14-03-2019, 10:38 PM
UPDATE – 5
Agle din subah subah ke 6 baje
(aage ki kahani sam ki jubaani)
Sam : abhi to bahot der he. abhi to sab so rahe honge chalo kuch der garden me jakar running hi kar lu.
Sam garden ki aur jata he : kya baat he aaj hawa ke kuch alag hi baat he. aaj subah se kuch alag hi feel ho raha he. aur who dodna saru karta he.
Sam dodte huye apne man me : yaha par har roj akele akele dodte bor ho jaunga agar aas pass koi public garden ho to achha rahata aaj hi chachi se puch lunga kal se wahi chala jaunga.
Koi 25 min dodne ke baad sam apne kamre me aa jata he waha par kuch der thodi kasarat kar ne ke baad wo fresh hone ke liye chala jata he.
jab who tayar hone ke baad who ghadi ki aur dekhta he toh ghadi me 7 baj rahe hote he. who breakfast kar ne ke liye niche chala jata he.
niche main hall me chachaji aur chachiji bethe huye hote he.
sam : kya baat he chachaji itni subah subah yaha par.
Chachaji : ha bhai me kyu nahi aa sakta. Abhi tumhari chachi bata rahi thi ke hamara beta roj subah jaldi uth jaata he. to phir mene socha me kyu na jaldi uth jau.
Chachiji : ye baat yaad rakhana sam. Bahot kaam aayegi kyunki aaj to office ka kuch kaam tha isliye jaldi uthe he kal uth te he ki nahi.
Diya sidiyo se niche aati huyi : ek shair kabhi bhi kal ki nahi sochata. Kal ki kal dekh lenge. Hum to present par jine vale he. sahi kaha na dad.
Chachiji : aa gayi dad ki chamchi.
Sam : chachi yaha pass me koi garden he kya.
Chachiji : ha yaha pass me hi he. tum waha chalk e bhi ja sakte ho.
Diya : tumhe waha kyu jana he.
Sam : tum jaldi utho gi nahi isliye mene socha ki garden me jakar hi jogging kar lau. Waha jyada log hongo achha lagega.
Chachi : achha socha tumne beta waha par tumari jan pahechan bhi badhegi isi bahane tumahare dost bhi banenge.
Chachaji : ha ye sahi kaha tumne.
Diya : baate hi karte rahenge sab ya phir me akele nasta karlu.
Uske baad sab nasta karne beth jate he.
Sam : chachaji aapke pass koi bike padi he.
Chachaji : hamare garage me bahot baki he lekin tum kyu puch rahe ho?
Sam : who kya hena mujhe bike chalana bahut pasand he. isliye me ab se bike par hi college jana chahata tha. agar aap permission de to me usme ja sakta hoo.
Chachaji : ha beta kyu nahi. Usme kya puchna jab bhi tumhe bike chahiye garage me se le lena.
Diya : nahi tum nahi ja sakte to mera kya hogaa.matlab me kese college me jaungi.
Sam apne man me : diya to vidya ke bina college jayegi nahi.
Sam : tum mere sath bike par chali aana. Hum sath me chale jayenge.
Diya : lekin mere sath to diya bhi he. hum dono bike me nahi aa sakati.
Chachji : tum hamari car lejana.driver tumhe chod dega waise bhi tum pahele bhi car me hi jati thi na.
Diya : thik he mom.
Diya : sam college me time se aa jana aaj sir group me divide karenge uske baad hamme project denge.
Sam : thik he me tumhe college me milta hu.
Sam breakfast ke baad apni bike leke nikal jata he sandy ke ghar ki aur.
Snady ko waha se pickup karke wo dono college ki or nikal chalte he.
Jese hi who log parking se bahar aate he unhe diya ki car nazar aati he. islilye wo dono thodi der ke liye ruk jate he. uske baad sab sath me chalet he class ki aur.
sam apne dosto ke sath class pahoch kar apni seat par bethta he. thodi der baad usi class me riya aa jati he. use dekhkar sam sabkuch bhul hi jata he. wo bas usse hi dekhta raheta he. use ye bhi nahi pata tha ki who kitni der uske sapne khojata he.
usi vakht sandy usse hilata he.
sandy : sale kaha kho gaya he tu sir kabse tera naam pukar rahe he.
sam : kyu??
