Thread Rating:
  • 7 Vote(s) - 3.14 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Zeba Ek Housewife Aur Gangu Bhikari...........
#11
Upadte 1

Dosto kahani hum 3 sal pahle se shuru karte hai aaj se 3 sal pahle
Rehan..yar riya mere abbu meri shadi jabardasti unke kisi dost ki beti se karwa rahe hai
Riya.what the fuck kya chutiyo ki tarah bat kar rahe ho yar tum sirf mere ho samjhe na ..
Rehan..mai bhi tumse hi shadi karna chahta hu magar abba se dar lagta hai kaise kahu
Riya.to mujh se milwao tumhare dad ko mai bat kar lungi

Rehan ..nahi yar abba bahot gusse wale hai
Riya..mujhe chodne se pahle kya tumhare abba se pucha tha ..
Rehan sharminda hokar niche dekhne laga ..
Riya.mai tumko apna sab kuch man chuki hu mai sirf tumse shadi karungi aur tum mujh se samjhe na
Rehan.mai bhi tumhare bagair g nahi sakta yar try to understand janu
Riya.mai kuch nahi janti tum ye shadi nahi kar sakte bus
Rehan.thik hai meri jaan mai kuch karta hu

Yaha mai rehan ke maa aur baap ka intro kar deta hu
Jamil khan .. rehan ke abbu umar 59 sal ek nek insan jiski gaon me kafi izzat thi gaon ke bade zamindar bahot raees aur izzatdar insan log unki bahot respect karte the ..
Zarina khan…… Rehan ki maa umar 51 sal nek aur samajhdar aurat ek samajhdar biwi jisne sari zindgi apne shahuar ki khidmat ki aur uska har hukum mana lekin ab is umar me kuch bimar si rahti thi ..
Usi din sham ko Rehan har aaya jamin khan hall me sofe par baith kar Tv par news dekh rahe the ki Rehan ne jamil khan se kaha .a a abbu
Jamil..ha bolo beta
Rehan.wo wo mai mai
Jamil.kya bakri ki tarah mai mai laga rakha hai bolo
Rehan darte hue. G abbu mai ye shadi nahi kar sakta
Jamil..kyaaaaaaaaaaa
Jamil khan itna zor ka chillya ki andar kitchen se zarina Rehan ki maa bhi bahar daud kar aayi
Zarina. G kya hua kyu chillaye
Jamil.zara apne sahabzade ki bate to suno sahab shadi nahi karna chahte
Zarina.kya beta ye such hai
Rehan.ha ma mai shadi nahi karna chahta
Zarina.magar kyu beta kya hua
Rehan.ma wo mai mai kisi aur se pyar karta hu kisi aur se shadi karna chahta hu
Ye sunkar Jamil khan sir ko hath laga kar baith gaya
Jamil.beta tumhara dimag kaharb hai maine apne garib dost se wada kiya hai mai usko kya mu dikhaonga baradari ko kya bolunga ye bat aag ki tarah fail gayi hai ki December tak tumhara aur zeba ka nikah ho jayega..tu to mujhe jite g marna chahta hai
Zarina.aap tension mat lijiye g aapko pahle hi blood pressure ki shikayat hai..
Zarina.beta ye bat kyu nahi pahle batayi
Rehan.abbu ne mauka hi nahi diya bina meri izazat ke gaon bhar me dhindora pit diya..
Jamil.khamooossshhhhhhhhhh gustakh mere abbu ne mujh se nahi pucha tha teri maa se shadi ke waqt samjha na ..
Rehan.wo waqt aur tha ab ka waqt aur hai
Jamil.tum sirf zeba se shadi karoge
Rehan..nahi mai sirf Riya se shadi karunga
Jamil..kya kaha Riya matlab wo hamari kaum ki bhi nahi hai ab to bilkul bhi nahi hoga tera usse nikah biradari me thu thu ho jayegi badi badi bate karne wala jamil khan ki bahu dekho gair mazhab hai
Rehan.aap ko biradari ki padi hai magar apne bete ki nahi..aap nahi mane to mai ghar chod kar chala jaonga..
Jamil..yahi sun na baki rah gaya tha jo ladki ab tak ghar me aayi nahi uski wajah se ghar tut raha hai aayi to kya nahi nahi kabhi nahi hogi usse shadi ..
Rehan.thik hai mai ghar chod kar ja raha hu..
Rehan kuch kadam door ki taraf gaya uski maa uske piche nahi beta aesa na karo tum hamare eklaute bete ho hamari aakhri ummid ho tum …
Jamil khan ka bhi dil tut chuka tha usko laga ki gaon me uski ab koi izzat na bachegi usko bahot gehra sadma laga aur uska BP itna bada ki usko heart attack aa gaya ..
Jamil khan apna sina dabaye sofe par ….aaaaaaaaaahhhhhhhh zarina jara Dr.ko bulao bahot tez dird hua hai sine
