21-02-2019, 07:54 PM
Humlog ghar se nikal rahe the to maine shaizan ko phone kiya ki ab main nikal rahihun ghar se 11:00 11:30 tak pahunch jaungi – maine kaha
Thikhai dear main to raat se intezar kar raha hun kab subah ho aur aap aayen – wobola
Youare imposible – main boli
Yei know – wo bola
Shutup bewakoofi mat jhara karo har waqt – main boli
Okmadam aiye aap -- main aap ko wahin milunga jahan bataya hai wahin utar jaiyegabas main aap ka intezar karta milunga aur dekhte hi aap ko naam se pukarunga –wo bola
Thikhai – main boli aur phone rakh diya
Mainshahnaz ko lekar bus stop pahunch gayi bus me bhut hi zyada bheed thi kyun ki buses bahut kam thi election ki wajah sekisi tarh seat to mil gayi lekin til rakhne ki bhi jagah nahi bachi thi bus mekisi tarah ro ro kar bus chal rahi thi bahut der ke baad achanak bus bahut buritarah idhar udhar puri sarak pe lahrane lagi aur sab ek ke upar gir rahe the ektalatum tha bus me tabhi bus sarak pe tirchi tirchi khair ho gayi aur sab utar utar kar bahar bhagne lage patachala ki uske pichle pahiye ka kuch toot gaya hai jis ki wajah se ab bus aagenahi ja sakti
Sablogon ko bahut gussa tha ki ab kya hoga bus ke conducter ne kaha ki aap logshant rahiye piche agar koi bus aayegi to ap logon ko us me bitha diya jayega ,lekin ye nahi pata tha ki bus kab ayegi
Maineniche utar kar pata kiya ki abhi wo shahar jahan main ja rahi thi wo kitna doorhai to maloom hua ki 60 K.M . hai yahan se , hum log intezar kar hi rahe the kipiche se ek aur bus aa gayi aur usko rukawa kar sab us me ghusne lage maine bhiandar jane ki koshish ki lekin ginjayi ki tarah us me log bhare hue the mainepahle shahnaz ko andar kiya fir khud andar jane ki koshish ki andar to pahuchgayi lekin khare hone tak ko jagah nahi thi har koi ek dusre ke upa charha jaraha tha ye dekh kar shahnaaz bahut pareshan ho gayi aur lagbhag roti hui bolibibbi utro is bus s mujhe nahi jana kahin please
Mainekha lekin hum ko pahunchna bahut zaruri hai lekin wo wahi kahti rahi main uskolekar utar aayi bus chal chuki thi maine rukawa kar us se utarna para aur isasna me mera mobile se utarte hue gira jo kisi ke pair takrakar bus ke nichepahunch gaya aur bus ke pahiye ke niche aakar kuchal gaya .
Buske nikal jane ke bad maine mobile utaya mobile kya us kuchle hue tukre uthayeaur shahnaz se boli lo ab kya karungi main ab to baat bhi nahi ho payegi kisise pura mobile mismaar ho gaya hai
Ooohbibbi ab kya Karen – wo boli
KyaKaren kuch nahi kar sakte na ab – main boli aur mobile toota kuchla hua us kodete hue boli lo rakh lo sambhal ke is ko
Abis waqt baht pareshani ka samna tha ki aage kaise jaya jaye wahan ke kuchraahgeeron se maine pucha to unhone bataya ki aage jao to wahan kuch na kuchsadhan mil jayega
Mainshahnaz ke sath paidal paidal hi aage chal dii lekin bahut der chalne ke baadbhi aage kuch nazar hi nahi aa raha tha siwaye sunsan sadak ke jis pe aati jatikuch gadiyan ya cycle
Mainchal rahi thi shahnaz mere piche piche chal rahi thi , tabhi maine piche dekhato shahnaz ghayab thi main ghbrakar idhar udhar dekha to wo srak ke kinarkhandak me utri ja rahi thi
Kahanja rahi ho – main boli
Baghme – wo boli
Dimaaghkharab ho gaya hai kya tumhara – main chillayi , jis pew o kuch nahi boli ,main us ko dekhtri woe k chote se plant ke pas ruk gayi aur us ke samne baithkar us ko dekhte hue boli bibbi yahan aao
Kyahai ar ye kya badtamizi hai tumhari – main boli