14-03-2019, 03:29 PM
Update 9
Vahi prerna
Apne dono bhai ( aasuraaj or kamasur ) ke jane ke baad.
apne kaksh ( kamre) ka darvaja sahi se band kar leti hai.
Or mahadev bhagwaan ki murti ke paas jakar unke charno me baith jati hai.
Or prerna mahadev bhagwaan se bolti hai
Ab aagee..........
Prerna ( mahadev se ) : baba prakat hoiye aaj aapko prakat hona hi hoga.
Mujhe Apne pyaar se milane ke liye aapko ana hii hoga
AAP apni putri Ko Aisa rota hua kese dekh sakte hai.
Baba ( mahadev) prakat hoi ye
Thodi der intazaar karne ke Baad bhi kuch nahi hota to fir prerna bolti hai..
Prerna ( Mahadev se) : itne kator mat baniye baba mere apne bhaiya ne to mujse mere pyaar Ko chin liye tha.
Abhi muje pata chala hai ke mere pyaar ka janam dharti lok me bahot samay pehle ho chuka hai.
Kamse kaam aap to apni is putri par reham kariye..
Meri puri zindagi to bas rohan ( Rahul ka punar janam ka Naam) par suru hoti hai or rohan par khatam.
Ek asha ki kiran muje dikhai di hai..
Meri madad karo baba..
Mane saari zindagi bas aapki bhakti ki hai. Or apne pyaar Rohan ko yaad kiya hai.
Jabse vo gaya hai bas intzaar kar rahi hu ab mujh se intzaar nahi hota ..
Ise ke sath prerna bohot dard ke sath rone lagti hai..
Acha aap meri baat nahi sunoge thik hai
Fir aap
Apni putri ko marta hua dekho kiuki me rohan ke bina jii nahi sakti..
Or fir
Prerna apni shaktiyo se tirishul ka dyaan karti hai.
Or trishul uske haath ( hand) me aa jata hai.
Or
Jese hii vo trishul ko apne pet ( stomach)
Me marne wali hoti hai.
Tabi
Usse kuch yaad aa jata hai.
Or achanak prerna trishul ko phek dati hai.
Me mar bhi nahi sakti baba
mane rohan se vada kiya tha ki me us talvar ki raksha karugi...
Ab me kya karu babaaaa....
Tabi uski mann me uski didi ( sunaina ) ka gana yaad aa jata hai...
Or vo us gane ( song) ko mahadev ke charno me jakar gane lagti hai.
Bohot dard ke sath...
Baba tere charno ki ,
Agar dhool jo mil jaye , sach kehti hu bas meri taqdir badal jae,
Sunte hai tere rehmat din raat barasti hai,
Is daya ke sagar se, ek boond jo mil jae,
Mere pyaar rohan se mila do na,
Meri zindagi sawar jae, ab intzaar na hota hai,
Meri madad karo baba,
Yeh mann baba Chanchal hai, isse kese mai samjav,
Jitna isse sham jau utna machal jae,
Pyaar to logo ko jeena shikata hai,
Mere rohan se mila do na, ab mujhse sawar na ho paye,
Baba tere charno ki dhool jo mil jaye,
Ye nis chal prem hai, yeh baba lalach nahi is me, rohan hai meri zindagi ek baar mila do na, to meri zindagi sawar jae,
Didi ( sunaina) ko to milaya tha mujhe bhi mila do naa, apni putri par reham karo baba, aapki putri khus ho jae.
Isse ke sath prerna behosh ho jati hai.
Tabi ek tezz Roshni samne chamkne lagti hai.
Or vo dheere - dheere ek akar lene lagti hai.
Or samne mahadev or Parvati mata prakat ho jati hai,
Mahadev ( prerna se) : utto putri
Tabi prerna siskte hue mahadev or mata parvati ko dekhne lagti hai
or mata parvati ke gale lag jati hai,
Mata parvati ( prerna se) : sunaina ki tarha tere maan me bhi rohan ke liye bina lalach ka prem hai.
Putri bol tuje kya chahiye.
Mere se tera ye dard dekha nahi gaya..
Isliye mahadev ke sath me bhi aa gai..
Bol putri tujhe kya chahiye
Mahadev ( prerna se) : haa putri bol sunaina meri sabse pyaari putri hai vese hii tu bhi to hai,
Aaj tujhe jo bhi chahiye bol putri..
Prerna mata Parvati ke gale se hatkar
Rote hue mahadev or mata parvati ke charno me gir jati hai
Or tezz tezz rone lagti hai..
Mata parvati : putri ab rona band karo nahi to rohan ke dil par kya guzregi pata hai tuje
Rohan to bas tumara or sunaina ka hai or kisi ka nahi ho sakta
Prerna rote hue mata Parvati se bolti hai
Bohot masumiyaat ke sath.
Prerna : me kya karu maa ye ashu rukhte hii nahi mujhe mere pyaar rohan se milna hai maaaa .
Mahadev ( prerna se) : magar beti agar tu dharti lok rohan se milne gai to tujhe kuch dard bhi jhelne padege.
Jo me nahi chahata ki meri putri vo dard jhele...
Isliye me tere se milne nahi aa raha tha..
Prerna : baba me har dard jhelne ke liye tyaar hu bas mujhe rohan se mila dijiye..
Mahadev : soch lo kiuki me nahi chahata ki tum us dard se guzro.
Prerna : mane soch liya hai baba rohan se door rehne ka dard jhelne se acha hai uske pass rehkar dard jhelu
Kamse kaam mujhe ye khusi to hogi ki mera pyaar mere sath hai.
Fir
mujhe duniya ka har dard bhi kaam lagega.
Mahadev kuch or bhi bolne wale hote hai
Tabi
mata parvati mahadev se bolti hai.
Mata parvati ( Mahadev se ) : prabhu baat maan jaege na mujh se meri putri ka dard ab or nahi dekha jata or ab aap kuch nahi bolege..
Mahadev ( prerna se) : putri agar tumne faisla kar hii liya hai to thik hai.
Magar
tum usko jab tak dikai nahi de sakti jab tak jab tak vo................Usse nahi mil jati..
Or
Jab tak tum apni shaktiyo ka istemaal bhi nahi kar sakti jab tak.......................................,.hai.
Fir Prerna khusi se jhumne lagti hai.
Fir
Prerna mata parvati se badi masumiyaat se puchti hai
Prerna ( mata parvati se sarmate me): maa itne varsh (saal) guzar gaye hai kahi me unke samne me buriya (old) to nahi lagugi na..
Mata Parvati ( haste hue) : nahi putri aisa nahi hoga tum sab usse umar ki ho jaogi
Jis umar ka rohan ( Rahul) hai.
Mahadev ( prerna se) : tume mera ek kaam bhi karna hoga dharti lok Jakar
Prerna : kya mahadev
Fir Mahadev Prerna ke kaan me kuch bolte hai.
Mata parvati ( prerna se) : putri tumne itna acha gana ( song) gakar mujhe or Mahadev ko bohot khus kiya hai or tumne hum dono se kuch maga hii nahi or me kuch bhi nahi sunugi
bol na putri
Tujhe kya chahiye Mahadev or mujhse
Agar tumne nahi maga to mujhe or mahadev ko acha nahi lagega..
Prerna : maa or baba aap se me samay ane par mang Lugo.... Plzzzz
Mahadev ( prerna se ) : thik hai putri.
Or hamesha khus raho...
Or fir mahadev or mata Parvati vaha se chale jate hai..
Vahi darti lok me