14-03-2019, 01:43 AM
Chapter-16:MindFuck
Update-67
Us ek call ne mujhe itna dara diya ,jitna main khud nahi dara tha....na jaane gharwale mujhe lekar kya kya Arman liye baithe the aur yaha main unke armano par ek jhoothi buniyaad ki parat chadha tha...hostel ke jis room me main rahta tha,is waqt us room ke beech-o-beech abhi maine aag sulga kar rakkhi thi...mere jehan me sirf ek khayal tha ki jab result aayega to main kya kahunga gharwalo se...unhe kya excuse dunga,
"beemar ho gaya tha"aisa bol dunga, maine socha...lekin ye kuch fit nahi hua....iske baad kayi aur ideas aaye,lekin ek bhi dhang ka nahi tha...aur maine do ghante aur aise hee barbaad kar diya, time dekha to raat ke 12 baj rahe the....Arun ab bhi kaan me headphone ghusa kar padhne me busy tha,na to wo meri harkate dekh raha tha aur na hee kuch bol raha tha...sala kameena,kutta
main abhi tak room me bahut kuch kar chuka tha...lekin wo tab se chup chap pada tha aur jab 1 baj gaye to Arun ne padhna band kiya aur mere pass aakar bola...
"aur le maze, jab padhne ko bol raha tha to hoshiyaari pel raha tha..." "yahi bolne tu apne bed se uthkar mere bed par aaya hai..."
Jawab me Arun ne meri book uthayi aur har unit me 3-3 question mark karke bola"har saal inme se ek aa hee jata hai, subah uthkar padh lena aur 2-2 number wale dekh lena...paper aaram se nikal jayega...." "sach me paper nikal jayega..."
"khoon se likhkar doon kya " "thanks yar..."
Soya to main ek baje tha, lekin phhir bhi meri neend subah ke char baje apne aap khul gayi, aaj na hee sar dard de raha tha aur na hee subah uthte hee karne ki ichchha ho rahi thi ,kul milakar kahe to exam ke karan puri fati padi thi...maine uthte hee book kholi aur Arun ke bataye question ko ratta marne laga, ratta isliye kyunki samajhne ka time nahi tha, maine nuemerical tak ko yaad kar liya aur jaise-jaise question yaad hote jate, mera confidence badhne laga aur ek baar main phhir se chillakar bola"yadi do din pahle se padhta to sala main to top maar deta..."
.
subah hui aur exam ka time bhi aaya, lekin examination time ke thik aadha ghante pahle mujhe hosh aaya ki na to mere pass pen hai aur na hee pencil...
"do pen hai..."taiyar hote hue maine Arun se puchha... "black hai, chalega..."
"daudega...."uske hath se pen lekar maine shirt ki jeb me rakkha aur bola"pencil hai..." "ek hee hai...."
"good, beech se tod ke de..."
Jab pencil ko beech se todne ke liye maine kaha to Arun mujhe ghoorne laga... "ab tu ek pencil ke liye mat ro be, paise le lena..."
iske baad maine aadhi tuti hui pencil bhi shirt ki jeb me dali... "bhai, eraser bhi beech se katkar dena,wo bhi nahi "
Arun ne apne daant pise aur phhir beech se eraser kaat kar diya....ab mere pass sirf ek chiz nahi thi,wo thi "cutter" maine ek baar phhir Arun ki taraf dekha...
"ab aur kuch mat maang lena..."
"chal koyi baat nahi, aage-peechhe walo se mang lunga..."
uske baad mujhe khayal aaya ki Admit card to liya hee nahi, aur sab kaam chhodkar main admit card
dhoondhane laga, lekin Admit card kahi mil nahi raha tha...ek to waise bhi der ho rahi thi upar se ek aur problem.....
"BC, ye admit card kaha gaya, Arun tune dekha kya..." "abey chup, revision maar raha hu, disturb mat kar...."
Maine bahut dhoondha, table par rakkhi hui har ek chiz ko ulata-pulta kar dekha, table ke upar neeche,aage peechhe har jagah dekha...khud ke aur Arun ke bistar ko tahas nahas bhi kar diya lekin Admit card kahi nahi mila, exam ki tension pahale se hee thi aur ab admit card ka naya jhamela.... "Arun, tu bhi dhoondh na ,shayad kahi mil jaye..."
"A small rectangular block typically made of fired or sun-dried clay, used in building...."wo meri taraf dekhkar yaad karte hue bola...
"abey, admit dhoondh mera,maloom nahi kal kaha rakkha tha..."
"A small rectangular block typically made of fired or sun-dried clay, used in building" "bose dk..."
