Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2.88 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Ron~the dragon holder (Sgp2009) - ( Completed)
#8
Update-5 [Image: smiley.png][Image: smiley.png][Image: smiley.png]
kuch log ise sach mante hain...Raaj chup ho gaya..uske peeth pe jalan shuru ho gayi thi..jiska matlab wo achchhi tarah janta tha..
"Aditya-aisi shakal kyun bana li,kuch gadbad hain kya..
"Raaj-nahi,sab thik hain..tum patvar chalate raho..
"abey bol na,kya problem hain..aur ye tera chehra laal kyun ho gaya achanak.."
Raaj apne kapde utar kar Nav ke kone me rakhi ek botal Aditya ko deta hain..
"Aditya-iska kya karu main..khane ka maal hain kya iske andar..
"isme jo bhi hain mere peeth me bane hue Nishan pe laga de.."
Raaj apni peeth Aditya ki taraf karta hain..uske peeth ka Nishan jal utha..Raaj chillane laga..
"yyyaaaaaaa jaldi laga us botal me jo bhi hain.."
Aditya turant botal ko khol kar uske andar hath daalkar usme maujood lep Raaj ki peeth pe lagane laga..us Nishan ke pass jalti hui aag shant hone lagi..Raaj ko aaram mila,wo baith gaya...
"Aditya-abey ,ye kya tha..jab se un dragon ko dekha hain aisi vahiyat chize dekhane ko mil rahi hain..
"Raaj-chhod,bahut purani baat hain..ab sab thik hain...
"Aditya-yar tera alag hi fanda hain..ek toh tu achanak se us virane iceland me pahunch gaya..aur bina kisi dar ke tu is bhayankar samundar me mujhe leke aa gaya..aur upar se ye tera jalta hua Nishan..waise ye Nishan hain kis kism ka maine aaj tak nahi dekha...
"Raaj-tu manega nahi na..toh sun,ye Nishan jab main paida hua tab se mere sharir me hain..ek din kuch log aaye aur mujhe aur meri ma ko jabardasti uthakar samundar ke kinare phenk diya..us din samundar ne mujhe aur meri ma ko nigal liya lekin main bach gaya..us din se maine tay kiya ki samundar ke dwara shikar kiye hue ki madad karna..isliye kuch log mujhe Samundar ka Shikari bhi kahte hain.....
************************************************************
Asman me badal chhaye the..jisse mausam kafi suhana tha..Balladonna me maujood sabhi log apne kamro se bahar aa gaye the..aur thandi hawa ka anand le rahe the...Balladonna me kayi videshi log bhi maujood the,..wo bhi tharki kism ke..isliye unke hatho me sharab ki botal thi...Riya ek sharabi se baat kar rahi thi..Ron ki botal khali ho gayi..usne aas pass dekha..toh Riya jisse baat kar rahi thi uske hatho me sharab ki botal dekhkar Ron uski taraf badha..
"abey ,la botal mujhe de..."Ron ne usse botal chheen li..wo gusse se Ron ki taraf dekhane laga..
"kahi tu mujhse apni sharab wapas toh nahi lene wala..."
"Riya-ab bas bhi karo Ron..ye behuda harkate band karo..
"tumne apni shakal aisi bana rakhi hain..ya haqiqat me tum tumhari shakal itni kharab hain..."
"what..Ron tum had se jyada badh rahe ho..."
"jao main ladkiyo se ladayi nahi karta.."
Riya Ron ko jawab dena chahti thi ,ki samundar me se ek bhayankar awaj ne Balladonna me maujood sabhi logo ko hila diya..
"Riya-Ron ,ye kya tha..
"shayad tumhari bakwas sunkar samundar bhi chillane laga.."
"ya majak karne ka time nahi Ron,akhir itni bhayankar awaj aayi kaha se..."
"dragons ko kabhi dekha hain"
"nahi..ye kya bol rahe ho.."
"aaj dekh lena...sab andar ghus jao..aur mere kamre se mera bandook lake do..."
Jahaj phhir se hilne laga..samne kohra chhane laga..
"ye sale abhi se pichhe pad gaye,maine socha tha Atlantic tak sab shant rahega..."
"Ron kya soch rahe ho..jaldi kuch karo..."
"bola na janeman,andar jao..abey kisi ne mera bandook laya..."
Ek ladka bhagte hue Ron ke pass aaya ,aur apne hath me maujood bhari bharkam bandook Ron ko de di...Ron ne us bhari bharkam bandook ko ek hath se utha liya..
"ab sabhi andar jaoge ya yaha rook kar marne ka intejar hain..."
Captain Seth sabhi ko andar bhejane laga..
"Seth-tum akele inse nipat loge..ya main help karu..
"Ron-umm..tumhari bhalayi isi me hain ki tum inke sath hi jakar apne room me sar chhupa kar baith jao..mujhe kisi ki bhi jaroorat nahi..
