Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2.88 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Ron~the dragon holder (Sgp2009) - ( Completed)
#11
UPDATE-11
Ron aur Aditya upar aaye..Upar Nair apni tang ko sahla raha tha..kuch log uske pair me dawai laga rahe the..Aditya upar aate hi ship par let gaya..
"Ron-lagta hain tune bahut ki mehnat ki aaj ke jung me..
"Aditya-thanks yar..yadi aaj tu nahi hota toh main toh gaya tha kaam se..
Riya bhi wahi khadi thi..tabhi Seth ki nazar Raaj par padi..Raaj ke peeth se khoon risna band ho chuka tha..aur wo uthne ka prayas kar raha tha..
"Ron-ye abhi bhi zinda hain..Ron ,uski taraf badh chala..aur raaj ko apne hath ka sahara dekar uthaya..
"kyun samundar ke shikari,,ek war me hi dher ho gaye.."
raaj ne Ron ka hath jhatak diya.."Ron,aaj ki jung jeetne ke baad tune koyi bada kaam nahi kiya..aise hamle se mujhe niptana mujhe aata hain..."
"phhir toh Morgan ko tu akele hi hara dega..he..he.."
Ron hanste hue waha se chala gaya..Raaj apne kandhe ko pakad kar chalne laga..Riya ne seth ko sahara dene ke liye kaha..
"Seth-wo jungali kya bol raha tha..
"Raaj-usko main chhodunga nahi,mera majak uda raha tha..
"wo hain hi aisa..yadi uske hathiyar hume mil jaye toh phhir wo kisi kaam ka nahi.."
"main launga uska hathiyar..phhir us sale ko usi ki bandook se jala kar rakh me tabdil kar dunga.."
Raaj ko seth apne room me le gaya..aur uske kapde utar diye..
""tum zinda ho ,ye bahut ajib hain.."
"ajib to mere peeth par bana wo nishan hain ,jo mujhe kabhi marne nahi deta...main thik hoon,ab tum ja sakte ho.."
Riya,kuch der pahle hue hamle se tabah apne ship ko dekh rahi thi..Ron uske pichhwade par hath mar bola.."kya soch rahi ho janeman,ab bhi samay hain..mujhe Captain bana do.."
"Ron...tumne aaj bahut bahaduri dikhayi,,thanks"
"shukriya bolti toh jyada achchha rahta..waise aaj raat ki kya mahol hain.."
"abhi in sab ke liye vaqt nahi hain Ron,Morgan phhir se aa sakta hain..hume taiyar rahna hoga.."
"ummmm..abhi wo kuch dino ke liye nahi aayega..tab tak hum log Atlantic paar kar chuke honge..aur devils triangle ke bahut karib honge...waise tumhe devils triangle me chahiye kya.,"
"ok Ron ab main tumhe bata deti hoon ki devils triangle me hum kyun ja rahe hain..devils triangle ke pass jane ka humara maksad samundar me dafan beshumar khajane ko pana hain..tum soch bhi nahi sakte ke kitna maal waha dafan hain.."
"hmm us maal ka toh maloom nahi..par ek mast maal mere samne hain..[Image: grin.png]"
Tabhi Ron ke kandhe par kisi ne hath rakha..wo Captain Nair tha..uske sath me Aditya,seth aur Raaj bhi tha..
"Ron-mujhe maloom hain,tum charo mujhe shukriya kahne aaye ho..koyi baat nahi sab chalta hain..
"Nair-shukriya toh hum bahut achchhe tareeke se ada karenge tera..Raaj iska shukriya karna tih zara..Raaj ne bandook Ron par taan di..ship me maujood sabhi log us nazare ko dekhne lage..
"Ron-abey ye meri bandook hain..koyi khilona nahi..
"Raaj-tujhe main teri hi bandook se marunga,,
"Aditya-abey pagal ho gaye ho kya..usne hum sabki jaan bachayi hain..
"Ron-Aditya sahi bol raha hain..ye kya dhoke baji hain..
"Riya-Ron..sorry Samundar ka Shikari The great Ron..ab kya karoge..ye sab humara hi plan tha..tumne hume nahi bachaya..tumhari bandook ne hume bachaya..
"Ron-meri itni tareef sunkar mujhe rona aa raha hain..lekin kya karu ye kambhakt ansu aate hi nahi..Riya darling mujhe gale laga lo..
"Raaj-chup be,aaj tu gaya kaam se,Captain Nair aap bolo toh abhi bhoon du ,is namurad ko..
Ron-ruko,marne se pahle marne wale ki akhiri wish puchhi jati hain..uske bare me kya irada hain..
"Nair-chal jaldi bol..teri wo behudi wish kya hain..
"Ron-meri wo akhiri wish hain ki main door se ek baar tum sabko thik tarah se dekh loon,taki agle janam me tum sabse apna badla le saku..Ron ki baat sunkar sabhi hasne lage..
"Riya-dekha Ron,main bhi shikari hoon..jao aur dekh lo hum sabki shakl..
Ron dheere dheere aage badhne laga..Aditya ko sabka behaviour achchha nahi laga..Ron chalte chalte ruk gaya..aur pichhe palatkar bola..
"tum log ke pass akal kami hain..mujh jaise shikari ko ek wish de dali..aur tu sun be labarganju.."Ron ki baat sunkar Nair dusari taraf dekhne lage..
"abey tu hi Captain Nair..balladonna ka captain kya,tu toh ek chhoti naav ka navik bhi banne layak nahi hain..aur Aditya tune hi mujhe in sab dhokebajo me support karne ki koshish ki..main tujhe murdo ke jahaj me sair karne ka muaka de sakta hoon..lekin iske liye tujhe mere sath is samundar me kudna padega.."
