30-05-2020, 05:16 PM
NEXT UPDATE - 5
[b][u](AB KAMYA OR RAMESH KI PAHLI MULAKAAT)
[/u][/b]
KYA RANG LATI HAI YE TO WAQT HI BATAYEGA.
[b][u](AB KAMYA OR RAMESH KI PAHLI MULAKAAT)
[/u][/b]
KYA RANG LATI HAI YE TO WAQT HI BATAYEGA.
Kamya : kya kaha babuji ?
Ramesh : arey mera matlab tha ki mujh pyase ko thoda sa pani milega jisse ki meri Deh ki pyas bujh sake.
Kamya : haan.. haan.. kyon nahi.. har koi kuye ke paas apni pyas bujhane hi ata hai or kuye ka dharm hi ki uski sari pyas bujha de. Jisse ki uski man or Deh ki santusthi ho sake. (kayma ghooghat ki ot karke kahti hai)
Ramesh : haan.. wahi to main kah raha hoon itni der se ke tum meri Deh ki pyas bujha sakti ho.. ?
Kamya : haan….. kyon nahi babuji aap mere paas aaye ho to mujhe to aapki pyass bujhana mera pahla Dharam hai.
Ramesh : to main apke paas aake apni Deh ki pyass bujha sakta hoon.. ?
Kamya : haan… jaroor aap aaiye or niche jhuk jaiye me samne se aati hoon.
Ramesh : arey aapko samne se dekhkar meri pyass aur bad rahi hai. Jara jaldi se aap meri pyass bujha do varna me mar jaunga. Ab mujhse raha nahi ja raha hai.
Kamya : arey babuji pahle thoda sabra to karna hoga. Bina pani ghade me bhare main apni pyass kaise bujha sakti hoon.
(sapne se bahar aata hai kyonki wo soch raha tha ki wo or kamya ki akele ghar me hai or Deh ki pyass bujhane ki baat kar rahe hai par jaise hi kamya ne ghade me pani bharne ki baat ki to wo uske mohphas ke jaal se bahar ata hai or use dekhta rahta hai.)
Ramesh : arey mera kahna tha ki aap jaldi se kuye me apna ghada dalkar pani nikalkar mujhe pila do jisse ki meri Deh ki Pyass bujh sake.
Kamya : mujhe jara thoda samay dijiye jisse ki main apki pyass bujha sakoon.
Ramesh : wahi to mere paas nahi hai kyonki jab apko dekha to mujhse apni Deh ki Pyass bujhne ki betabi bad gai hai ab mujhse or saha nahi ja raha hai.
Kamya : kya kaha apne… ? main samjhi nahi. Kaisi betabi ….
Ramesh : arey mera matlab hai ki apko kuye ke paas matka liye dekha to pine ki pyaas or bad gayi hai ye kah raha tha. Or aap kya samjhi..?
Kamya : (arey main kuch or samjh rahi thi) kuch nahi babuji.. aap niche baith jaiye me pani ghade me bharkar apko pilati hoon. Jissse ki apni pyass bujh sake. Or mujhe bhi khushi ho ki mere bazah se kisi pyase ki pyass bujh saki.
Ramesh : To phir jaldi kijiye na.. bhabhi ji..
Kamya : arey main aapki bhabhi kaise huyi.
Ramesh : mera kahne ka matlab hai ki aap shadishuda ho or main aabhi tak kunwara hoon. To isliye apko apni bhabhi kah diya tha.
Kamya : par main to apse umra me chhoti hoon. To phir apki bhabhi kaise huyi… ?
Ramesh : arey apke pati to mujhse bade honge na.
Kamya : (thodi udas ho jati hai..) or man hi man sochti hain baat to sahi hai inki par main kar bhi kya sakti hoon. ? or age bolti hai.
Mere pati to kari pahari ke kisi Mahajan (Jamidar) ke yahan par kaam karne ke liye unhe jana hai badi muskil se unhe kahin par kaam milta hai or wo bhi kabhi kabhi ab to ghar ka gujara bhi sahi se nahi ho pata hai kal mahajan ke Munshi ji mere pati or kuch logo ko unhe purine ghar ki marammat ke kaam ko karne ke liye bola tha shayad wo a to nahi gaye jaldi se khana banana ke liye main ghade me pani bharkar le ja rahi hoon.
