hii sahil apne papa ke office pohochta hai
To vaha ka nazara dekh kar shocked ho jata hai.

Sab log idhar se udar bhag rahe hote hai.
Or kuch log computer par kuch kar rahe hote hai.

Tabi 
Ek aadmi nishant ( india ki khufiya agency ka chief) se bolta hai.

Aadmi ( nishant se) : sir hamare computer kisi ne hack kar diya hai or hamare desh ki saari khufiya detail kahi or tranferr ho rahi hai.
Or agar hamare desh ki saari detail kisi or ke hath lag gai to me bta nahi sakta ki..................................,.................
Pure duniya me fhele hamare khufiya agent sab log ke samne aa gaige.
Or
Hamare desh ki suraksha dao par lag gaegi.
Or kuch new atankwadi bhi hamare desh me ghuss gaege.
Jo pata nahi kitno saloo se hamare desh me gusne ka mouka doond rahe hai.
Hum kya kare hume shamaj me nahi aa raha.

Nishant ( aadmi se) : to us hacker ko pakdo

Tabi aadmi 2 bolta hai.

Aadmi 2 ( nishant se)  :  sir hamare desh ke sabse khatrnaak hacker is kaam me lage hue hai or us hacker ko pakadne or yeh janne ki bhi kosis kar rahe hai ki kis jagah se yeh hacking ho rahi hai.

Nishant ( aadmi 2 se) : thik hai mujhe jaldi result chahiye.

Tabi aadmi 1 dubara nishant ke pass bhagte hue ata hai or bolta hai.

Aadmi 1 : sir is hacking ko rokne me sab lage hue hai magar koi fyda nahi ho paa raha hai.

Nishant : ab hum kya kare.

Tabi
aadmi 3 bhi bhagta hua aa jata hai or nishant se bolta hai.

Aadmi 3 : sir hamare computer ki detail forward honi shuru ( start) ho gai hai.

Nishant : ek kaam karo computer band kar do or sare interner wire nikal do.

Tabi 
Aadmi 2 : sir isse koi fyda nahi hoga us hacker ne pata nahi ek aisa protocol banaya hai ki hum kuch bhi kar le koi fyda nahi hoga.
Kiuki agar humne computer band kiya ya internet cable nikali  to detail or jaldi forward hona shuru ho gaegi.

Shamaj me nahi aa raha kya kare agar yeh detail tranferr ho gai to isse hamara desh khatre me pad sakta hai.

Aadmi 3 : yeh hacker bohot hii khatarnak or shatir hai.
Mane sunna hai koi bhi desh is hacking ko tor nahi paya.
Or bohot sare desh barbaad ho jae.
Or vaha abhi atankwadi yo ka kabja hai.

Nishant : ab hum kya kare shamaj me nahi aa raha.
Kese roke is hacker ko.........
Lagta hai ab hum kuch nahi kar sakte.

Aadmi 1 : sir hame lagta hai yeh kisi sadaraan insaan ka kaam nahi ho sakta .
Kiuki is hacking me hajaro protocol lage hue hai. Or yeh protocol dhire dhire badte hii ja rahe hai har 1 sec me karib 100 protocol badte ja rahe hai.
Or ab tak hum iske ek bhi protocol ko tod nahi paye hai.
Or aisa kaam karna kisi bhi insaan ke bas ki baat nahi hai.

Aadmi 2 : uska dimag bohot hii jyada advance hai. Or aisa karna mujhe lagta hai 
Ki kisi bhi insaan ke bas me nahi hai.

Is baar nishant gusse me bolta hai.

Nishant ( gusse me) :  to kya vo alien ? hai or usko hamara hi desh mila hacking karne ko . Or uska is hacking ke piche kya motive ho sakta hai.

Aadmi 2 : sir aap gussa mat hoege hamare expert puri kosis kar rahe hai.

Nishant ( gusse me) : kosis se kaam nahi chalega. Mujhe result chahiye.