"Riya-raaj ,jaldi se bhoon do,is kamine ko..Raaj ne bandook chalaya lekin uske pahle hi Ron samundar me kud gaya...Aditya bhi dusari taaf se samundar me chhalang laga di,,Raaj daudkar balladonna ke kinare aa gaya ..aur Ron par nishana lagane laga...lekin Ron tab tak unke pahunch se bahut door ho chuka tha..
"hum kaha aa gaye..aur ye kaun si jagah hain.."Aditya ne apne samne iceland ko dekhkar Ron se puchha..
"tujhe ye puchhna chahiye tha ki hum yaha kyun aaye hain...chal sab maloom chal jayega..ye hain pallora..yaha ke baare me kuch khas toh nahi maloom par itna maloo hain ki yaha ki ladkiya bahut haseen hain.."
"are wah tu toh bilkul apun jaisa hain..khoob jamegi apni.."
"main tere jaisa hoon..chal be ,tu mere jaisa hain.."
Aditya kuch nahi bola..Ron aur Aditya iceland ke andar aa gaye...
******************************
Balladonna me Captain Nair,Seth,Riya aur Raaj Ron ke room ki taalashi le rahe the...unhe Ron ke bandook me use hone wali barood bhi mili..
"Riya-Ron ,is sabak ko zindagi bhar yaad rakhega..wo bina bandook ke kisi kaam ka nahi..
"Nair-mam ,usne toh aaj samundar me jal samadhi le li..warna us kutte ko main bhoon deta..
"Riya-ab chhodo Ron ko..aur balladonna ke bare me socho..lagatar dragons ke do hamle se is ship ki halat kharab ho chuki hain..
"Nair-aap uski fikar chhod dijiye..hum sab milkar balladonna ko sudhar denge,...
seth abhi bhi Ron ke room ki talashi le raha tha..wo Ron ke bikhare hue kapde ko check karne laga..tabhi un kapdo me se ek kagaj ka tukda wahi neeche zamin par gir gaya..seth ki nazar us girte hue kagaj ke tukde par gayi..
"seth-ye kya hain..."seth ne us kagaj ke tukde ki taraf ishara kiya..Raaj us tukde ko uthakar dekhne laga..
"asambhav hain ye,,."
"Riya-kya hain raaj is kagaj ke tukde ke andar,..
"yadi main sahi soch raha hoon toh ye prachin jamane ka ek Naksha hain..Martin nam ka ek raja ne is samundar ke sabhi bhago ka Naksha banwaya tha..is tarah ke keval teen Nakshe the..pahla mere hath me hain..dusara Morgan ke pass hain..jo usne Morgan se chheen liya tha..aur teesara,."
"Riya-aur teesara kaha hain..
"teesara Naksha sabse important hain..jo khud Martin use karta tha..kahte hain raja Martin ke pass ek adhbhud jahaj tha..jise wo yuddh me upyog karta tha..lekin ek samay baad sab kuch khatam ho gaya..king Martin ki saltanat tabah ho gayi..uske jahaj ko bhi chheen liya gaya.."
"Nair-ek min. Tu hum sabko kya ye feki story suna raha hain..
"ye sach hain Captain Nair,.Martin ka rajya asliyat me tha.."
"he..he..ye sach hain toh phhir ye bata ki Tere us Martin ka wo ship kaha hain is vaqt ..."
"jaisa ki maina suna hain,.Martin ke rajya ko tabah karne ke baad Martin ko zinda kabra me dafna diya gaya,,aur jin logo ne ye kaam kiya tha wo log Martin ke ship the Spiritual ko lekar waha se nikal pade..lekin un logo ko ye maloom nahi tha ki..the spiritual ship Martin ke us Nakshe se chalti thi,,jo ki gumnam ho chuka hain..spiritual ship me maujood ruh ne us jahaj ko samundar me dafan kar diya,,"
"Riya-bahut kuch jante ho..samundar ke baare me..
"Raaj-mujhe samundar ka shikari yun hi nahi kahte,,,,..............continue........,.




Update-12
Pallora ek aisa iceland jaha ke logo par bhagwan kuch jyada hi meharban rahta hain..pallora me sharab ke kayi adde hain..lekin Atlantic ocean ke karib hone ke vajah se pallora me kisi ki bhi nazar aaj tak nahi pahunchi..Ron aur Aditya pallora me bane sharab ke adde me the..
"Aditya-Ron,ab tum kya karoge..un salo ne toh tumhe balladonna se hi bedakhal kar diya..
"Ron-aage ka pata nahi par aaj raat toh pallora ki haseenao ka rashpan karenge..chal aaja aur ek baat dimak me gadh band lo,pallora ki ladkiyo ko bade lund pasand hain,aur yadi unhe tera lund pasand nahi aaya toh tu toh gaya kaam se..
"Aditya-mera lund itna bada hain ki pure pallora ko apne uspe utha sakta hoon..
Aditya ,Ron ke peechhe peechhe chal pada..aur ek sharab ke theke me ghus gaya..andar ka mahol kuch jyada hi rangin tha..ladkiya nangi hokar nach rahi thi..aur sabhi un ladkiyo par sharab ki botal khali kar rahe the..
"Aditya-kya nazara hain..lagta hain abhi kisi ek ko pakad kar chod doon..
"Aditya-ja aish kar aur kal subah kinare par milna..
Ron ,Aditya ko chhodkar ek room ki taraf chalne laga..Ron us kamre ke bahar hi khada raha..us room se aaaaahhhhhhhh uuuuhhhhh ki awaj aa rahi thi..lekin thodi der baad us kamre se cheekhne ki awaj bhi aane lagi..ek shaks ne room khola aur apne lund par hath rakhkar Ron ko dekhta hua bhag nikla..Ron ,room ke andar aaya..aur kamre ka darwaja band kar diya..bistar par ek aurat leti hui ,apne ek hath se apne chut me ungali kar rahi thi,wahi uske dusare hath uske bade bade chuchiyo ko daba raha the..us aurat ne apni ankhe band kar rakhi thi..
