27-02-2019, 10:27 PM
Lekin hum log to kuch lekar bhi nahi aaye hain kapre bhi to nahi hain ab kya kal bhi main yahi pahne rahungi – wo pair patakti hui boli
Chalo naa abhi aap ko camera bhi lena hai to ek ek dress bhi le lete hain – main boli
Sach me aap camera aur dres dono dilaogi – us ne pucha
Yes – main boli
Wowwww – fir to acha raha aaj yahan aana – wo khush hote hue boli
Main shahnaaz ke sath chalti hui fir se canteen me aayi aur seema ko phone kar ke bataya ki main aaj nahi aa rahi hun kyun ki counselling kal hogi is liye ab main kal aaungi , seema se baat hui aur anty se bhi aunty boli koi baat nahi bibi tum bas apna aur shahnaz bi ka khyal rakhna
Thik hai aunty – aunty se bat karne ke baad maine socha shaizan ko bata to dun ki kya hua aaj mere sath warna wo pata nahi kya soch raha hoga yahi soch kar maine uska number milaya ring ja rahi thi lekin uth nahi raha tha us ka phone maine fir se milya to fir ring ja rahi thi lekin is baar phone utha
Hello – udhar se awaz aayi
Me – hello
He – yes kaun – wo bahut tez aur rude lahje me bola
Me – main gulnaaz
He – oooooh aaaap waah waaah bahut acha mazaak kiya aap ne – itni achi tarah se chottiya banaogi mujhe nahi pata tha –
aur is ke sath wo bina ruke pata nahi kya kya kahta aur bakta chala gaya jo meri samajh me hi nahi aaya ki ye kah kya raha hai
Mujhe us ka is tarah bat karna acha nahi laga kyun ki kam se kam ye to pata karna chahiye tha ki asal bat kya hai lekin wo non stop bole chala ja raha tha beahooda beten
Me - ab to pata chal gaya na
He – haan ab pata chal gaya ki chootiya banana aur dusron ko pareshan karna tum se seekhna chahiye
Me – thik hai - main aayi thi counselling me aur ja rahi hun , maine aap se kaha tha na ki agar qismat me milna hoga tabhi mulaqat hogi
He – jhooth mat bolo jhooth mat bolo tum aayi hi nahi ho
(aur us ke sath qismat aur qismat ko man ne walon galiyan )
Me - Main aayi thi aur ja bhi rahi hun -- bye now
Ye kah kar maine phone rakh diya aur wahan se bahar ki taraf chal dii