28-06-2020, 02:15 PM
update-64 continued
nisha ki car teji se bhagte hue ja rahi thi . car jakar ek ladki k saamne rukti h . use dekhkar nisha apni car ka gate khol deti h .
nisha :- toh tum aagayi .
ladki :- tumne bulaya tha toh aana toh tha hi na muskeeter ...
nisha :- toh fir chlo chale dyna ....
nisha ab driving seat se hat kar bagal wali seat par baith jati h aur driving seat par dyna baith jati h ...
dyna :- yeh ab hum chale .
dyna car ko full speed m wahan se nikal leti h . wo car ko ek private airport ki taraf mod deti h .. nisha apne sar ko peeche karti h aur uske aakhon k saamne wo sab ghumne lagta h jo usne kiya tha ....
scene 1:-
yeh wo scene tha jab usne secret services ki baagdor sambhali thi . tab usne apne papa par jasossi ki aur nateeja yeh hua uske saamne wasim ka such aagaya .
scene 2:-
nisha ek murderer ka peeche kar rahi thi .uspar shak tha ki usne desh k kai secret bahar bech diye h . nisha uska peeche karte hue ja rahi thi .tabhi uspar uske aadmion ne humla kar diya . nisha ki halat bhut kharab ho gayi thi . wo log nisha k kapde faadne lage the aur uske sath bang karne ki koshish kar rahe the tab us din use apne andar virus ka anubhav hua tha . uski shaktiyan us din jaag gayi thi .usne baari baari ek ek ko maut k ghaat utar diya aur sabke tukde karke kutton ko khila diya . usne report m yeh likh diya ki wo faraar ho gaya .
scene 3:-
nisha ja rahi thi tabhi uski takkar dyna se hui jo us wakt apne virus roop m thi .wo wahan kisi ko maarne k liye aayi hui thi ..nisha ne chupkar dyna par najar rakhi aur uske saamne muskeeter k look m aayi ...
scene 4:-
nisha ko dyna ne international virus organization ka memeber banwa diya tha . nisha ko us wakt abhinav k papa k baare m pata laga .
scene 4:-
nisha ne apne master ko wasim k hone ki khabar di . jiske baad wahan killer gaya .
killer ka maksad sirf wasim ko chot pahuchana tha par gautam me use kharid liya aur us par jaanlewa humla karwa diya .
scene 5:-
hotel k bahar jab wasim nisha aur uske friends se mila tab usne hi wasim ko sapne m jaane ki dawa di thi jiski wajah se wo ulajh gaya tha . uske plan ko shia ne fail kar diya tha .
scene 5:-
shia jab wasim se milne ha rahi thi tab nisha ne hi dyna ko yeh idea diya tha ki uska virus active kar do taki wakt padne par use nikala ja sake .
scene 6:-
jab wasim ki call aayi ki sabko india aana padega tab nisha ne unke aane ki khabar dyna tak pahuchwa di aur manager ko khareed liya .
scene 7:-
dyna wasim ko maarna chahti thi par wasim ko nisha khud apne hath on se marna chahti thi isliye usne use sirf uska blood nikalne k liye kaha tha .
nisha ki aakhein band thi par uske chehre par ek khatarnaak muskaan thi jiska matlab saaf tha wo ab bhut khatarnaak khel khelne wali thi ...
car jakar airport par rukti h aur dyna nisha ko lekar ek bhut tej flight se lekar germany pahuchti h .
Germany pahuchkar dono apne headquarter m pahuchte h ...
yahan ek doctor h jo wasim k blood se virus extract kar raha tha ...
nisha :- kya hua doctor ?
doctor :- hum fail hue .
dyna :- kya matlab ?
doctor :- uske blood se virus nikalna possible nahi h .
nisha :- kyu aisa kyu nahi ho sakta h ?
doctor :- kyuki wo virus uske blood ka ek hissa ban chuka h . uske andar se use nikalne k liye hume wahi technique apnani padegi jisse wo virus iske sharir m dali gayi thi ..
nisha :- par uska baap toh mar chuka h .
doctor :- khud socho kuch toh karna padega .
nisha :- mai dekhti hu mai kya kar sakti hu .
dyna :- chalo chale ...
doctor :- dyna ...ruko
dyna :- kya hua doctor?
doctor :- bhut din ho gaye h agar tum ek baar ...
dyna :- muskeeter bahar jao aur mera wait karo ..
nisha wahan se bahar nikal aati h aur headquarter k canteen ki taraf chali jati h .. is wakt lab m koi nahi tha sirf dyna aur doctor hi rah gaye the .
dyna jakar lab ka gate andar se lock karti h aur lab k saare camera off kar deti h .fir wo doctor ki taraf ghumti h aur apne sare kaode utarne lagti h . doctor bhi aone sare kapde utar deta h aur uske baad bas dono ki awajeein hi aarahi thi .
dusri taraf nisha canteen m baithi hui thi kuch soch rahi thi .....
nisha :-(mun m ) tum chahe kitni bhi koshish kar lo abhinav m tumhe jinda nahi rahne dungi .mai pahle tumhare sare pariwar walo ko maut k ghaat utarungi fir tujhe .. tere baap ne jo galti ki uski saja tujhe bhugatni padegi ..meri maa ki maut ka karan tu aur tera baap h jiski wajah se tujhe m kabhi maaf nahi karungi .samjha ...kabhi nahi ....
nisha ki aakhon m aansu aajate hain .wo apni askhein saaf karti h aur thode dair wait karti h ....
thode hi dair m dyna nisha k paas aajati h . wo thodi tahki hui lag rahi thi .nisha usse kuch nahi bolti h aur fir dono wapas germany k liye nikal jate h .