04-07-2020, 07:24 PM
UPDATE 150
Dakshasuri – bahut hi sundar naam hai mere bchcho ke (har maa ko lagta hai.. chahe kitne bhi kharab ho)
Dalasur – mere bchcho ab hum sab yaha per hi rahege. Per ab main tumko kuch jimmedari bhi de raha hu. To kya tum apni jimmedari nibha paoge??
Nakasur – ap adesh de pitaji. Hum har sambhab prayash karege wo sab karne ka.
Dalasur – beta ab tum sabse bade ho. Danavo ke hit or ahit ka tumko dayan rakhna hoga. Isme bhalasur tumhara sath dega.
Bhalasur – jo agya pitaji.
Dalasur – nakasur aj se tum ho danavo ke naye senapati. Per dayan rahe danav kabhi bhi kisi per jurm na kare. Yadi danavo ne aatank machaya to uske jimmedar tum hoge.
Nakasur – pitaji me apni puri kosis karuga ki apko kabhi koi sikayat ka moka na mile.
Dayasur – pitaji main to is mahal ki suraksha karuga. Ab main maa ko chod kar kahi nahi jane wala.
Dalasur – jayega to koi bhi nahi. Sabhi yaha sath me rahege.
Nakasur – nahi pitaji hum sab yaha nahi raha sakte. Hum sab jante hai ki ap dono ko ekant ki jarurat hai apne ap ko sambhalne ke liye. Hum sab ap dono ke as pass hi hoge. Per is mahal me nahi. Yaha ap dono ko bhi apna dayan lagana hai. or dayan lagante samay jitni shanti ho utna hi achcha hota hai. hum ap dono se milte rahege. Per abhi sath nahi raha sakte. Dayasur ne jab yaha ki suraksha ka jimma liya hai to wow aha pass main hi rahega. Or hum bhi is jagha ke charo or apne nivash isthan banayege. Ap dono jab bhi adesh dege apke putra apke pass hoge.
Nakasur ki baat sun kar dono bahut khush huye. Wo apne bête ki itni samajdaari wali baato se bahut prabhavit ho chuke the.
Dalasur – sach me tum sab divya balak ho. Sabhi bahut samajdaar ho. Main bahut khush hu tumsabko dekh kar.
Petasur – ye gun bhi to apse hi aaya hai pitaji hum sab me. Apki Shakti or gyan se hi hum sab yese hai.
Dalasur – petasur or bhimasur tum jankalyan ka kaam karoge. Or tum dono ko ek kaam or karna hai. danavraj ko khush karne ki sambhog kiriya ko puran rup de kar use sachche tantriko or danav bhakto tak pahuchana hai.
Petasur or bhimasur – ji pita ji…
Fir sab yese hi baat karte rahe or samay apni gaati se chalta raha. Samay ke sath ye 5 bhai apne sabhi kaam achche se karne lage. Dalasur or dakshna bhi apna adhik se aadhik samay dayan lagane me lagane lage. Per wo apni kaam vashna ko puri tarha se niyantrit nahi kar pa rahe the. Jab vashna unke kabu ne na hoti to sambhog karte. Per yesa karne se ye fir or badakne lagte. Dayan lagne me bhi inka man nahi lagta tha. per jab sambhog kriya suru hui. Tab ye apne ap ko puri tarha santusht mahsus karte. Per ye bhi kuch dino ke liye hi hota tha. per is duran ye apna pura samay dayan lagane me hi lagate the. Sambhog kriya se tantric inse kuch power pa kar kabhi achche to kabhi bure kaam karte. Per ye sab bhimasur or petasur sambhal lete the. Dire -2 in dono ke dev rup jagrit ho gaye. Or ye apne ap ko 2 rupo me vibhajit kar lete the. Per abhi danav rup or dev rup dono saman balshali the. Samay ke sath in dono ne apne ap ko iyantrit karna sikh hi liya. Per ek kaamvashna inke man me sada hi rahati thi. jo kabhi na khatam hone wali thi.
Samay bitata gaya or kai 100 saal beet gaye. Per inki wo vashna ki chingari kabhi na shant huyi. Per ab ye dono khud per itna niyantaran kar chuke the ki ab sambhog band ho chukka tha. or wakt gujarta ja raha tha. Dekhte hi dekhte kai shataabdee beet gayi. har jujarte huye wakt se ye dono chintit hone lage.. Pata nahi kab tak ye tadap or ye aag sahani hogi or kab hamari mukti hogi. Ye sochte huye hi unka samay nikal raha tha. inke beto ne bhi kabhi vivha nahi kiya. Wo apne maa baap ke karan dar gaye the vivha se.