Yeh baat sahil sun raha tha.
Tabi 
Sahil ko sunaina ka khayal aa jata hai.
Fir
Vo sochta hai shayad sunaina itni khatanaak hacking nahi rok payegi
Fir
Sahil sochta hai ek try me kya jata hai.

Sahil apne papa ( nishant ) ke pass jata hai 

Or sahil ke dad ki nazar bhi sahil par padti hai


Nishant ( Sahil se) : beta tum yaha kese 

Sahil : papa aap lunch ghar par hii bhul jae the 

Nishant : thik hai beta bhi tum jao. Abhi me kuch pareshan hue.
Tabi sahil apne papa se bolta hai.
 

Sahil ( Nishant se) : papa shayad ek ladki hai jo is hacking ko rok sakti hai.
Magar me bhi viswaas se nahi bol sakta.

Nishant : beta tum in sab me mat pado 
             Or yaha pe sabse top hacker kuch nahi kar pa rahe to vo mamuli ladki kya kar payegi.

Sahil sunaina ko mamuli  ladki sunkar gussa ho jata hai.

Sahil achanak se gusse me bolta hai.

Sahil ( nishant se) : papa aap usko mamuli ladki mat shamjo uski ladki ke samne apke hacker bhi kuch nahi hai. 
Or 
Papa desh prem ki bhavna sabme hoti hai .
Kabhi kavar hamare desh ke person bhi aisa koi kaam kar jate hai.
Jo kaam karne me kisi bhi desh ke top hacker ke bas me nahi hota.
Or 
Agar koi hamare desh par nazar dalega to kya hum chup rahege.
Unko vahi par khatam nahi kar dege.

Agar koi humare desh se doodh magega to hum khir dege ,
Magar kisi ne hamare desh par buri nazar dali to chir phad  dega.

Nishant : beta hume pata hai hamare desh me kuch lalchi log ko chorkar har person me dharti mata ke liye kuch karne ka absar mile to vo apni jaan par bhi khel jate hai.

Mujhe pata bhai ladai sirf sarir se hii nahi dimak se bhi ladi jati hai par.

Tabi 
Sahil : papa par var choriye or yaha par baithe ( sir) har top hacker kuch nahi kar pa rahe hai to us ladki se ek baar try karvane me kya jata hai.
Kya pata kuch ho jae.

Nishant : thik hai beta tum itna bol rahe ho to .
Jao jaldi bula lo us ladki ko.

Or sahil jaldi se sunaina ko call karta hai.
Or ek address msg karke jaldi yaha ane ko bolta hai.
Phele to sunaina mana karti hai .
Magar jald hii man jati hai.

Tabi
Aadmi 3 ( Nishant se) : sir hum kuch nahi kar pa rahe hai hamare system ka 50 percent data tranferr ho gaya hai.

Nishant ( gusse se) : tum sab se ek kaam sahi se nahi hota to yaha kya jagrate karne aae ho.

Fir 
Nishant apne gusse ko kabu karne lagta hai.
Or dubara aadmi 3 se bolta hai.
Nishant : tum apni kosis karte raho.

Aadmi 3 : ok sir

Tabi kuch time bad sunaina aa jati hai or vaha par sab ko dekh kar shocked ho jati hai.
Sahil sunaina ke pass jata hai or sunaina ko saari baat bata deta hai.
Sunaina ( sahil se) : sahil me to bas chote mote system ko hack karti hue 
Itne kartarnak system ko hack me kese karugi yeh mujhse nahi hoga.

Tabi 
Nishant : beta yeh nahi kar paegi.......

Sahil ( nishant se) : papa ek minute 

Sahil ( sunaina se) : ek try to kar sakti ho.

Apne liye nahi to desh ke liye....

Sunaina  : thik hai................


Ab next update mein sunaina ka hacking dhamaka

Waiting for next update
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER) - by Rocky420 - 17-03-2019, 09:55 AM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)