Thread Rating:
  • 19 Vote(s) - 3.32 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Bin Bulaya Mehman - ( Continued by Samit_bhai)
#82
Maine bas vo gali paar hii ki thi ki mujhe mehsus hua ki meri chaati kuch jyaada hi hil rahi hai aur thoda halka mehsus ho raha hai..maine apni ek ungli se apni kurti ko hatakar dekha to paaya ke mere stan ek dum nagn they..tabhi dhyan aaya ki meri Bra vahin changing room mein reh gayi hai...lekin vahan vapas jaana kisi khatre se kam nahi tha ..aur vo bhi sirf Bra ke liye.....tabhi mujhe dhyaan aaya ki mera ek bag vahin changing room mein reh gaya tha..jismein ghar kii chaabhi aur kuch zaruri samaan tha..mere hath paanv foolne lage..Mai sochne lagi ki vahan vapas kaise jaaoon....lekin vo bag bhi behad zaruri tha...mai kisi tarah dukan ki taraf vapas gayi...maine thoda darte hue apne kadam dukaan mein rakhe...Andar aayi to vahan koi nahi tha....Maine Abdul Kaka ko awaaj bhi lagai lekin unka koi javaab nahi aaya....maine charo taraf dekha to mera bag vahan kahin nahi mila..tabhi khyaal aaya shayad changing room mein hoga...
Jaise hi main changing room mein enter hui tabhi dekha ke Abdul Kaka kuch kapde samet rahe they...Unhone mujhe dekha aur kaha...."Aao Beti mujhe pata tha ki tum dobara zarur aaogi"...Maine kaha "Abdul Kaka mera ek bag yahan choot gaya tha...aapne kahin dekha hai"......Abdul Kaka: Haan mai jaanta hoon.......
aur ye kehkar vo vahan rakhi table kii traf bade aur Mera bag utha kar vapas meri taraf aaye...unhone mujhe bag diya....maine unhe dhanyavad kiya aur jaane lagi....tabhi unhone mujhe roka aur kaha ki tumhari ek aur cheez yahan reh gayi hai.....mai jaanti thi ki vo kis cheez ki baat kar rahe hai....lekin mai anzan bane khadi rahi aur poocha   "Kya...?"
Tabhi vo apna ek hath peeche se aage lekar aaye...unke hath mein meri vo hi Bra thi....ye dekh kar meri nazrein sharm se jhuk gayi.....unhone poocha...." Kyun beti ye tumhari hai na"....Mai nazrein jhukayein khadi rahi...tabhi unhone fir se poocha to maine halka sa chehra hila kar haan kar diya....vo dheere dheere meri taraf bade ...mere poore jism mein ek kampann sii paida ho gayi thi....vo mere ek dum nazdee aakar khade ho gaye...jaise hii meri nazar unper gayi to dekha  vo meri taraf dekhte hue uss Bra ko choom rahe they aur uski sugandh mehsus kar rahe they...mai thoda ghabra gayi..maine unse Bra maangni chahi aur uske liye apna hath badaya...lekin unhone nahi di....
Maine unse vinti kii plzz ye mujhe dedo mujhe der ho rahi hai...lekin vo vahin khade meri Bra ke cup per apne hath fer rahe they...unhone kaha ki ek shart per mai ye tumhare havale karunga....agar tum mujhe ek bar firse Bikni pehen kar dikhaogi....maine thoda gusse mein bola .... " Nahi mai ab dobara aisa nahi karungi...ek baar dikha diya bas vo hi bhaut hai...... Aur agar tumhe ye Bra nahi deni to mat do.." Mai itna kehkar vahan se jaane lagi tabhi Abdul Kaka darvaje ke samne akar khade hogaye....aur mujhse vinti karne lage...."Beti ek bar bas iss boode insaan per rehem karde.......Tera ,.' bhala karega...uss waqt mai tujhe fursat se nahi dekh saka tha...lekin ab yahan koi nahi hai....tere Husn ka deedar mai akele mein karna chahta hoon..."mai thoda darr gayi thi...changing room mein Jahan chaaro taraf deewar per Ladkiyon ki ardh nagn tasveerein lagi hui thi..vahan mai aur ek adhed umar ka aadmi jo mujhe apne saamne ardh nagn dekhna chahta tha aur mujhse bar bar request kar raha th
Hum dono ke siva yahan koi nahi tha....Vo bar bar yahi kahe jaa raha tha..."ke ,.' tujhe Khushkismati Bakshega.....ek bar bas iss boode per rehem karde...." Abdul Kaka ke chehre ka nazara dekh kar mujhe thodi hansi bhi aarahi thi aur man hii man darr bhi lag raha tha....vo aise gir gira rahe they....koi bhookha jisne pichle 3-4 din se roti nahi khai ho..vo bhookh ka maara roti ke liye gir gira raha ho....Mai unse darvaje ke saamne se hatne ke liye request kar rahi thi...lekin vo hatne ka naam nahi le rahe they bas apni hii ratt lagaye hue they...Mai janti thi ki iss budhe kii niyat mein khot hai.....lekin ye adhed umar ka aadmi kar bhi kya sakta tha mere sath.....vo abhi bhi sirf ek hii ratt lagaye hue they....