Ramesh : arey wo jamidar to main hi hoon. Kahin mere yahaan.. ki hi baat kar rahi hai ye to jara iske pati ka naam poonchta hoon.
Kamya : babuji kahaan kho gaye aap pani nahi peena kya apko..?
Ramesh : arey aisi baat nahi hai jara apne pati ka naam to bata na ?
Kamya : mere pati ka naam jaanke kya karoge babuji apko to pani peena hai usse mere pati ke naam ka kya lena dena ?
Ramesh : main ye bol raha tha ki tum jis kari pahari ke Mahajan (Jamidar) ke yahaan kaam karne ke liye bol rahi ho main unhi ka chhota bhai hoon. Or tumhare pati ke sath kuch or log mere purane ghar ke marammat ke kaam ke liye aaj me unhe bheja hai bas tumhare pati bhi thodi der me jane wala hai.
Kamya : arey mai-baap aap to hamare malik (ann-data) huye. Mujhe maaf karna mujhse pahchhanne me galti ho gai main bhi kitni pagli hoon. Itni der se aap se baatain hi kar rahi hoon. Apko pani tak abhi nahi pilaya maine. (aisa kahte huye Kamya thoda Ghughat or neeche kar leti hai).
Ramesh : man me sochta hai. (arey ye to ghoonghat me kitni sundar dikh rahi hai kash ye mujhe pahle mili hoti to maza a jata. Par ab bhi kuch nahi bigda hai.
Iske pati ko kaam par lagakar maine bahut achha kiya ab iske kaam par lagne ki bari a gai hai. Meri kismat bhi mujhpe kitni meharbaan hai.) or kahta hai ki bhabhi tum bhi kitni pagal ho mujhe to apna devar hi samjho or ye kya mai-baap, ann-data, ya malik laga rakhha hai. Aajkal to sab barabar hai koi bhi chhota ya bata nahi hota sab ek hai.
Kamya : nahi malikkk… aap hamare malik hi ho jo mere pati ko aapne apne yahaan kaam diya hai wo bahut nasha karte hai or thodi si kheti hai hamare paas usko bhi wo theek se nahi kar pate din-bhar gaanv me jua sharab peena or kisi na kisi se ladna bas yahi unka kaam hai.
Mai to unse bahut pareshaan hoon. Par main kar bhi kya sakti hoon. ?
sab kismat ka khel hai malik.
Ramesh : tum apni kismat ko kyon dosh de rahi ho..? har cheez kismat se nahi kuch karm karne se bhi hota hai. Or bhabhi ji tum mujhe baar baar malik mat kaho. Warna mujhe achchha nahi lagega or main tumse baat bhi nahi karoonga na hi tumhare haath ka pani piunga samjhi.
Kamya : ji … malikkk.
Ramesh : kaha na phir se malik.
Kamya : arey galti ho gai ab age se nahi kahoongi. Theek hai.
Ramesh : bhabhi tum mujhe apna devar kah sakti ho.
Kamya : par aap umra me to mujhe bade lagte ho to main apko apna dever kaise kah sakti hoon.. ?
Ramesh : to kya hua bhabhi tumhari shadi ho gai hai or tum shadisuda or sayad tumhare bachhce bhi ho. To is wajah se tum mujhse badi hui.
Kamya : chalo main aapse bahas nahi karoongi ab aap pani pee lijiye kafi der ho gayi hai. Baatain karte karte..
Ramesh : nahi pahle meri ek baat ka jabab dejiye mai apse kuch poonchna chahta hoon. Aap bura to nahi manegi..
Kamya : ab aapne mujhe bhabhi kaha hai to ab bura maane wali kon si baat huyi puchiye jo poonchna hai..
AB YE DEKHNA HAI KI RAMESH KAMYA SE KYA POONCHNA CHAHTA HAI JISSE KI WO KAMYA KO BHABHI KAHKAR DHEERE- 2 AGE BAD RAHA HAI KYA WO APNE MAKSAD ME KAMYAAD HO PATA HAI AGE JANNE KE LIYE READ MY STORY… CONTINUE..