Ek din jab dono bahut hatash the. Tab dakshasuri ne kaha – ap to bhavishya dekh sakte hai to kyu nahi dekh lete ki hum dono ke bhavishya me kab tak yesi hi jindgi likhi hai. kab hum is sharap se mukt hoge??
Dalasur – nahi rani hum yesa nahi kar sakte. Jab tridev ne humko ye Shakti di thi tab hi kaha diya tha ki jab tak sanshari ho is Shakti ka upyog nahi karna. Kiyoki jo bhavishya dekh kar use badalne ki kosis karta hai to ye niyati ne ched chad kahlati hai. or niyati se ched chad yani vidi ke vidan me dakhal. Or iske hamera bhayanak paridam hote hai.
Dakshasuri – to main kab apko kuch badalne ke liye kaha rahi hu. Jo hona hai wo to hoga hi. Per hum yadi ye dekh le ki hamari mukti kab or kese honi hai to kam se kam ye to pata hoga ki kab tak yese hi jeena hai.
Dalasur bahut samajate hai. kehte hai ki yadi bhavishya me kuch yesa hua ki jo hum kabhi soch bhi nahi sakte ho to samay aane per apne karmo se use badal sakte hai. bhavishya karmo se badla ja sakta hai per use dekh kar use badalna maha paap hai. per dakshasuri aj dalasur ki ek nahi sunti. Itne saalo ke tadaf jo rahi thi.
Tab dalasur ko hi dakshasuri ki baat maan kar bhavishya dekhne ka sochte hai. or wo ye sab dakshasuri ko bhi dikhate hai. jese hi dono apne ant ko dekhte hai to dakshasuri bahut ghavra jati hai. or rone lagti hai. dalasur to fir bhi shant the. Per dakshsuri ka haal bahut kharab tha.
Dakshasuri – nahi dev main yesa kabhi nahi hone dugi. Chahe mujko kabhi bhi mukti na mile per ye sab main nahi saha Shakti. Ye kese ho sakta hai. isse achcha to is tadap ke sath jeena hai. mene sab jaan liya hai to ab main sab kuch badal dugi.
Dakshasuri ne yahi kaha tha ki waha per niyati yani maa parvati ka wo rup jo niyati kaha lata hai, wo prakat hoga. Dakshasuri to unke rup ko dekh bhi nahi pa rahi thi. dalasur to pehle bhi maa se var le chukka tha to usko koi problem nahi huyi unke darshan karne me.
Niyati – dakshasuri tum yesa kuch nahi karogi. Yadi tumne bhavishya dekhne ki jid na ki hoti to shayad tum dono ke karm phal sab badal dete. Per ab tum dono kisi sanyashi ki tarha rahoge. Ane wale samay me tum koi bhi apni or se pratikriya nahi karoge. Yadi tumne niyati ke niyamo se koi bhi ched chad ki to tum khud uske liye jimmedar hoge.
(bhaiyo yaha in dono ne yesa kya dekha ki dono apni mukti ki ichcha bhi khatam kar bethe. Ye ap sabko bhi future me hi pata chalega. Abhi nahi bata sakta nahi to niyati naraj ho jayegi….)
Iske baad un dono ne sabhi kaamo se sach ne sanyash le liya. Kisi bhi kaam me koi bhi hastakshep nahi karte. Un dono ne apne liye jese khud hi kuch niyam bana liye. Or niyamo ka hi palan karte huye jeevan jeene lage. Unko jaha bhi lagta ki niyati ye kaam unse karwana chahati hai bus wo hi kaam wo karte. Ab vashna ki chingari unke man ko itna pareshan nahi karti thi jitna ki bhavishya me hone wali ghatna unke dil ko tadfa jati thi.
Samay bitta gaya or fir trikal ne dalasur ji ko bandi bana liya. Wo uske manshubo ko jaan chuke the. Per fir bhi bina kisi virod ke uske ked me chale gaye nahi to trikal jesa dalasur ko bandi bana le or unke 5 putr or unki patni hath per hath rakh kar bethe rahe yesa kese ho sakta hai. niyati maa ke adesh ko na manna dalasur ke vash me nahi tha. isliye ye dono apne upper ho rahi ghatnao me bhi bina kuch kiye unko apnate chale gaye. Na koi virod or na koi kosis kuch bhi badalne ki.
BACK IS END.