14-03-2019, 01:48 AM
Chapter-23:A lip of heart
Update-82
.
deepika mam aur mere beech farewell ki raat ko jo kuch bhi hua wo sab sach tha,lekin mere khas dosto me shumar Varun ko jaise yakin hee nahi ho raha tha....
"tu yeda bana raha hai mujhe..." "ab kya hua "
"mujhe aisa kyun lag raha hai ki tune deepika mam aur khud ka chapter khud se jod liya hai...i mean mujhe to sab fake lag raha hai..."
"deepika mam ab mere contact me nahi hai,warna usi se puchh leta tu..."
Main aur Varun baat kar hee rahe the ki Nisha ki call ek baar mere cell me tapak padi aur mere call recieve karte hee wo mujhse puchhane lagi ki main kaha hoon aur maine bol diya ki main apne room par hoon....
"we have to go some where"
"where ? "
"main tumse M.B.D. restaurant Ke pass milti hoon..."
"kab..."main thoda sa baukhala gaya jab Nisha ne M.B.D. restaurant ke pass milne ke liye kaha to "abhi,kuch der me..."
"thik hai,aadhe ghante me pahuchta hoon waha,waise jana kaha hai..." "pahle pahucho to sahi..."
.
maine call disconnect ki aur Varun ko ek jaroori kaam ka bahana batakar taiyar hone laga... Main bhi kitna bada bewkoof tha jo ki un dono se jhooth bol raha tha jo meri rag-rag se wakif the....
"apni item se milne ja raha hai na..."jab taiyar hokar main room se nikalne wala tha tabhi Varun ne toka "tujhe kaise maloom chala..."
"call history dekhkar..."
"tum dono ko ab koyi aur kaam nahi bacha kya..."
"yaar Arman,mera bhi jugad jama na Nisha se...jab se use barish me bheegte hue dekha hai,rom-rom sihar uthta hai uske naam se "
abhi Varun ne Nisha ke prati apne Apne Arman zahir kiya tha ki Arun ne apna muh fada"mera bhi jugad
jama de my best dosit..."
"abey tum dono ne subah-subah ye kya bak-bak laga rakkhi hai aur Nisha mandir ka koyi prasad hai kya jo tum dono ke sath baatu ,uski shadi hone wali hai..."
"abhi subah nahi shaam hai...aur tu bole to main tere sath chalta hoon..isi bahane Nagpur ghoom
lunga..."Arun ne khade hote hue kaha ,use shayad yakin tha ki main use haan hee kahunga,par wo galat tha aur waise bhi ladkiyo ke mamle me saari theory galat hee ho jati hai...yadi Nisha sath na hoti ya phhir yadi main narak me bhi ja raha hota to Arun ko ghaseet kar le jata....lekin us waqt maine aisa nahi kiya,
"abey tu kaha aayega haddi me kawab banne....matlab kawab me haddi banne..."
.
bahut mashakkat karni padi Arun aur Varun ko samjhane me aur aakhir kar wo mere sath na aane ke liye maan gaye, lekin unki ek shart thi ki main un dono ke liye wapas lautate waqt daru ka ek-ek khamba lekar hee aaun....
.
"kitni der hue aaye hue...main jyada late to nahi hua.."M.B.D. Restaurant me pahuchkar maine Nisha se kaha...
"baitho Arman..."Nisha ne ukhde hue andaz me jawab diya.. "uncle-aunty se bahas hui kya tumhari "
is sawal ke peechhe mera ek aur maqsad ye bhi pata karne ka tha ki kahi Nisha ne hum dono ke baare me apne mom-dad ko na bata diya ho,warna mere liye bahut mushkile khadi hone wali thi...yadi Nisha ke maa-baap ko is samay jabki Nisha ki shadi ko kuch din hee baaki the,unhe ye pata chalta ki unki gair maujudagi me main unki beti ke sath raas-leela rachata hoon to wo shayad mujhe zinda nahi chhodenge....
"no, mom-dad se koyi bahas nahi hui....wo kal devid aa raha hai mujhse milne..."ek glass me pani lekar Nisha ne gale se neeche utarte hue kaha
"ye chutiya devid kaun hai...jiski vajah se tum itni udaas ho.."
"mera hone wala husband "
"oh teri...sorry that i called him chutiya..."abki maine bhi samne rakkhe pani ke glass ko uthaya aur pura khali kiya..."to isme burayi kya hai, husband hai tera...aayega pyar ke meethe do bol gungunayega
,chumma chati karega , phhir yaha waha hath maar kar tujhe yaha se le jayega...." "mujhe wo pasand nahi...."
