Thread Rating:
  • 8 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala
Last Update se aage ---
Thikhai chalo , main us ke sath chal dii shaizan bhi tha hum logon ne ek ek cone lelii
Mainek aur lungi – shahnaz boli
Lelo jitni chahe le lo – main boli
Usne sirf ek aur lii ek hath me pakre aur ek kati hui wo akr gadi me piche baithgayi shaizan gadi chala chukka tha
Toap ne kya socha – shaizan bola
Kisbare me – maine pucha
Kahanchalna hai mere ghareeb khane pe ya fir hotel
Hotel– main boli
Lekinkyun us ne pucha mera ghar ap ke liye hazir hai lein fir bhi aap apna paisafaltu me kyun waste karna chahti hain , haan main manta hun ki ghar aap kelayak nahi hai hotel ke jitna acha to nahi hai lekin fir bhi kisi ki ghareebika mazak nahi urana chahiye
Kyaaa– main boli
Hanaur nahi to fir kya bat hai – wo bola
Mainchup rahi aur kuch nahi boli kyun ki mujhe us se is tarah ke lafzon ki ummeednahi thi , hamesha lawbali baten karne wala aisi bat kar raha tha jo ki hameshakahta tha main serious nahi hota emotional vimotional main kabhi nahi hota
Lekinus ke ghar to main gayi thi but jab ye dekha ki wahn koi nahi hai to mujhewahan rukna acha nahi lag raha tha , ye bat alag hai ki kayi saalon se hum logbaat kar rahe the aur ek dusre se kuchwaqfiyat rakhte the lekin fir bhi mujhe us ke ghar jate hue dar lag raha tha ,aur zahan me kayi tarah ke khyal aa rahe the , jin ki wajah se main insecurefeel kar rahi thi is liye main baar baar mana kar rahi thi – aur sab se badibaat ki mere sath meri bahan bhi thi jiski fikar mujhe is duniya me sab sezyada thi .
Woshayad meri problem ko bhanp chukka tha - wo bola , dekhiye thora mushkil thora nahi aap ke liye shayad bahutmushkil hai ye ki yun pahli bar mile aur ap mujh par yakeen kar len lkin firbhi main yahi kahunga ki darna ki zaroorat nahi , kyun ki zahri mile nahi lekinek dusre se to waqif hain – wo bola
Tumse waqif hun is liye hi to dar rahi hun – main apne man me soch rahi thi lekinboli kuch nahi
Kisibhi tarah se pareshan hone ki zaroorat nahi hai bas itna hi kahunga ki basbharosa kariye aur bharose ko build karne ka wk mauka diye – wo bola
Thikhai – kuch der ki khamoshi se sochne ke bad main boli
Thankyou very much – wo bola fir main khmosh rahi aur wo gadi chalata raha
Wowlovely lovely – so nice – piche baithi shahnaz Barbara rahi thi – maine us kitaraf murkar dekha aur kya hua dear
Kuchnahi kuch nahi bibbi – wo boli
Tokya kah rhi ho lovely lovely – main boli
Wowo ice cream ice cream – wo khate hue boli
Waahkya kahna aap ka – main bahut dhire se boli aur fir se aage dekhne lagi
Tabhishahnaaz tez awaz me boli oooh wowwwww yeeee
Mainepiche dekha to wo jeep me piche kahri ho ke chehra upar kiye hue chilla rahithi
Yekya kar rahi ho – baith jao sharafat se main boli
Merekahne par wo fauran baith gayi mainbahut sakht nazron se usko dekh rahi thi usne jhat se apna face ghutno pe rakhliya
Raatke waqt is jagte hue shaher ki taveel sarkon ko raundti hui shaizan ki gadikuch hi der ke baad us ki building ke coumpound me dakhil hui
 horseride  Cheeta    
Like Reply


Messages In This Thread
HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 22-12-2018, 11:28 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by sarit11 - 27-02-2019, 10:43 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-05-2019, 05:40 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 17-05-2019, 01:06 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 25-06-2019, 03:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 30-06-2019, 07:23 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 07-07-2019, 01:30 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by RajAg - 02-08-2019, 03:04 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 03:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 04-09-2022, 07:48 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 06-09-2022, 12:47 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 14-09-2022, 12:10 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 18-09-2022, 07:34 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 11-12-2022, 07:29 PM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 03-05-2023, 08:12 AM
RE: HUA KUCH AISA by Gulnaaz_banatwala - by Lovly - 05-05-2023, 07:18 AM



Users browsing this thread: 1 Guest(s)