Thread Rating:
  • 22 Vote(s) - 2.5 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Wardi wali ki dastan-haivaniyat
Update 18

Mahak ramlal hole me khade huye dono ke chehre per hawaiya udi huyi Mahak ke mathe par pasine ki bunde jhalak aayi thi
Ramlal or Mahak dono tenstion me ek dusre ki taraf dekhe ja rahe the ab Mahak ko gussa aane lagta kyoki ramlal aisi harkat pahle bhi security officer station me kar chuka hai or shayad ab bhi isi ne kiya hoga
Mahak-mere kapde kaha hai
Ramlal-mujhe nahi pata
Mahak-mujhe pata hai ye sab tumhara kiya dhara hai
Ramlal-per ab maine kuch nahi kiya
Mahak-dekho ye makak ka time nahi hai mere pas please mere kapde bata do
Ramlal-nahi mai sach bol raha hu maine kuch nahi kiya
Mahak-tum aisa pahle bhi kar chuke ho
Ramlal-ha mujhe pata hai mai pahle aisa kar chuka hu per ab maine kuch nahi kiya or mai aisa kyo karunga ab to meri ho
Mahak ramlal ki baat sunkar sharm se najre jhuka leti hai ab Mahak ko yakin hone ho gaya ki ye sab ramlal ne nahi kiya hai
Mahak-agar tumne aisa nahi kiya to ye sab kisne kiya
Ramlal-ho sakta hai kisi mohlle ke bachche ki harkat ho ya fir koi chor

Mahak-nahi ye harkat chor ki to nahi ho sakti kyonki mera mobile purse yahi rakhe hain jo ki mere jeans me the

Ab tension me padne ki bari ramlal ki thi
Ramlal-ho sakta hai koi bacha ne aisi harkat ki ho mai abhi aaspas dekhta hu

Or ramlal apne kapde pahan kar bahar chala jata hai Mahak andar nangi hi baithjati hai

[Image: images-23.jpg]

Ramlal bahar aakar aaspas dekhta hai to gali me bache cricket khel rahe the ramlal unme se ek bachche ko bulata hai or puchta hai
Ramlal-bete tum me se koi mere ghar me aaya tha kuchh der pahle
Bachcha-nahi uncle ham to abhi cricket khelne aaye pahle yaha dhup thi na isliye
Ramlal-koi or aaya ho
Bacha-nahi uncle hamne nahi dekha
Itne me ek bacha ramlal ki baat sun raha tha vo bol padta hai
Bacha2-are uncle mai toilet karne bahar aaya tab ek uncle ko aapke ghar se nikalte huye dekha
Ramlal-kaisa tha vo uske paas kuch tha
Bacha2-ha uncle kala sa pahlwan jaisa tha uske hath me kala bag tha or dhadi thi badi badi or car me baith kar chala gaya
Ramlal bache ki baat sunkar tenstion me pad jata hai ab ramlal ki halal patli hone lagti hai ramlal darte huye andar chala jata hai or Mahak samne kuch bolta nahi hai
Mahak-kya hua mile mere kapde
Ramlal kuch nahi bolta
Mahak-hello kaha hai tumhara dhyan
Ramlal-ha vo tumhare kapde kisi bache ki gend andar aa gayi thi isliye vo jab gend lene khidki se andar aaya to uske hath me colour tha vo tumhare kapdo per gir gaya isliye dar ki vajah se usne vo kapde bahar lejakar dustbin me dal diye
Mahak-kya aise kaise ho sakta hai ab main kya pahanungi
Ramlal bhi tenstion me tha vo darta hua Mahak ke side me aakar baith jata hai
Ramlal gahri soch me dub jata hai ramlal soch raha tha ki kahi mahak meri vajah se kisi musibat me na pad jaye