"teti jaankari ke liye bata doon ki,main Navy se hoon..ab dekh inka main kya karta hoon.."
Captain Seth us bhayankar kohare me dragons ko dekhkar bola..
"Ron ,ye kaun se prani hain maine aaj tak nahi dekha...'
Ron apni bandook ko kholke saaf kar raha tha...apne jeb se packet nikal kar bandook me barood bharne laga...
"Ron,maine puchha ye hain kaun..."
"dragons ke baare me kabhi suna hain..."
"haan ,wahi na jo aag phenk sakte hain..lekin ye sab toh kahani kisse me hote hain..."
"ye usse bhi khatarnak hain..ab apne admiyo ko bol do main jis taraf kahunga usi taraf jahaj ko mode,yadi zinda rahna hain toh...ur tum mere sath aao..."
Ron aur Captain Seth ship ke saamne aa gaye..
"is adam jamane ke gun se unko maroge,ye chalti bhi hain..."
"bas dekhte rahi iska kamal..."
dragon pass me aa gaye..Captain Seth ne apne army ko upar bula liya..aur un dragons par attack karne ke bola..sabhi un dragons pe gola barood chhodane lage..dragons pass aate gaye..kuch der baad bilkul karib...dragons ko dekhkar sabhi dar gaye ..keval Ron ko chhodkar..
"ship ko full speed se aage badhao..aur aage jakar bayi taraf ghuma dena.."Ron sharab ki botal ka dhakkan kholte hue bola...
dragons ne ship par hamla kar diya..kuch dragons ka size ship ke barabar tha,.unke nukele bade bade daant the..Ron ship ke sabse saamne wale area me gaya...
"abey kha pi ke nahi aaye kya..aur goli chalao..warna aaj gaye kaam se..."
dragons ship ko takkar dene lage..unke mu se aag nikal rahi thi..dragon ek bhayankar awaj ke sath lagatar ship pe attack karne lage..Captain Seth bahar aa gaya..aur hath me rakhe gun se dragons par hamla kar diya..
"Seth-aao salo,tumhe maloom nahi tumhara pala kisse pada hain..tabhi ek vishal dragon ship pe kud gaya..Captain seth ne us par hamla karna shuru kar diya..lekin us dragon par koyi asar nahi hua..wo dragon ship ko dubane laga..
"Seth-Ron,waha khade khade kya dekh rahe ho..meri madad karo...
Ron ne apni botal ek taraf phenk di aur hath me pakde bandook se us dragon pe fayar kiya..Ron ki bandook se goli ki jagah ek bhayankar aag nikli...ship pe sawar dragon jalne laga..Ron ne us jalte hue dragon ko laat mari ,lekin wo vishal dragon hila tak nahi..
"Ron-ship ko ek taraf uthao re..aur ye kinare me lage pillers ko ukhad do,,,
"Seth-ye kya kar rahe ho...
"Ron-mujhe dragons ko samundar me dubana bahut pasand hain...
Navy ke sabhi log pillar ko ukhadne lage..ship kayi feet tak Samundar me dhans chuka tha..Ron waha se wapas kinare par aaya aur Navy army dwara ukhade gaye pillar ko uthakar samne se aate hue dragon par de mara..wo lohe ki rod seedhe us dragon ke sharir me dhans gayi...
"kya nishana lagaya hain ,maine.."
saare dragons ship ko gher chuke the...lekin Ron waha khada dragons ko gin raha tha...
"Seth-ab kya in danav se hath milane ka vichar hain,.jaldi se inpar attack karo..
"Ron-hath milane ka koyi irada mera nahi hain..main toh inhe ginkar dekh raha tha..ki mujhe kitni baar apni bandook chalani padegi..Ron apni bandook ko uthakar pichhe ki taraf chala diya..pichhe se aata hua dragon bhi jalne laga..aur kuch der baad samundar me gir gaya...
"seth-is dragon ka kya kare..ship samundar ke andar doob raha hain..
"sabko andar jakar do ko ek kinare khade ho jaye ,mera matlab bayi taraf phhir jahaj ko dayi taraf ghuma do..."
"tum pagal ho gaye ho..ship doob jayega.."
"abhi kaun si kami hain doobne me..jaisa bolta hoon waisa karo..warna sham ka khana narak ki aag me khaoge..."
Ron apni bandook ka muh baki bache dragons ki taraf karke bandook chalani shuru kar di..kuch dragons ship se bhi takra gaye,,jisse ship ko bhari nuksaan hua...Ron ke kahe anusar Captain seth ne ship ko dayi taraf ghuma diya..ship me maujood wo jalta hua dragon seedhe neeche samundar me ja gira..ab mahol shant ho chuka tha..Ron pass me padi botal ko uthakar andar jane laga...
"Ron-sabko bol do ki,khuli hawa khane wapas bahar aa jaye,,,aur ek mast ladki ko mere kamre me bhej do,.,yaad rakhna videshi honi chahiye.................continue.........



