29-06-2020, 06:36 AM
update-148
rio apni maa k sath nikal chuki thi . dyna car ko full speed m bhagaye ja rahi thi . uski car ek jagah jakar rukti h . yeh area kuch ganda sa dikh raha tha . dyna apni car se bahar nikalti h aur aage badh jati h . wahan aas paas jitne bhi log the jaise hi unki najar dyna par padti h wo sab side ho jate h . ek aadmi jo abhi new new aaya tha wo hairaan hota h is area m security officer bhi aane se darti h aur yeh ek ladki wo bhi itni hi-fi yahan bedhadak kaise ghum rahi h . wo use rokne k liye aage badhta hi h ki ek aadmi use rok leta h .
aadmi 2:- abe pagal ho gaya h kahan ja raha h uske peeche .
aadmi 1:- bhai wo bhut ameer lagti h usse achhe paise mil jayenge .
aadmi 2:- duffer yeh dyna h . isske paas paise nahi maut milegi . yeh yahan ki most wanted criminal h . hum log toh abhi chooje h . tujhe nahi pata hoga par yeh yahan ki sabse khatarnaak aurat h agar jinda rahna chahte ho toh kabhi iske aage mat jaana .
dyna badhti hi ja rahi thi aur uske peeche uski beti . dyna ek bar m ghus jati h . yeh bar bhut hi low grade tha . jaise hi dyna andar ghusti h wahan saare mard khade ho jaate h . sab log dyna ko hi dekh rahe the . dyna jakar ek table par baith jaati h aur uske bagal m uski beti bhi .
uske saamne ek aadmi baitha hua tha .
aadmi :- huh....toh tumne mujhe dhund lia haan .
dyna :- yeh kya behudgi h mujhse bahar milo chalo yahan se .
aadmi :- dost yahi meri life h . yeh andhera mujhe pyara h .
dyna apni jagah se khadi hoti h aur kheechkar ek tamacha us aadmi ko marti h aur usse collar se kheechte hue bahar le jaane lagti h . bahar lejakar dyna usse bahar dhoop m chhod deti h .
aadmi :- kya chahiye tumhe ? kyu yahan aayi ho .
dyna :- tum khud ko samjhte kya ho kahin k prince ho ?
aadmi :- nahi toh .
dyna :- shut up! abhinav ..... mai yahan faltu ki bakwas aunne nahi aayi hu samjhe .
wasim :- kya chahiye fir ..
dyna :- hahahahaha oh really tumhe nahi pata ... tum jinda ho aur wo bhi germany m ho . tumne ek baar bhi mujhe khabar karne ki jaroorat nahi samjhi .
wasim :- tumhara number nahi tha mere paas .
dyna :- acha ...jhooth kisi aur ko bolna mujhe nahi samjhe tum .. yeh bahana kisi aur ko batana mujhe nahi . tum achhi tarah se jaante ho hum ek dusre ko kaise dhund sakte h .
wasim :- nahi kiya jaan bhuj kar nahi kiya .
dyna :- kyu ?
wasim :- mai jaanta tha tum log kya ho aur kahan rahte ho . mai nahi chahta tha tum logon ki life ko disturb karna .
dyna ne wasim ko ek aur tamacha maara .
dyna :- tum mere friend ho ....mai tumhe apna bhai maanti hu .. aur tum kahte ho tum meri life ko disturb nahi karna chahte the . sharm aani chahiye tumhe . bevakuf ladke tu aaj tak sirf ek galat fahmi m jeeta raha h tujhe yeh bhi nahi pata hoga hum kitni care karte h teri .
wasim :- dyna real baat yahi h .
dyna :- tum apne ghar gaye the ?
wasim :- nahi .
dyna :- kyu nahi ?
wasim :- gaya tha sab log khush the mere bina isliye unki life m wapas jaana acha nahi laga .
dyna :- tum is baat ko samajhte kyu nahi ho . agar koi sabke saamne hasta h toh iska matlab yeh jaroori nahi ki wo khush .. wo dikhaawa bhi kar sakta h . tumhe pata h tumhare pariwaar waale kitna pyar karte h tumse ....
wasim :- unke dukh ka karan tha mai ...aur kuch nahi ...
dyna :- tum unka pariwaar the .... tum unki hasi ka karan the ... tumhari behane jinhe tum itna pyar karte the jaante ho unki kya halat h ... tumhare maa - baap wo kaise h ..tumhari lover aur uske papa ...
tumhare dada - dadi ..sab kaise h jaante bhi ho ?
wasim :- huh...sab khush h ....
dyna :- haan sab bhut khush h tumhare bina ...tumhari lover jo tumhare bina jinda nahi rah sakti thi jinda h par kis kimat par ..usne khud ko barbaad kar diya h wo drugs leti h ... wo drug ki aadi ban chuki h ..wo bhut khush h ...
tumhari chaaron bahne ab ek dusre se nafrat karti h ..un chaaron ne suicide ki koshish ki thi wo bhut khush h ...
tumhare dada - dadi apni jindagi ki aakhiri saasein gin rahe h . daily wo thoda thoda karke mar rahe h is umeed m kahin unka pota wapas aajaye wo such m bhut khush hain ...
wasim :- dyna yeh kya bol rahi ho tum ..
dyna :- jaante ho abhinav unke is halat k tum jimeddar ho sirf tum ... tumhari wajah se yeh sab hua h agar tumne unhe sahi time par thaam liya hota toh aisi naubat nahi aati samjhe ...
wasim :- mera pariwaar itni musibat m h aur mai yahan bhatak rha hu .
dyna :- jakar unhe sahara do ... apne pariwaar se milo unhe sambhalo ab kyuki ab wo aur sahan nahi kar payenge .
wasim :- haan mai jaunga unke paas jarur jaunga ..
dyna :- chalo tumhe akal toh aayi .
wasim :- haan tumhare maarne par thanks....mujhe samjhane k liye .
dyna :- never mind ....
wasim :- apni beti se kaho mujhe ghoorna band kare mai uska mama hu samjhi .
dyna :- tumne sun liya na rio ab aise dekhna band karo .
rio :- sorry mom ...
dyna :- waise tumne isse pehchaana kaise ?
wasim :- yakeen mano ..tumhari beti ne tumhara roop paya h ...rio purani wali dyna h ....
dyna :- oh....hahahahaha toh chalo chalein mere ghar .
wasim:* abhi nahi dyna ...mujhe apne kisi se milne jaana h ..
dyna ;- mai bhi chalun sath m
wasim :- haan tumhe donz bhi mil jayegi
..
dyna :- toh wo kameeni bhi jaanti thi chal mai uska khoon pi jaungi ...