"aur wo kyun..."
"car me chalkar baat karte hai ,kahi chalna hai hum dono ko...."
Hum dono M.B.D. Restaurant se bahar nikal kar Nisha ki car me ho liye,...ye pahli baar tha jab main Nisha ke sath apni colony se bahar nikla tha, yun to Nagpur aaye hue mahino ho gaye the,lekin Nagpur ke baare me ab bhi main kuch nahi janta tha,jiski ek vajah ye thi ki main shahar ki bheed bhad se door rahta tha aur dusara kuch naya janne ki ichchha mahino pahle jaise seene me hee dafan ho gayi thi...lekin aaj Nisha ke sath hone par main Nagpur ko pahli baar gaur se dekh raha tha....aur tabhi mujhe beete dino ki yaad aayi jab hum hamesha yahi kaha karte the ki kash hum Nagpur me padhte, kash hum Nagpur me rahte ya phhir kash ki Nagpur yaha se pal bhar ki doori me hota....aisa kahne ki humari sirf aur sirf ek vajah thi aur wo vajah thi saste daamo me apna jism parosane wali desi aur videshi ladkiya aur kamsin aurat....
"Nagpur ke baare me maine sun rakkha hai ki yaha raat bitane ke liye KHUBSURAT ladkiya bahut saste daamo me mil jati hai..."KHUBSURAT word par maine jaanbuch kar jyada jor diya,taki Nisha jal bhun jaye...aur jaise ki mera andaza tha Nisha ka reaction thik waisa hee tha...
"kyun....unke sath raat bitani hai kya "wo chidhte hue boli... "kuch jugad jama do...aaj kal raat ko neend nahi aati "
"aage thodi door par ek clinic hai..kaho to doctor se consult karke ek poison le lo...raat me phhir achchhi neend aayegi..."Nisha phhir chidhne wale andaaz me boli...
"thanks for the suggestion, lekin mujhe mera hee idea jyada pasand hai...kuch jugad jama do..."uski taraf dekhte hue maine kaha"aur haan ladki Russian ho to aur bhi jyada sukoon se neend aayegi " "Arman ab bas bhi karo,i have to say something..."
"main sun raha hoon..."
Nisha ne agle hee pal car sadak ke side me rok di aur phhir mere hath ko apne hath se pakad kar boli"maine aaj tak tumhare siwa kisi aur ke sath sex nahi kiya hai...maine tumhe aaj tak mere jitne bhi boyfriends ke name aur address bataye sab fake the..."
ye mere liye ek shocking news thi, mere liye Nisha ki is baat par yakin karna ki usne aaj tak mere siwa aur kisi ke sath bistar garam nahi kiya hai ,ye baat mujhe kuch hazam nahi ho rahi thi...usne mujhe ye dil ko jhakjhor kar rakh dene wali baat abhi kyun batayi ye to main janta tha,lekin sabse bada sawal phhir usne pahle mujhse jhooth kyun bola
UPDATE-83
usne mujhe ye dil ko jhakjhor kar rakh dene wali baat abhi kyun batayi ye to main janta tha,lekin sabse bada sawal phhir usne pahle mujhse jhooth kyun bola
Main is waqt aise hairan tha jaise ki kitna bada ashcharya dekh liya ho "main janti ho ki tumhe yakin nahi ho raha hai.."
"nahi aisi koyi baat nahi hai,mujhe yakin ho raha hai..." "phhir khush kyun nahi ho rahe ho..."
"main khush to hoon, main bahut jyada khush hoon...." "tumhari shakal dekh kar to aisa nahi lag raha..."
"kya sach me..."side mirror ko apni taraf karke maine usme apna chehra dekha"aisa to kuch bhi nahi hai...."
Uske baad Nisha kuchh nahi boli,usne car start ki aur wapas sadak par dauda di....lekin main ab bhi mirror me dekh raha tha, mujhe Nisha ki baat par bilkul bhi yakin nahi ho raha tha aur usi waqt jaise usne mere andar ki uljhan ko samajh liya ho wo boli
"tum believe nahi kar rahe ho ki main aaj tak sirf tumhare sath...."