Ab bahar andhera ho raha tha 7 bajne wale the Mahak or ramlal pichle half hour se baithe huye the
Mahak is chuppi ko todti hai or kahti hai
Mahak-mai aaj bahut important kam karne wali thi bas teri vajah se mai kuch nahi kar payi
Ramlal-tum tension na lo mai kuch soch raha hu
Mahak-pichle half hour se to tum soche ja rahe per kuch kar nahi paye ho
Ramlal kuch nahi bolta per achanak uske chehre par khusi ki lahar doud jati hai
Ramlal-ek min meri wafe kuch kapde store room me rakhe huye mai unhe lekar aata hu
Mahak-itni der se nahi aayi ye baat dimag me
Ramlal battisi dikhate hue store room me chala jata hai or ek sutcase nilal lata hai
Ramlal sutcase lakar Mahak ko deta hai
Ramlal -ye lo jo pasand aaye vo pahan lo
Mahak vo suitcase andar le jati hai or sutcase khol kar kapde dekhne lag jati hai usme bahut sari sadiya thi Mahak unme se ek green colour ki sadi chuse karti hai or pahanne lag jati hai ramlal hole me sofe baitha hua tension dur karne ke liyetv chalu karke movie dekhne lag jata hai per koi achi movie nahi aane per news lagata hai to hakka bakka ramlal ko double tension ho jati hai or ek tak news channel ko dekhta rah jata hai
Udhar Mahak ramlal ki wife ke kapde pahnti hai blouse thoda dhila tha phir bhi mahak saree ke pallu se us dhile blouse ko pahan leti hai or chudiyon ka set or bindi sutcase me rakhi thi unko pahankar bahar aa jati hai

[Image: images-24.jpg]

