24-02-2019, 05:55 PM
Update-27
Kuch pareshaani h kya..??
Me : are chachi aap subah subah aate hi bechari par yuhi baras pdi toh bechari ka muh toh latkega hi
na.
Chachi : dekho bacchoo. Mene tumhe isliye daanta kyuki aajkal duniya itni sidhi nhi jitna humlog isse
samajte h. Raat ko yu bahar rukna wo bhi akele bilkul sahi nhi.
Neha : ji maa aap sahi keh rhi h. Me aage se iska dyaan rkhungi.
Hum Sab ne lunch kiya aur fir apne apne room me chle gye. Chachi apne ghar ke kaamo me lg gyi.
Me room me pahucha aur kuch kitaabe nikalne LGA. Itne me hi mera phone bajne LGA . dekha toh
akram ka phone aarha tha. Sab ye sala kyu phone kr RHA . kya syappa pad gya hoga ab. Sala kahi
firse koi panga toh nhi hogya. Kai saare sawaal Mann me aane lge.
Me : hello akram bhaijaan...!!!
Aaj hume kese yaad krliya. Kya baat h janab.
Akram : kyu bhai hum yaad nhi kr sakte tujhe. Aur suna kya chl RHA h tera.
Me : kuch nhi bhai . apna toh bas wahi daily routine chl RHA . ghar se college aur college se ghar.
Akram : hmm.. Tujhse kuch kaam tha yaar.
Me : bolo bhaijaan .
Akram : yaar himare yaha ek function h aur tujhe bhi usme sarikh hona h.
Me : bilkul bhai aajaonga. Jab aap kahu. Wese thode kaam h yaha but me aajaonga.
Akaram : bhai aajaiyo pakka. Wese ye invitation tujhe me nhi de RHA hu. Balki abbujaan ka hukkum h.
Wahi keh rhe the ki tumhe jarur bulaye. Toh bhai tu pakka aajaiyo.
Me : thik h bhai. Me pakka aajaonga. Wese kab h ye function..??
Aur kis baare me h ye function.
Akram : yaar abbujaan ki shadi ki saalgirah h isliye pure seher ke naamchin logo ko bulaya h. Tu toh
jaanta h siyasat me apna naam banaye rkhne ke liye ye sab get together toh krna padta hi h.
Wese function sham ko 5 bje se suru hoga aur puri raat chlega. But tu dopeher me hi aajana . wo kya
h na kaam me thodi madad ho jayegi.
Me : bilkul bhai. Aap tension na lo. Me sahi samay par aajaonga.
Mene phone cut kiya aur firse apni books me ghus gya. Yahi kitaabe hi toh h jo mujhe manjil tak