Sandy : hame projects acchese kar paye isliye wo teams bana rahe he.
Sir : Sameer singh is present or not??
Sam : present sir..
Sir : sameer tumhe aur sandy ko diya aur unke group ke sath kaam karna he.
Sam bujhe huye man se : ok sir. Kaas riya ke sath mujhe rakh diya hota.
sam apne man me : aaj to pari lag rahi he meri riya. Achha hota agar me riya ke group me chala jata. muje kuch sochna hoga aaj usse baat kar ne ke liye. Kese pata karu wo mujhse abhi bhi gussa he ki nahi. Usse baat kar ne ke liye kuch bahana mil jaye to aaj to maza aajaye.
Thodi der me class khatam ho gayi ab thodi der ka break tha isliye wo sab waha se canteen ki or chale gaye.
Sam : kya baat he aaj canteen bilkul khali he.
Diya : achha hena ab hamara raj chalega yaha.
Itni bhi kya jaldi he, abhi to ham medan me aaye hi nahi.
Piche se ek ladka chalte chalte bolta he.
Kisi ka dhyan us aur nahi jata par sam use sun leta he.
Ye chal kya chal raha he kal who ladke aur aaj ye ladka.
Sam use ladke ki aur isara karte huye : kya tum dono use janti ho.
Vidya : haan who ladka hamare hi college me padhta tha. aur who to hamare diya madam ka special dost he.
Diya : kyat tum bhi, aisa kuch nahi he bhai meri aur uski banti nahi he. class me jab bhi me kuch bolti toh who bich bolta hi tha.
Vidya : isliye, ye bhi koi piche nahi thi jab bhi who ladka kuch karta ye bich me kud hi jati. Wo ladks wiase to bahot achha he hamari madad bhi kai bar karta he. uske baje se hi hum college ke last year hamara project pura kar paye the. Lekin na jane kyu a dono hamesha ladte hi rahete he.
Sam : iska matlab dono ke bich hathi aur chitti jesa mamla he.
Vidya : sahi kaha.
Diya : dekh lungi taumhe mujhe chitti bulayane tumne. Apna time aayega.
Sam : me to tumhe hathi bol raha tha lekin lagta he tumhe hi chitti banana he.
Aur who sab has ne lagte he. phir kuch der unki baate chalti he.
diya : chalo ghar chalte he.mujhe ghar thoda jaldi jana he. vidya chal niklte he.
Vidya : chal waise bhi ab koi lecture nahi he.
Sandy : chal sam hum bhi nikal te he.
Sam kuch sochne ke baad : yaar tu aisa kar diya ke sath chala ja who tumhe ghar chod degi. Me baad me ghar chala aaunga.
Diya : tumhe yaha kya kaam he. ab sare lecture to boring he.
Sam : kuch kaam to nahi he. bas aise hi thodi der college ghumna chahta hu. Me tumhe sam ko milunga.
Sab waha se chale jate he.sam waha se nikal ke college me ghum ne lagta he.
Thodi dur use who ladka dikhta he.jo abhi abhi use canteen me dikha tha. shayad who kisika integar kar raha tha.
Sam uske pass jakar hello mera naam sam me yaha par naya aaya hu.
Ladka : hello me janta hu tumhe tum use diya ke sath bethe the hena. Tum kese jante ho usse.
Sam : jab me admission lene aaya tha us din mujhe mil gayi thi. Achhi ladki he.
Ladka : kya khakh acchi ladki he. paise wale baap ki bigdel beti he.
Sam : tumhe aisa kyu lagta he. tum jante ho usse.
Ladka : who mere sath bachpan se padhti he. jab dekho tab who mujhe paresan karti raheti he.
Sam : lekin usne mujhe to pareshan kiya nahi.
Ladka : to phir tum yaha kya kar rahe ho. Uske pass hi rahena chahiye tha.
Sam : me usi ke sath tha lekin woh log ghar chale gaye to me college ghum raha tha tabhi tumhe yaha dekha isliye tumhare pass chala aaya.
Ladka : kya jante ho is college ke bare me.
Sam : kuch bhi nahi , abhi naya hi aaya hu is shahr me isliye kuch pata hi nahi.
Ladka : tabhi me sochu tum abhi yaha kya kar rahe ho.
Sam : kyu yaha kya buray he. achhi khais jagah he.
