04-07-2020, 07:26 PM
UPDATE 151
Samay bitta gaya or fir trikal ne dalasur ji ko bandi bana liya. Wo uske manshubo ko jaan chuke the. Per fir bhi bina kisi virod ke uske ked me chale gaye nahi to trikal jesa dalasur ko bandi bana le or unke 5 putr or unki patni hath per hath rakh kar bethe rahe yesa kese ho sakta hai. niyati maa ke adesh ko na manna dalasur ke vash me nahi tha. isliye ye dono apne upper ho rahi ghatnao me bhi bina kuch kiye unko apnate chale gaye. Na koi virod or na koi kosis kuch bhi badalne ki.
BACK IS END..
PRESENT –
Kuch der tak to guru, kamini, saloni or PB chup beth kar us kahani ke bare me sochte hi rahe. Or fir PB bola
PB – guruji kahani to samaj me aayi. Ye bhi pata chala ki trikal dalasur ji ko ked karne me kyu safal hua. Or sambhog se kyu dalasur or DS maa khush hote hai ye bhi pata chala. Per kuch baate hai jo meri samaj me nahi aayi.
Dayasur – or wo baate kya hai??
PB – sabse pehli baat to ye ki hum sab is kahani se kese jude huye hai. hum bhi DS maa or danavraj ke or bhakto ke jese hi hai. jo sambhog kriya se kuch power pa rahe hai.
Guru – or apne suru me kaha tha ki ab is ghatnakram ka ant nischit hai. to ap ye kese kaha sakte hai ki ye sab khatam hone wala hai. kya DS maa ne apko bhavishya bata diya hai??
Saloni – jab ap 5 bhaiyo ne ye thhan liya tha ki ap sab ko shadi hi nahi karni hai to fir apne ab maa se shadi kyu ki???
Kamini – or jab sabko normal sambhog kriya se hi var milte hai to inke sath hi itni pabandi kyu??
Dayasur – aare bchcho ek -2 karke. Tumhare har sawal ka javaab duga.
Dayasur – sabse pehli baat to ye ki mata ne kabhi bhi kisi ko us bhavishya ke bare me nahi bataya. Haan per ant nischit hai ye isliye ki PB hi wo ladka hai jo aahil ji ke kahe aanushar mata or pita ji ko mukti dilwayega. Or PB is liye hi tum is kahani se jude huye ho. Or tumhare sath tumhari sari patniya bhi jud gayi hai. or tumhara main target bhi ye hi hai – DALASUR OR DAKSHASURI KO IS DANAV RUP SE MUKT KARWANA HAI.
PB ki to ye sun kar hi phat gayi. Usko to koi idea hi nahi tha ye sab kese karna hai. or ye sab aj hi usko pata chala or aj hi use apne us target ka bhi pata chala jiske liye uska janam hua hai. wo soch me dub gaya.
Dayasur – tumko kuch sochne ki jarurat nahi hai. tum to bus wo karte raho jo tumhara dharm hai. jab ek tapashvi ka sharap aj tak galat nahi hua to uska var kese jhuta ho sakta hai. niyati apne ap tumse wo sab karwayegi jisse ye sab hona hai. bus kabhi bhi niyati ki aawaj ko mat thukrana.
PB – jesi apki agya guruji. Per apko kese pata ki me hi wo ladka hu jo ye karega.
Dayasur – tum khud batao ki mata ka koi or putra bhi hai jo ek PATIVARTA NARI ka beta ho. Or wo DS maa ka bhi beta ho. Tumne is sab se bhagna bhi chaha per niyati ne fir tumko wahi la kar khada kar diya jaha se tum bhage the. Per is war niyati ne tumhare bhagne ke sare marg bhi band kar diye. Kyu?? Trikal jese siddh tantric ki bhi haal chal niyati ne fail kar di per tum yese aam ladke ko kuch nahi hone diya. kyu??? In sabka ek hi matlab hai niyati ne tumko jis kaam ke liye chuna hai. us target tak pahuchne me niyati bhi tumhari madat kar rahi hai.
PB – iska matlab to ye hua ki mujko kuch bhi karne ki jarurat hi nahi hai. niyati khud hi mujse wo sab karwa legi jo bhavishya me likha hai.
Dayasur – nahi yesa to bilkul bhi nahi hai. tum bhul rahe ho karm se bhavishya ko badla ja sakta hai. yadi tum karm karna chod doge to niyati iski saza tumko jarur degi. Or jo tumhara hai tum use bhi kho doge. Per tumhare karm tumko hi karne hoge. Karam hi pradan hai
PB – hmm main apne karam bina kisi se dare karuga.
Mani – ye hui na baat. Ab tum bus apne karm karte jao ye mat socho ki iska kya phal milega. Jeetege bhi ya nahi. Ladna tumhara karam hai or jeetna ya haarna niyati….
PB – ye sab to thik hai per guruji kuch to idea hona chahiye na ki kis raha per chal kar apko manjil milegi. Kya pata hum trikal ke chakar me hi lage rahe or DS maa or danavraj ki mukti ki raha tak pahuch hi na paye. Mujko ye to pata hona chahiye na ki yesa kon sa kaam hai jisko karne se me apna target pa sakuga. Jese ki apne pehle trikal ki ked se danavraj ko mukt karwane ke liye mujse kaha to ye bhi bataya ki uske liye tumko powers hashil karni hai. or main usi raha per chalne laga. meri raha me aane walihar problem ko ap logo ne solve bhi kiya hai. ap logo ke margdarshan se me ye sab hashil kar paya hu. To bina raha ke manjil kese milegi??