Update-6
Dragons ke hamle ke baad sabhi ship me bahar aa gaye the..Riya Captain Seth ke sath baat kar rahi thi..

"Riya-ship ko bahut nuksan hua hain..tumhare navy ke kitne gaye..

"do ghayal hue hain bas..Ron ne achchha kaam kiya,yadi wo nahi hota toh shayad hi hum unka mukabla kar pate..."

"Ron hmmm..isiliye main use layi thi..lekin ye sab wapas bhi aa sakte hain...tab hum kya karenge.."

Captain Seth ke pass koyi jawab nahi tha..

"wapas jaroor aayenge janeman aur wo bhi isse bhi badi tadad me.."

Riya-Ron,aage ke baare me kuch bata sakte ho..

"Ron-ek shart pe main tumhari madad karunga...

"Riya-kaisi shart...

"Ron-ummm..wo main baad me bataunga.abhi rahne do..

Ron waha se jane laga lekin Captain Seth ne Ron ko rukne ke liye kaha..

"mujhe maloom hain,ab tum mera shukriyada karoge.."

"Captain seth-mera aisa koyi plan nahi hain,main keval tumhari bandook dekhna chahta hoon..aur wo barood bhi...

"apne dimak ka ilaj karwao,..main apni chize kabhi bhi kisi ko nahi dikhata..ab mera rasta chhodo warna main un dragon ki tarah tujhe bhi bhoon dunga..."

Captain Seth samne se hat gaya..aur gusse se uski taraf Ron ko jate hue dekhne laga..

"Riya-kya hua Captain,Ron se kyun jhagad rahe the..

Captain seth ne riya ko Ron ki aag ugalne wali bandook ke karname ke baare me bataya..

"Seth-mam,yadi waisi hi bandook sabhi logo ke pass hogi toh..hum un samundar ke janwaro ko badi asani se maar sakte hain...

"Riya-yadi aisa hain toh phhir main Ron se baat karti hoon...

Riya ,Ron ke kamre ke taraf chali gayi...

******************************

Raaj ke mu se samundar ka shikari nam sunkar Aditya hasne laga..

"Raj-hans kyun raha hain..

"teri baat sunkar hans raha hoon..tu aur samundar ka shikari..."

Raj chup hi raha..Aditya ne samundar me kisi ko bahte hue dekha...

"Aditya-abey ,ye kaun hain..insan hi hain na ki phhir kisi janwar se panga hone wala hain...

"Raj-insan hi lagta hain..chal naav uski taraf ghuma hain...dekhte hain..

naav ki disha us bahte hue insan ki taraf ki ho jati hain..Aditya aur Raj usko upar late hain..

"Aditya-ye chutiya samundar me swimming kar raha tha ,kya..zinda bhi hain ki mar gaya..

"Raj-iske kapde tere kapde jaise hain,kahi tum dono ek sath kaam toh nahi karte..

Raj ke kahne par Aditya uske kapde ko dhyana se dekhta hain,Aditya ki najar uske batch par gayi..Captain Nair...

"Aditya-ye toh meri tarah Captain hain kisi ship ka..

"Raaj-ye zinda hain, 

Raaj Captain Nair ka pet jor jor dabane laga..jisse Nair ke pet me ghusa samundar ka pani bahar aaya..Captain Nair khanste hue utha..

"Captain Nair-tum dono kaun ho..aur wo behuda jungali kaha hain,jisne mujhe samundar me giraya...

"Aditya-abey shant rah..aur ye bata tere sath kya hua..

"main Belladonna ship ka Captain hoon..raat me ship me maujood ek jungali se meri ladayi hui..usne mujhe dhoke se samundar me gira diya..agar dobara wo jungali mujhe mil jaaye toh chhodunga nahi..."

"Aditya-Balladonna ship ka tu Captain,ye Balladonna ship kahi Riya ka toh nahi...

"right ,lekin tujhe kaise maloom,us ship aur Riya ke baare me.."

"main bhi Riya ke ek ship ka captain hoon ,lekin wo ship doob gaya badi mushkil se maine apni jaan bachayi..."

"Raaj-maine teri jaan bachayi..bhool gaya..

"Nair-ye kaun hain..aur tum dono is beech samundar me is chhoti si naav me bhangda kyun kar rahe ho .

"Raaj-main bas is namoone ki madad kar raha tha..

"namoona kise bola be,sale jungali.."Aditya ne Raaj ko ghoorte hue kaha..

"tujhe bola be namoona..aur teri himmat kaise hui mujhe jungali bolne ki,abhi is samundar me phenk dunga.."

"hath laga ke dikha..gand tod dunga..,"

Captain Nair ne dono ko shant kiya..aur kaha ki Balladonna ship isi raste aayega..hum usi taraf chalte hain..ship mil jayega..

teeno Balladonna ki direction me apne naav ki sahayata se badhne lage...

******************************

Riya,Ron ke room ke taraf aa rahi thi..Ron ke room ka darwaja khula hua tha,Riya seedhe Ron ke room me aa gayi...

"Ron-mujhse kya kaam pad gaya tumhara ,jo tumne yaha aane kast kiya...

"Riya-mujhe tumhara bandook dekhna hain..

"Ron-wo toh main ek hi shart pe dunga...aur wo shart ye hain ki tum aaj raat mere sath ..janeman tu kafi samajhdar hain..samajh hi gayi hogi ki main kya kahna chahta hoon..

"Riya-tumhari himmat kais hui,mujhse is tarah ki baat karne ki..

"kya karu Riya darling tujhe dekhte hi khada ho jata hain..ab faisala tujhe lena hain..."

"toh maine ye faisala liya hain ki...Riya ne apna skirt utar diya..

"mujhe pasand aaya ,tumhara ye faisala..kafi bade hain tumhare ..."

Riya ne apna chehra dusari taraf ghuma liya..Riya ki taraf Ron badhta gaya..Ron tum pakke shikari ho..wo toh main hoon hi janeman..ab kuch mat bolna mujhe maja nahi aata..Ron ne,Riya chehra apni taraf kiya..Ron ne uske kamar ko kaskar pakad liya..Riya apne aap ko Ron se chhutane lagi..lekin Ron bahut majbooti se Riya ke kamar ko kase hue tha..Riya chhatpatane lagi..lekin Ron par iska koyi farak nahi pada Ron Riya ko kamar se utha kar apne se lipta liya..

"janeman bahut kam haseena ke sath kapde utar ke maje karta hoon..tum unme se ek ho..kapde utaro mere.."

