Thread Rating:
  • 4 Vote(s) - 2 Average
  • 1
  • 2
  • 3
  • 4
  • 5
Adultery Intehah................(A Tale Of Lust)
Update- 64 (A) (Megha Update)

dopahar ke khana khane ke baad sana aur kavya aapas mein baaatein karte hain aur kavya sana ko sab kuch samjhati jati hain.............wahin dusari taraf raghu ke chehrey par kameeni muskaan fir se tair jati hain jab usney sana ko yahan aate dekha tha...............wo bhi bag lekar...............itna to wo janta tha ki sana yahan par rehney aayi hain............aur aab uska dimag kuch zyada hi tezz chalney laga tha............wo  ghanton baitha yehi soch raha tha ki aisa kya kare ki wo kavya ko apne kadmon par neechay jhuka de..............aur kafi sochney ke baad aakhir uske dimag mein kuch aisa idea aata hain jissey uske chehrey par fir se ek kameeni muskaan tair jati hain........................jo shayad kavya ke liye kahin na kahin fir se ghatak saabit hone wali thi..................................

Ab Aage...........................................................

Raghu ko aise khyalon mein dooba hua dekhkar jeetu bade gaur se uske chehrey ki taraf dekhney lagta hain...........wahin jeetu uske paas aata hain aur uske kandhon ko kaskar jhanjhorta hain...............jiisey raghu apne khyalon ki duniya se bahar nikalta hain...........

" ye kya akele baithey baithey khyali pulaav paka raha hain..........main to kehta hoon ki aab yahan humari daal bilkul bhi nahin galne wali............dekha nahin kavya ki ek aur saheli aa gayi hain yahan par rehney..............aur uske rehtey to hum aab kavya ka kuch bhi nahin kar sakte...............is liye bekar ka dimag mutt chala aur ........................." jeetu ki baatein aabhi poori hoti tabhi raghu beech mein hi bol padta hain...............

" aur ..............hum yahan se apni boriya bister samet le................aur kahin aur chale jaye ............yehi naa..................wo to hum yahan se jayengey hi ..............magar tu jaisa soch raha hain waisa kuch nahin hone wala.............bus tu dekhta jaa..........aagey main kya karta hoon............ek baar kismet aazmakar dekhney mein koi burayi thodi na hain............kismet aacha raha to sab theek..........nahin to is ghar se waise bhi bahar jana hi hain.............." aur raghu jeetu ko bina kuch bataye fauran bahar ki taraf nikal jata hain wahin jeetu bade gaur se raghu ki taraf dekhney lagta hain.............

" sala pagal hain..................main to kehta hoon ki aab yahan aur kuch nahin hone wala..................wo ram bhi aab humare khilaaf ho gaya hain...........sala dekhney ke bawjood humse baatein tak nahin karta............wo bhi aab humare kisi kaam ka nahin raha...........aur ye uski saheli bhi sali bahut tez lagti hain..........lekin jo bhi hain sali bahut mast maal hain..................isey bhi chodey mein bada maza aayega.............ye bhi memsaheb ki tarah mast maza degi...............magar sali haath aaye tab to koi baat bane............" aur jeetu akele mein badbade lagta hain wahin ek baar fir se uska haath uske laude par chala jata hain jo wo sana ke bare mein soch sochkar apne lund ko dheere dheere se masalney lagta hain...............

*********************************************************

waqt guzarta gaya aur agle din kavya apna kuch saman ek bag mein lekar gurgaon ke liye nikal padi..............wahin usey chodhney sana aur ram bahar tak aaye hue they.............ram fir apni car nikalta hain aur kavya ko us car mein baithakar seedha railway station ki taraf le jata hain................idher sana kamrey ko lock karke wapas ander chali jati hain.............wahin kuch door par chupkar jeetu aur raghu kavya ko jata hua bade gaur se dekh rahe they.................wahin raghu ka dimag poora ghoom gaya tha.............usey ye samajh mein nahin aa raha tha ki kavya is tarah bag lekar aakhir jaa kahan sakti hain..............

khair jo bhi tha uske raaste ka sabse bada kaanta filhaal door ho gaya tha..............kavya ke roop mein...........kyon ki wo yehi soch sochkar pareshan tha ki kavya ke rehtey aakhir sana ko wo kaise apni mutthi mein kar sakta hain...........aab to jaise uska raasta poora saaf ho gaya tha...............ye dekhkar wo munn hi munn khushi se jhoom uhatha hain..............

