02-06-2020, 12:08 PM
Update- 62 (A) (Megha Update)
au jab usey hosh aaya to wo apne usi aalishan bunglow mein thi.................apne bister par soyi hui..............haan uske jism par ek shawl zaroor tha................jo uske nangey badan ko dhakey hua tha.................aur samney jiski shakal thi wo thi uske sabse chahetey.............uske pyare se us dewar.............. ram ki...........................jo wahin uske paas baju mein baitha hua uske haathon mein apna haath rakhey................aankhon mein aankhein dale bus usey lagataar ek tuk dekh raha tha................aur ussey ye pooch raha tha ki.............kya ye intehah hain.......................uske mohabaat ki................ya ye intehaah hain.................uske hawas ki............ya ye intehah hain...................uske jawani ki.....................jiski wajah se aaj wo is mukaam par khadi thi...................jahan par na aab praschiyt tha................aur na hi pachtawa..........................
Ab Aage...................................................................................
Kavya ka sara jism bahut buri tarah se dukh raha tha................uski choot...............gand ........aur saath hi saath uske pet ka wo hissa jahan par uski baachedani thi.........................jo shayad aab nahin thi.................jab usey thoda hosh aata hain wo fauran apne ek haath ko us shawl ke ander le jati hain aur apne pet par lage us taankey ko apne haathon se tatloney lagti hain...........aur khud mehsoos karti hain ki kaash wo jagah pehle ke jaisa ho............uspar koi taanka na laga ho..............achanak se uske jehan mein irfan ki wo aakhiri baatein yaad aane lagti hain jo usney ussey kahi thi............magar kavya ka ye bhram door ho jata hain jab uske haath uske taankon aur un jakhmon par padte hain jo usey un paanchon ne kisi saugaat ke roop mein usey di thi...............wo zakhm jinhein wo kabhi marte dum tak nahin bhoolney wali thi................
Aur jab kavya ko ye ehsaas hota hain ki wahan par taankey lage hue hain to wo apne aapko nahin rok pati aur wahin foot foot kar aabki bar roo padti hain..............uski aankhon se aansoon kisi jharney ki tarah lagataar bahe jaa rahe they...............wahin ram gumsum sa baitha kavya ka haath apne haathon mein liye bus................khamoshi se uski taraf dekhey jaa raha tha................dil to uska bhi poori tarah se toot gaya tha............magar na hi uske paas kehney ko kuch alfaaz bachey they................aur na hi lafz..................
wo haule se apne ek haath kavya ke sir par le jata hain aur usey chup karata hain............wahin kavya beshush bus roye jaa rahi thi..........shayad usey aaj apne kiye ki saza jo mil gayi thi...........paschyataap saaf uski aankhon mein nazar aa raha tha........tabhi wo fauran apne aankhon se aansoon poochti hain aur ram ke taraf dekhti hui uske seenay par apna sir rakhkar dubara se foot footkar roo padti hain...........aaj uski aankhon se ye aansoon thamney ka naam nahin le rahe they...............shayad wo aaj dil kholkar roona chahti thi.......apne kiye gaye un paapon ka praschychit karna chahti thi............apne dil ka bojh hulka karna chahti thi...........magar shayad aab waqt nikal chuka tha.............aab shayad bahut der ho chuki thi..............ram bus ek tuk uski taraf dekhey jaa raha tha...............bol uske mooh se bhi ek shabdh nahin foot rahe they..............
shayad ram kehna to bahut kuch chahta tha magar...............ussey keh nahin paa raha tha..........kavya ka dukh..........tadap..........uski bebasi.............laachari............ dard...........sab kuch uske dil par ek teesh bankar chubh raha tha...............kavya ka yu foot footkar rona uske dil ko pal pal chalni karta jaa raha tha..............chahta to wo yehi tha ki wo uske sare gum ko apna bana le..........uske sare dukhon ko door kar de............magar halat ke aagey shayad wo bhi aab mazboor ho gaya tha..............jaise taise wo apne zazbateion ko sambhalta hua kavya ke sir par apne haath ferta hua..............bade pyaar se kisi baachon ki tarah usey pyaar deta hua aahista se bol padta hain..............