Riya,ektak Ron ki ankho me dekhne lagi..Riya halka halka kaanp rahi thi..Ron ne apne hath Riya ke kano aur gardan pe phiraya..aur kiss kiya..Riya sihar uthi..Riya ke honth kuch khule hue the..Ron ne apne honth lejakar Riya ke hontho se mila diye..aur Riya ki jeebh ko chusne laga..Riya ne bhi responce dena shuru kar diya..Ron ka lund puri tarah tan chuka tha..anjane me hi Ron apne lund ko Riya ki jangho me ghusane ki koshish kar raha tha..kiss lete samay Ron ne Riya ki kamar ko kaskar pakad kar apni taraf khincha..Riya ke boobs Ron ke seene se buri tarah ragad gaye..Ron ke hath Riya ke kamar ko sahlate hue ,chutaron pe atak gaye..Ron ne unhe kaskar daba diya..Ufffffffffff...what r u doing Ron....Ron ko english nahi aati thi ,lekin use maloom tha ki Riya kya bolna chah rahi hain..usne aur kaskar Riya ke chutaron ko daba diya..Riya ne apne hontho ko azad kiya aur Ron ke gardan pe kaat liya..Ron ne apna baya hath Riya ke boobs pe rakha aur bra ke upar se hi masalne laga.."aaaahhhhhh...pyar se nahi daba sakte kya..."

"janeman ,main pyar nahi shikar karta hoon"

Ron buri tarah uske baye taraf wale boobs ko masalne laga..Riya ,Ron ke lund ko bahar se hi sahlane lagi..Ron ne Riya ki is harkat pe apna paint hi utar diya..aur Riya ke hontho ko phhir apne hontho se kaid kar ke chusne laga..Riya ne apne hatho se Ron ke lund ko bahar nikala ..aur Ron ke lund ko dekhkar ek baar uski saans hi atak gayi..meri chut bhi aise lund ka maja lena chahegi Ron,jaldi se apna lund ghusa do.."jaisi tumhari marji,abhi ghusa deta hoon..." Ron ne jaldi hi apne aur Riya ke kapde utare dono ab nagn awastha me ek dusare ke samne khade the..Ron ,Riya ko utha kar uski chut me apni ungali daal di,,Riya ki chut se pani rish raha tha..Riya ko lejakar bed bistar par patak diya..aur kud pada Riya par..Riya ne apne hatho se apni chut ki deewaro ko faila kar Ron ke khade lund ko chunaoti di..lekin Ron apna lund ghusane ke bajaye apni ungali ghusa di ,Riya ko tadpane me Ron ko maja aa raha tha.."Ronnnn..aaaahhhhhh ab ungali se hi jhada dega ki lund bhi dalega..."Riya ki baat sunkar Ron ne Riya ke dono tango ko apne kandho pe rakha ,aur apne lund ko Riya ke chut ke muhane pe rakha. Aur kaskar ek dhakka lagaya..Riya ki choot tight thi wo chilla uthi..pleaseeeeeee arammmmm se Ronnnn aaaaaaaahhhhhhhh..lekin Ron rukne walo me se nahi tha..usne Riya ke dono gore tango ko kaskar pakadte hue ek tej dhakka mara adha lund riya ki chut me pravesh kar chuka tha..lekin Riya ki ankhe laal ho chuki thi..usne kaskar Ron ki kamar ko pakad liya tha..aur Ron ko door karni ki koshish kar rahi thi..lekin Ron ne Roya ki dono hatho ko pakad kar uske sar ki taraf apne hatho se band liya..Ron Riya ki taraf jhuk gaya..aur uske tadpte raseele hontho pe apni jeebh fira di..aur ek tej dhakka mara Ron ka pura lund riya ki chut me ghus chuka tha..Riya phhir chillane lagi...uuuiiiiiiiiiii mmaaaaaaaaa....kiiitttnnnaaaa bbaadddaaa luuunndddd...Ron ne pure ghuse hue lund pe aur jor lagaya..aaaaaaahhhhhhhhhh....Riya siskariya lene lagi..Ron kuch der tak apne lund ko yun hi rahne diya phhir ek jhatke me bahar khinch kar ,ek pahle se bhi tej jhatke ke sath andar daal diya..Riya phhir chilla uthi..Ron,Riya ki chuchiyon ko chusne laga..aur apne lund ko tej speed ke sath andar bahar karne laga..Riya kabhi Ron ke sar ke baal ko pakad kar nochati ya phhir apne nakhun se Ron ke peeth pe nishan banakar..Ron ke tej dhakke sath Riya ki siskari jari thi...bahut der ke baad jab Ron jhadne wala tha yoh usne Riya ke hontho ko chusna aur katna chalu kar diya,.aur ek tej dhakke ke sath jhad gaya,..Riya is pure khel me teen baar jhad chuki thi aur hanf bhi rahi thi..Ron Riya ke upar hi let gaya..aur uske chuchiyo ko sahlate hue bola..."sorry jan,par meri bandook toh samundar me hi gir gayi thi..."Riya ka matha thanka..usne Ron ko upar se hataya..aur khadi ho gayi..

"Ron-dhang se chus toh lene diya hotabanana,.bahut mulayam hain,.

"Riya-dekh,main bahut gusse me hoon,apni bandook mujhe de de ...

"sach bol raha hoon janeman,bandook kal dragons se ladte waqt samundar me gir gayi.."

"iska matlab tumne mujhe..."