Rehan main door se palat kar bhagte hue ..abbu abbu kya hua abbu
Jamil apne sine ki taraf ishara karte hue ..yaha bahot tez dird ho raha hai bete abhi Dr. ko bulao
Rehan .ammi mai abbu ko Dr.ke pas le jata hu ..aap fikar na kare
Rehan ne jamil khan ko apni baho me utha kar bahar car tak le gaya aur car me bithakar hospital pahucha ..Dr.ne check up kiya aur kaha beta tumhare abbu ko major heart attack aaya hai shayad koi bada sadma hua hai inko ..
Rehan ki aankho me aansu aa gaye wo apne abbu ki pairo par hath rakh kar jo abhi ICU ke bed par the inko dekh rone laga ..
Dr.ghabrao nahi beta tumhare abbu ab khatre se bahar hai
Rehan ko aehsas hua ki uske abbu uski wajah se maut ke mu me ja gire ..
4 din hospital me treatment ke bad jamil khan thik ho gaye 2 din bad unko discharge de diya gaya ..
Magar discharge ke waqt dr. ne rehan ko bataya ki unko heart ki takleef hamesha rahegi abhi to unki injiography kar di hai magar fir koi sadma unki jaan le sakta hai unki care karna ..
Jamil khan ghar aane ke bad rehan unke gale lag kar rone laga..
Rehan.mujhe maf karna abbu meri wajah se aap ka ye hal hua
Jamil ..koi bat nahi beta ..
Rehan.aap jaha kahenge jis se kahenge mai shadi karne ko tayyar hu abbu
Jamil khush hote hue ..kyaa such
Rehan.ha abbu
Jamil bahot khush hua usne rehan ko gale laga diya aur kaha mai aaj hi rashid ko call karke shadi ki Tarikh tay karta hu..
Rashid khan..zeba ke abbu umar 59 simple insan ghar ke halat kharab the unke wo ek scbang shop me kam karte the badi mushkil se unhone zeba ko padhaya tha unki biwi ki maut ho chuki thi magar unhone zeba ko bahot acchi talim di thi ..
Jamil.hello rashid
Rashid.ha bhai kaise ho
Jamil.yar ek hafta hospital me tha
Rashid.kyaaaa kya hua
Jamil.yar wahi BP badh gaya that u tension na
Rashid.yar batana to chayiye than a
Jamil.tu fikar na kar aur ha tayyri karle zeba ghar ab mera ghar hoga samjha
Rashid.bhai tune jab pahli bar kaha tha tabhi maine zeba ko tere hawale kar diya tha wo to usi din teri beti ban gayi thi tune apne garib dost se wada nibhaya bhai mai tera aehsan mand hu
Jamil.chal chal bahot ho gaya dobara aehsan ki bate mat karna samjha na
Rashid .bhai tumko to pata hai meri haisiyat ke hisab se hi shadi kar paonga
Jamil.are yar tujhe kuch nahi karna hai bus zeba beti ko yaha le kar aa maine sab intzam yahi karna hai shadi yahi hogi tujhe sirf train se yaha aana hai train ka ticket bhi mai bhejunga tujhe samjha na
Rashid bahot khush hua
Aakhir wo din aa gaya jab zeba Dulhan bani zeba bahot jyada khubsurat thi uska badan shadi ke waqt jyada bhara nahi tha slim khubsurat nazuk si zeba Dulhan ban kar Rehan ke ghar aa gayi.
Shadi me jamil khan ne bahot kharch kiya aakhir uska sapna pura hua tha uska bete ne sehra jo pahna tha dur dur se log aaye the shadi me ..
Shadi ki rat aa gayi jiska har ladka ladki ko intzar hota hai …magar rehan ko koi Khushi nahi thi uske dil aur dimag me sirf riya thi..
Usne shadi ke stage par bhi thik se zeba ko nahi dekha tha usko har jagah sirf Riya hi nazar aa rahi thi
Shadi ki rat jab zeba bed par Dulhan bani uska intzar kar rahi thi to Rehan bathroom me Riya ki yado me ro raha tha ..wo apne aapko kos raha tha magar baap ki bimari ki wajah se usne qurbani de di thi ..


In sab bato se bekhabar Riya jo ye soch rahi thi rehan sab thik kar dega rehan ne usko uske abbu ke heart attack ke bare me bataya tha Riya ko bhi laga ki Rehan pareshan hai is liye usne usko koi call nahi kiya tha..
[+] 8 users Like rafiqshaikh9059's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Zeba Ek Housewife Aur Gangu Bhikari........... - by rafiqshaikh9059 - 11-11-2020, 11:35 AM



Users browsing this thread: 23 Guest(s)