28-06-2020, 06:47 PM
update-81
abhinav:- hmmmm mai is par hi kaam kar raha hu .
frank :- ek baat batao yeh toh kaafi bada project h toh fir iski funding kaise ho rahi h .
abhinav:- kuch nahi yaar . saare paise mere organization k head k h . mr. Charles Dickens k .
frank :- tab toh wo kaafi rahees honge .
abhinav :- nahi pata kyuki unse jada mulakat hoti nahi h .
uske baad hum log tab mile jab tumhara aur shanaya ka janm ho chuka tha . kamaal ki baat h shanaya ko jab hubby ka matlab bhi nahi malum tha tab usne tumhe hubby kaha tha .
khair uske baad him log fir france m mile us wakt verma ji abhinav k sath bhut ghul mil gaye the .
mai apne pure pariwar k sath france aaya tha . tumhari maa aureri biwi m achi dosti ho gayi . shanaya toh tumhe apna sab kuch maan ne lagi thi . tumhare sath uthna bethna .
ek din ki baat h jab mai verma ji aur abhinav baithe hue the .
frank :- kya baat h abhinav tu kuch dara dara sa dikh raha h .
abhinav :- ek bhut badi problem ho gayi h .
verma :- aisi kya baat h aap hume bataiye .
abhinav :- verma ji aur frank aap log toh jaante ho mai virus k project par kaam kar raha tha .
frank :- haan .
verma :- jaanta hu par iska kya matlab h .
abhinav :- mai jis organization k liye kaam kar raha tha wo organization ek black maafia ki h . charles dickens koi business man nahi balki hardcore criminal h . bas uska raaj abhi tak kisi k saamne aaya nahi h .
frank :- yeh toh bhut galat h tumhe isi wakt wo job chod deni chahiye .
abhinav :- nahi chod sakta unke paas aise virus h jiska istemaal agar galat kiya gaya toh wo is puri duniya ko barbaad kar dega .
verma :- fir kya h iska solution.
abhinav :- solution h . mai sare virus ko khatm kar dunga.
frank :- par ise kya hoga wo fir se wo viruses bana lenge .
abhinav :- nahi wo nahi bana payega . mai un sare viruses ka dna nikal kar baaki sab ko khatm kar dunga aur un viruses k dna ko apne super human project m use karunga .
frank :- fir toh khatra aur bhi badh jayega . tumhe wo sare data bhi delete karne honge jisse wo viruse fir se banaya ja sake .
abhinav :- haan wo mushkil h par ho jayega . par mai yeh akela kuch nahi kar paunga .
verma :- toh fir kya chahiye aapko .
abhinav :- mujhe aapki dono betiyan chahiye .
verma :- par meri toh ek hi beti h shia .
abhinav :- mai janta hu legally aapki sirf ek beti h par nisha jo aapki lover ki beti h aur is wakt apni maa k sath rah rahi h .
frank :- aur mujjse kya chahte ho tum .
abhinav :- shanaya ...
frank :- abhinav kya karna chahte ho tum humare bachhon k sath .
abhinav :- mai super human ko in par use karunga .
frank :- tumhara dimaag kharab ho gaya h mai apni beti tumhe kabhi nahi dunga bhale hi humari dosti kyu na khatm ho jaye .
abhinav :- frank mene tumhe madad ki h apna empire khada karne m iska matlab wakt aagaya h tum uske badle m kuch chukao mujhe .
frank :- par bhai tu kyu kar raha aisa ?
abhinav :- muje kai jindagiyan bachani h .
verma :- mai apni koi beti aapko nahi dunga .
abhinav:- pagal mat baniye aapke bachhon ko kuch nahi hoga yeh mera promise h .
frank :- agar itna hi bharosa h toh apne bete ko kyu nahi use karte ho .
abhinav :- uska number bhi h . isme meri biwi bhi madad karegi .
frank :- abhinav aisa mat kar bhai please .
abhinav :- yeh jaruri h .
mene abhinav ko laakh mana kiya par wo nahi maana aur wahi kiya jo uski marji thi . usne kisi tarah hume taiyyar kar liya air use kiya humare bachhon ka .
jab hum log apne bacchon ko lekar aaye toh usne 4 bade bade jaar rakh rakhe the jiski madad se wo virus transfer karne wala tha ..
usne tumhe beech m dala aur ird -gird shia nisha air shanaya ko . fir wo machine chalne lagi aur us room m jahan wo machine lagi thi pura tum sab ki cheekhon se bhar gaya . tumhare body k blood ko aapsa m exchange kar diya gaya jisse tum logon k sharir m alag alag khoon aagaye .