Mahak jaise hi bahar aati hai to tv per jo news aa rahi thi usko dekhkar tension me ho jati hai tv per news aa rahi thi MLA shantikant ka sucide pool se kudkar jan dene ki khabar aa rahi jisko dekhkar Mahak puri tarah chouk jati hai
Mahak bina ramlal ki taraf dekhe jis area me yeh pool aata tha vaha sakshi ki duty thi to Mahak sakshi ko call karti hai
Sakshi-hello
Mahak-hello mai Mahak bol rahi hu
Sakshi-ha Mahak bolo
Mahak-ye tv per shantikant ka sucide ye sab kya hai
Sakshi-ha yar lagta to kuch aisa hi hai
Mahak-ye sab kab hua
sakshi- abhi 7:15 ke aaspas hi hua
Mahak-(gadi me ki taraf dekhti hai to chouk jati hai)
Isvakt ghadI me 8baj rahe the
Mahak-thik hai mai baad me call karti hu
Or call cut kar deti hai Mahak ramlal ke pas jakar ramlal ka dhyan todti hai
Mahak-aise news hi dekhte rahoge ya fir mujhe thane bhi chodoge
Ramlal-ha vo tv me....
Mahak-mujhe bhi dikh raha hai chale ab
Ramlal-ha chalo
Ramlal Mahak ki taraf jyada dhyan nahi deta or Mahak ko bike per bithakar thane chod aata hai aaj ramlal ko double attack sa laga jisse ramlal sadme me lag raha tha
Pure raste me ramlal Mahak se kuch nahi bolta or nahi mahak ki taraf dekhta hai vo najre chura raha tha ramlal Mahak chodkar bina Mahak ki taraf dekhe sidhe thane aaja ta hai
Udhar Mahak thane me pahuch ti hai to pura staff Mahak ki taraf hi dekh raha tha Mahak is roop me kayamat lag rahi thi
Mahak thane me simbhu or radhe ko kam samjhakar sidhe ghar ki taraf apni gadi douda deti hai
Mahak jab ghar pahuch jati hai to ghar ka door shivani devi Mahak ki maa darwaja kholti hai
Mahak-maa aap kab aayi or khusi se maa ke gale lag jati hai
Shivani bhi apni beti ko is tarah gale milte dekh imotional ho jati hai
Shivani-are beta mai kahi ja thodi rahi hu
Mahak-papa kaha hai
Shivani-vo abhi fresh hone gaye hai or tum saree kab se
Mahak-(jhut bolte huye)vo maa sakshi nahi mani is liye
Shivani-bahut sundar lag rahi ho
Mahak-thanks maa
Shivani-tum change karogi ya fir khana khaogi
Mahak-nahi maa change nahi karungi abhi evening mai hi pahni thi saree
Shivani-thik hai aao baitho
Mahak or shivani dono sofe per baith jati hai or bate karne lagti hai itne Pankaj bhi aajata hai or sabhi milkar gappe ladane lagte hai
Bad me sabhi milkar khana khate hai or apne apne room me chale jate hai per nishant jo ki chor najro se aaj Mahak ko hi ghure ja raha tha is baat ko notice Mahak ne bhi kiya tha jisse Mahak ko gusse ke sath sath Sharm bhi mahsus ho rahi thi
Mahak apne room me jakar apna phone dekhti hai rajesh ke do missed call thi Rajesh ke number dekhte hi Mahak ke chehre per smile aa jati hai or mahak Rajesh ko call lagati hai
Rajesh-hello Mahak ji
Mahak-ha bolo
Rajesh-kaisi ho tum
Mahak-achi hu tum batao
Rajesh-kya
Mahak-kaise ho tum
Rajesh-mai acha hu
Mahak-kuch kam tha kya
Rajesh-ha vo tumse kuch baat karni thi
Mahak-bolo kya baat karni
Rajesh-aise phone per nahi
Mahak-kyo
Rajesh-himmat nahi ho rahi baat karne ki phone per
Mahak-thik hai mai tumhare saamne aau tab kar lena
Rajesh-or agar tab bhi himmat nahi hui to
Mahak-tab to iska koi ilaaj nahi hai
Rajesh-hai ilaaj
Mahak-acha kya hai vo ilaaj mai bhi to janu
Rajesh-ilaaj ye hi hai ki Tum bura mat manna
Mahak-dekhungi
Rajesh-thik hai byy good night
Mahak-itni jaldi
Rajesh-ha kal ke liye himmat jutani hogi na
Mahak-acha to mahasya ko puri raat lagegi himmat jutane ke liye
Rajesh-ha kuch aisa hi samjh lo
Mahak-thik hai tum himmat jutao mai bhi to dekhu aisi kya baat hai
Rajesh-thik hai good night Mahak
Mahak-good night
Or call cut jata hai udhar dhara singh apni ghar me kuch kapdo ki khusbu sungh raha tha
Dharasingh-tum sach kah rahe ho
Shera-ji malik vo afsarni ka chakkar us Hawaldar ke sath chal raha hai aaj maine uska picha kiya to us Hawaldar ke yaha ghar me entry ke liye mujhe 3,4 ghanto tak maskkat karni padi tab kahi mouka dekhkar pipe se ghar me ghus paya or vaha jakar dekha to vo afsarni us Hawaldar ki bahon me bilkul nangi leti huyi thi
Dharasingh-tumne video kyo nahi banayi
Shera-ji malik hamare paas aisa bada wala phone kaha hai jo video banate
Dharasingh-koi baat nahi us loundiya ki hawas mitani padegi ab murgi jaal mein fas rahi hai tum us per najar rakhna or ab ye phone rakhna sath me ok
Shera-ji malik
Suleman- dhara aaj purv MLA shantikant ka ant ho gaya
Dharasingh-kaise
suleman-pata nahi per news me kuch sucide case bata rahe the
Dharasingh-nahi ye sucide nahi ho sakta vo shantikant bada kamina Aadmi tha hamara dost tha vo
Suleman-mere bhi samjh nahi aa raha aise kaise sucide
Dharasingh-tum pata lagao us shantikant ke bare me aakhir sucide kaise kiya
Suleman-mai abhi apne aadmi laga deta hu is kaam ke liye
Dusri taraf shantikant ki postmartam report aane ka sabhi ko intejar tha khaskar shantikant ke bete shivam ko
Subah subah Mahak apni wardi pahankar sabhi good morning wish karte huye thane ki taraf nikal jati hai jaha umesh or rajesh Mahak ka wait kar rahe the
Umesh -(Mahak ko dekhte hi) good morning madam
Mahak-good morning