"Ron-lagta hain bahut khujali ho rahi hain tere andar.."Ron ki awaj sukar us aurat ne apni akhe kholi..
"Ron,aaj yaha ke raste kaise aa gaye,.khujali toh bahut ho rahi hain..lekin use mitane wala koyi nahi hain.."
Ron ,us aurat ke pass bistar par baith gaya..aur uske bade bade chuchiyo ko dabate hue bola.."kafi bade ho gaye hain tere ye raseele santare.."
"hmmm ...aaj samundar ke shikari ko in santare ka rash jaroor pilaungi.."
"lekin ,main apne kapde nahi utarunga..manjoor hain toh bol ,warna aise hi ungali karte rah.."
Us aurat ne Ron ko pakadkar bistar par kheench liya..
"lagta hain bahut dino se teri aag jal rahi hain.."Ron ne use ulta palta diya ..aur uske chuttaro aur jangh par hath phhirata hua ,uske gand me ungali daal di..jawab me us aurat ne apni gand uchka di..aur apni ungaliyo se apne chut ko sahlane lagi..Ron apni ungaliya uske gand ke andar daal kar bahut der tak hilata raha..phhir Ron ne use seedha kiya..aur uski chuchiyo ke nipple par apne hath phirane laga..apni adat ke anusar Ron ne uske nipple ko jor se daba diya.."aaahhhhh Dheere Ron,dard hota hain..."lekin Ron nahi mana aur uske nipple ko kaskar dabata raha..oooohhhh Ron ,jaldi se apna lund ghusa do,main bahut din se pyasi hoon..pallora me bahut dino se koyi aisa mard nahi hain ,jo meri pyas bhujha sake..
"samundar ka khara pani kam pad gaya kya jo teri pyas nahi bhujhi.."us aurat ne Ron ko kaskar daba liya..aur apne hath se ron ke lund ko sahlane lagi..dono ko ek dusare ke sharir ki garmi ka ahsas ho raha tha..Ron us aurat ke honth chusne laga..aur apne dono hatho se uski chuchiyo ko dabane laga.."aaahhhhh...main pagal ho rahi hun Ron.."usne apni chut ko Ron ke lund se ragadne lagi.. Ron ,uske honth chuste hue apna ek hath se uske pet ko sahlane laga..phhir uski chut ko,,Apne hantho se uski chut ke deewaro ko faila kar Ron bola.."kafi bah rahi hain tu janeman.."Ron ne apna lund bahar nikala..aur seedhe uske mu me daal diya,,us aurat ki awaj ghut gayi..ron teeji se uske mu me apna lund andar bahar karta raha..us aurat ki saans ghutne lagi..usne ron ko peechhe dhakelne ki koshish ki..lekin ron ne uska sar kaskar pakad kar aur teji se apna lund andar bahar karne laga..jab uski halat jyada kharab hui toh ron ne apna lund bahar nikala...wo aurat buri tarah hanf rahi thi..uski chuchiyo lagatar upar neeche ho rahi thi..Ron ne apna mu uski chuchiyo me ghusa diya..aur chusne laga..Ron ne apni ungali uske chut me ghusa di.,jaise hi ron ne apni ungali us aurat ki chut me ghusayi..usne apni taange ko khol diya..jisse Ron ko asani hone lagi..us aurat ne apne hatho me ron ka lund tham liya..aur use daba diya..aur phhir apne hatho se ron ke lund ko hilane lagi..ron ne us aurat ke thos jangho ko dabate hue failaya aur apne lund ko us aurat ke chhote chhote baalo se yukt chut par tikaya aur dheere dheere apna lund ghusane laga..us aurat ki chut khuli hui thi..jisse Ron ko mushkil nahi hui..Ron ne achanak ek jordar jhatka mara..aur us aurat ki cheek pure room me gunj uthi..
"dhokhe se war karte ho ,aamne samne mukabala karo.."
Ron ne ek aur tej dhakka mara ...uuuhhhhhhhh.....aur tej se dhakka maro...aaaaahhhhhhhh Ron apne lund ko teji se uski chut me ghusane laga...aur ek mast awaj ke sath ke sath pura room gunjane laga...is baat se bekhabar ke Ron andar kya kar raha Aditya bahar hi apne liye bhi jugad jama raha tha..lekin abhi tak uske hath me mayooshi hi aayi thi...
"Aditya-ye sala Ron kaha gaya..koyi toh mil jaye..muth maar maar kar thak chuka hoon...haarkar Aditya ne apne hath me sharab ki ek botal li..aur us rang me shamil ho gaya...jaha pallora ke sabhi log adhi nangi ladkiyo par sharab chhidak kar maja le rahe the..Aditya ne ek ladki ko pakadkar apni taraf kheencha..aur sharab ki botal uspar khali karne ke liye botal ke mu ko uske taraf kiya..lekin sharab nahi giri..
"Aditya-sorry,janeman dhakkan band hain..abhi khol kar tere in mast chuchiyo ko is sharab se nahla deta hoon...itna kahkar Aditya ne us ladki chuchi ko kaskar daba diya..wo ladki peechhe hat gayi..aur ajib si bhasa me Aditya ki taraf ishara karke chillane lagi...
"Aditya-isko kya hua..shayad aur kaskar dabana tha.,tab ,khush ho jati..
wo ladki abhi bhi chilla rahi thi..dheere dheere uski awaj pure jashn ko thanda karne lagi..sab shant ho gaye..ek bhari bharkam mota shaks us ladki ke pass aaya..aur apni bhasa me us ladki se kuch puchhne laga..dono bahut der tak ek dusare se baat karte rahe..phhir us mota shaks ne apne hath me pakde hue mansh ke bade tukde ko Aditya ki taraf dekhkar chabaya...
