03-03-2019, 10:30 PM
Do din ke baad rahul ko geeta ka call aata hai
rahul maine tumhme mail kar diya hai
uncle ko tumhara proposer pasand aaya uncle ne usme kuch change bataye hai wo dekh lena
thik hai mai mail dekha leta hu
aur rahul maine uncle se baat ki us mail ke bare me suresh uncle ne kaha unhone koi mail nahi kiya tha
ab mujhe samaj nahi aa raha
hai wo mail kisne kiya tume
chod do us baat ko ,mai mail dekh kar tumhe call karta hu
thik hai ,bye
geeta ke call rakhate hi rahul ab soch mai pad jata hai ye mail kisne kiya tha, aur ku kiya tha ,kahi mohini ne to nahi ky ya, magar aaise kaise ho sakta hai agar mohini ne mail kiya hota to wo jab mujse mili thi tabhi usne mujhe bata diya hota
ky soch raha hai Akash ki aawaj se rahul apni soch se bahar aata hai
kuch nahi yaar ,geeta ka call aaya tha usne mail kar diya hai, suresh sir ko hamara proposal pasand aaya aur unhone kuch change bhi bata ya hai usi bare mai soch raha tha
thik hai dekh to le ky mail me likha hai phir sochana waise tumhari meeting successful rahi
ha keh sakte hai aaisa ,pahle mail to dekh lu
geeta apni cabin me bethi kuch soch rahi thi tabhi priya uske cabin me aati hai
ky soch rahi ho geeta aabhi bhi un hi ke bare mai soch rahi ho kitni bar kaha hai tumhe jo chale gaye un ke bare mai mat socha karo mona aur vishal ke jane ka dukh hum sab ko hai mager kab tak aise unko yaad karte raho gi tumne jo bhi kiya tha mona ke liye aacha hi kiya tha mujhe pata hai tum mona ko ek dost se bhi bhadkar samaj thi tum uska bura kabhi nahi soch sakti thi
chalo aab us baat ko chodo hum kahi bahar chalte hai
priya tumhe pata hai na mujhe bahar jana pasand nahi hai
mai kuch nahi suna chahti tum aabhi mere sath bahar chal rahi ho
abhi mona hoti to tum aaisa kehati
priya tu ghusa maat karo yaar chalo chalte hai bahar