"bilkul sahi kah rahi ho ,maine tumhe muft me chod diya..shikari hoon..shikar toh karna hi padega..."
Riya gusse se apne kapde pahankar waha se wapas apne room me aa gayi.....................continue.............



jab tujhe balladonna ka captain banaya gaya tha toh apne sath doorbin vagareh nahi rakhi thi kya...maloom nahi tujhe Captain kisne banaya"Aditya ,Captain Nair ko tana marte hue kaha..
"tu bhi toh Captain hain,tujhe hosh nahi tha ..mujhe bol raha hain.."

"tu mujhse panga mat le ,warna tu mujhe janta nahi ,mera nam Captain Aditya hain..."

"toh kya hua ,mera nam bhi Captain Nair hain..wo bhi tere jaisa aisa waisa nahi hoon...Balladonna ka Captain hoon..."

"sale teri itni himmat ki mujhe yani Captain Aditya ko aisa waisa bola..ab tune teri toh... "Aditya khada hua..aur Captain Nair ko jhadkte hue bola..Nair bhi akhir ek Captain tha,,use bardasht nahi hua ki koyi uski ijjat utare..wo bhi Aditya ko bakta hua khada ho gaya..dono ko rokne ki Raj ne koshish ki..lekin Raj dono ko rokne me nakam raha..dono ek dusare se ladte rahe..jiske karan jis naav pe wo teeno baithe the..wo naav palat gayi..teeno samundar me gir pade.....

******************************

Ron apni hamesha ki adat ka palan karte hue..apni mu me sharab ki botal lagaye ship ke bahar aaya..sabhi ship ki marammat kar rahe the..

"oye..ye sab kya kar rahe ho.."

Captain Seth sabhi ko instruction de raha tha..Ron ki baat par kisi ne dhyan nahi diya..

"Ron-kar lo marammat ship ki..bahut jald hi phhir se dragons aane wale hain..

is baar sabhi ne Ron ki taraf dhyan diya ..sab apna kaam chhodkar Ron ki taraf dekhne lage...

"tumhe kaise pata ki ,wo dragons phhir se aayenge.."sabhi ek sath chillaye..

"Ron-ab aaye na line pe..

"Seth-oye,tu inhe dara kuun raha hain..sabhi apna apna kaam karo ise bakwas karne ki adat hain..

"Ron-captain,kabhi manav dragon ke baare me suna hain...

"ab tu mujhe kaam karne de warna ship ke neeche phenk dunga.."

"mat man,mujhe kya,,akhiri baar bhi maine tujhse puchha tha ,dragons ke baare me yaad hain..lekin tu mana nahi tha,."

Ron ,waha se chala gaya..wo riya ke room ke taraf ja raha tha..Riya apna room lock kar rahi thi..Ron ,riya dekhkar mushkurane laga...

"Riya-yaha kyun khade ho..

"abhi tak naraj ho,janeman..main yaha tumhe kuch dikhane aaya tha.."

Riya ko laga ki Ron apni gun dikhayega ,lekin Ron apna hath apne lund ki taraf le gaya,...

"Ron-dekho ,kal raat se khada hain..

"sun be jungali ,dobara yadi aisi harkat ki toh balladonna ke neeche phenkwa dungi..."

"chhoti baaton pe itna gussa nahi hote janeman,pahle tum batao ki tumhe us devils traingle par kya milega.."

"wo toh tumhe zindagi bhar maloom nahi chalega.."

"sahi me,yani zindagi bhar tum mere sath rahogi,."

Riya waha se chali gayi..

******************************

"ab tum dono me se koyi bhi kuch bola toh ,is baar dono ko yahi phenk kar chala jaunga.."Raaj apne kapde ka utarte hue bola...

"Aditya-abey oye captain apne kapde nikal de,warna thandi me mar jayega..mujhe marne ki jarurat nahi padegi..

"Nair-captain kabhi apna dress nahi nikalta..

"Aditya-Captain ,tera ship kaha hain...kahi tu is naav ka captain toh nahi hain..he..he..

"Raaj-tum dono phhir chalu ho gaye be...

Raaj bolte hue chup ho gaya..use samne se ek vishal ship aata hua dikhayi diya...

"Raaj-abey kya yahi hain ,tumhara Balladonna ship ,.

Aditya aur Raaj samne dekhte hain..Nair khusi se uchal padta hain..
"Nair-yahi hain Balladonna..mera ship ,ab sabse pahle waha pahunchkar us jungali ko bahar phenkunga



Nair-yahi hain Balladonna..mera ship ,ab sabse pahle waha pahunchkar us jungali ko bahar phenkunga...
"Aditya-us jungali ko baad me bahar phenkna pahle pichhe dekh...

pichhe ka najara dekhkar Captain Nair ka halak sukh gaya..jish Balladonna ki wo itni der se tarif kar raha tha..utna bade bade kayi dragon usi taraf aa rahe the...

"Raaj-ye dragon apni seema kaise paar kar sakte hain..atlantic ocean ke is taraf inka aana mana hain...ab gaye kaam se..

"Aditya-dekh bhai ,ye koyi niyam kanoon batane ka waqt nahi hain..jo bhi ho mujhe pakka yakin hain ki hum koyi sapna nahi dekh rahe hain..jo bhi hain ye sab sach hain...

"Captain Nair-mujhe ek baar Balladonna me phuncha do ,in salo ko main bhoon dalunga...

"jaldi jaldi patwar chalo..hume jald se jald balladonna me pahunchna hoga...warna aaj in khooni darindo ke mu ka niwala ban jayenge..."

Ron ship ke bahar hi khada tha..use samne se aate bhayankar toofan ki bhanak lag gayi...