Mai bhi unse darvaje se hatne ki request kar kar ke haar chuki thi...lekin vo meri baat sunne ko tayyaar hii nahi they...Abdul Kaka jis tarah gid gida rahe they...unke chehre per ek ajeeb saa bhaav tha...ye dekh kar meri halki sii hasii choot padi....Mere chehre per Hasii ko dekh kar unhone gid gidana band kiya...maine unhe kaha theek hai aakhree baar pehen rahi hoon aur vo vhi sirf kuch minute ke liye....mai aur karti bhi kiya....shayad Abdul Kaka ke itna vinti karne ke baad mera dil thoda paseech gaya tha.....Mujhe pta tha ki vo Bikni ko nahi mujhe dekhna chahte hai....unki umer dekh kar maine bhii thoda rehem khaana chaaha...ek baar mai pehle Bikni mein uske saamne aa chuki thi...chalo ek baar fir se sahi...meri baat sunkar Abdul Kaka ek dum pagal se ho gaye they....vo bas mujhe Dua pe dua dene lage...Maine fir se kaha "Kaka ye sirf Aakhri Baar hai" .....Kaka ne bhi Khush hote hue kaka...... " Haan haan Beti bas ye aakhri baar mei ye icha poori karde bas..

Fir mujhe ,.' ke Karam ki bhi Zarurat nahi hai.."..Ye sunkar mai thoda has padi....lekin ek darr abhi bhi mujhe sata raha tha....aur vo tha fir se ek gair mard ke saamne Ardh Nagn awastha mein aana...aur mai ghabra rahi thi...ki kahin vo Mota aadmi dobara fir se naa aajae...."Abdul Kaka iss waqt vahin Kamre mein rakhi almari khole shayad Bikni nikal rahe they..mai khade khade bas yahi soch rahi thii kii tabhi Abdul Kaka mere saamne apne dono Hatho mein bikni liye khade ho gaye...unke chere per ek muskan thi...vo Bikni kii taraf ishara kar rahe they..
Abdul Kaka ke hatho mein ab koi doosri bikni thi...aur vo bhi laal rang ki..Maine Abdul Kaka se kaha kii kaka ye to koi aur Bikni hai...unhone javaab diya kii "haan mai ab tere liye nai waali bikni lekar aaya hoon isse maine bade hii chaav se banaya hai....bass ek baar isse pehan kar mere saamne aaja beti ....to mai samjhunga ke meri mehnat safal ho gayi..."...Abdul Kaka ne mujhe Bikni dii aur meri taraf dekhte rahe(...maine kaha Kaka ab kya tum yahin khade rahoge ab bahar to jao tabhi to pehenungi..." Kaka halka sa chauke aur kaha..." Haan abhi jaata hoon abhi jaata hoon " aur ye kehte hue Kamre se bahar nikal gaye.....Kaka ka haav bhaav dekh kar mujhe hasii aa rahi thi....Maine Bikni ko jab gor se dekha to vo mujhe pehli waali se ek dum alag lagi yeh bina hook ke thi...Maine dheere dheere apne kapde utarne shuru kiye...mujhe thoda darr lag raha tha...thodi ghabrahat thi kii kahinvo mota aadmi fir se naa ajaye....Mai ek dum nagn khadi thi...tabhi darvaje per khat khat hui....aur Abdul Kaka kii awaaj aayi.
" Beti tayyaar ho gayi"....Mai thoda ghabrate hue boli " Nahi Kaka abhi nahi.." ..Maine jhat se Bikni pehanna shuru kiya....Jab maine Bikni apne jism per daali to maine mehsus kiya kii ismein to mere adhe se jyaada stan ka bhaag saaf saaf dikh raha hai....aur mere nitambh to lagbhag poore hii nagn hai....Ye Bikni pehan kar mujhe sikudan sii mehsus hone lagi thi...andar hii andar mai uljhan mein thii kii aisi nagn awastha mein mai kaise kisi gair mard ke saamne jaoungi...Iss Bikni mein to mera ek ek ang saaf saaf nazar aaraha tha...mai sakpaka ssii gayi thi..aur udhar Abdul Kaka lagatar darvaja khat khata rahe they....Mere poore Jism mein kampann sii paida ho gayii thi...pair kaamp rahe they...meri himmat nahi ho rahi thii ki mai darvaja khol sakun aur Abdul Kaka ke saamne aa saku....Lekin ab kuch mai kar bhi to nahi sakti..