"nahi..bilkul nahi, mujhe pura yakin hai...dekho main kitna khush hoon..."jhooth bolte hue maine muskura diya...
hamesha philosophy jhadne wala main aaj apni hee philosophy nahi samajh pa raha tha , mujhe dekhkar us waqt koyi bhi kah sakta tha ki main is waqt kisi confusion me hoon aur kuch soch raha hoon....lekin pure waqt main jabarjasti muskurane ki acting karta raha,taaki Nisha ko bhanak na lag jaye ki main uspar shaq kar raha hoon....
Main pure raste bhar yahi koshish karta raha ki Nisha ko is baat ka ahsaas na ho jaye ki mujhe uski baat par yakin nahi hai,main aise react karta jaise main bahut khush hoon...thodi der baad Nisha ne car ek mall ke samne ruki
"Arman, ye jhootha bartaav karna band karo...main janti hoon ki tumhe meri baat par bharosa nahi hai..."
"aisa bilkul bhi nahi hai..."maine ek baar phhir muskurane ka jhootha libas oodhte hue kaha"by the way
,tum mujhe is mall me kyun layi ho...kahi movie dikhane ka plan to nahi hai..."
"ghumane layi hoon tumhe ,din bhar industry me to rahte ho..."apne baal ko Mirror me dekhkar sawanrte hue Nisha boli"by the way ,tumne abhi tak bataya nahi main kaisi dikh rahi hai..."
"ekdum jhakkas..."bolte hue maine uski taraf sirf apne hath hee badhaye the ki wo darr kar turant car se bahar nikal gayi...
"driver car park karke aao..." "main driver..."
"nahi to kya main hoon driver..." "jaisi aapki aagya malkin ji..."
maine car Park ki aur mall ke andar aaya....Nisha mall ke andar thodi hee door par mujhe khadi hui dikh gayi...uske baad to jaise kayamat hee aa gayi, wo jaha bhi kuch kharidane jati waha aadhe se ek ghanta
usko time lagta aur us pure time me main jamhayi leta hua bahar mall me aane jaane wale ko dekhta rahta....
"Nisha, pure 2 ghante ho gaye hai...lekin abhi tak tujhe kuchh pasand nahi aaya kya "
"meri best friend ka birthday hai to usko kuch alag hee dena padega na aur mehnat to main kar rahi hoon isse tumko kya pareshani hai..."
"mujhe laga , tum apni shadi ke liye shopping kar rahi ho par yaha to pura mamla hee ulta " "shadi ke liye shopping ki kya jaroorat, wedding dress hai to mere pass..."
"lekin us din jab tumhare andar bhoot sawar hua tha tab to tumne barsaat me bheegkar us laal saree ka satyanash kar diya tha..."
"wo to saree thi na use main wedding me kaise pahan sakti hoon..." "kyun..."
"main christian hoon, kya tumhe ye nahi pata..." " sach"
"yaa"
"shopping baad me kar lena ,mera sar ghoom raha hai...abhi filhal wapas chalte hai..."
Lekin wo nahi maani usne aadhe ghante tak mujhe aur us mall me khhapaya aur jab hum dono wapas car me aaye to maine apni aankhe band ki aur apne sar ko sahlate hue saari chizo ko ek-ek karke samajhne ki koshish karne laga......
.
"Nisha "name to ***** hai lekin ye khud ko christian bata rahi hai, NO PROBLEM
Lekin phhir iske pass shadi ka laal joda kaise aaya...iski maa ki....pure dimag ka dosa banakar kha gayi hai "Nisha ,apna pura name batana to ek baar..."aankh kholte hee maine pahla sawal yahi puchha...
"Nisha Perez...kya tumhe sach me nahi pata tha ki main ek Christian hoon..."
"nahi aur mujhe koyi farak bhi nahi padta...lekin phhir ek sawal ab hai ki tumne phhir wo laal saree apne pass kyun rakkhi hai..."
"kyunki mujhe wo pasand aa gayi thi,to maine use kharid liya...isme bura kya hai..."
"kuch bhi bura nahi hai...main to aise hee General Knowledge ke liye question puchh raha tha ,tum car chalao..."bolkar maine apni aankhe band kar li
.
Yadi dekha jaye to galti Nisha ki nahi thi ,hum dono pahle kewal bistar par kabaddi khelne ke liye mila karte the ,isliye ek dusare ke baare me hume jyada kuch nahi pata tha....jaise main Nisha ke baare me jyada nahi janta tha waise hee wo bhi mere baare me kuch nahi janti thi...usne mere baare me kayi baar kuchh naya janne ki koshish ki thi lekin maine har baar full stop ka board taang diya kyunki yadi main use batata to kya batata ki main apne ghar se bhag kar yaha rah raha hoon....aur use apne baare me kuch na batane ka sabse bada reason ye bhi tha ki wo phhir meri life ke aur bhi pahaluo ko janne ki koshish karti....
