28-02-2019, 07:57 AM
Areyaaj aap yahin rukiye aap ko yahan kibahut se achi sights aap ko dikhaunga ki aap photo khinchti rah jayengi – wo bola
Shahnaaz– main tez awaz me lafzo ko chabate hue boli – is se pahle ki shahnaz kuchkahti
Womeri bolne ka matlab samajhte hue fauran hi chup ho gayi , aur main shaizan konazron se hi bhale barchiyan barsate hueburi tarah ghoorne lagi .
Womujh se nazren milane ki tab na la saka aur apne sath laye hue packet ko table par rakhte huebola – ye main naashta le aaya hun ,main zara naha ke abhi fauran aata hun – wo bola
Oohbibbi nashta – muje to bhookh lagi hai – wo boli
Mainkuch nahi boli bas tez nazron se hi shahnaz ko dekha – wo bhi chup ho gayilekin kuch der ke bad hi wo boli – bibbi mujhe chai peni hai mujhe chai do
Humlog apne ghar me nahi hain – main boli
Tokya hua bibbi kitchen to hai na yahan – wo boli
Tabhishaizan bhi wahan aa gaya us ke geelebaal us ken aha kar aane ki chugli kar rahe the – Arey aap apne ghar me kyunnahi hain ye bhi to aap ka hi ghar hai – wo aate hi bola
Uski awaz pe Maine us ko dekha – wo bina mujhe dekhe hi shahnaz se bola koi batnahi – main aap ke liye chai banake lata hun
Iski koi zaroorat nahi – main boli , hum logon ko der na ho jaye is liye hum kofauran nikalna hai – chai nashta jo kuch bhi hai wo log university me kar lenge– main boli
Areyye kya bat hui main aap logon ke liye nashta lekar aaya hun bas kuch minutewait kar liye please main bas abhi nashta lagata hun , is tarah bina nashte kejana acha nahi lagega – wo bola
Haanbibbi nashta kar ke chaliye na mujhe bhook bhi lagi hai aur mujhe chai peenihai abhi – wo boli
Thikhai ruko main chai banake lati hun – main boli aur kitchen me chali gayi aurchai banana lagi tabhi shaizan wahan aaya aur bartan utha kar bahar table pe legaya – fir wo aaya aur mere piche aakarbahut dhire se bola – thank you gulnaaz
Maineus ki taraf palat kar nahi dekha aur kuch boli bhi nahi , bas khamoshi se chaibanayi aur teapot me lekar table pea agayi .
Humlogon ne nashta kiya aur chai pee rahe the ki shaizan apna cup lekar uth gayaaur apne room me chala gya kuch der ke bad wo bahar aaya to puri tarah setaiayar tha aate hi us ne cup rakha aur bola chalen
Baschai khatam ho jaye – main bina us ki taraf dekhe hi boli , main chai pee rahithi utni hi der me us ne table se bartan uthaye aur kitchen me le jakar sink me fenk aaya .
Hum,logon ne chai khatam ki , main shahnaz se boli ye apna camera aap sambhaliye –ye kahte hue maine dusra kapron wala packet khud pakar liya
Areyye sab le ke university jane ki kya zaroorat hai – shaizan bola
Kyunki udhar se hi hum log wapas chale jayenge – main bina us ki taraf nazar kiyeboli
Yesab liye hue kahan kahan ghommti rahengi aap log is se cha hai ki is ko yahinrakjh diye aur wapsi par yahan se saman lete hue fir jaiyega – wo bola
Nahiis ki koi zarorat nahi udhar se idhar aana ulata parega hum logon ko is liyeabn yahan aane ki koi zaroorat nahi pahle hi bahut zyada zahmat de chuki hunaap ko is liye ab aur nahi – main eke k lafz ko chaba chaba kar boli
Shahnazaap kahiye na apni bibbi se meri bat to man nahi rahi hain – wo shahnaz se bola
Haanbibbi aisa hi kar lete hain na ye thik rahega – wo mujh se boli
Nahibeta aap samajh nahi rahi hain is KO bhi apne institute jana hai aur bhi bahutse kaam honge hum log waise bhi kal se in ko disturb kar rahe hain – main boli
Aisikoi bat nahi hai aur mai institute se jaldi hi wapas aaunga aap log mujhe callkar Lena ya main aap KO phone kar ke pata kar lunga – WO shahnaz ke hath se baglete hue bola
Usne bag leke table pe rakh diya