"aaj wo danav bhi aaya hain...aaj toh Balladonna ko upar wala hi bachayega..abey is mamooli jahaj ki chhod,tujhe kaun bachayega..."Ron bhagta hua ship ke andar ghus gaya.."abey kaamchoro baar jao...hamla karne ki taiyari karo..dragon ka hamla hone wala hain..kaha mar gaye sab ke sab.."

Ron ke hungame ke karan sabhi bahar aaye..

"Riya-ye hungama kyun macha rakha hain Ron..

"Ron-pichhe dekho..tum sabke mehman aa rahe hain...

Ron ke kahne par sabki najre pichhe ki taraf gayi...sabki saanse atak gayi..balladonna ship se bhi bade bade dragons..

"Seth-Ron,maine tujhe kaha tha..apni gun dikha de lekin tu nahi mana ab in dragons se mukabla kaise kare.,jo humare ship se bhi bade hain..

"Ron-abhi wo pass nahi hain Captain,isliye itne chhote dikh rahe hain..

"kya,ye tujhe chhote dikh rahe hain..."

"captain abhi wo bahut door hain..warna unke ahat se hi tumhara ye jahaj doob jata...

"tumhe ya sab kaise maloom Ron..aur hum tumhari baat par kaise yakin kar le..."

Captain Seth ke is sawal par Ron ne apne pass hi khade navy ek army se uski gun chheen li..aur Captain seth ki taraf nishana lagane laga..ship me maujood sabhi achambhit rah gaye ki Ron ,Captain seth par kyun Nishana laga raha hain...

"Seth-abey pagal ho gaya hain kya..maine thik hi toh sawal kiya...

"Ron-samne se hat...dragons pe nishana laga raha hoon..Captain Seth waha se turant hat gaya..Ron ne kayi goliya fayar ki lekin dragon ki taraf koyi halchal nahi hui..

"dekha sabne us taraf se koyi halchal nahi hui..yani wo goli ki pahunch se door hain..yani bahut door hain..lekin jyada der nahi..wo teji se balladonna ki taraf badh rahe hain..wo ise tabah kar denge koyi zinda nahi bachega..sivay mere,."

seth ,Ron ko rokte hue bola..."ek minut ,tumne khud ko samajh kya rakha hain..ki sivay tumhare koyi nahi bachega..jab balladonna hi khatam ho jayega toh tu kya samundar tair kar paar karega...bevkoof...."

"captain ye sawal yadi mujhse puchhne ki bajay Riya se puchha hota toh jyada behtar hota..kyun janeman..aur rahi baat meri toh ek baat jaan lo Captain Seth, Ron us shaks ka nam hain,jo samundar se tairti hui ek chhoti si machhali ko dekhkar uski chal bata sakta hain...ummid hain tum sabko kuch samajh nahi aaya hoga:D"

sabhi ko kisi ki awaj sunayi deti hain..sabhi apne aas pass dekhte hain..

"Riya-awaj shayad neeche se aa rahi hain..jaldi dekho kahi koyi gir gaya kya..

ship me maujood kuch log bhag kar ship ke kinare pe lage rod ko pakadkar neeche dekhne lage...

"are ye toh apne Captain Nair hain..par Captain Nair ke sath ye do namoone kaun hain..."

Nair naav me baitha baitha hans diya..Aditya ko ye baat khatak gayi..

"sale namoona hoga tera baap..main Captain Aditya hoon..."

"Captain Nair-iski baat ka bura mat jana..hume upar lane ka koyi intezam karo...

Captain Nair ki awaj tab tak Riya,Ron aur seth ke kano me bhi pad chuki thi..teeno waha aa gaye...Ron Captain Nair ko dekhkar pichhe hat gaya..

"ye kaha se aa gaya..ab ye sabko bata dega ki maine hi ise jahaj se giraya tha..upar se ye dragons pichhe padae hue hain"

"ship ki speed kam karo..Captain Nair ko upar lana hain..."

Riya ne un teeno ko dekha Aditya ko jab usne dekha toh use yakin hi nahi hua..usne confirm karne ke liye Aditya ki taraf ungali se ishara karte hue boli.."tum Captain Aditya ho kya,..."

"Riya mam aap yaha kya kar rahi hain..."

"Riya- Aditya...sorry sorry Captain Aditya..tum zinda ho jaankar bahut khushi hui..ship ki speep ko kam karo...

"Ron-riya,jahaj ki speed ko kam mat karo..dragon bahut karib aa chuke hain...

"Riya-Ron,teri toh koyi baat main manungi nahi aur mere dono khoye hue Captain mil gaye..upar se ek ship me alredy maujood hain..ab jis jahaj pe teen Captain ho uska koyi kya bigad sakta hain...mujhe maloom hota ki Captain Aditya mil jayega toh main tujhe yaha kabhi nahi lati..ab apna mu band karke khisak le...

"Ron-janeman ,tumhe maloom nahi hoga,isliye bata deta hoon..jis jahaj me teen teen Captain ho ,wo jahaj teen disha me jayegi,nateeza ye hoga ki tumhara ye balladonna apne akhiri padav par hain...

Balladonna ki speed kam ho gayi..sabhi ne badi mehnat se teeno ko upar khincha...

"Raaj- meri naav ko bhi upar khinch lo...baad me kaam aayegi..

"welcome Captain Aditya and Captain Nair....mujhe aap dono se bahut kuch puchhna hain..lekin abhi aap dono aaram kijiye..."

"Captain Nair-mam,main Balladonna ka captain hoon..mujhe aram nahi karna un samundari danavo ka hamla hone wala hain..