"hu..hu..dasg di fcyua..."us mote shaks ne Aditya se puchha...Aditya ne socha ki shayad ye puchh raha hain ki tu is ladki ko chodega kya...
"Aditya-sure..aur maine hi iske chuchiyon ko dabaya hain...Aditya ne apni hath se us ladki ki chuchiyo ke taraf ishara karte hue kaha..
us mote shaks ne jaise ye suna..apne hath me pakde hue mans ke tukde ko phenk kar Aditya ki gardan pakad li..
"abey bhaise ye mere gardan hain..toot jayegi chhod sale.."
us mote shaks ne Aditya ki gardan pakad kar use uchhal diya..Aditya ek kone me ja gira.."abey Ron ,is bhainse se bacha.."
Ron ,andar us aurat ki gand maar raha tha..uske kano me Aditya ki awaj sunayi padi..lekin Ron ne Aditya ki awaj ko ansuna karte hue us aurat ki gand ke andar apna lund aur teji se ghusane laga..
"abey bacha be..."Aditya ek baar phhir chillaya...
"hmmm..is maal ki gand marne me jyada maja hain..pahle ise hi nipta leta hoon"Ron ne apne dhakke aur tej kar diye...aur us aurat ke kamar ko kaskar pakad kar dhakke lagata raha..bahar Aditya ko us mote shaks ne apne khankh me daba rakha tha..
Ron ne room ka darwaja khola ,sabhi ki nazare Ron ke taraf gayi..Ron ne apni chain band karte hue kaha.."abey sab shant kyun ho..daru khatam ho gayi kya..."
"Ron,idhar dekh be..is gende ne meri gardan daba rakhi hain..mera raam raam satya ho jayega kuch der baad.."
Ron ki nazar Aditya aur us gende ki taraf gayi..
"Ron- abey gende ,wo mans ka tukda nahi hain..chhod use..
"ku jhol sa fasn "us gende ne Ron ki taraf dekh kar kaha..
"abey lagta hain teri gand kisi ne maar li..chhod use warna tujhe...tujhe.."Ron bol hi raha tha ki us mote shaks ne Aditya ko chhodkar Ron ka gardan pakad liya..
"abey ise jamal ghota pilao.."Ron ne apni jeb se barood ki potli ko nikal kar us gende ke ankh me daal diya..wo apni ankh pakad kar chillane laga... Aditya aur Ron waha se bhag nikle,..bahut der tak daudne ke baad Ron ne Aditya ko rukne ka ishara kiya..
"Ron-abey tune aisa kya kiya tha..jo wo genda teri jaan ka dushman ban gaya..
"Aditya-maine toh keval ek ladki ka doodh dabaya tha................continue..........

Update-13
"Ron-abey tune aisa kya kiya tha..jo wo genda teri jaan ka dushman ban gaya..

"Aditya-maine toh keval ek ladki ka doodh dabaya tha..
"tab toh sukra mana jaan bach gayi..pallora me chuchiya ko dabana apradh hain.."
"maloom nahi tha mujhe ,sorry yaar.."
"ab chal,kinare par aaj ki raat gujarenge ,..teri vajah se khana bhi nahi kha paya.."
"sorry bol toh diya Ron,ab kya karu.."
"samundar se machhali tu pakad kar layega..'
"abey pagal ho gaya hain kya..itni raat ko..samundar ne kahi mujhe nigal liya toh.."
"samundar bhooka nahi hain be..uska pet toh hameaha bhara rahta hain.."
Ron aur Aditya kinare par aa gaye..raat me chand ki halki roshani se samundar ka paani aur aas-pass ka vatavaran me ek khubsurti samayi thi..
"Aditya-yaha bahut thund hain..sala subah tak toh akad kar lakadi ban jaunga...
"Ron-chal phhir tujhe jala kar subah ke khane ka intezam ho gaya..so ja..asman ko dekhte hue..neend me bhayankar sapne nahi aayenge...
******************************
Balladonna ki halat kafi sudhar chuki thi...balladonna samundar ko chirte hue tej gati se aage badh raha tha..Riya bahar samundar ke thandi thandi hawao ka maja le rahi thi..Riya ki najar Raaj par padi..wo Ron ke Nakshe ko dekh raha tha..
"Riya-kya dekh rahe ho ,Raaj..kuch kaam ka hain ye Naksha..
"Riya ji..is Nakshe ke anushar Atlantic ocean ki seema ko paar karne ke pahle do iceland padenge.."
"toh kya hua.."
"ek iceland death iceland hain..king Martin saltanat wahi thi.,aur wahi hume wo teesara Naksha milega..par is samay mere man me ye sawal hain ki balldonna usi taraf badh rahi hain ..lekin kyun..iska jawab aap hi mujhe de sakti hain.."
"ab lagta hain mujhe sab kuch batana padega..real me main The spiritual ship ,aur Martin ki puri kahani janti hoon..aur main spiritual ship ke us beshumar khajane ke liye hi ye sab kiya."
"hmm..toh ye puri kahani hain..lekin aage ek pallora nam ka iceland aane wala hain..uske baare me kya khayal hain..balladonna ko kuch der ke liye waha khada kar sakte hain.."
"abhi main Captain Nair ko bol deti hoon.."
Riya ne jakar Nair ko ship rokne ke liye bol diya..pallaro iceland dikhne laga..sabhi balladonna se neeche utarne lage..
"Nair-yar seth yaha ship rukwane ka kya matlab..maloom nahi ise kya sojhata rahta hain..