.
"Arman...M.B.D. Restaurant aa gaya..."
"to kya yaha se main paidal jaun..chal na lift de de...waise tumne mujhe bulaya kisliye tha" "wahi to batane ki koshish kar rahi hoon...lekin kuch bol nahi pa rahi..."
"ab aisa kya dhamaka karne wali ho janeman " "Restaurant me chalkar baat karte hai "
Hum dono M.B.D. Ke andar ghuse aur ek kone wale table par baith kar maine do cup coffee ka order
diya aur Nisha ki taraf dekhkar kaha"haan bolo,ab..." "i love you...Arman"
"haan ,aage bolo..."mere dil ki dhadkane tez honi shuru ho chuki thi.... "maine devid se shadi nahi kar sakti..."
"hmm...aage bolo..."
"tum kuch karo na ,jisse ye shadi rook jaye..." "hmm...aage bolo.."
"do you love me " "hmm...aage bolo..."
"ab aage kya bolu...sab to bol diya ,ab tum bolo "gusse se mere hath me apne nakhoon gada kar Nisha ne kaha...
Update-84

"yahi baat pyar se bhi to kah sakti thi,khamkha nakhoon gada diya aur tune ye dayan jaise nakhoon kyun paal rakkhe hai,katwati kyun nahi..."
Apne liye dayan shabd sunkar Nisha mujhpar bhadak uthi aur apni aankhe badi karke ek baar aur apne dayan wale nakhoon ko mere hath par gada diya....
"chubhta hai yar..."
"to phhir mujhe dayan mat bolna aur yahi to aaj kal ka fashion hai..."
"wah re fashion...pahle to jaanwaro ki tarah apne nakhoon bade karo phhir usme hazar tarah ki nail polish thopo...tum ladkiyo ke pass bahut extra time hota hai kya..."
tab tak waiter ne do cup coffee lakar humare table par rakh di ,coffee ki chuskiya lete hue maine kaha"haan to bolo ,kya bol rahi thi..."
"do you love me..."
"i don't know..."
"don't know or don't love, saaf-saaf batao..." "sach me Miss. Perez ,i don't know..."
"okay ! To ye batao ki tum mujhse shadi karoge..."
"shadi...."mujhe us waqt kuch nahi soojh raha tha ki main Nisha ko kya kahu, apne room se nikalne ke
pahle hee main jaan gaya tha ki wo is tarah ke hee sawal puchhegi lekin lakh sochane ke bawjood abhi tak main is baare me kuch soch nahi paya tha aur yahi vajah thi ki main har baar baat ko kisi na kisi bahane taal deta tha aur is baar bhi maine waisa hee karne ki koshish ki ...jab mujhe Nisha ko uske sawal ka jawab dena tha tabhi maine waiter ko aawaz di aur do plate samose ka order diya...is baat se bekhabar ki meri is harqat ka Nisha par kya asar hoga...maine ye bilkul bhi nahi socha ki wo samajh jayegi ki main usko taal raha hoon....
Aur aisa hua bhi...jab kuch der aur maine uski baat ka jawab nahi diya to uski aankho me kisi chhoti bachchi ki tarah aansu aa gaye ,wo turant table se uthi aur bahar ki taraf jaane lagi....
"main abhi aaya..."waiter ko ishara karte hue main bhi Nisha ke peechhe ho liya aur seedhe jakar uske samne khada ho gaya
"oye dayan chal aaja...i love you..." "sach..."
"101 % sach..."
Aur uske baad hum dono ek dono ki baaho me baahe daalkar wapas restaurant ke andar aaye, ab mujhe bhi ahsaas hone laga tha ki mujhe Nisha ke mamle me jo karna hai uske baare me jaldi sochna hoga... "to tumne kya socha..."
"kal batau to chalega..." "hmm..."
Hum dono ne M.B.D. Restaurant me kuch waqt aur bitaya aur phhir Nisha ne mujhe mere room drop kar diya,...apne flat ki bell bajane ke baad mujhe yaad aaya ki Varun ne to mujhe daru laane ke liye kaha tha, wo to main lana hee bhool gaya aur Varun ne bhi room ka darwaja kholne se pahle ye dekha ki mere hath me kuch hai ya main khali hath hee aaya hoon...
