28-06-2020, 07:11 PM
update-101
rita ek taraf ro rahi thi aur dusri taraf ratan wasim ko ghoore ja raha tha ...
wasim :- ratan ji mai aapko apna maanta hu isliye mene yeh raaz aapko bataya h . ab mai chahta hu ki yeh baat na kisi ko pata chale .
ratan :- aap tention mat lijiye shekhar babu ..yeh baat kisi ko nahi pata chalega . abhinav sahab bhut ache insaan the . unhone ek baar madad ki thi ..mai jaanta hu wo kabhi kuch galat nahi kar sakte h ...
wasim unhe shukriya karta h . ab wasim aage badhta h aur jakar rita k paas baith jaata h ..
wasim dheere se bolta h jisse sirf rita hi sun paati h ...
wasim :- aap chaliye bua ..mujhe aapse baat karni h par yeh jagah sahi nahi h is baat k liye ..
wasim ratan se thakur sahab k paas jaane ka kahke chal deta h . rita bhi uske peeche chal deti h ... wasim aage jaata h aur gaanv k bageeche m chala jaata h . rita bhi uske peeche chali aati h ...
wasim :- aap kyu dukhi ho rahi h bua control kijiye ..ap toh unki sabse pyari behan thi fir aap royengi toh kya unhe takleef nahi hogi .. bhale hi wo humaare beech aaj nahi h toh iska matlab yeh thode hi nahi h ki unhe kabhi takleef nahi hogi .
rita :- mera bhai mara h ...
wasim :- jaanta hu par mere bhi papa gaye h . mai toh nahi ro raha . agar hum kamjor ho jayenge toh wo kya kahenge . waose bhi aapki ek na ek din toh unse mulakat hogi hi wahan upar tab kya jawab dengi aap unhe .
rita :- theek h tum kahte ho toh mai nahi roti ...
rita ki najar wasim k gardan m latak rahe uske locket oar jaati h ..
rita :- toh yeh locket ab tumhaare paas h .
wasim :- haan ..mai yahan kuch dhudne aaya hu .
ek aisi cheej jo papa ne yahan shayad gaanv m chipayi h ... bas uska ek suraag yeh locket h ...
rita :- aise 2 aur locket h ..hum teeno behano k paas ek ek locket h . jo tumhaare paas h wo mera h .
wasim:- aur kya jaanti h aap iske baare m .
rita ;- yeh locket khaas taur par hum teeno k liye hi banaya tha wo bhi tumhare papa ne . yeh ek tarah se key h ek lock .. jab teeno key aapse m jud jayengi tab yeh key kaam aayegi .inse ek lock khulta h .
wasim :- aur wo lock h kaha ?
rita :- ghar k beecho beech par ap wahan par ek tulsi laga di gayi h isliye use khol paana mushkil h ...
wasim :- toh fir koi aur raasta ..
rita :- iske liye tumhe ghar m ghusna padega ..tab kuch ho sakta h ..
wasim :- aur wo kaise hoga bhala ?
rita :- meenakshi di unse baat karo unhe batao wo tumhaari madad karengi ...
wasim :- theek h mai try karta hu ...filhaal mai chalta hu warna thakur sahab bekaar m pareshaan honge ..
rita wahan se wapas gaanv laut jaati h jab ki wasim thakur sahab k ghar chala jaata h . wahan unki beti pahle se hi taiyyar khadi thi ..
wasim ko dekhkar wo chup chaap peechli seat par baith jaati h ... wasim car ko aage badhata h .