28-06-2020, 02:06 PM
update-57
wasim ek dum murti ban gaya tha jab goli uske paas ssle nikali . nisha ne usi wakt gun wahin fainki aur daudti hui neeche wasim k saamne aagayi ...
nisha :- abhinav ...abhinav ...tum mujhe sun rahe ho na ...
wasim :- mar gaya ...mai mar gaya hu ...
nisha :- duffer goli sirf tumhare collar ko chu kar nikali h tum itne mai hi nikal liye
wasim turant apne hath se nisha ka chehra pakad leta h ..
nisha :-; yeh kya kar rahe ho ....??? chhodo mujhe dard ho raha h .
wasim ek jhatke m uska chehra chod deta h .nisha jab wasim ki aakhon par dhyaan deti h toh uski aakhon ka colour dikhta h ...wasim ki aakhon ka colour is wakt blue tha ....
nisha wasim se thodi si peeche hat jaati h .
wasim fir se ek jhatke m nisha ka gardan pakad leta h aur nisha usse chutne ki koshish karne lagti h ....nisha ka dum ghoont ta ja raha tha aur uski aakhein bhaari hoti ja rahi thi ..wasim chahta toh uske gardan ko ek jhatke m tod deta par wo sirf itna pressure hi dal raha tha jisse nisha ka dum ghoontne lage ..nisha ki aakhein puri tarah band ho jati h .. nisha ka sharir ab tadapna band kar deta h .....
tabhi ghar k bahar verma aata h aur nisha aur wasim ko dekh kar dar jaata h .wasim nisha k sharir ko ek taraf faink deta h ..aur jor se chillaata h ...wasim ki awaaj sunkar sablog bahar ki taraf bhaag aate h .... wasim ab fir nisha ki taraf badhta h aur uske paas jakar baith jaata h.
wasim :- kya hua mar gayi itni jaldi ..ab nahi chalaogi mujhpar goli ... hehehehe ...
sab log yeh najaara dekh kar hairaan the wahin verma aur shia ki aakhon m aansu the ...
wasim khada hota h aur ghar k andar jaata h aur ek bucket paani laata h .wo paani nisha k upar daal deta h .ek jhatke m hi nisha k muh se ek awaaj nikalti h ...yeh sun kar log us taraf dekhte h .nisha abhi bhi jameen par padi hui thi par uski aakhein bhi blue colour ki ho gayi thi .
nisha apne pairon par khadi hoti h
..
nisha :- tumhara dimaag toh nahi kharaab ho gaya h tum mujhe jaan se kyu maarna chahte ho
wasim :- toh wo tum.ho.
nisha :- mai kya matlab ?
wasim sana ko awaah deta h aur ek aaina laane ko bolta h ...