"Seth- Captain, hum keval uske adesh ka palan kar sakte hain..aur waise bhi ye koyi buri jagah nahi hain..bahut dino baad zamin ko chhua hain..
"baat toh teri bhi sahi hain..chal ab chalte hain.."
******************************
subah ho chuki thi..Ron aur Raaj ek chhoti si naav churane ke firak me the...isliye dono kuch logo se puchh kar naav banane wale karigar ka pata le rahe the..
"wo samne wala ghar hain"pallora me rahne wale ek shaks ne karigar ke ghar ke taraf ishara karte hue kaha..
"Ron-chal ,Naav ka intezam ho gaya..
"lekin hum churayenge kaise..kahi us gende ki tarah kisi ne dhulayi kar di toh.."
"maar khane ke liye hi toh tujhe laya hoon..."
Aditya chup hokar Ron ke peechhe chalne laga..dono peechhe se us karigar ke ghar me ghuse..
"Aditya-yaha toh kuch dikh hi nahi raha hain..
"Ron-dekh kar kya karega..ye toh aur bhi achchha hain..jaldi se naav uda le chalte hain..
dono andhere me aage badhne lage..lekin Raaj ka pair kisi chiz se takra gaya..aur kisi chiz ke girne ki awaj bahut tej hui..andar se kisi ke khasne ki awaj aayi..
"Ron-abey dekh ke nahi chal sakta..
"dekhne ke liye light bhi toh honi chahiye..ab pair takra gaya toh main kya karu.."
"chal chup ho ja koyi aa raha hain,,."
"Aditya-isko pel ke naav leke nikal lete hain..kisi ko maloom bhi nahi chalega..
"Ron-khayal bura nahi hain..tu ja usko sambhal main Naav dekhta hoon.
"mil ja ..mil ja..ye naav kaun se kamre me rakha gaya hain..Ron andhere me maav ki talash kiye ja raha tha..tabhi use pass ke kamre me mashal jalti hui dikhayi di..Ron ne chupke se jhank kar kamre me dekha..kamre me keval mashal jal rahi thi..waha koyi nahi tha..
"achchha mauka hain..Mashal leke dekhta hoon.."Ron ne waha se mashal uthayi aur naav ki talashi karne laga..
idhar Aditya ko kisi ke kadmo ki awaj saaf sunayi de rahi thi..Aditya ek kone me jakar chhup gaya..jo bhi Aditya ki taraf badh raha tha uske hath me bhi Mashal thi..Aditya kone me chhupa hua tha,,isliye us shakas ne Aditya ko nahi dekha ..aur aage badh gaya..Aditya daud kar peechhe se uska gala pakad liya..
"jyada chalaki ki toh bhoon ke rakh dunga..tum mujhe jante nahi.."
Wo shaks kud par hue is achanak hamle se hadbada kiya..aur uski jeebh ladkhadane lagi..
"k..k...kaun.. Hain.."
"mujhe nahi pahchana..main hoon great Samundar ka Shikari The Ron..."Aditya ne Ron ke andaj me bolte hue kaha..
"shikari..meri jaan baksh do.."
Aditya sochne laga ki ye sala kitna bada fattu hain..aise hi dar gaya..Aditya ne use chhod diya..
"Aditya-mujhe ek vishal naav chahiye...jaldi se de warna tera kaleja nikal ke ....tu samajh sakta hain...bahut khatarnak hoon main"
Wo shaks Aditya ko naav wale kamre me le gaya..aur us kamre ki Mashal jala di..pure kamre me roshani fail gayi..wo shaks ne kamre me rakhi naav ki taraf ishara karte hue kaha.."naav koyi si bhi le lo..lekin patwar wo wali lena.."
Aditya patwar uthane ke liye peeche muda..tabhi us shaks ne apne pass padi ek chhoti patwar uthakar Aditya ke sar par de diya..Aditya peechhe muda..aur chillakar bola.."sale peechhe se war karta hain namard.."
"tune bhi toh peechhe se mujhe pakda tha.."
"sale meri baat alag hain..main samundar ka shikari hoon..lekin tu ek chhota sa naav banane wala hain.."
"phhir main kaun hoon re..."
Aditya aur wo shaks dono ne awaj ki taraf dekha..Ron ek naav par apna baya pair rakhe hue khada tha..
"Ron-tu sach me samundar ka shikari hain..
"Aditya-are Ron..main toh bas tera nam lekar ise dara raha tha..
"lekin iski shakal dekh kar ke toh nahi lagta ki ye dara hua hain..matlab mere nam ki tauhin hui.."
wo shaks Ron aur Aditya ko chhota mota chor samajhne laga..aur bola..
"main hoon bilandar ,pure pallora me mujhse achchhi naav koyi nahi bana sakta..tum dono ko main muft me ek badhiya naav deta hoon"
Ron kuch sochne laga..
"tu bhi humare sath chalega.."Ron ne bilandar ki taraf dekh kar kaha..
"kaha..aur mere is karobar ka kya hoga.."
"Martin ke saltant me le jaunga..soch le.."
Martin ke saltanat ka nam sunkar bilandar chup ho gaya...
******************************
Balladonna ke sabhi log pallora me ek achchhi si jagah dekhkar aram karne ke liye ruke..
Raaj abhi bhi us Nakshe ko dekh raha tha..
death iceland..isi raste se toh main aaya tha par ye dikha kyun nahi...kahi ye gayab hone wala iceland toh nahi..
""Naksha mujhe de be bahut dekh liya..."
Nair raaj ke samne khada tha..
"Raaj-kya hua...
"abey Naksha mujhe de.."
"Captain Nair ko Naksha chahiye..lekin kyun.."
"kyun ka kya matlab jitna bola gaya utna kar.."
Raaj ne Nair ko Naksha pakda diya..Nair nakshe ko dekhne laga..