[Image: images-25.jpg]
image to url
Umesh-madam meri duty time bata dijiye
Mahak-umesh tum yaha par night duty karoge or Rajesh tum din me duty karoge ok
Umesh-ji madam
Mahak-Or ha aaj se meri anupasthiti me tum dono yaha ke
Incharge rahoge ok
Rajesh-ji
Mahak dhyan rajesh per jata hai jo Mahak se najar churane lagta hai
Mahak-rajesh tum mere cabin me milo
Rajesh-ji
Rajesh darte kapte kadmo se Mahak cabin me Mahak ke piche chala jata hai
Mahak cabin me jate hi Rajesh se puchti hai
Mahak-ha to mr.rajesh ji aap mujhse kuch kahna chahte the
Rajesh-(darte huye)mai kya kahna chahta tha kuch bhi to nahi
Mahak-acha chupana nahi aata to chupane ki koshish kyo karte ho
Rajesh-nahi aisi koi baat nahi hai
Mahak-acha bataoge ya nahi
Rajesh-nahi kahne ko kuch nahi hai
Mahak-are yar daro mat bolo ab
Rajesh -(himmat jutakar) vo mai aapse bahut dino se kahna chahta tha per kah nahi paya
Mahak-bolo bhi
Rajesh-jab se aapko first time dekha tab se har time aapka masum chehra meri aankhon ke saamne aaja ta hai mai aapse dhyan hatane ki koshish karta per hatta hi nahi shayad mujhe aapse love ho gaya hai
Mahak-kya
Rajesh-ha ye sach hai i love you Mahak ji kya aap mujhse shadi karogi
Mahak hairani rajesh ko dekhti hai or kamre me khamoshi cha jati hai per Mahak hi is chuppi ko todti hai
Mahak-mujhe thoda time chahiye
Rajesh-thik hai aap jitna time le utna le lijiye
Or itna kahkar Rajesh chamber se bahar nikal jata hai
Mahak ko ek taraf khusi hoti hai to dusri taraf dukhi mahak apni jindagi me ghati ghatnaon ko yaad karne lag jati hai or khud se ghin aane lagti hai or sochne lag jati hai

Mahak-(mai rajesh ko dhoka nahi de sakti aakhir uski aankhon me sacha pyar jhalakta hai mere liye nahi mai aisa nahi kar sakti ye galat hai)

Or itna sochne ke baad Mahak ki aankhon se aansu bahne lagte hai or Mahak rone lag jati hai

Kya Mahak bhi rajesh se pyar karti hai

Or agar pyar karti hai to kya Rajesh ke proposal ko accept karegi Mahak

Kya Mahak ki jindgi me khushiya kadam rakhengi

Or kya rang dikhayegi jindgi Mahak ko

Janne ke liye waiting for next update
nospam horseride

 