"us din tune deepika mam ko phhir choda ki nahi..."mujhe dekhte hee Varun ka pahla reaction yahi tha... uske is sawal se main sakte me aa gaya aur Arun ki taraf dekh kar ishara me puchha...lekin Arun to full load tha...wo underwear pahne hue bistar se utha aur ladkhadate hue bola...
"Arman, achchha hua, tu aa gaya...isne puchh-puchh kar dimag ka bada paanv bana diya hai...jab se tu gaya hai hazar baar ye mujhse yahi puchh raha hai...yahi puchh raha haaaiiii....."
"utha sale ko aur wapas bistar par patak de..."
Arun ko bistar par jamane ke baad Varun ne kuch khane ke liye banaya aur phhir ek-ek cup chay ke sath hum dono baith gaye....
"Arman,uske baad kya hua..." "khane dega, baad me bataunga..." "bata na..."
"baad me..."
"yadi abhi batayega to mere hisse ka khana tera..."
"thik hai..."uski plate apni taraf sarkate hue main bola"chay pee le,tu bhi kya yaad rakhega..." "chal aage bata..."
.
Aage.....main bhi yahi chahta tha ki main ek do baar aur deepika ko garam karu lekin ek baar jhadne ke baad kuch hee palo me mujhe neend aa gayi, lekin deepika mam ko chodne ki chah me meri neend subah ke 5 baje khul hee gayi, maine aas-pass hath mara... deepika mam mere bagal me hee so rahi thi,maine unko dobara pelne ke jugad me light on ki aur turant unke upar chadh gaya..... "phhir... "Varun chay ki ek lambi chuski lete hue bola
"phhir kya ,main to nanga tha hee ,wo bhi bina kapdo ke hee thi...maine pahle uske body ke kuch private
parts dabaye,unhe chusa...aur phhir unko ulta lita kar chodne ki taiyari kar hee raha tha ki deepika mam boli..."
"kya boli..."
"yahi ki unki tabiyat kharab hai aur main unke upar se utar jaun..." "to tune kya kiya..."
"maine unki baat maan li...lekin yadi main chahta to wo sab kuch kar sakta tha..lekin deepika mam ki aawaz aur unke sharir ki garmi se main jaan gaya tha ki wo abhi filhal taiyar nahi hai...isliye main wapas bistar par let gaya aur subah hote hee hostel aa gaya..."
"teri baate sunkar aisa lag raha hai ki maine bekar me hee apna khana chhod diya ,chal aage bata "
.
Aage wo hua jo maine kabhi expect nahi kiya tha, main dusare din apne hostel pahucha hee tha ki mere bhai ka call aa dhamka, maine socha ki yun hee haal-chal puchhane ke liye call kiya hoga, lekin call uthate hee maloom chala ki bade bhaiya to railway station me hai aur wo aadhe ghante me mere hostel pahuchane wale hai.....
"abeeeeyyyyy Arun..."maine puri taqat se cheekh kar kaha"bade bhaiya aa rahe hai,jaldi se room saaf kar...warna aaj hee meri T.C. Kat jayegi..."
"kya sach..."Wo bistar se kood kar zameen par aaya aur mujhse bola"tu apne side saaf kar ,main apne side saaf karta hoon..."
"Chal tu shuru kar main jhadu ka jugad karta hoon..."
Waha se main turant bhu ke room me ghusa aur jhadu manga.... "nahi hai..."
"BC, bose dk,jaisi badsurat shakal hai...waisi shakal room ki bhi bana rakkhi hai...kabhi saaf bhi kar liya karo...."
galiya bakte hue main dusare room me ghusa aur phhir teesare...lekin halat sab jagah yahi thi....isliye main jaldi se bhag kar apne room me aaya aur news paper ko hatho me lekar room ka sara kachra bahar kar diya aur Arun ki ek t-shirt ko paani me bhigo kar apna study table saaf karke do-char book ,khol kar rakh diya.....
"la be, wo geela kapda mujhe bhi de..." "le tham..."
"kutte, ye tune kya kiya...ye meri nayi t-shirt thi..."table saaf karne ke baad Arun chillaya
"mujhe maloom nahi tha yar, main to isse apne shoes bhi saaf karta hoon, i am really sorry yar..." "teri ye baat seedhe dil me lagi hai..."
"dil pe nahi ,muh me le le aur abhi rona band kar ,bade bhaiya aate hee honge..."