Ab dayasur or mani bhi soch me pad gaye. Kiyoki wo bhi nahi jante the ki mukti ke liye kya karna hai or kya nahi. Aahil ji ka var bhi ye hi tha ki PB mukti ka karan banega. Per jab tak use pata hi na ho ki karna kya hai to wo safal kese ho rakta hai. PB ki baat me dum tha. jab dono ko hi samaj nahi aaya to DS maa ko yaad karne lage. Or DS maa bhi waha aa gayi. Sab unko dekh kar unke pair chhu kar aashirwad lene lage. Guru ne to bahut saal unki bhakti ki thi. per aj sa-sharir pehli bar dekha tha. jab wo PB ko bachchane aayi thi tab wo danav rup me thi or wo unka saya matra tha. guru to aj khud ko dany man rahi thi. saloni apni dadi se gale lag gayi thi. kiyoki abhi jo usne apni dadi ki kahani suni thi to usko rona aa gaya tha. DS maa bhi use shant kar rahi thi. DS maa bhi aj apne 2 beto ko ek sath betha dekh khush thi.
DS maa – iska javaab me dugi beta. Tum abhi jis raha per howo hi humko mukti dilwayegi. Tum khud socho jab tak danavraj ked hai unki mukti kese sambhav hai. isliye hi to tumko 1st target unko waha se azad karwana hai. or uske baad tumko kya karna hai ye bhi tumhare guru (mai or dayasur ki or ishara kar ke) batate rahege.
PB – jesi apki agya maa. Kya main kuch or apne puch sakta hu.
DS maa – haan kyu nahi. Hum aaye hi tumhari har jigyasha ko shant karne ke liye.
PB – yadi apne saalo pehle bhavishaya dekha tha. or usme ghatit hone wale ghatna kram se ap dhukhi thi. to kya me ye jaan sakta hu ki koi yesi baat apne jab dekhi ho or wo ab ghatit ho chuki ho. Matlab jab ka future aj ka past ho. Or yadi yesa hai to kya wo wese hi ghata hai jesa ki apne dekha tha??
DS maa – haan beta bulkul wo hi ho raha hai jo humne dekha tha. sabse pehle trikal ka danavraj ko ked karna. Fir tumhara janam. Ye dono ghatnaye thik wese hi dekhi thi yese ki huyi hai. humne us time jo dekha tha yadi use tumhari bhasha me bolu to wo ek natak ki headlines ki tarha thi. kuch -2 palo ke bahut se sceen hamne dekhe the. 2 wese hi ghat chuke hai. jese ki dekhe the. Hum dono hi jante the ki trikal danavraj ko ked kar lega. Per fir bhi mon rahe kiyoki niyati ka ye hi aadesh tha. (DS maa man ne sochti hai beta 3rd sceen bhi kal raat ko ghatit ho chukka hai. humare beto ka sambhu ko vachan dena. Or ye soch kar unki aakhon me pani aa gaya)
PB – maa maene to bhavishya nahi dekha to kya me apne karmo se bhavishya badal sakta hu. Or yadi yesa hai to mujko bataiye ki mujko kya karna hoga??
DS maa – haan tum kar sakte ho. Tum kosis jarur kar sakte ho per hum tumko nahi bata sakte ki tumko kya karna hoga. Bus itna jaan lo sachchai, jan kalyan, nyay, prem or dharam ki raha hi niyati ke feshlo ko bhi badal deti hai.
PB – ji main ye jarur yaad rakhuga. Or jan kalyan ke liye mene ek army bhi tayar ki hai. DANAV SENA ke maan se. ap to ye janti hi hogi. Ab main hum crime ko khatam karne ki kosis karuga us army se.
DS maa – haan main janti hu. Or ye bahut achcha kaam kiya hai tumne. Per keval hinsha se hi jan kalyan nahi hota putra tumko un logo ki madat bhi karni chahiye jo ashaye hai. jo sach me kisi ki madad ke liye vivash hai. jese ki tumne un ladkiyo ko raka ke pass se to chudwa liya per ye samaj ab unko wo samman nahi dega jo unke liye jaruri hai. ab un ladkiyo ki madadd tumko karni hogi.
PB – haan maa mere bhi ye hi soch kar unko jangal ke camp me roka hai. haweli me rakhna bhi uchchit na laga. abhi me ye soch nahi paya hu ki kya karna chahiye. Un sab ke liye.
DS maa – tumhari ek samasya me khatam kar deti hu. (ye bol kar DS maa ne apni aakhen band ki or kuch der tak apni hath ko hawa me gumati rahi or fir aakhen khol kar boli) ab tumhari haweli ke piche ke pahad ke niche ek yesa nivash isthan ban gaya hai jaha 3000-4000 log aram se raha sakte hai. or uska ek gate tumhari haweli ke basement se hai to dushra pahadi ke piche ke jangal me khulta hai. or in dono gate ko keval wo hi khol sakega jiska parichay tum khud un gate ko doge.
PB – ye to apne meri bahut badi problem dur kar di. Thank you maa…. Or PB unke gale lag gaya.
DS maa – maa bhi bolta hai or thank you bhi. Tum ye jo kaam kar rahe ho ye kaam pehle petasur or bhimasur ka tha. unhone bahut logo ki madad ki hai. ab tum is kaam ko kar rahe ho to mera bhi farj hai ki tumhari madad karu. Ab main chalti hu. Yadi fir meri jarurat ho to mujko yaad kar lena.
Uske baad DS maa waha se chali gayi. Or sab kuch der mon hi rahE