02-03-2019, 01:08 AM
Update 43
"arz kiya hai..."
"karo...karo ,bilkul karo, sabkuch karo..."
"to suniyega, arz kiya hai..."
"abey arz hee karta rahega ya kuch aur bhi karega..."Varun aur Arun mujhpar ek sath tapak pade,
"koyi to Mehfil hogi is puri duniya me....
jaha naam humara bhi hoga....
jab sunegi us mehfil me meri daastan...
to lahoo ka katra uski bhi aankho se bahega...."
hum teeno phhir talli ho gaye the, Varun ne khana gas par chadha diya thi,jiske jalne ki mehak bhi aane
lagi thi..udhar khana jala idhar hum teeno ke dil jale...
"us din ke baad kya hua...Esha ka Gautam ke dost ke sath kuch lafda tha ya phhir..."
"main batau..."Arun beech me bol pada jise rokkar maine kaha"us din aisa kuch bhi nahi tha..."
"phhir Esha Gautam ke sath kyun nahi gayi,..."
.
Us din hostel me aane ke baad mujhe uska reason maloom chala, aur reason batane wala bhu tha, main
aaj bhi kabhi-kabhi soch me pad jata hoon ki us sale bhu ko sari news mil kaise jati thi aur jab news Esha
se related ho to uski khabar use aur bhi jaldi milti thi, bhu ne mujhe bataya ki Gautam ke baap par kisi ne
jaanlewa hamla kiya tha aur wo bahut serious the, isiliye Gautam ko beech me hee college se jana pada,
kyunki Gautam aur Esha ek sath college aate the isliye Gautam ke jaane ke baad Gautam ke dost ne Esha
ko ghar drop kiya....ek taraf jaha main ye soch kar khush ho raha tha ki Esha aur Gautam ke beech ladayi
hui hogi waha mujhe nirasha hui, lekin dusari taraf Gautam ke dost aur Esha ke beech kuch nahi hai ye
jaankar mujhe khushi bhi hui...bhu ne mujhe aur bhi bahut kuch bataya jaise ki Esha aur Gautam ke
family ke baare me , aur jaisa ki bhu ne bataya tha uske hisab se Gautam ke papa ek gunde type aadmi
thi aur politicians se attach bhi the matlab ki Gautam ek rahis party tha, wahi Esha ke dad ek bade
business man the matlab ki Esha bhi ek rahis party thi....Esha aur Gautam bachpan se ek sath pale-
badhe, ek college me padhayi bhi ki lekin Gautam umra me ek saal badha tha isliye dono ek class me
kabhi nahi aa paye, umra ke badhte padav ke sath-sath un dono ki dosti pyar me badalne lagi aur phhir
dono ne ek din ek dusare se pyar ka ekraar bhi kiya....Esha aur Gautam dono ke ghar me dono ke pyar ke
baare me maloom tha aur unhe is rishte se koyi pareshani bhi nahi thi, bhu ne Kuch dino pahle Esha ke
suicide ka bhi reason bataya ,usne bataya ki Gautam kisi dusari ladki ke chakkar me tha aur yahi Esha ko
raas nahi aaya to usne suicide karne ki koshish ki thi, uske baad Gautam ne Esha se apne kiye ki maafi
bhi mangi aur un dono ki gheesi-peeti love story phhir se chalu ho gayi...jiske liye Esha ne jaan dene ki
koshish ki thi wo usse sachcha pyar to karti thi lekin phhir bhi dil ke kisi kone se aawaz aayi ki "beta
Arman ,koshish kar...tera chance hai...."
us aawaz ko nikalne se pahle hee dil me dafan ho jana chahiye tha, mujhe usi din hee ye maan kena
chahiye tha ki Esha aur main kisi bhi lihaj se nahi milte, na to family background se aur na hee dil ki
duniya se....uski dil ki duniya to Gautam ke charo taraf ghoomati thi ye mujhe pata tha lekin phhir bhi
main nahi mana aur is 1500 gm ke dimag me kuch aisa sujha jisse main wahi purani gheesi-peeti story ko
apply karne wala tha.....
"us chudail Vibha ki request aayi hai teri id par...."
"kya..."
"itna chauk kyun raha hai, sirf ye bata accept karu ya nahi..."Arun ne mujhse puchha....
"bhav kyun khaye, kar le accept..."
Arun ne Vibha ki friend request accept ki aur mere bistar par khushi se chadh kar bola"sali online
hai,aaja iska game bajate hai...."
Main baitha to book khol kar tha,lekin ye sochkar book band kar di ki pahle Vibha ke maze le leta hu,
padhayi ka kya hai wo to kabhi bhi ho jayegi, kal subah char baje uthkar padh lunga,lekin Vibha darling
har samay online thode hee rahne wali hai.....
"hello...."hum messege karte usse pahle hee Vibha ne kiya...
"hi dear, what are you doing..."apne mobile ke keyboards ko fatafat teji se dabate hue Arun ne reply
kiya...
"nothing and u..."
"fucking likh kar bheju kya..."Arun meri taraf dekhkar bola"ya phhir shagging..."
"chutiya hai kya, usko likh ke padhayi kar raha hoon...."
"61-62 likh deta hu, sali laundiya hai kya samjhegi..."
"likh de..."
Arun ne 61-62 likh kar turant Vibha ko reply kiya , Kuch der tak Vibha ka reply nahi aaya lekin jab uska
reply aaya to hum dono ke hosh udd gaye, hum dono ne ye socha tha ki Vibha humse 61-62 ka matlab
puchhegi aur hum dono use ullu banayenge lekin uska reply ye tha...
"61-62 kam kiya karo , sharir kamjor hota hai...."
"sali badi chalu hai, abhi samne mil jaye to iske muh me seedhe lawda ghusa du...."
"ab kya reply kare..."maine Arun ki taraf dekha....
"tu rook aur dekhta ja..."Arun ki ungaliya ek baar phhir teji se mobile ke buttons par ghumane lagi aur
usne Vibha ko reply kiya...
"tumne kabhi 61-62 kiya hai "
"what "
"61-62 ,hindi me samjhau kya "
"mujhe kuch kaam aa gaya hai bye..."
"bhata hai ghar me..."
"why ?"
"pura ka pura ghusa lena usko..."
"behave..."
"kuch kaam aa gaya hai ,ab main ja raha hu..."isi ke sath Arun ne fb band kar di aur hum dono apna pet
pakad kar hans pade....us raat cigarette peene aur bakchodi karne ke aalawa maine kuch nahi kiya, aadhi
raat ko dusaro ke room ke samne jakar jor se darwaza peetata aur phhir bhag jata, room ke andar so
rahe ladke galiya dete hue uthte aur phhir bahar kisi ko napakar aur bhi galiya bakte....
uske baad kuch dino tak kuch bhi khas nahi hua, Gautam aur Esha har din sath me hee college aate aur
sath me jaate , Gautam se meri nok-jhok bhi itne dino me nahi hui thi isliye mahol thanda tha, Sidar se
ek do baar baatchit hui thi jisse mujhe maloom chala tha ki Varun aur uske dost bahut jald thik ho
jayenge aur college bhi aane lagenge.....