" chalo ..............jis cheez ka mujhe tension tha wo apne aap door ho gaya.............kavya kahin gayi ho............kum se kum uske na rehney se hum yahan par apne tarike se reh to sakte hain..............main to manata hoon ki sali wo kum se kum 15 dinon ke baad hi yahan aaye..........taki is beech hum us nayi laundiya ko apni mutthi mein kar sake..............aur us ladki ko kavya ke prati hathiyaar banakar uska sahi dhang se uske upar istemal kar sake...............jissey sala saanp bhi murr jaye aur laathi bhi na toote............................magar sala sawal ye hain ki wo is tarah se bin bataye achanak se jaa kahan sakti hain............ye sochney wali baat hain...............khair wo to baad mein pata lag hi jayega............jo kaam humein yahan rehkar karna hain aab usey anjaam dene ka sahi waqt aa gaya hain................" aur raghu apne chehrey par kameeni muskaan liye jeetu ki taraf dekhta hua bol padta hain wahin jeetu uski baateion ko sunkar hans padta hain................

" tujhe kya lagta hain ki wo tujhe kahin aab batakar jayegi............jab tu uska kuch lagta tha .........tab lagta tha............magar aab tu uska koi nahin hain.............khair aab bata tera idea kya hain............kya karna hain humein................" aur jeetu sawal bhare nazreion se raghu ki taraf dekhta hua dheere se bol padta hain wahin raghu kuch der tak sochney ke baad fir se bolna shuru karta hain............

" humein nahin...............aab jo kuch bhi karega wo bus tu hi karega...............main nahin...........kyon ki aab mujhse ye natak aur nahin hone wala............tujhe aab us ladki ko kaise bhi karke apni mutthi mein kaid karna hain..............usey apne pyaar ke jaal mein jitni jaldi ho sake fansana hain...............aur ye kaam kum se kum ek haftey ke ander ho jane chahiye.................kyon ki kavya ka koi bharosa nahin..........wo kabhi bhi aa sakti hain............aur agar wo aa gayi to ye kaam humare liye aur bhi bahut mushkil ho jayega................" aur raghu apni baat khatam karte hue fir se hans padta hain wahin jeetu bade gaur se uska chehra dekhney lagta hain..............sach to ye tha ki usey raghu ki baatein kuch bhi samjh mein nahin aayi thi.................

" main......akela...........kya kar sakta hoon..........mujhse nahin hoga aur kuch..............." aur jeetu fauran naa mein apni gurden dheeere se hila deta hain wahin raghu fir se uski baateion sunkar hans padta hain.............

" tujhe is baar bhi wahin karna hain jo tu ram ke saath karta aaya tha................aab kehney ki mujhe aur kuch zarurat nahin...........aagey tu khud hi samjhdaar hain............." aur raghu fir se apne khyalon mein doobata chala jata hain wahin jeetu bhi apne soch mein khota chala jata hain.............dekhna tha ki aane wala waqt kaun sa mod lekar unki zindagi mein aane wala tha........................

" aab yahan baithey rehney se kuch nahin hone wala.....................jaa ander jaa..............jaa aur ussey ye pooch ki ghar ka kaam karana hain ki nahin..........agar wo naa kahe to fauran uske pawn mein gir jana............aur koi roni wali kahani usey suna dena............aur haan kahe to fir jaisa maine kaha tha waisa hi karna..............magar hoshiyaari se...............ye yaad rakh ki kavya ko maine pataya tha.........to maine usey tujhe aur un sab mein khane ke liye banta tha...............usi tarah agar ye laudiya bhi pat gayi to tu isey bhi hum sab mein bantega..................fir hum sab bhi isey milkar apni marzi se jaisa chahengey waisa khayengey............." aur raghu bidi ki ek kaash leta hua fir se khyalon mein doob jata hain wahin jeetu haath mein jhadoo leta hua fauran main door ke taraf chal padta hain..............wahin jeetu ka dil zoron se dhahdak raha tha.............

jaise ho wo main door ke paas pahunchta hain wo thodi der ruk jata hain aur fir kuch sochkar wo us bell ko dheere se press karta hain..............thode der baad samney ka main door khulta hain aur sana samney khadi hui nazar aati hain...............wahin jeetu apna sir jhukaye khamosh khada tha aur sana uske taraf bade guar se dkehey jaa rahi thi............

" kaun ho tum.................." aur sana jeetu ki taraf dekhti hui dheere se sawal karti hain wahin jeetu apni gurden upar ki taraf karke uski taraf dekhta hua dheere se jawab deta hain..............

