24-06-2020, 09:44 PM
UPDATE 148
Fir indra or sabhi dev swarg ko lot jate hai. per ab sabhi ke face per ek chamak thi. unko apni samashya ka samadan mil chukka tha. sabhi sabha me bethe the. To indra ne ek dev ko Himalaya me ek yesa isthan dekhne ko kaha jaha dalasur or dakshasuri ka nivash ban sake. or fir sab dalasur ko waha kese bulana hai ye sochne lage. Sabhi jante the wo aj danavraj hai to dev raj ki baat to sunega nahi. Fir bhi ek devdut ko indra ka sandesh le kar dalasur ke pass bheja. Kaam to hua nahi wo bichara bhi vashna ki aag me jalne laga. hahahaha
Kuch devo ne yuddh ka sujhav diya. per usse bhi kuch nahi hona tha. tab indra dev ne apni kuch apshrao ko bulaya ko unko patal ja kar dalasur ko apne rup jaal me phasa kar himalya per lane ko kaha. Or jab ye apsharaye waha pahuchi to dalasur per unke rup jaal ka koi aashar hi na hua. Unke pass unki apshra dakshana jo thi. wese bhi dalasur ne kabhi bhi apni patni ko chod kisi or ki taraf dekha tak nahi tha. unki vashna ki purti ke liye wo bahut thi. ye apshraye bhi vashna ke aadir ho kar lot gayi. Per kuch hal na nikla. (bhaiyo mene jan kar in dono ghatnao ko short ne niptaya hai kiyoki inse flashback lamba hoga keval)
Ab sabhi dev pareshan ho chuke the. Samashya ka samadan jan kar bhi kuch nahi kar pa rahe the. Ye sab fir se aahil ji ke pass ja pahuche. Tab aahil ji ne unse kaha ki kisi yese ko bhejo jiski har baat dalbhya ne sada mani ho. Jese ki unke mata pita…. Ab indra ko sahi marg mil chukka tha. jab sab fir se swarg ki sabha me pahuche to unhone dalbhya ke pita ko bulaya or sari baat batai. Uske pita apne putra se fir milne ko sun kar hi prashan ho gaye. Or indra ke kahe anusaar ja pahuche patal nagri me. Jab wo dalasur ke mahal ki or jane lage to danavo ne unka rasta rok liya. Tab unke pita ne bola – main ek devdut hu. Or naam hai – divyansh. Ek bar apne danavraj se ja kar bolo ki divyansh milne aaya hai.
Danav bhi sochne lage ki aj kal devlok se bhaut hi log patal me aa rahe hai. kyu na iski suchna D. guru ko bhi kar di jaye. Is liye ek danav dalasur ki ke pass chala gaya to ek D. guru ke pass. Jab danav ne dalasur ko kaha ki koi devdut divyansh apshe milna chahata hai. to dalasur ye naam sun kar chok gaye. Unke man kahne laga ki ye jo bhi hai. unke liye bahut hi samaniye hai. to dalasur ne us danav ko kaha ki jao or us devdut ko aadar sahit uske pass le kar aao.
Kuch hi der me baap bête amne samne the. Apne putra ko danav rup ne dekh kar unko dukh ho raha tha. to dalasur apne pita ko pahchanne ki koshish kar raha tha. dakshasuri bhi unke pass hi thi. dono ko hi agne laga ki inse jarur koi rishta hai. per ye dono apne pita ko pahchan nahi pa rahe the. Kuch der ke monk e baad divyansh bole
Divyansh – hey danav raj main devdut divyansh hu. Or yaha main apne devraj ka sandesh le kar aaya hu. Kya mujko agya hai ki main wo sandesh apko suna saku??
Dalasur – hey devdut apko hum pahchan nahi pa rahe hai. na jane kyu lagta hai ki mera apse koi purana rishta hai. per abhi ape k dut hai to ap sandesh suna sakte hai.
Divyansh – ji devraj ne apse milne ki ichcha jatai hai. wo apse himalya ki pahadiyo me milna chahate hai. kya ap or rani dono devraj se mil kar unki ichcha ka samna kar sakte hai.
Dalasur – nahi kadapi nahi… humko devraj se milne jane ki koi ichcha nahi hai.
Divyansh – per main divyansh bhi ye chahata hu ki ape k bar unse jarur mile. Or apko milna hi hoga…..
Divyansh ki baat or awaj ne dalasur ke man or dimag ko hila diya. usne apne pita ki kabhi bhi koi baat nahi kati thi. or aj uske pita fir aj use kuch kaha rahe the. To wo chaha kar bhi na nahi kar paya.
Dalasur – yadi ap yesa chahate hai to hum dono jarur devraj se milne jayege. Hum kal subha waha pahuch jayege. Ap ye devraj ko bata dena.
Divyansh dalasur ki baat se khush ho kar chale jate hai or D. guru waha pahuch jate hai. or jab D. guru ko puri baat pata chalti hai to wo sochne par sajbur ho jate hai ki yesa kya hai ki devraj danavraj se himalye per hi milna chahate hai. D. guru ko bhi gyat tha ki dalasur ek dev hai. or ek sharap ke karan danav ban chuke hai. or D. guru bhi dalasur ki vashna se pareshan ho chuke the. Kiyoki dalasur danavo ki bhalai ke liye kuch naya nahi kar rahe the. Or na hi abhi tak devlok per aakraman kiya tha. D. guru ko ye samay aacha lagta hai devo se apna purana badla lene ka.