" chup ho jawo bhabhi...............please.............mujhe aapka ye roona aab dekha nahin jaa raha................." aur is baar ram apne ek haath ko kavya ke galon par le jata hain aur uske aankhon se behtey un aansoonwon ko ek ek kar poochney lagta hain...........aur bade pyaar se uski aankhon mein aankhein dale uski taraf dekhta rehta hain...........wahin kavya besudh si roti hui ram ki aankhon mein dekhti hain aur fir se foot footkar roo padti hain................
" kyon na rowun main..........................ram..............kyon.....................aakhir rone ke siwa mere paas aab bacha hi kya hain.................sab kuch to un logon ne meri loot li................meri izzat...............meri maan maryaada.....................mera wajood.............mera atmasamman..................mera guroor................." itni badi bhool aakhir mujhse kaise ho gayi................kyon main unlogon ke iradon ko samajh nahi payi.....................kyon................aakhir kyon!!!!!!!!!!!!!! main isi ke layak hoon...............aab to mujhe jeenay ka bhi haq nahin hain..............main aab murr jana chahti hoon................nahin jeena mujhe....................nahin jeena aab...................main aab apni zindagi se poori tarah haar chuki hoon..................." aur kavya itna kehkar fir se foot footkar roo padti hain wahin ram bus taktaki lagaye kavya ke taraf dekhey jaa raha tha...........usey kuch bhi samajh mein nahin aa raha tha ki wo kavya ko aakhir kaise samjhaye...............
" bhabhi ...........jo hua wo theek nahin hua.............magar aab aap usey badal to nahin sakti na............is liye aab aapke liye yehi aacha hoga ki aap un beeti baateion ko kisi bure sapney ki tarah bhool jaiye.................aur fir se ek nayi zindagi dubara se shuru kijiye................" aur ram is baar kavya ka haath haule se uske haathon par rakh deta hain aur bade pyaar se uski taraf dekhta hua bol padta hain wahin kavya jaise baukhlaa si jati hain...........
" bhool jawun...........................aur wo bhi unhein.............ye kabhi nahin ho sakta ...........aur mere jeetey jee to ye mumkin nahin................aur agar aisa hua to wo mera aakhri din hoga.............ye zakhm to aab itna gehra ban chuka hain ki jab tak main jiwungi tab tak ye nasoor ki tarah mere seenay mein humesha chubta rahega...................main un sab ko kabhi maaf nahin karne wali................kabhi nahin................." aur is baar kavya ki aankhon mein pratishodh ki bhavna dheere dheere janam lene lagti hain wahin ram taktaki lagaye bus kavya ke chehrey ko dekhey jaa raha tha................
" bhabhi aise zazbati hone se kuch haasil nahin hone wala..................main hoon na aapke saath...............aapke har kadam se kadam milakar main aab chalunga.............main aapko har jagah sahara dunga............aur main khud aapka sahara banuga..............kabhi bhi.....kisi bhi mod par.................." aur ram is baar kavya ki himmat badhata hua dheere se bol padta hain wahin kavya taktaki lagaye bus ram ke taraf dekhey jaa rahi thi...............
" ram.........................mujhe ek pain killer lakar dogey...............mera jism bahut dukh raha hain...............ye dard to aab lagta hain jaise meri jaan lekar rahega..........kaash..................meri maut aa jaye tab jakar mujhe sukoon aur chain milega.................." aur kavya fir se roo padti hain...............wahin ram bhi bhawuk ho gaya tha...................uski aankhon mein bhi chand aansoon they jinhein wo bade muskhilon se apne palkon par roka hua tha...............magar ye aansoon kabhi bhi uski aankhon se baras sakte they...............