Akhir kaar maine haarkar darvaja khola ...aur jaise hii Abdul kaka ko apne saamne dekha...maine apne Vaksho per ko apne dono hatho se dakh liya...Abdul Kaka ne mujhe dekh kar ek lambi Aah bhari aur mere jism ko badi badi ankhon se niharte hue...Kamre mein aagaye....aur ek dum kareeb aaker khade ho gaye....Abdul Kaka ne darvaja band kiya aur mere nazdeek aaker mere ek ek ang per apni nazro ke baan chalane lage..mujhe bhaut sharm mehsus ho rahi thi....Mai bas apne Vaskho ko apne hatho se chupaye aur apnii nazron ko neechi kiye khadi thi...Kamre mein chaaro taraf shaanti thi...Abdul Kaka bina kuch bolo mere chaaro taraf ghoom rahe they...Mere nitamb to ek dum khule they...Jaise hii Kaka mere peeche ki taraf jaate to sharm se merii aankhen band ho jaati ...Unke muh se tabhi ek shabd nikla "MASH,.'" ....Aur fir vo bole " Ya Khuda ye dekhne ke baad to ab Mujhe Jannat kii bhi zarurat nahi hai"
Ye sab bolte hue vo mere saamne aaker khade hue aur kehne lage Beti daro mat apne Hatho ko apni sabse khoobsurat ke upar se ajaad karo aur zara iss boode ko bhii iska deedar karvao."...Ye sunkar mai dabi hui awaaj mein boli " Nahi Kaka mujhe sharm aarahi hai"  Kaka ~ Bhala mujhse sharm kaisi.....mai to sirf ek garib aur lachaar booda hoon...isske upar bas thoda sa karam aur kardo......Kaka kii baat sunkar maine apne aap ko thoda saa sambhala...aur dheere dheere apne hatho ko apne dono Stan se hataya....Mere stano ko dekh kar jinka aadhe se bhii jyaada hissa Ek dum khula Kaka ke saamne tha....vo chauk pade...unhone ek gehri saans lii aur unki badi badi ankhen bas khuli reh gayi...."Mai mann hii mann soch rahi thii ki ab kahin firse Kaka Behosh na ho jaayein..."...Kaka Bas ek hii shabd bar bar bolne lage "Qyamat Qyamat Qyamat" ye sunkar mujhe thoda ajeeb sa laga....mujhe apne aap per thoda bharosa aagaya tha...mera darr bhii thoda kamm ho gaya tha..
Mai jiske saamne iss awastha mein khadi thi vo ek Garib aur Lachar saa booda tha...unko dekh kar aisa lag raha tha maano kii unhone kisi AURAT ka jism aaj pehli baar dekha ho.. ..ye dekh kar mai mann hi mann muskura rahi thi...aur ye bhii soch rahi thi ki iss umar mein bhii Kaka ki jawani abhi gayi nahi hai... Maine mann hii mann socha kyun na kaka se thoda mazaak kiya jae...aur Maine tabhi Kaka se poocha "Kaka apna vaada yaad hai na ke aap taah umar mere kapde muft mein silengey..." .....Ye sunkar Kaka bole " Haan Kyun nahi beti...Zarur zarur.."Teri jaisi husn ki bala ke liye to mai taah umar tera gulaam ban kar rehna manzur karunga....yeh sunkar mai thoda has padi......Maine poocha " Kaka lekin aapki umar dekh kar to aisa nahi lagta kii aap ka dil itna jawaan ho sakta hai...Aur aap aisa bhi kar sakte hai" ....Kaka bole ~ Abhi toone dekha hi kya Hai.... Mai to iss umar mein bhi 10 bacho ka baap ban jaoun.....
Maine haste hue kaha "Acha per yakeen nahi hota"..aur fir maine poocha kii "Kaka aapne dosri shaadi kyun nahi kii" Kaka ne jvaab diya "Bas iss garibi se Maar khaa gaya...nahi to aaj meri bhi raatein rangeen hoti....aur iss Jism ko bhi jang nahi laga hota" mai mann hii mann soch rahi thii kii ye budha kitna tharki hai..." mai thoda Abdul Kaka se khul gayi thi aur jaanboojh kar unse aise prashn pooch rahi thi...lekin maii nahi jaanti thii kii mera iss tarah bebaki se Abdul Kaka ke se baat karna mere jeewan kii sabse badi bhool ban jaega...
Abdul Kaka mere ekdum saamne hii khade they tabhi unhone mujhse kaha kii bas ek bar jaise in deevaron per lagi hui tasveeron mein ye ladkiyan alag alag mudra mein apne husn ka jalwa dikha rahi hai mujhe bhi bas ek bar tu bhi aisa hii karke dikhade...ek baar tu bhi in haseenaon ki tarah apne Jism ka jalwa bikher de...Mai tera Taah umar karzdar rahunga.....
[+] 4 users Like Samit_bhai's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:00 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:01 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:01 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:02 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:02 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:03 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:04 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:05 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:06 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:08 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:09 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:10 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:10 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:12 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:12 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:13 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:14 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:14 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:15 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:15 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:17 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:17 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:18 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:19 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - copied - by hirarandi - 07-12-2019, 02:19 PM
RE: Bin Bulaya Mehman - ( Continued by Samit_bhai) - by Samit_bhai - 11-07-2020, 08:25 PM



Users browsing this thread: 3 Guest(s)