Ladka : nahi koy buray to nahi he. lekin is vakht yaha par koi nahi hota. Jaldi pata chal jayega.
Ladka : waise mera naam akshay he. lekin sab mujhe akki he bulate he.
Sam : akki tumse milkar accha laga. Baad me milte he bye.
Aur sam uske baad waha se nikal jata he.
Sam apne man me : ye to nahi ho sakta. Mera jasoosi man kaheta he ye to diya se dushmani ka dikhawa kar raha he. waise banda achha tha agar dosti hoti he to isme koi buray nahi he.
Aur uske baad sam waha chal ke apne ghar ki aur nikal ta he. kyunki car to diya leke chali gayi thi.
woh apne college ke gate tak hi pahocha tha ki tabhi waha ek ladki apni leke sam ko thok deti he.. end time pe sam koi ko bike ka pata chal jata he. aur who waha hat jata he . lekin who ladki apne aapko nahi bacha pati aur wahi par gir jati he. is wakht class abi chal rahi thi isliye campus me jyada log nahi the.
Us ladki ko girte huye dekhkar sam use bachane ke liye uski aur jata he. lekin tabhi who ladki bohot hi jaldi uthke khadi ho hati he aur apne kapde thik kar ke pahele apne aas pass me dekhti uske baad sam ki aur dekh kar kaheti he.
Ladki :dikhta nahi he kya. Aise koy raste pe chalta he.
Sam apne aap ko rok nahi paata he pahele uski harkte dekh kar aur uski baate sunkar who jor jor se hasne lagta he. who jab haste haste thak jata he. tab usse yaad yata he ki who ladki abhi waha khadi he aur uski aur hi dekh rahi he.
Sam apne aap ko sambhalte huye : I am sorry miss. Mujhe dhyan deke chalna chaiye tha. agli bar me ulta chalunga isliye mujhe piche ki aur bhi dikhay de sake. Aur who hasne lagta he.
Ladki : oyy, daffar dekh lungi tujhe.
Sam : na na aisa mat karna jitna dekhana he abhi dekh le baad me mujhe pareshan mat kar na me achhe parivar se hu.
Iske baad who ladki bahot hi gusse me apni bike leke waha se sam ki aur dekhte dekhte chali jati he.
Sam apne man me ab yaha se ghar kese jaya jaye. Koi auto bhi nahi he.
Sam ko sam ghar par aata he toh chachi rasoi me apna kaam kar rahi hote he. who sam ko dekh kar use pani pineka bolti he. lekin sam mana kar upar chala jata he.
Sam apne kamre me
Aaj to bahot thak gaya yaar, aaj phir riya se baat nahi huyi. Lekin seriously who ladki gajjab thi kitne din baad itna maza aaya. Kal mujhe kuch to sochna hi padega aur is baat ka bhi koi hal nikalana padega.
Aaj ka dinner upar hi kar leta hu. Lekin maa ne mana kiya tha jese ghar par raheta he waise har jagah nahi rahena chahiye. Chalo niche hi chala jaunga. Lekin usse pahele apne ghar par phone kar leta hu. Aur who apne ghar par phone ghuma deta he. Chalo inhe baat kar ne do milte he thodi der baad.
raat ko dinner ke wakht sabhi log dinning table par bethe huye he.
chacha : sam bhaiya bata rahe the. Ke tunhe business me bahot interest he. agar tum mere office aana chaho to aa sakate ho.
Sam : thik he chacha ji abhi to thode din is sahar ko pahele jan lu uske baad me aapki office bhi aaya karunga.
Diya : aur kya kya sokhe he tumhare.
Sam : sokh to hamare bahot he kudiye. Lekin hum sarif bande he. sirf wahi karte he jo sahi lagta he.
Diya : kya kahena chate ho.
Sam: bas yahi ki chachi kya khana banaya he. aaj to lag raha he. bahot jyada kha liya he.
Chachi : bahot bahot sukhriya beta. Aaj tak in dono mese kisine bhi khane ki tarif nahi ki tum ne sabit kar diya ki tum mere bete ho.
Diya : dekho papa ye sam hamara pata kat raha he.
Thodi der inki baate chalti raheti he. uske baad sab apne apne kamre me chale hate he. aur aaj ka din bhi khatam ho gaya milte he ek nayi subah ke sath….

MY XOSSIPY THREAD : https://www.xossipy.com/thread-2909.html