"Nair-maloom nahi riya mam us jungali ke Nakshe par bharosha kyun kar rahi hain..jabki humare pass adhunik map hain...
"wo isliye ki..ye naksha samundar ki har ek jagah ko darshata hain...aur ekdum sahi bhi..."
"le pakad ye behuda chiz..mere kisi kaam ki nahi..."
Nair waha se chala gaya


Update-14
Nair ke jane ke baad bhi,Raaj us Nakshe ko dekhta raha..
"yaha se Martin ke sahar jana padega..aur uski kbra ko dhoondkar wo Naksha nikalna padega..lekin ye Naksha Ron ke pass kaise aaya..."
"kya dekh rahe ho Raaj"
Raaj ka dhyan us Nakshe se hat gaya..samne riya khadi thi..Riya ne us waqt ghutno ke upar ek scarp bandha hua tha..aur ek neele rang ka skirt pahna tha ,Raaj ki najar Riya ke jangho par atak gayi..pahli baar riya use itni sexy lag rahi thi..Riya samajh gayi ki Raaj kya dekh raha hain..lekin Riya ne kuch nahi kaha..Riya ko bhi Raaj achchha lagta tha..Riya raaj ke pass wahi baith gayi..
"kya dekh rahe the is Nakshe me.."
"kuch nahi..bas us death iceland ko dekh raha tha.."
"mere khayal se tumhara dhyan kahi aur bhi tha.."
"k...kya matlab..main samjha nahi.."
"matlab ye hain ki tum kahi aur bhi dekh rahe the.."
Raaj ne baat ko talna chaha..isiliye usne topic ghumate hue bola...
"wo Ron zinda bach gaya hoga kya..tumhe kya lagta hain.."
"umm...shayad haan..aur ye bhi ho sakta hain ki wo isi iceland me bhi ho.."
"tum ye kaise kah sakti ho ki Ron zinda bach sakta hain.."
"Ron itni jaldi haar nahi manega..wo hamesha koyi kaam apne makshad se karta hain..yadi wo us din balladonna se Aditya ko lekar bhag gaya toh iska bhi koyi karan raha hoga..aur yadi pallora me uski aane pe gaur kiya jaye toh ye Naksha usi ke pass tha..wo jaroor pallora aur death iceland jayega..lekin wo chahata kya hain ye kisi ko nahi maloom..."
"yadi abhi Ron pallora me hain toh kyun na use dhoond kar balladonna ke bandiyo ke kamre me band kar diya jaye"
"don't worry Raaj..Ron hume khud dhoondega..bina Nakshe aur bandook ke wo kuch bhi nahi kar sakta.. "
Riya aur Raaj wahi baithe bahut der tak baate karte rahe..udhar Captain Nair balladonna ko raat ko sone se pahle check kar raha tha..seth bhi usi ke sath tha..
"Seth-Captain, Riya mam aur Raaj kahi nahi hain..
"Nair-lagta hain wo abhi tak wahi baith ke us faltu Nakshe par apna dimak ghusa raha hain..jaroor use brain damage ki bimari ho jayegi...
"Seth-Captain,brain damage ke liye brain bhi hona chahiye..
"bad joke..ab ja tu Riya ji ko dhoond main us fale ko kutte ki mafik ghasit kar lata hoon..pata nahi kaise kaise logo ko Riya apne sath layi hain.."
Nair usi taraf chal pada jaha kuch der pahle usne Raaj ko dekha tha..Raaj toh wahi tha..lekin Riya ko raaj ke sath dekhkar Nair ko thoda ajib laga..
"ye dono yaha kya khichadi paka rahe hain..kahi is sale ne Riya ko pata na liya ho..aur phhir balladonna ka captain ban baithe..yadi aisa hua toh aaj raat hi balladonna ko samundar me duba dunga.."
apne par control karke Nair unke taraf gaya.."mam,aap yaha hain..ship me kaam karne wale puchh rahe hain ki hum kitne samay tak yaha rukne wale hain.."
"Riya-hum kal subah hi yaha se nikal jayenge..
******************************
""ye wali naav kaisi rahegi..Ron"bilandar apne banayi hui naav me se ek ki taraf ishara karte hue bola..
Ron ,us naav ke pass aaya..aur naav ko dekhne laga..
"isse achchha toh main tair kar chala jau..dusari dikha.. "
bilandar ne Ron ko ek aur naav dikhayi.."Ron ye dekho ,is ye aage se tej nukeeli hain..hum par samundar ki ulti hawao ka bhi koyi fark nahi padega..iska nukeela akar un khatarnak hawao ko cheer dega.."
"hawa se hi dar gaya..ye bhi mere kisi kaam ke nahi..dusari..."Ron ruk gaya..uski nazar kuch doori par rakhi hui naav par padi,.jo sabse alag dikh rahi thi..Ron us naav ki taraf badhne laga..us naav ke pass pahunch kar Ron ne us naav ko dekhne laga...
"Ron-kamal hain..ye naav tere pass kaise aayi be..
"bilandar-kya kamal hain..ise ek shaks bech gaya tha..usne bola tha ki use ye pallora ke kinare par mili thi..lekin ye naav akeli thi.iska navik kahi doob gaya tha...lekin aisi kya khas baat hain is naav me jo tum ise kamal kah rahe ho..
"ye nichan dekh ,aisi naav kayi saalo pahle keval Martin ki saltanat me banti thi..ab hum aisi naav se jayenge..."
Aditya ,apne hath me sharab ki botal lekar aaya..
"ye naav..sala satak gaya hain tu..behuda chiz hain ye.."
"khud ko behuda bolta toh jyada achchha rahta..hum isi naav se jayenge..bilandar 6 patwar ka intezam karo.."
"bilandar-6 patwardekho shayad tujhe chadh gayi hain..