D. guru – danavraj inme hamko devo ki koi chaal najar aa rahi hai. kuch to hai jiske karan ye devraj apse milne ko itne vayakul hai. mere hishab se apko apni sena ko tayar karke le jana chahiye. Wo apke piche chup kar rahegi. Yadi devo ne koi chhal kiya to uske liye apko sena ki jarurat padegi..
Dalasur – apki baat uchit hai guruji. Hum yesa hi karege.
Fir dalasur apne senapati ko bula kar sena teyar karne ko bol dete hai. idar D. guru dalasur ke beto se milte hai or ek alag hi yojna tayar karte hai. puri raat tayariyo me hi gujar jati hai. idar indra dev ne bhi aahil ji ke pass suchna bhej di thi.
Next day morning me hi dalasur or dakshsuri bataye huye sthan par pahuch jate hai. unki sena bhi aa rahi thi. jo abhi piche hi thi. sena me unke 6 putra bhi the. Idar indra dev, dev guru, menka, daivyansh or aahil ji bhi waha pahuch chuke the. Indra dev ne is isthan per rahane ki puri vayavashtha karwa di thi. aahil ji ne ek hawan bhi suru kar diya tha. jisse waha ka vatavaran or bhi adik (+) energy wala ho gaya tha. jese hi dalasur or dakshsuri waha pahuche to waha ke vatavarad ka un per prabhab padne laga. unko apni vashna ko rok kar yaha aane me jo problem ho rahi thi. wo vashna ab kam hone lagi thi. dono ka dimag kaam karne laga tha.
Indra – aao dalbhya or dakshana.. yese ho tum dono??
Ye dono apne ye naam sun kar ek bar chok gaye. Unko to apna dev rup ka naam bhi yaad nahi tha. per jab indra ne inko inke ashli naam se pukara tab inko kuch kuch yaad aane laga. ek to yaha ke vatavaran me mind kaam kar raha tha dusra koi bhi apne naam ko jaldi hi pahachan leta hai. apna naam yaad karte huye ye dono wahi per beth gaye. Or apne bite huye dino ko yaad karne lage. Samne sabhi face jane pehchane lag rahe the. Per yaad kuch bhi nahi aa raha tha or jo yaad aa raha tha wo sab dundla tha. jab kuch der tak unko sab kuch puri tarha yaad naih aaya to indra dev or menka unko unki purani baate bata kar yaad dilane lage. Per koi fayeda nahi ho raha tha. tab aahil ji ne dono ko hawan kund kea age beth kar ek dayan karne ka naya tarika bataya. To dono unki bataye aanushar dayan me beth gaye. Or dire -2 unke andar ki vashna kam hone lagi or unke mind par padi dhul hatne lagi. Or dono ko sab yaad aa gaya. Or ye bhi yaad aa gaya ki pichle kuch saalo se wo dono kya ban gaye the or kya kar rahe the. Unko apne putro ka bhi pata chal chukka tha. ab dono ki aakhon se aashu baha rahe the. Fir dono jan sabhi se maafi magne lage. Jab ye sab ho gaya tab indra dev bole
Indra – dalbhya chahe tum danav ban chuke ho per tum apne karam se apna muh nahi mod sakte. Manav kalyan hi tumhara lakshya hona chahiye.
Dalasur – ji dev kesa hi hoga. Per hum dono apni vashna ko abhi bhi kabu nahi kar pa rahe hai. isko shant karne ka koi uppaye bataiye.
Aahil – beta ye mere sharap ka hi aashar hai. tum dono jitna kam sambhog karoge. Ye vashna utni hi kam hoti jayegi. apna man dyan me lagao. Or apne dev rup ko fir se jagrit karo. Jab tum apne dev rup ko jagrit kar loge to tum apne ap ko 2 bhag me vibhajit kar loge. Per ye vashna tumhare andar sada bani rahegi. Inko kam to kiya ja sakta hai per khatam nahi kiya ja sakta. Or jitna tumhara dev rup balshali hoga. Untna hi kamjor tumhara danav rup hoga. Tum apne danav rup ko apne dev rup ke niyantran me rakhoge to vashna ki aag bhi tumko kam satayegi. Ye 1-2 din me sambhab nahi hoga. Tum dono jitna dayan lagaoge utna hi ye tumhare vash me hone lagegi. Or jab tum sambhog tayag doge. To ye fir badegi bhi nahi.
Dalasur – per guruji ye ham dono ko sada yese hi pareshan karti rahegi. Tab to hum kabhi bhi sakun se nahi raha payege. Or yadi dimag me ye vashna hi rahegi to jankalyan kese hoga??? Yese hum utit or anuchit pehchanege. Kese hamara man kisi achche karya ne agega. ?????? vashna me tadapta vyakti kisi bhi sat karam ko nahi kar sakta. Uske liye uski vashna ki purti ki uska pratham dharm ban jati hai. Vashna se yukt man or dimak kabhi nyay nahi kar sakta. fir kese???