Aditya aram karne ja raha tha ,lekin phhir uske andar se awaj aayi ki jab Captain Nair nahi thaka hain toh phhir toh Captain Aditya ki baat hi alag hain..Captain Aditya bhi riya ki taraf badhaya..."mam,actually mujhe bhi thakan nahi hain..ab bhale hi mera ship doob gaya ho..lekin main bhi toh ek Captain hi hoon na..."

"Riya-mujhe tum dono ki lagan dekhkar khusi hui...lekin Captain Aditya tumhare sath kya hua tha..ekdum achanak tumhara connection humse kat gaya tha...

"Aditya-mam..hum Atlantic ocean ko laghbhag paar chuke the ,aur devils traingle start hone wala tha..tabhi dragons ne humate ship pat attack kar diya,,mam unhone pure ship ko dubo diya..ek adhabhud taqat hain in dragons ke pass..Aditya phhir Raaj ki taraf ishara karte hue bola..."mam isne meri jaan bachayi samundar ke baare me bahut kuch janta hain..."

Riya ne Raaj ko upar se neeche tak dekha.."ladka kaam ka lagta hain...Seth isko kaam samjha do..."

Riya waha se jane lagi lekin Captain Nair ne riya ko rok liya...

"mam,wo jungali kaha hain...apka chaheta The Ron..."

"tum uske baare me kyun puchh rahe ho..."

"mam,main use zinda nahi chhodunga usi ki vajah se main is samundar me gira tha,,ya phhir kahe ki us namurad jungali ne mujhe balladonna se neeche giraya tha..."

Riya aur seth ki cheenkh nikal gayi..

"Riya-kya Ron ne tumhe is samundar me giraya tha..:eek:

Ron apni bandook liye hue bahar aata hain..."kaise ho Captain Nair bahut yaad aayi teri..tune bhi mujhe bahut yaad kiya hoga..kyun.."

"Nair-seth la ghu de,abhi sale ki khopdi ko uda deta hoon bahut bak bak karta hain...

"Ron-mujhe maaf karna darling ,par abhi tujhe mujh par goli chalane ke bajay ....Ron chup ho gaya aur apni bandook ko mu pichhe ki taraf kiya..."toh main ye bol raha tha ki abhi is vaqt mujh par goli chalane ke bajaye yadi in dragons pe chalaoge toh jyada maja aayega ..."Ron itna bolkar apni bandook ko dag deta hain..ek bhayankar aag Ron ke bandook se nikal kar pichhe se aa rahe dragon ko apni chapet me le liya...dragon jalne laga...waa ship pe maujood sabhi logo ke dil ye bhayankar nazara dekh kar dahal gaye...dragon jalte hue waha aas pass kuch der udta raha ...kuch der baad dragon samundar me gir gaya...
"Ron-mujhe samundar ka SHIKARI yun hi nahi kahte........



Ron-mujhe samundar ka SHIKARI yun hi nahi kahte..ab mera khubsurat chehra dekhne ke bajay,yadi in dragons ke badsurat chehre dekhoge toh shayad zinda bach jao..hamla karo re ,in badsurato par..
sabhi apne apne hathiyar lekar dragons ka intezar karne lage..saamne kohra chhane laga..usi kohre ke andar se kayi prakar ki kaanfadu awaaj aayi..

"Raaj-ye banda kaun hain,.aur ye itna mahir kaise hain..

Captain Nair wahi khasa apne hathiyar ko dragon ki disha me taane hue tha..

"Nair-kya khak mahir hain..dhoke se mujhe balladonna ke neeche giraya tha..kamina kahi ka..aage in dragons se mil loon ,phhir is samundar ke Shikari ka kaam tamam kar dunga..

"Raaj-samundar ka Shikari,aur ye ,Raaj hasne laga..

"abey daant kyun dikha raha hain..maine toh wahi kaha jo wo bolta rahta hain.."

"phhir toh main is behrupiye se jaroor milunga..jo mera naam lekar logo ko bewkoof bana raha hain.."

"abey gun toh le le,warna in dragons se tujhe kaun bachayega.."

Raaj apne chehre par ek smile late hue bola"in dragons ko mujhse kaun bachayega ,iski chinta karo.."Raaj wahi pass me pade ek rod ko uthakar Ron ki taraf badh chala...

"kaise ho samundar ke shikari..."Raaj ,Ron ke kandhe par rakhte hue kaha..Ron peechhe muda...Raaj ko dekhkar wo sochne laga ki ye kaun hain..jab Ron ,Raaj ko nahi pahchan paya toh apni bandook ko Raaj ki taraf karte hue bola..

"tu kaun hain be..tujhe kabhi dekha nahi..shayad 3rd class me rahta hain..door chal mujhse.."

"chup ho ja behrupiye..warna ye rod tere pet ke aar paar kar dunga.."

Raaj ke dwara behrupiya bolne par Ron apne chehre ko chhune laga..

"ankh ka ilaaj karwa..mere chehre par koyi mask nahi hain..aur tu hain kaun..mere khayal se tu mera prashanshak hain.."

"Ron name hain na tera ,toh sun waise mera naam Raaj hain..lekin log mujhe Samundar ka shikari kahte hain.."

Ek taraf dragons ki toli Balladonna ke karib aa rahi thi..wahi dusari taraf Ron aur Raaj ki bahas jari thi..

"Ron-mujhse toh bol diya..par kisi aur se mat kahna..warna jaan se maar denge...