"abey raste me yadi Morgan ke dragons ke ne hamla kar diya toh kya apne in hatho se ladega..sath me barood ki ek bori bhi rakh lena...aur mujhe neend aa rahi hain..dono me se kisi ne yadi mujhe jara bhi jagaya toh bandook na hote hue bhi bhoon dunga.."
Ron seedhe upar ke kamre ki taraf chal pada..bilandar aur Aditya neeche hi khade the...
"bilandar-ye apne ko tees maar khan samjhta hain kya..
"usse bhi bada ,ye apne aapko hunter of the ocean kahta hain..."
"kya bola ,.main kuch samjha nahi.."
"abey ye khud ko samundar ka shikari kahta hain..."
Aditya ki baat sunkar bilandar jor jor se hasne laga...
"lagta hain Ron ka asar tujhe bhi ho gaya.."
"abey samundar ka Shikari aur ye ...use mare hue toh 200 saal se bhi jyada time ho gaya hain.."
"kya..matlab ye behrupiya hain..."
"aur nahi toh kya ...King Martin ko Samundar ka Shikari kaha jata tha..kyunki wo samudar ke darindo ko aag se bhoon deta tha..par ek din sab khatam ho gaya..."
Ron ,kisi kaam se neeche aaya ytha lekin Aditya aur bilandar ki gappe sunkar wahi rook gaya..
"Aditya-le aa gaya humara The Ron...samundar ka Shikari..jhoote kahi ke..Martin tha Real samundar ka shikari..
"Ron-aur yadi main kahu ki main Hi MARTIN hoon toh..
Aditya aur Bilandar ektak Ron ko dekhne lage..
"Ron-majak kar raha tha..aur tum dono apne kaam se kaam rakho..warna agli baar dono ko dragon ke samne paros dunga....................continued..............,
______________________________
Pahle Chalti goliya,
Baat me hoti baat
Dafa- teen sau saat

Update-15
"Ron-majak kar raha tha..aur tum dono apne kaam se kaam rakho..warna agli baar dono ko dragon ke samne paros dunga..
teeno naav lekar pallora ke kinare ke liye ravana ho gaye..abhi wo kinare par pahunche bhi nahi the ki unhone balladonna ko kinare par dekha..
"Aditya-ye sale yaha kaise pahunch gaye..kahi hum dono ke peechhe toh nahi aaye hain..
"Ron-phhir toh Riya janeman bhi yahi hogi..chal usse mil ke aate hain..
"pagal ho gaya hain ..kya hume pakad lenge..'aur kaidi bana denge..'
"kinare par jana hain toh unka samna toh karna hi padega.."
Bilandar balladonna jaise vishal ship ko aaj tak nahi dekha tha..wo Ron aur Aditya ki baat par dhyan na dekar balladonna ki taraf seedhe badh chala..idhar Ron aur Aditya me bahas jari thi...
"Aditya-dekh Ron,tu koyi na koyi khurapat kar ke bhag jata hain..lekin main phas gaya toh phhir mera kya hoga...
"Morgan ki tarah ye khatarnak nahi hain..inhe toh main yun masal dunga.."
"ye kaun hain tu..aur yaha kya kar raha hain"bilandar jab balladonna ke karib pahunch gaya toh..uske kandhe ko pakadkar Captain Nair bola...
""abey jawab de jungali...warna yahi tera..."
"wo main apne kuch dosto ke sath aaya hoon..hume ek khatarnak yatra par nikalna hain..."
Nair ne bilandar ko upar se neeche tak dekha.."kaha hain tere baki sathi.." bilandar peechhe muda lekin Ron aur Aditya gayab the..bilandar ne usi taraf ishara karke kaha"abhi toh yahi the..maloom nahi kaha chale gaye.."
"he..he..mujhse jhoot bolta hain..yaha chori karne aaya tha tu aur jab maine tujhe pakad liya toh kahta hain yatra par nikla tha..kabhi bike par bhi baitha hain.."
"bike ,wo kya hota hain..."
"sab maloom chalega.."Nair ne kuch aadmiyo ko awaj di ,aur kaha ki ise balladonna me le jao aur jee tod kaam lo isse..bilandar ki saans atak gayi..wo phhir peechhe ki taraf muda.."sale kaha gaye..mujhe fasa kar aana hi nahi chahiye tha mujhe yaha.."
"Ron,ab kya kare ,bilandar ko toh wo apne sath le gaya.."Ron aur Aditya ek ped ke peechhe chhupe hue the.."tu kitno ko sambhal lega.."
"kya matlab kahi tu inse bhidne ki toh nahi soch raha.."
"kafi tej dimak paya hain..chale sambha.."
Aditya ,kuch der Sochta raha..phhir patwar ko apne hath me lekar bola.."chal inko dikha dete hain..hum do hi inpar bhari hain... "
"do nahi sirf ek..aur patwar yadi tooti toh bilandar ke ghar se tu hi leke aayega..."
dono jhadiyo aur ped ke peechhe chhupte chhupte balladonna ke karib aa gaye.."Ron,sabse pahle kise niptaye.." 
"pahle main Riya jaan se milkar aata hoon..bahut yaad aa rahi hain.."
Ron waha se chhup kar nikal gaya..Aditya ko balladonna ke pass hi Captain Nair dikha..."is sale ko sabse pahle narak me bhejunga.." Aditya dheere dheere aage badha..andhera hone ki vajah se koyi Aditya ko Nair ke karib aate hue nahi dekh paya..
"captain Nair..aap toh hume bhool hi gaye..''