"bose dk ,ye brick ki definition hai,padh le...exam ka first question yahich hoga..." "achchha, le ek baar phhir bol to..."
Brick ki definition yaad karne ke baad main phhir admit card idhar-udhar dekhne laga, aur jab room me kahi nahi mila to main room se nikalkar aas-pass wale room me jakar puchhane laga ki mera admit card yaha to nahi chhuta hai, aur jab kabhi nahi mila to main muh latka kar room me aaya....
"mila..."
"lawda mila..."
"ye le, "bolte hue Arun ne mera admit card mujhe thamaya aur bola"tere hee table par tha...." "Schönen Dank..."
"ye kaun si gali di tune..."
"thanks bola, Schönen Dank ko German me thank you kahte hai..." "kakke, paper english me hee dena "
.
Uske baad hum dono waha se college ke liye nikle, jaha humari seating arrangement thi, us class ke bahar sabhi apne hath me books,notes pakad kar khade hue the, unhe dekhkar to meri ek baar aur phhat gayi,kaise bhi karke maine khud ko sambhala, aur exam hall ke andar dekha, waha ek yamraj ka roop liye hue ek teacher chair par baitha hua tha, jiske aaju-baju bahut kuch rakkha hua tha...is waqt exam hall mujhe kurukshetra lag raha tha,jisme 5 min. ke baad mujhe yuddh karne jana tha....pareshani ye thi ki aaj is Arjun ke sath ShriKrishna nahi the......
.
Main ekdum right time par class ke andar ghusa aur phhir wo waqt bhi aaya jab question paper baanta gaya, mujhe jab question paper mila to main kuch der tak question paper ke front page ko hee dekh kar na jaane kya sochane laga, us waqt BC na jaane kaise-kaise khayal aane lage...kabhi next week release hone wali movie ka name yaad aata to kabhi koyi sad song, phhir achanak hee welcome party ki yaadein taaza ho gayi, uske baad maine aaj tak jitni bf dekhi thi ,wo mere aankho ke samne chalne lagi aur is par bollywood ke kuch gaano ne char chand laga diye.....wo gaane kuch aise the
"Andheri raaton mein sunsaan rahon par, Har zulm mitaane ko ek masiha nikalta hai jise log shahenshah kehate hain..."
"dil ne tumko chun liya hai, tum bhi isko chuno na..."
"mujhe peene ka shauk nahi,peeta hoon gam bhoolane ko..."
in gano ne peechha chhoda to dharmendra paji ka dialogue"basanti in kutto ke samne mat nachana..." uske baad honney singh bhi aa gaye aur main andar hee andar gala phhad kar chillaya "chus mera lawda
,chus chus lawda ,jaise aalo ka pakoda..." "hi my name is fadu singh...."
.
.
"BC,main yaha paper dene aaya hoon, ya gana gane...."main bahut hee buri tarah se khud par jhallaya aur gusse se ek laat khud ki bench par de maari....
"kya problem hai..."us yamraj teacher ne mujhse puchha...
"kuch nahi "(BC aankhe neeche kar,warna yahi chod dunga...)
Uske baad answer sheet me main apna naav,gaanv bhara,lekin tabhi shriman fadu singh mere khayalat me dubki maar liye.....
"kash koyi mil jaye,thak chuka hoon main, door door se dekh dekh ke pak chuka hoon main...."
.
"BC ab nahi..."maine apna sar pakad liya lekin tabhi kal raat ki call yaad gayi,jisme meri maa ne kaha tha ki"badnaam mat karna aur pandey ji ki beti se adhik number lana..."
."gand chudaye Pandey aur uski beti"
mera is waqt man kar raha tha ki main bench uthau aur use apne sar par de maru , ya phhir mere hath me jo pen hai usko aage wali ki gand me ghusa doon ya phhir apne sar me pel doon....aur isi khushi me maine shirt ki jeb se pencil ka aadha tukda nikala aur gusse me uske do tukde kar diye....BC sab aise shant baithe the,jaise arthi par lete ho,mere pencil todne ki aawaz turant pure class room me gunj uthi...aur yamraj ne ek baar phhir mujhe ghoora....
"sorry sir "yamraj ko dekh kar maine kaha aur question paper ki taraf dekha....usi waqt ek nazar ghadi par padi to dekha ki aadha ghanta to isi me nikal gaya hai...
"mindfuck..."
.
.
"ja rahe ho..."jab main Nisha ke room se jane ke liye hua to wo boli....
Meri tarah wo khud bhi janti thi ki mujhe jana to hai hee, isliye usne mujhe rukne ke liye na kahkar sirf itna hee puchha....
"jana to padega ,Nisha...par wada karta hoon,wapas jaroor aaunga..."