[+] 1 user Likes Omprakash meena's post
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by hibrid1 - 30-04-2020, 08:28 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by rahul12 - 14-06-2020, 12:54 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 02-05-2020, 01:52 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Ravi0909 - 03-05-2020, 01:17 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 06-05-2020, 01:05 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by playboy131 - 07-05-2020, 01:18 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 10-05-2020, 03:55 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by drlund - 10-05-2020, 03:25 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Bhavana_sonii - 13-05-2020, 12:10 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 13-05-2020, 12:59 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 15-05-2020, 01:17 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shivam95 - 15-05-2020, 12:03 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by pujaa69 - 16-05-2020, 01:28 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 16-05-2020, 03:37 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Bhavana_sonii - 17-05-2020, 02:02 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by drlund - 17-05-2020, 12:39 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by pujaa69 - 18-05-2020, 09:34 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 19-05-2020, 12:53 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 19-05-2020, 07:54 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 20-05-2020, 01:45 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by playboy131 - 20-05-2020, 11:33 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Ranjeet - 21-05-2020, 07:57 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 21-05-2020, 08:34 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Ravi0909 - 21-05-2020, 11:01 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 22-05-2020, 12:52 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 23-05-2020, 02:23 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 24-05-2020, 04:28 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 24-05-2020, 02:21 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 24-05-2020, 11:07 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 25-05-2020, 04:34 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 26-05-2020, 04:50 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 07:28 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 06:17 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by pujaa69 - 25-05-2020, 09:15 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by pujaa69 - 26-05-2020, 12:22 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 26-05-2020, 05:54 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 26-05-2020, 05:11 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 26-05-2020, 05:51 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Spbala - 26-05-2020, 11:35 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 27-05-2020, 03:32 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 12:17 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 06:24 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by playboy131 - 28-05-2020, 08:27 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 06:18 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 29-05-2020, 08:12 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 28-05-2020, 06:25 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by yakumar - 28-05-2020, 10:01 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 29-05-2020, 08:15 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 30-05-2020, 11:09 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Annmoli - 31-05-2020, 01:45 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Bhavana_sonii - 02-06-2020, 09:59 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by pujaa69 - 06-06-2020, 01:32 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Diktl1 - 06-06-2020, 09:42 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Deadman2 - 08-06-2020, 09:27 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 10-06-2020, 04:58 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by playboy131 - 10-06-2020, 12:09 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 15-06-2020, 02:23 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Kulla007 - 15-06-2020, 11:07 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Myth11 - 20-06-2020, 03:54 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 20-06-2020, 04:39 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 27-06-2020, 01:40 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Omprakash meena - 29-06-2020, 11:14 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by jtiwary - 30-06-2020, 12:26 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 02-07-2020, 01:29 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by PAATROW - 02-07-2020, 05:47 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by PAATROW - 30-01-2021, 02:53 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 04-07-2020, 01:40 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 07-07-2020, 01:40 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 08-07-2020, 04:05 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 10-07-2020, 01:48 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shivam95 - 10-07-2020, 01:36 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 11-07-2020, 01:47 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shivam95 - 11-07-2020, 06:36 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shivam95 - 13-07-2020, 11:30 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 14-07-2020, 03:27 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 19-07-2020, 04:00 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shivam95 - 19-07-2020, 08:32 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 20-07-2020, 03:13 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 22-07-2020, 04:46 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 27-07-2020, 02:18 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 28-07-2020, 03:55 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 30-07-2020, 02:14 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 04-08-2020, 03:31 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Mgaya - 13-08-2020, 10:30 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 15-08-2020, 02:29 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 27-08-2020, 01:14 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 02-09-2020, 01:21 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Myth11 - 06-09-2020, 03:45 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by rahul12 - 21-09-2020, 12:52 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 12-09-2020, 01:35 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 17-09-2020, 01:24 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 06-10-2020, 12:44 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 14-10-2020, 02:19 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Myth11 - 02-11-2020, 03:27 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Sahilm - 24-10-2020, 07:57 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 26-10-2020, 01:26 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 31-10-2020, 12:40 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Myth11 - 02-11-2020, 03:28 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 08-11-2020, 12:50 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 11-11-2020, 01:18 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Spbala - 30-12-2020, 11:08 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 07-12-2020, 01:08 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Rohit - 29-12-2020, 06:13 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 06-01-2021, 12:54 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Bhavana_sonii - 13-01-2021, 12:59 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 28-01-2021, 12:55 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by axm55 - 25-05-2021, 12:57 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Newdevil - 21-08-2021, 11:19 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Shield - 06-01-2022, 10:28 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by kaala69 - 08-01-2022, 11:13 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Ricota - 17-02-2022, 08:13 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by @abc8739 - 01-06-2023, 12:48 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Bhagya07 - 04-06-2023, 08:46 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by ddad29 - 22-07-2023, 06:29 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by ddad29 - 22-07-2023, 06:30 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by Mampi - 24-11-2023, 09:28 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by @abc8739 - 05-01-2024, 03:08 PM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by kamal06 - 12-04-2024, 09:16 AM
RE: Wardi wali ki dastan-haivaniyat - by sri7869 - 14-04-2024, 02:22 PM



Users browsing this thread: 12 Guest(s)