Nair Aditya ki awaj sunkar jaise peechhe muda..Aditya ne apne hath me rakhi hui bhari bharkam patwar se Nair ke sar par war kiya.."dhokebaj..namurad kahi ke..."Nair wahi behosh ho gaya..
lagta hain ye tapak gaya..aur Aditya ne apni patwar ko kandhe me rakha aur aage badh gaya..dusari taraf Riya apne kamre me baithi hui aane wale kal ke baare me soch rahe thi..achanak uske darwaje par knock hui..
"is vaqt kaun ho sakta hain..Nair toh kuch der pahle aaya tha..kahi Raaj toh nahi.."
Riya ne apne kapde thik kiya,aur darwaje ki taraf badhi..jaise hi Riya ne darwaja khola samne wale shaks ne Riya ke hontho ko apne hontho me kaskar jakad liya,.aur room ke andar aa gaya..Riya ke dil me dar aur gussa dono ek sath aaya..usne us shaks ke honth par kat liya..
"Ron,tum ...tumhari himmat kaisi hui yaha aane ki.."
"mujhe dekhkar khusi nahi hui.."
"bhad me jao tum...abhi Nair ko bulati hoon." 
"bhad me toh tum sab jaoge..mujhse gaddari karke..yadi chahu toh abhi isi vaqt tujhe maut ki neend sula sakta hoon...lekin main aisa nahi karunga,,main yaha keval apni bandook aur Naksha lene zaya hoon..."
Ron ne riya ke Room me pada chaku uthaya.,aur Riya ke gale se sata diya.."jaldi bol kaha hain bandook.''
"teri bandook us drawn me hain..aur Naksha Raaj ke pass hain.."
Ron ne jaldi se drawn kholkar apni bandook uthayi..aur Riya ko ek baar phhir kiss lekar waha se nikal gaya..Ron ke jane ke baad Riya ne security alarm on kar diya,,,balladonna me bhag daud shuru ho gayi...
"Ron yaha aaya tha..apni bandook bhi le gaya,,.pakdo use ''Riya ne apne honth saaf karte hue kaha..
sabhi balladonna me Ron ko khojne lage..bilandar ko ek room me band kar diya gaya tha..
"bilandar-ye kaha fasa diya ,in dono ne..ab zindagi bhar isi jahaj me kaam karna padega..
"zindagi bhar se yadi tera matlab agle kuch seconds tak hain toh tu bilkul sahi hain..."Ron ne darwaja kholte hue kaha...
"Ron..kaha bhag gaya tha be,ab jaldi se aazad kar mujhe.."
Aditya bhi balladonna me ghus chuka tha..alarm bajne par wo bhi usi taraf bhaga tha jis taraf Ron gaya tha..Aditya ko samne se Ron aur bilandar aate hue dikhayi diye..
"bilandar-aa gaya tu bhi..aur ye kau-kau ki aawaj kyun gunj rahi hain...
"tum teeno ki maut ka paigam lekar aayi hain ye awaj..."
teeno awaj ki taraf mude..saamne Raaj,seth aur bhi kayi log unki taraf gun taane hue khade the...
"Ron-tum logo ka sapna bahut achchha hain..par afsos hain ki ye sapna rah jayega...
Raaj Ron ki taraf badha.."mujhe sapne ko haqiqat ke sanche me dhalna aata hain Ron...''
"koshish karke dekh le"Ron ne apni bandook Raaj ki taraf taante hue kaha.."bandook ke dam par khud ko Samundar ka Shikari kahta hain.."
"hmmm....shayad haan..lekin uske pahle mujhe wo Naksha wapas kar jo tum choro ne mujhse chheen liya.."
Raaj itni tej gati se Ron par jhapta ki Ron ko bhi iska pata nahi chala..Ron ke hath se bandook chhut kar neeche gir gayi..dono neeche gir pade..Ron ne apne dono hatho se Raaj ko uthaya aur jor se patak diya,,."mujhe gussa mat dilana kabhi ..."lekin Raaj phhir se uth gaya,,aur apna mukka bandh kar Ron ke upar chhodna chana lekin Ron ne uske mukke ko apne hath se Rok liya..."tu abhi bachha hain...ja kuch din aur jee le apni zindagi.."Ron ne is baar Raaj ko door jhadak diya..Raaj ka sar ship ki deewar se takra gaya..Ron ne bakiyo ki taraf dekha lekin koyi bhi Ron se ladne ki himmat nahi kar pa raha tha..
"tum dono kyun khade ho be..jao naav ko pani me utaro.."
Teeno teji se bahar aane lage..Ron ne apni jeb se barood nikal kar bandook me bhara..aur engine ki taraf fyre kar diya..engine wala room tahas-nahas ho gaya..Teeno neeche aakar naav ko pani me utara..Aditya peechhe mud kar chillaya..."balladonna ka captain neeche gira hain..use utha lena..warna pakad ke hilaoge''
Sabhi teeno ko jaate hue dekhte rahe...
"Riya-seth balladonna ka engine kab tak thik ho jayega..
"Seth-mam kuch ghanto me engine ko hum log sudhar denge..aag ko bhujha di hain..
"us Ron ko main zinda dafan kar dungi yadi agali baar mujhe mila toh..Captain Nair ko hosh aaya..."
"nahi mam...wo abhi bhi behosh hain..lagta hain us kamine ne bahut gahra war kiya hain..."
______________________________
Pahle Chalti goliya,
Baat me hoti baat
Dafa- teen sau saat
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 03:28 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 08:09 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:22 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:24 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:26 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:39 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:40 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 12:01 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 08:42 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 09:16 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 30-12-2018, 08:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 30-12-2018, 09:00 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:29 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:31 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:36 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 06:54 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 06:59 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:01 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:02 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:05 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:07 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:09 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:11 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:12 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:13 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:15 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by Nil199 - 16-01-2019, 01:22 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 05:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:03 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:41 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:45 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:51 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:53 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:54 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:55 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:57 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:58 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:00 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:06 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:09 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:11 PM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)