Poll: Do u like my story
You do not have permission to vote in this poll.
Good
20.83%
5 20.83%
Better
16.67%
4 16.67%
Best
62.50%
15 62.50%
Bad
0%
0 0%
Total 24 vote(s) 100%
* You voted for this item. [Show Results]

Thread Rating:
  • 0 Vote(s) - 0 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Fantasy Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER)
#22
Update 8


Patal lok

Aasur guru : ek raasta hai ..
Vo hai mahadev ( mahakaal)

Kamasur : vo hamari madad nahi karege apko pata hai aasur guru kiuki .................

Aasur guru : muje pata hai.
Magar prerna ki to madad karege naa.....
Kiuki.................
Ab aagee.....

Aasurraj : magar prerna ( charo assuro ki ek louti bhan ) firse hamare raste me aa gai to

Aasur guru : aisa nahi hoga.

Fir aasur guru unke kaan ( ear) me kuch bolte hai 
Jise sunkar dono aasur ke chehre ke bhav badalne lagte hai
Or unke chehre par karilana muskurahat aa jati hai.
Or dono aasur ( kamasur or aasurraaj ) chal dete hai prerna ke kaksh ( kamre) ki or 
Vahi dusri or 

Ek ladki apne kaksh (kamre) me kisi yaad me ro (carry) rahi hoti hai.
Or vo ladki bade masumiyaat ke sath bol rahi hoti hai.
Ladki : kitna intzaar karna padega tumara tum kab aaoge 
Ab to mere ashu ( tear) bhi sukh gaye hai ro ro kar.
Mujhe to ye bhi nahi pata ki tum kha ho.
Tumara punar janam kha hua hai.
Dev lok me hua hai
Ya jinn lok me hua hai.
Ya pari lok me hua hai
Ya dharti lok me hua hai.
Me is kaksh ( kamare) se bhar bhi nahi jaa sakti bhaiya ne mujhe itne saalo se kaksh ( kamre ) me band jo kar rakh ha hai..

Ab tum nahi aye to me mirityu ( dead ya merna) ki god me sona (sleep) pasand karugi. Kiuki ab mere se or intzaar nahi hoga.
Kitne saal bit gaye tumara intzaar karte hue

Din bhar bhatakte rante hain armaan tujhe milne ko,
Na yeh dil thehrta hai na tere intezaar rukhta hai,
Kin lafzo main likhu main apne intezaar ko tumein,
Din raat din raat ki bechaini hai, yeh aath pehar ka rona hai,
Asar bure hai furkat main, maloom nahi kya kar baithu.

Fir
Vo ladki apne pyaar ko yaad karte hue...

Mahadev ki murti ki or jaane lagti hai 
Tabi 
Piche se dono aasur jate hai 
Or aasuraaj bolta hai.

Aasuraaj : bhan prerna tere liye khus khabri hai ..
Prerna ( dono aasur se ) : itna kast ( pareshan ) pahucha kar tumara jii nahi bhara 
Itna jurm to devki mata par b bhi nahi kiya hoga us kansh ne jitna atyaachar tumne mere upar kiya hai.
Or ab bhi jee nahi bhara ,
Jo dubara mujh par atyaachar karne aa gaye 
Tumne to mere pyaar tak mujse chiin liya hai.,
Abhi bhi koi kasar reh gai hai to vo bhi pura kar lo 
Magar tum mujse kabi bhi us talvaar or us locket ka raaj nahi jaan sakte..
Or vo kha hai vo bhi nahi..
Vo sirf mere pyaar ki hai.
Chahe tum meri ab jaan bhi le lo..
Kiuki ab jeene se kya fyda kiuki mera mera pyaar to mere pass hai nahi...

Aasuraaj katilana muskurahat ke sath bolta hai.

Aasuraaj : mere ladli bhan tere jeene ka fyda hai , 
Or me tere se us talvaar or locket ke baare me janne nahi aya hu.
Or jo mane tum par jo aatyachaar kiye bhai.
Uske liye hume maaf kar do.
Or me to tumare liye khuskhabri lekar aya hu.
Us ladke ka janam aaj se 17 saal pehle dharti lok me kabka ho chuka hai.

Abhi hame aasur guru ne bataya hai.

Prerna ( khusi se) : sach bhaiya ( or prerna khusi se jhumne lagti hai)
Fir 
Dubara achanak se rone lagti hai.
Prerna apne dono bhaiyo se bolti hai.
Prerna : muje kiu bta rahe ho isme tumara koi sharyantr ( shajish ) to nahi kiuki tumne .............?.....................
Or usne apna sarir tyaag diya.

Kamasur : bhan hame maaf kar do magar hame tumara dukh nahi dekha gaya isliye humne aasurguru se pata lagane ke liye kaha ( jhoot ). 

Prerna : fir me abhi darti lok jati hu.

Aasuraaj (mann me) : bol to ase rahi hai jaise us kawaj ( shield ) ko torkar dharti lok pahuch jaegi.
Us shield ko torna itna asaan hota to mujhe itne samay ke liye apni shaktiya nahi gavani parti.

Or isko manane ke ke liye itne papad bhi na belne padte.

Fir aasuraaj prerna se bolta hai.

Aasuraaj : nahi ja sakti kiuki vo kawaj ( shield) jo uske ..................... Se bani hai 
Vo hame dharti lok nahi jane degi.

Prerna ( udas hokar ) : vo shield to koi bhi nahi tor sakta.

Kamasur : haa ye to hai.
Magar ek shaks hai jo tume vo shield torne ke bare me bta sakta hai..

Prerna ( khus hokar) : kon hai vo bhaiya.

Aasuraaj : mahadev 

Prerna : vo hame nahi batayege..

Kamasur : fir hum ab kar bhi kya sakta hai.
Chalo bhai.
Or dono aasur bhar aa jate hai.

Kamasur ( aasuraaj se) : humne aasurguru ke kehne par prerna ke mann me us kawaj ( shield) torne ka beej to daal diya.
Magar kya vo usme kaamyaab hogi..

Aasuraaj : dekhte hai kya hota hai.

Vahi prerna
Apne dono bhai ( aasuraaj or kamasur ) ke jane ke baad.

apne kaksh ( kamre) ka darvaja sahi se band kar leti hai.
Or mahadev bhagwaan ki murti ke paas jakar unke charno me baith jati hai.

Or prerna mahadev bhagwaan se bolti hai
..............
[+] 1 user Likes Rohan1234's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Pyar ki had paar- family loves forever (Incest, Magic, Romance, THRILLER) - by Rohan1234 - 05-03-2019, 11:09 AM



Users browsing this thread: 24 Guest(s)