" bhabhi.........please............aap chup ho jaiye...........aap marney ki baatein kyon karti hain..................mujhe aacha nahin lagta..............main hoon na............" aur ram is baar apne palkon pe un aanswon ko nahin rok pata aur uski aankhon se wo aansoon kisi jharney ki tarah baras padte hain.............wahin kavya bhi rooti hui uski taraf ek tuk dekhey jaa rahi thi..............
" galti meri hi thi ram...........kaash main wahan jane se pehle ek baar is bare mein tumse zikra to ki hoti .............aur tum mujhe mana kar diye hote............to ......shayad...........ye na hota..............." aur kavya roote hue fir se bol padti hain wahin ram is baar uski aankhon se aansoon poochta hain aur is baar usey bade pyaar se gale laga leta hain..............kafi der tak dono ek dusare ki bahon mein rote rehtey hain fir ram kavya ko apne se door karta hain aur jakar pain killer le aata hain...........
" ye lijiye dawa .........isey aap kha lijiye.............isey aapka dard kuch kum ho jayega................." aur ram us pain killer ko kavya ke haathon mein deta hua dheere se bol padta hain wahin kavya us dawa ko kha leti hain..........
" ye zakhm to fir bhi bhar jayengey ...............ram.......magar in logon ne jo zakhm ..........jo ghaav mujhe diye hain..........uska kya!!!!! wo to kabhi nahin bharengey na.............main un sab ko kabhi maaf nahin karney wali...........aab tak ye sab mere dost jaise they..............magar aaj se ye sab mere sabse bade dushman hain..............aur agar dushman ko harana hain to sabse pehle uske bare mein sab kuch jaan lena chahiye............uski taqat.........uski kamzori..........uska peechay ka ithihaas..............aur sabse bada sawal to mujhe aab tak ye khaye jaa raha hain ki jeetu aur raghu ne mere saath aisa kyon kiya.........mana ki wey sab mere dushman they................magar dushmani agar inhein mujhse nikalni hi thi to in logon ne mujhse dosti ka jhoota natak kyon kiya..............in sab ke peechay zaroor kuch gehra raaz chupa hain jo aab tak mujhse anjaan hain..........aur raghu to gurgaon sehar ka rehney wala hain na................"
" to kya wo yahan mujhe barbaad karney ke maksad se hi yahan aaya tha.................ho na ho mere ateeth mein hi ye sare raaz kahin na kahin dafan zaroor hain..............aur agar mujhe in sab ke bare mein agar shuru se janana hain to ek baar fir se mujhe usi jagah.............usi sehar mein jana hoga jahan main wo sehar bahut pehle peechay chodh aayi hoon..................gurgaon.................wahan jane ke baad hi in sab ke asliyaat se parda uthega..................
aur sabse badi baat mujhe wo rajan naam ka saksh kuch jana pehchana sa laga............agar wo yahan naya hota ya is sehar ka hota to yakeenan main usey pehle kabhi yahan na dekhi hoti ya ussey na mili hoti......na hi uska chehra mujhe pareshan karta...............kahin ye bhi to gurgaon sehar se nahin aaya...............kahin ye bhi kisi cheez ka mujhse badla to nahin le raha..........." aur kavya apne dimag par zor dalney lagti hain aur kisi movie ki tarah ek ek ghatna uski aankhon ke samney nazar aane lagta hain............aur jab uske dimag mein kuch baaatein yaad aati hain uske chehrey ka rang ek baar fir se feeka padh jata hain.............
" bhabhi........is waqt aapko aaram karney ki zarurat hain............aap aaram kijiye..........ye sab aap baad mein bhi soch sakti hain.................." aur ram kavya ke sir par haule se apna haath rakhta hua dheere se bol padta hain wahin kavya aabhi bhi apne khyalon mein kahin gum thi.........
Continue...........................................................