"jaan se marana tere bas ka khel nahi hain..beharupiye.."

"beharupiya..mera nam ,sunkar maja nahi aaya.."

"chal samne se hat beharupiye..aaj tujhe dikhata hoon shikar kaise karte hain.."

Ron samne se hat gaya..ek dragon teji se ship ki taraf aa raha tha..Raaj ne apne hath me pakdi hui rod ko us dragone pe nishana laga kar phenk diya..sabhi Raaj ke nishane ko dekhte rah gaye..Raaj ke dwara phenka gaya Rod dragon ke mu me ghus kar uske sharir ke aar paar ho gaya..

"Ron-kya khak shikar kiya hain..aisa shikar toh is jahaj ka Captain Seth bhi kar deta hain..Nair ,Seth ke nam ke aage Balladonna ka Captain shabd sunkar gusse se Seth ki taraf dekhta hain..seth ,Nair ke pass aata hain..

"Seth-Captain aap ,uski baaton me na pade..aap yaha se gayab the,isliye riya mam ne mujhe Captain bana diya tha..

"Nair-yar main iske liye gussa nahi hoon..us jungali ne teri insult ki isliye.....Captain Nair ki juban ruk gayi ,usne apne hath se samne ki taraf ishara kiya.."oh my god..ye kaisa bhayankar najara hain..ye dragon toh bahut bada hain.."

sabhi samne ki taraf dekhne lage..laal rang ka dragon jiske samne Balladonna bhi chhota lag raha tha..aur us dragon par baitha hua ek kala saya..jiske hath me ajib tarah ka farsha tha..sabhi ship ke andar bhagne lage..

"Ron- ruk jao be..daro mat is kallu se..

Ron ki awaj sunkar us dragon par baitha hua kale saya ne apne gardan Ron ki taraf ghumayi..uski ankhe laal ho gayi..usne apne farshe ko kaskar pakad liya aur upar uthaya..wo saya aage kuch karta isse pahle hi Ron ne apni bandook uski taraf taan kar kaha..

"abey oye chaparganju kallu..aram se ye bandook dekh raha hain..ye wahi bandook hain ..yaad kar.."

Us kale saye ne apne farshe ko neeche kiya..aur ek jordar awaj me dahada...

"Captain The Ron ,is baar tujhe main is samundar me dafan kar dunga warna mera nam samundar ka shikari nahi..."

"Riya-ek aur shikari..pata nahi aur kitne aayenge aur apne aap ko samundar ka shikari batayenge..

"Ron-janeman,uski baat ka bura mat mano..ye kallu jhoot bahut bolta hain..tum pahle ki tarah mujhe hi shikari mano..jiska proof main abhi is farshe wale ko uda ke dikhata hoon..abey kallu bhag yadi bhag sakta hain toh"

Ron ne apni bandook ko fyre kiya..lekin uski bandook se wo aag nahi nikli jisne ab tak kayi dragons ko ko jal samadhi lene par majboor kar di thi..Ron ne kayi baar koshish ki par uski bandook pahle ke tarah hi shant rahi..Ron ne us saye ki taraf dekha..

"m..m...maaf karna kallu ji,,lagta hain barood khatam ho gaya hain..aapki ijajat ho toh main barood le aau,."

Wo saya asman ki taraf sar karke dahadne laga..Raaj ,Ron ke pass gaya..aur uske kano me bola..

"bye the ocean's hunter The Ron..sabse pahle ye tujhe marega.."

Us saye ne apne farshe ko kandhe par rakh liya..aur Aditya ki taraf farsha karte hue bola.."main toh iske liye yaha aaya tha..lekin mujhe mera purana shikar Captain The Ron bhi mil gaya..aaj mere sathi dragon tum sabko kachcha chaba jayenge.."

Us saye ne jaise hi bolna band kiya dragons ke ke kafile ne Balladonna par hamla bol diya,dragons balladonna par maujood logo ko seedhe kachcha chabane lage..Ron apni bandook liye ship ke ek kone me jake baith gaya..

"ye kallu aaj apna badla pura karega..kaise bachu ..kaise bachu..Ron abhi tak dhang se soch bhi nahi paya tha dragon pe baitha hua wo saya Ron ki taraf kud gaya..us saye ko apne samne dekhkar Ron ne apne jeb se botal nikali aur peene laga..

"tujhe apni maut ka dar nahi..aaj tera vinash kar dunga main.. "
"wo kya hain na kallu ki jab main kisi ko jaan se marta hoon toh uske pahle sharab jaroor pi leta ,kisi ne kaha hain ki marne wala narak me jata hain...taiyar ho ja kallu tere baki ke sathi narak me tera intezar kar rahe hain....................
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 03:28 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 08:09 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:22 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:24 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:26 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:39 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 03-12-2018, 10:40 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 12:01 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 08:42 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by LoveStar - 05-12-2018, 09:16 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 30-12-2018, 08:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 30-12-2018, 09:00 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:29 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:31 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 06-01-2019, 10:36 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 06:54 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 06:59 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:01 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:02 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:05 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:07 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:09 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:11 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:12 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:13 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 07-01-2019, 07:15 AM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by Nil199 - 16-01-2019, 01:22 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 05:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:03 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:41 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:45 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:51 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:53 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:54 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:55 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:57 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:58 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 06:59 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:00 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:05 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:06 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:09 PM
RE: Ron~the dragon holder(Sgp2009) - by sarit11 - 17-01-2019, 07:11 PM



Users browsing this thread: 2 Guest(s)