" jee..............main is ghar ka naukar............main ye poochney aaya tha ki aapko kisi cheez ki agar zaroorat ho to aap humse keh sakti hain................" aur jeetu dheere se sana ki taraf dekhta hua bol padta hain wahin sana uske huliye ko bade gaur se dekhti jaa rahi thi.........

" magar...............kavya ne to mujhe tumse koi kaam lene se mana kiya tha...............fir.........." aur sana dheere se jeetu ki taraf dekhti hui bol padti hain wahin jeetu is baar dheere se muskura padta hain...............

" bade log hain na aap log memsaheb...............hum chote logon ki kya aukaat............meri tabiyaat theek nahin thi is wajah se main kuch dinon se yahan par kaam par nahin aa saka..............ho sakta hain memsaheb isi baat ko lekar mujhse gussa ho...............agar aap nahin mujhse koi kaam karana chahti hain to koi baat nahin............main jaise yahan aaya tha .......waise hi bahar chale jata hoon............." aur jeetu baat banate hue dheere se bol padta hain wahin sana bade aur se uske taraf dekhey jaa rahi thi.............kuch der ki chuupi ke baad aakhir jeetu mayoos hokar peechay ghumta hain aur jaise hi wo do kadam jane lagta hain sana ki awaaz sukar uske badhtey kadam fir se ruk jate hain.............

" ruko...............jab tum yahan aa hi gaye ho to kaam khatam karke chale jawo..............waise tumhara naam kya hain.............." aur sana jeetu ko ajeeb si nazreion se dekhti hui bol podti hain wahin jeetu jawab mein dheere se muskura deta hain............

" log mujhe jitendra ke naam se jante hain............par aap mujhe jeetu kehkar bula sakti hain.........pyaar se ................aapka bahut bahut shukriya memsaheb................waise aap memsaheb ki bahut khaas saheli hain...........aap unhi ki tarah bahut khoobsurat bhi hain............." aur jeetu baat banate hue dheere se sana ki aanhkon mein dekhta hua bol padta hain wahin sana fauran apni nazrein neechay ki taraf jhuka leti hain.............shayad sharam se.............usey jeetu ka yu tariff karna kuch ajeeb sa lag raha tha...........

" kaun kaun se kaam kar lete ho tum............." aur sana jeetu ko ander bulati hain aur uski taraf dekehti hui ussey sawal karti hain wahin jeetu fir se muskura padta hain................

" main ghar ke sare kaam kar sakta hoon memsaheb..................aap ek baar hukum karke to dekhiye...........humari memsaheb humse bahut khus rehti thi ............hum log unhein kabhi shikayat ka mauka nahin dete they.........aapko bhi nahin dengey..............." aur jeetu sana ko sir se lekar pawn tak ajeeb si nazreion se ghoorney lagta hain.............uske chuchiyon ko......to kabhi uske kamar ko.........uska dil to aabhi kar raha tha ki wo sana par aabhi chadh jaye...........magar............jab chidiya pyaar se jaal mein fans jaye to zabardasti karney se kya fayda..................

" waise ek baat kahun...................aap humari memsaheb se bhi zyada khoobsurat hain...............memsaheb to bahut sunder hain magar aapke mukable thodi feeki hain............." aur jeetu sana ko apni baateion mein uljhana shuru kar deta hain wahin is baar sana uski baateion ko sunkar muskura padti hain................jeetu bhi ye baat aachey se janta tha ki kaun si aisi ladkiyan hain jinhein tareef aachi nahin lagti..............." jeetu ke is tarah tareef karney se sana ke chehrey par hulki si muskaan tair jati hain wahin jeetu bhi uski taraf dekhta hua haule se hans padta hain.......................

Continue.......................................................................
Like Reply


Messages In This Thread
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 06:46 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 09:00 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 02-06-2019, 09:26 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 03-06-2019, 06:59 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 04-06-2019, 01:55 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 09-06-2019, 02:18 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 10-06-2019, 02:42 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 14-06-2019, 09:34 AM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 14-06-2019, 10:45 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 09:47 AM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 04:14 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 15-06-2019, 08:49 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 17-06-2019, 08:20 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 18-06-2019, 10:21 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 22-06-2019, 03:14 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 04-07-2019, 02:27 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 05-07-2019, 06:03 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 06-07-2019, 09:50 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Pappu pelu - 07-07-2019, 04:15 PM
RE: Intehah................(A Tale Of Lust) - by Ajaykumar82 - 09-06-2020, 11:54 AM



Users browsing this thread: 38 Guest(s)