27-02-2019, 10:28 PM
New Update ----
Main shahnaz ke sath bahar ki taraf ja rahi thi tabhi wo larki aa gayi jis se mainemobile liya tha , mujhe dekhte hi wo muskurayi
Ho gaya aap kaam – main boli
Haan kuch lekin kal fir aana parega – wo boli
Arey bahut pareahani hoti hai har jagah bahut dauraya jata hai aaj kal – us ke sath ek lady thi wo boli
Oooh mammi ye hota hai koi janbujh kar hum logon ko pareshan nahi kar raha hai – wo boli
Oooh to ye aap ki mammi hain – maine un ko Namaste karte hue pucha
Haan wo boli – main us ki mom se baten karti hui bhar ki taraf chal dii , wo log kaffi educated aur tameez tahzeeb se wabastagi rakhne wale lag rahe the
Tabhi piche se mujhe kisi ne pukara excuse me madam rukiye – maine mud kar dekha to ek admi hum logon ko rukne ka ishara kar raha tha lekin ye nahi samajh me aaya ki wo kis ko bula raha hai
Paas akar wo mujhe se bola madam ap ka phone hai
Mera phone yahan kaise – main boli
Arey main cantees se aaya hun madam aap ne abhi kisi ko phone kiya tha to wo palat kar phone kar ke kah rahe hain ki aap ko bula dun , main idhar udhar aap ko dekh raha hun jab se aap canteen se nikli hoo – wo bola
Aap un se kah do ki wo gayi – main us se boli
Arey please madam aap khud chal ke ek baar kah diye wo kya hai mera kaam yahin ka hai aur main students se kisi tarah ka jhagra nahi kar sakta is liye sab kuch dekhna sochna parta hai – wo bahut hi samajhdari aur sharafat se baat kar raha tha
Maine kaha acha thik hai aap chaliye main aa rahi hun , maine us larki aur uski mom se kaha aap log rukiye main abhi a rahi hun ya fir aap jaiye
Wo boli aao hum log bahar ki taraf chalrahe hain – main fir se canteen me aayi aur us se pucha kis ka phone tha
Wo bola abhi ap ne jinko phone kiya tha un ko kar liye aur agar aap ko baat nahi karni to bhi un ko bol diye , kyun ki mujhe yahin rahna hai madam
Kyun wo kya koi mavaali badmaash hai – maine pucha
Pata nahi madam is shahar me kaun kya hai ye pata hi nahi chalta aur mujhe zaroorat bhi nahi hai mujhe kaam karna hai is liye sab mere customer hain aap ho ya koi ho ap yahan call kar ke kisi se bat karna chaho to kya main mana kar dunga – wo bola
Thik hai – maine shaizan ka number milaya us ne fauran phone uthaya
Hello– wo bola
Me– haan kaho kya problem hai
He– kuch problem nahi hai , ye batao tumhara mobile kyun band hai
Me– ye sab jan ne ki koi zarurat nahi hai , main fir kuch jhooth bol dungi
He– nahi nahi sorry – wo main bahut irritate ho gaya aaj din bhar
Me– to kaise pata chala ki main aayi hu aur jhooth nahi bol rahi
He– maine is number pe call back kiya to pata chala ki ye university ka hi number hai , phone kyun band hai ?
Me– koi zarurat nahi hai ye puchne ki badtamizi karo aur kuch nahi
He– sorry sorry sorry dear please ab main aap ki tarah suljha hua nahi hun pleaseab gussa mat kariye aur bataiye bat kya ho gayi
Maine us ko bataya ki kya problem hui aur kyun phone band ho gaya